Jaiza: Analysis ke timing aur changing
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Analysis ke timing aur changing
    Dear friends aaj ke thread mein aapke sath mein analysis karne ki timing aur uske sath sath usmein Hone Wali changing ke bare mein baat karna chahta hun. Agar aapane a koi bhi analysis Karne hain to main aapko sabse best option de dunga ki aap Pichhle week ki trading ko check Karen aur history ko check Karen ki pichhali bich Mein market mein kya hua hai aur next week mein aane wali news kya kya hai unki basis per aap apne Andar Se Karen aur pk and ke upar analysis Karen tar ke weekly analysis aapke complete ho jaaye Uske bad aapane un news ko acchi Tarah Se fal follow karna hai aur Jab koi bhi news Mein change hoti hai to aap apne analysis main bhi use hisab se change karke apni trading ko beta banaa sakte hain aur Is Tarah Se aap ek acche tractor bhi ban sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Analysis ke timing aur changing

    ap ne hume acha info deya hai is main hume sarif analysis py hi nai depnds krna hota ha hume market ka baki knowledge be hasil krna chaiey jese k ap ne kaha ha k new trading krne k liye hu me pcihly trading ko check krna chaiye ur is tra hum pichly mistake ko be fallow krein gey tu hume asani hon gey next trading krne main hume phaly se hi pta hona chiaye k new ki timing kia ha is main eik time table set kr lena chaiye ur phr hume os time k hisab se is main kam krna chaiye agr hum news ko fallow nai krein gey tu hume is main sab se zada nuqsan udna parta ha is main do analysis ko lazmi fallow krna hota ha eik tecnical analysis ur dora fundamental analysis in ko fallow krne se hume market ka acha knowledge mil jata ha
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Analysis ke timing aur changing

      Forex trading ma agr apko koi bhi kaam krny ma kisi bhi trah sy koi preshani ho to apko analysis sy madad milti hai apko chue ky market ko technically fundamentally and sentimental value ky hisan sy pta ho ga apko to yeh apky leay aor hamary leay behtreen sbab bn skta hai trading ma planning tb kam kti hai jub hamen market ka basic ilm ho aor analysis ko use krna bhi ata ho agr hamen meta trader 4 ko istemal krna je na ata ho to iska ka hamen kya faida ho skta hai hai is bat ko apko zehn ma rakh ky acha kam krna chye aor dosro ko guide krnty huy important factor bhi smjhny chye market ko tb he behtreen tareeky sy smjha ja skta hai jub wo haary leay profit wali ho interesting kam tb he hota hai jub hamen kamyabi milati hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Analysis ke timing aur changing

        Dear friends hamin forex trading mai only analysis pr hi focous ni krna chahiye blky analysis k sat sta hamin market trands or apni pehly wali trades ko dekhna lena chahoiye us sy hamin kafi faida hasil hota hy or ham apni pehgly wali galtia b dekh lety hain or kosish krty hain k jo trade ham krny ja rahhy hai us mai koi purani mistake na ho or hamin apni trades mai analysis ki bht zyda zrurt hoti analysis ki madad sy ham 1 achhi trade ko pic krny ka faisla lety hai jitna zyda market ka knoelage hamry pass hoga ham utni hi achi trade kr skty hain market ka knowladge hamin tarde krny sy pehly last day ki trades dekhni chahiye k market kb kese or kis time pr chaging la rhi i or market ka level kia chal rha tha is sy hamin kafi faida hasil hoga or ham apni tacniques use kr k achi trade kr skain gy analysis or changing tradind mai bht ,maini rkhti hai hamin apni trades mai analysis ko use krna chahie or tr changing b zruri hain apni trade ko take profit hit hony sy pehly close kr dena chahiye
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Analysis ke timing aur changing

          اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
          Dear friends aaj ke thread mein aapke sath mein analysis karne ki timing aur uske sath sath usmein Hone Wali changing ke bare mein baat karna chahta hun. Agar aapane a koi bhi analysis Karne hain to main aapko sabse best option de dunga ki aap Pichhle week ki trading ko check Karen aur history ko check Karen ki pichhali bich Mein market mein kya hua hai aur next week mein aane wali news kya kya hai unki basis per aap apne Andar Se Karen aur pk and ke upar analysis Karen tar ke weekly analysis aapke complete ho jaaye Uske bad aapane un news ko acchi Tarah Se fal follow karna hai aur Jab koi bhi news Mein change hoti hai to aap apne analysis main bhi use hisab se change karke apni trading ko beta banaa sakte hain aur Is Tarah Se aap ek acche tractor bhi ban sakte hain.
          Yes dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum ne agar ais market mai trade lagani hai to ap ko ais market mai analysis karny ho gay aus k baad ap ais market mai agar trade lagaty hai to aus par ap risk bhi analysis k hisab se le sakty hai ais market mai ap ne agar trade lagnai hai to ap ko ais market mai planing karni ho gi aus k sath ap ais market mai agar apny analysis par yaqeen nai kary gay to ap ais market mai kisi par depend karty rahy gay aor kabi achy trader nai ban skaty ais liay ap ko chaye k ap apny analysis ko strong banye aor aus k baad ais market mai mehnat kary tab hi ap ko ais market mai faida ho jaye ga ais market mai ap jitni zayda mehnat karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ki apni mehnat hoti hai ap ko khud learning k baad analysis karny chaye tab hi ap achy trader ban sakty hai.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Analysis ke timing aur changing

            ap ko baz dafa technical analysis ki bina par boht achi trades milti ha tu traders wo trades open kar letay hain or wo trades kuch long time kay liey jub open rehti ha tu baz dafa aisa hota ha kay beach me koi aisi news ati ha jo traders ki open trades kay against work karti ha tu waha par traders ko market ki timing kay hisab se Apne analysis me changing lazmi karni chahie takay ap loss se bach sakain ager ap ki open trades kay kuch days bad boht high impact wali news a jati ha tu waha par market ki condition kay hisab se ap ko trades close bhi karna par sakti hain trades close hone kay time se pehle is tarah ap timing kay hisab se Apne analysis me changing kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Analysis ke timing aur changing

              Assalamu Alaikum dear friends SBI yah to aapane sahi kaha hai ki Humne Agar is market Mein trade Lagani hai to aapko is market Mein analyse karne Honge Uske bad aap is market mein agar trade Lagate Hain to use per aap ke hisab se le sakte hain is market Mein aapane Lagani hai to aap Nahin hogi uske sath aap Nahin Karenge to
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Analysis ke timing aur changing

                ANALYSIS KI TIMING
                bohat behtreen thread create kiya hai aap ne dear mein aap ki is baat see agree krta hun bi kul humein market ko Har tarha se observe krna chaheye aur har tarha see markeet ko analyze krny ki koshish krni chaheye kyun ky jitna acha hmara analysis ho GA utni he ache trading ko possible bnaya ja sake ga aur Agar hum yeh analysis apny knowledge aur experience KY according krty hain to yeh bohat best ho GA aur hmari kamyabi KY chances bhi increase ho jaen ge is ky ilawa hum news ky waqat news se pehle aur news ky baad market ka analysis kr KY bohat behtreen strategy Bana sakty hain is see bhi humein kamyabi hasil krny mein bohat ache help mil sake ge
                ANALYSIS CHANGING
                Time to time hum apna analysis change bhi kr sakty hain is mein bhi humein kisi bhi kism ki problem ka sna nahi ho GA aur humein aisa he krna chaheye humein market ki situation ko dekhty Howe apny analysis ko change krny ki koshish krni chaheye is tarha hum apny analysis ko na siraf behter Bana sakty hain balky hum ache aur successful trader bhi ban sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Analysis ke timing aur changing

                  Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men kamyab traders ki kamyabi ka raaz hi yehi hey k woh trade open karnay se pahlay market ka mukamal analysis kartay hen aur jo log forex trading men bagher analysis k trading kartay hen woh loss uthatay hen iss liay jin logon k pass market ko analysis karnay ka experience nhi hota unn ko chahiay k woh regular trading start karnay se pahlay seniors se rabta kar k acha analysis karnay ka experience hasil karen aur trade open karnay se pahlay market ka her lihaz se analysis karen aur trading chart se help len aur news aur signals ko follow karen aur phir trend line ko follow karen aur phir apnay balance aur experience k hisab se lot size select karen tu zaroor acha profit kama saktay hen
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Analysis ke timing aur changing

