risk ko manage krny se he kamybhi milti hai.......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: risk ko manage krny se he kamybhi milti hai.......

    Member hum account par jo bhi trade lagaty hai aus mai ap ne account k hisab se risk lena ho ga ap agar ais market mai risk apny account se zayda lety hai to aus par ap buhat loss ho sakta hai ais liay hamesha atna hi risk ley jitna ap ka account ho ap ne agar account par risk lena hai to ap ko ais market mai soch samjh k risk lena ho ga ais market mai ap ko planing karni ho gi aus k baad ap ais market mai kamyab ho skaty hai ais market mai ap ne agar loss se bachna hai to ap ko ais market mai mehnat karni ho gi ta k ap achi trade lagye ais market mai aor loss se bach jaye ap agar ais market mai risk lety hai to ap ko ais market mai nuqsan ho sakta hai ais liay aik strategy ko pakry aor aus par trade kary aor hamesha choti lot se kaam kary tab ap ka account safe ho ga aor ap ko ais market mai loss nahi hota
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: risk ko manage krny se he kamybhi milti hai.......

      Risk ko manage kernay say kaamyabi asaan ho jaati hai. Forex trading aik aisa business hai jiss mai earnings aur risk dono he saath saath chaltay hain. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jinn ki madad say apnay business ko grow bhi kia jaa sakta hai aur uss say bohat achi earnings bhi Mustaqil shuru ki jaa sakti hain. Forex trading mai risk ko manage kernay kay liye learning aur experience ka acha combination bohat zaruri hai. Takay learning base pay aur experience base pay trading strategy Banai jaey aur phir usay implementation ker kay apnay account ko safe tareekay say run kia jaey. Risk management Forex mai successful honay kay liye bohat zaruri hai. Traders ko kabhi bhi aisay risk nahi lainay chaiye jo unn kay liye zaruri nahi ho aur Agar aik trade mai kuch profit ho bhi jaey tou unhain chaiye kay uss mai mazeed profit kay wait ki bajaey uss trade ko close ker Lia karain iss Tarah account equity barh jaati hain aur new trades mai margins bhi ziada available hojatey hain
      • #18 Collapse

        Re: risk ko manage krny se he kamybhi milti hai.......

        Forex trading main Jab ek trader risk to reward ratio ko samajh jata Hai to phir uske liye forex market mein kamyab Hona mushkil Nahin rahata han lekin aise tamam trader Jo forex market mein risky judgement nahin kar sakte to unko is market mein bahut mushkilat pesh aati Hain. Risk to reward ratio se Murad yah hoti hai Ke Jab aapane apne total capital ke hisab se money management karke ek tradeplace ki hoti hai to use trade main aap kis had tak le sakte hain yani kitna loss utha sakte hain aur aapka reward ka target Kya hota Hai tu Jab aap kisi bhi train mein yah adjust kar lete hain to fir aapko train mein koi difficulty pesh nahin aati Bal ke jyada chances hote hain ki aap apna target achieve karte Hain lekin hamesha risk aur reward ki ratio ko aapas mein compare karke adjust karna chahie.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Risk ko manage karny kay leye zarori hai kay ap apni trade main lot size ka or leverage ka use kar sakty hain. Ap jab apni trading main risk laity hain tu ap ka lot size 0.01 normal hona cheye tha. Ap apni trading main aik time mai zaida lot ka use na karain or 2nd apny pairs ki list ko kam sy kam rahkain. jitni zaida kam pairs ki list or indicators ka use karain gy us kadar ap ko kam sy kam trade karny ka mouqa be mily ga or ap support or resistance ki madad sy apny risk management kar kay achi earning kar sakty hain.

          اب آن لائن

          Working...
          X