Jaiza: Uncertainty in the Market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Uncertainty in the Market
    Dear Members! Main ap logon say yeh pochna chahta hon kai market main achanak say uncertainity kis waja say ati hai aur hum is say kaisay bach saktay hain. Humay kiya precautionary measures lainay chahiyay market ki uncertainity say bachnay kai liyay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Uncertainty in the Market

    اصل پيغام ارسال کردہ از: meesamali پيغام ديکھيے
    Dear Members! Main ap logon say yeh pochna chahta hon kai market main achanak say uncertainity kis waja say ati hai aur hum is say kaisay bach saktay hain. Humay kiya precautionary measures lainay chahiyay market ki uncertainity say bachnay kai liyay.
    Diya aapane Ek accha question poochha hai aur Market Mein uncertainty ka matlab hai ki market Mein Achanak se Munh Mein hoti hai aur Market Mein is chij ka aayojan hota hai ki Kuchh pata nahin chalta ki market kis Taraf Jayegi Kyunki Jab market Mein movement Hoti Hai To to aap dekhte hain Ki ek trend ki Shakal Mein hoti hai yahan per uptrend hota hai ya FIR downtrend Hota Hai aur Agar aapko jaaye na pata chal raha ho ki market a friend mein hai ya FIR downtrend mein hai to aap samajh sakte hain ki use time market Mein uncertainty hai aur logon ko pata nahin hai ki kya hone wala hai Kyunki Kisi bhi news ki vajah se yah market mein aur Santan ki hoti hai aur ya FIR Koi expected news Hoti Hai Jiski vajah se aapko uncertainty hoti hai ki koi news Aane Wali Hai Jiske pass hi market ka rukh aapko Najar aaega.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Uncertainty in the Market

      gee han dost ap ne thek kaha hai market main jab achanak se movement hoti ha ye tab hi hoti ha jab market mai koi high news ati hein is liye dear hume is main samjdari se kam krna hota ha zada extra kam hume is main nuqsan deta ha hamra spread itna hona chaiye jise hum asani se safe rakh saken is main hum is din k andr hi acha profit hasil nai kr sakte hein hume kcuh time lagta ha dear daily hamra is main target hona chaiye ur os target ko fallow kr k hi hume kam krna hota ha hume is main knowledge hasil kr k trading krni chaiye tab hi hum is main apni trade se asani se profit hasil kr sakte hein hume chart indicotro ko be fallow krna lazmi ha kameaybi hume tab hi hasil hoti hai jab hum is main menat se kam krein gey tab hi mumin ha is main kameyabi
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Uncertainty in the Market

        Dear member forex market buri tarah damage ho chuki hai hi aur covid-19 ki situation ne isko itna bura hurt kiya hai ki shayad ab is market ko dobara se stable hone mein kafi achcha lag sakta hai. Forex trading mein covid-19 situation ki vajah se forex market mukammal taur per baharan Ka shikar rahi hai aur kuchh aise Hain Jo is hafte Tak aap yah down move Kar Gaye Hain ki jinki vajah se bahut se bade bade trader ne bara nuksan uthaya hai. covid-19 ki situation jab tak mukammal taur per clear Na Ho jaaye use waqt Tak ham Forex trading mein acche tarike se trading nahin kar sakte. Jitne bhi new traders Hain to unhen chahie ki is situation mein kam se kam trading Karen ya jitni bhi trading Karen lot size minimum Hona chahie.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Uncertainty in the Market

          اصل پيغام ارسال کردہ از: meesamali پيغام ديکھيے
          Dear Members! Main ap logon say yeh pochna chahta hon kai market main achanak say uncertainity kis waja say ati hai aur hum is say kaisay bach saktay hain. Humay kiya precautionary measures lainay chahiyay market ki uncertainity say bachnay kai liyay.
          Dear ais market mai ap ne agar trade karni hai to ap ko ais market mai ye pata ho k agar market uncertainty condition mai ho to aus time ap ais market mai koi trade na lagye aus time ais market ka kuch pata nai hota hai k ais market ne kaha jana hai ap ne agar ais market mai trade karni hai to jab market normal moment start kar dy to aus time ap ais market mai trading strat kary ais market mai ap jitna zyada acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ki mehnat hoti hai tab hi ap ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai ap ko apny plan k hisab se kaam karny par faida ho ga agar market high volatile hai to aus time ais market mai risk lena fazool hai ais market mai ap ko soch samjh k kaam karna ho ga tab ap ko faida ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Uncertainty in the Market

            Dear forex market main jab ham trading kar rahay hon and uncertainty aa jay to pehlay to hamen yeh pata hona chahiay k yeh uncertainty aati kis waja say hay market main to mery khayal main yeh uncertainty market main koi aesi vesi big news aa janay say aati hay ya phir koi international issue ho jay to us waja say aa jati hay jesay abhi Covid-19 ki waja say market main kitni uncertainty aai hay and market totally disturb ho gai hay different types ki news ka market pay bohat assar hota hay hamen in say bachnay k liay dekhna chahiay k agar to market main uncertainty hay to trading ko avoid karna chahiay market ki movement ko judge kartay rahain and demo account ko use kar k practice karain ta k hamen es chez ka bhi experience ho k jab market main uncertainty aati hay to us main trading kaisay kartay hain real account say aesi condition main kabhi trading nai karni chahiay jab tak k aap ko sure na ho k market ki kiya movement ho gi next uncertainty condition main market totally unpredictable hoti hay kuch bhi ho sakta hay us time up ward ya downward kuch bhi ho jata hay to us k liay mehnat kren demo pay and regular practice say experience gain kar lain uncertainty situation main trading ka.
            If you work hard no body can stop you from success
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Uncertainty in the Market