                    Yes brother ap ne sahe kaha hai kay humay agar ais market mai trade lagani hai to ap ko ais market mai analysis karny ho gay ais market mai ap ne agar trade lagnai hai to ap ko ais market mai planing karni ho gi aus k sath ap ais market mai agar apny analysis par yaqeen nai kary gay to ap ais market mai kisi par depend karty rahy gay aor kabi achy trader nai ban skaty ais liay ap ko chaye k ap apny analysis ko strong banye aor aus k baad ais market mai mehnat kary tab hi ap ko ais market mai faida ho jaye ga ais market mai ap jitni zayda mehnat karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ki apni mehnat hoti hai ap ko khud learning k baad analysis karny chaye tab hi ap achy trader ban sakty hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Analysis ke timing aur changing

                      Asalam o Alikum dear forex members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ak bahut he lajawab business ha is jesa koi bhi business nai ha is ko karny kay leye hammy bahut he mehnat ki zarorat hoti ha ham is main jitni mehnat karee gay utny he achy results hasil kar sakee gay is markit main hamy kaam karny kay leye is kay barry main achaa knowledge ki zarorat hotii ha jab ham usy hasil kar lety han to bad main is ki achi parectice karnii chaeye wo sirf demo accont pa he posible ha hammy ziada say ziada demo pa parectice karnii chahey ta kay hamary analsis strong hon or ham is ki markit say achaa profit hasil kar sakee or is main hammy jab bhi kaam karnaa chaeye hammy ak achii planning kay sath karnaa chaheye ta kay is markit main loss honey say bach sakeee or is say achaa profit hasil karee
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Analysis ke timing aur changing

                        Analysis kay timing her waqt hotay hain. Koi bhi trader na tou analysis ki ehmiat say inkaar ker sakta hai aur na he analysis kerna chore sakta hai. Forex trading market ki movement ko smajhnay kay liye analysis bohat zaruri hai aur iss baat ko her trader ko smajahna aur seekhna chaiye kiyu kay traders jabb takk analysis ki ehmiat ko samjhay gay he nahi uss waqt takk yeh possible bhi nahi hai kay trading mai loss say bacha jaa sakey aur profit achay earn kiye jaa sakey. Analysis ko traders jabb bhi koi trade open kernay ka plan kertay hain tou uss say pehlay zarur kerna chaiye. MT4 trading terminal pay instaforex ki taraf say bhi expert analysis update ho rahey hotay hain unhain bhi parhtay rehna chiaye aur trading terminal pay charts ko big time frames mai daikh kay bhi manual analysis kertay rehna chaiye kiyu kay iss say bhi kaafi faida hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Analysis ke timing aur changing

                          Dear member main aapki baat se ittefaq karta Hun ki Jab bhi humne forex market mein anil se lene hote hain to uske liye hamen market ki previous histry zarur check Karni hoti hai ki vah per pichhle week mein kis tarike se munh kar raha hai. Jaisa ki aap jante Hain ki forex market mein technical analysis aur fundamental analysis donon ko bahut ziada ahmiyat Hasil hoti Hai to is Surat mein Jab Ham baat karte hain technical analysis ki to hamen main market ki previous moment ke sath sath score different time frame ke hisab se analyse karna hota hai agar Ham Aisa Nahin karte to fir bahut ziada chances hote Hain ki hamara analaysis hundred percent correct Nahin hoga aur hamen trading Main loss ho sakta hai.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Dear ap jab be apny technical or fundamental analysis karty hain tu ap ko usi chart frame sy pata chalta hai kay ap ki trade long term hogi ya short term or kitny leverage or lot size or aik time mai kitni trades ko ap open kar sakty hain woh sub ap ko analysis karny kay bad pata chalta hai or ap support or resistance sy woh values jis pay trade mai entry laini hai woh pending order ki surat mai adjust kar sakty hain or bad mai analysis ka review lay kay ap us ko change be kar sakty hain. jis sy ap ko apny account ki har trade ko adjust or us sy achi earning kar sakty hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X