              Dear friend jab se Corona viras dunia men aya hey poori dunia ki economy disturb ho gai hey aur tamam countries ki economic position kharab hey aur logon ka business bhi close hey aur issi tarah forex market pe bhi bahut ziyada effect kiya hey aur market bahut ziyada weak ho gai hey aur market men uncertainty ki situation hey kiun k forex market fast aur unexpected movement men hey iss liay account jaldi wash ho jata hey iss liay trading karna bahut mushkil ho gaya hey iss liay jin logon k pass acha balance hey woh market k stable honay tak wait Karen aur apnay account ko safe rakhen lekin jo log trading karna chahtay hen woh soch samaj kar trading karen aur small lot size use karen aur kam profit pe compromise karen aur trade lagatay waqt stop loss aur take profit ko zaroor manage karen aur koshish karen k risky pairs se avoid karen aur currency pairs men trading karen
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Uncertainty in the Market

                Brother ager ais market mai ap ne agar trade karni hai to ap ko ais market mai ye pata ho kay agar market uncertainty condition mai ho to aus time ap ais market mai koi trade na lagye aus time ais market ka kuch pata nai hota hai kay ais market nay kaha jana hai ap ne agar ais market mai trade karni hai to jab market normal moment start kar dy to aus time ap ais market mai trading strat kary ais market mai ap jitna zyada acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ki mehnat hoti hai tab hi ap ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai ap ko apny plan k hisab se kaam karny par faida ho ga ais market mai ap ko soch samjh k kaam karna ho ga tab ap ko faida ho ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Uncertainty in the Market

                  Dear member forex market mein kam karte Hain to yahan per Ham market ko analyse karne ke liye technical analysis aur fundamental analysis lete Hain. Technical analysis koi bhi trader technical indicators charts aur tools ki madad se lete Hain Jo ki exact hote hain aur inmein koi khas uncertainty Nahin hoti. Lekin Jab Ham baat karte hain fundamental analysis ki to fundamental issues bahut zyada hote hain jiski vajah se market mein bahut jyada unpredicted ho jata Hy. Jaise ki aaj kal ki covid-19 ki situation ki vajah se market bahut zyada uncertainty Ka shikar hai to aapko chahie ki is situation se bachne ke liye aap fundamental issues ko apne sath lazmi consider Karen aur Delhi ki buniyad per news ke sath contact rakhen iske alava apna lot size bahut zyada minimum rakhen Taki aapko Bara nuksan Na Ho.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Uncertainty in the Market

                    Market mai uncertainty ki mukhtalif wajuhaat hoti hai jinn ki wajah say market mai sudden movements hona shuru ho jaati hai aur uncertain market mai small traders ko bohat nuqsaan hota hai kiyu kay jabb big investors apni investments nikaalna shuru ker daitay hain tou market ki liquidity Kamm ho jaati hai aur small traders ka sarmaya doob Jata hai. Uncertainty kay mukhtalif reasons hotay hain jinn mai sub say Bara reason kisi bhi international business meeting ka late ya delay hojana hota hai. Market pay world Peace ka bohat ziada positive impact hota hai laikin Agar koi aisa waqia ya news ajaey kay kisi kisam kay halaat kharaab ho rahey hain ya kisi decision ki wajah say halaat kharaab ho saktay hain tou Market mai uncertainty aati hai aur investors investments withdraw kerna shuru ker daitay hain. Issi tarah iss waqt Corona pandemic kay barey mai WHO, USA, UK aur mukhtalif big countries ki roz New policies aur announcements aa jati hai jo pehlay say mukhtalif he hoti hain woh bhi uncertainty ki wajah bann rahi hain. Lock downs, smart lock downs, medicines bann Jana, medicines fail hojana, medicine late hojana waghaira aisay bohat say current reasons jain jo uncertainty ki wajah bann jatey hain aur wajah bann rahey hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Uncertainty in the Market

                      Assalamu Alaikum dear friends Jab Se Corona virus Duniya Mein Aaya Hai Puri duniya Kik Norma disturb ho gai hai aur Tamam contries ki chromic position kharab hai aur logon ka business bhi close hai aur ISI Tarah Forex market baby bahut Yad ifect kiya hai aur Market bahut jyada bhi Kho gai hai aur Market Mein uncertainty ki situation Hai Kyunki forex market fast auronet expected moment mein hai isliye account jaldi was ho jata hai isliye trading karna bahut Mushkil ho gaya hai isliye Jin Logon ke pass Achcha balance hai vah market ki stable hone Tak vate Karen aur apne account ko save rakhen lekin jo log trading karna chahte hain vah Soch samajhkar trading Karen aur small lot size use Karen aur kam karo FIR be compromised Karen aur trade Lagate Waqt stop loss or profit ko Jarur manage Karen aur koshish karen Christy page se white Karen aur currency pair Mein trading Karen

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X