jaiza:best indicators moving average kay faiday or nuqsan kiya hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza:best indicators moving average kay faiday or nuqsan kiya hein?
    Dear friend Jaisa ki aap Jante Hain Ki indicators market ke trend ko Maloom karne ke liye bahut jyada benefit Dete Hain aur ISI Tarah Ek Achcha indicator moving average joke market ke trend ko Maloom karne ke liye bahut jyada help karta hai

    Technical amount

    Moving average price ki value or uska time period show Karta Hai moving average price ko follow karta hai aur uski line price ki volatility ko focus karta hai aur train ko Maloom karta hai aur future price batata hai

    Advantages of moving average

    1. Market ke trend Kamal karta hai

    2. Market ke trend ki wapasi Kovalam karta hai

    3. Market ki spot and resistance level kab batata hai

    Disadvantages of moving average

    1. Moving average 100% perfect Nahin Hota yah market ki price ko aaj Rasta change karta rahata hai aur indicator ki direction bhi change hoti rahti hai

    Jaise ki is picture main market ki movement ke bare mein bataya gaya haiClick image for larger version

Name:	xxx.JPG
Views:	1
Size:	25.6 کلوبائٹ
ID:	12463744
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza:best indicators moving average kay faiday or nuqsan kiya hein?

    moving averages ko har juniors or seniors traders use karta ha moving averages ka zeyda tar use market kay trend ko identify karne kay liey kiya jata ha moving averages kay advantages tub ap ko miltay hain jub ap high period day ki moving averages ko use kartay hain tu wo market me mostly ap ko accurate signal farhaam karti ha banisbat short period day ki moving averages kay moving averages ki help se ap entry point bhi find kar sakte hain moving averages kay disadvantages yeh hain kay moving averages price ki movement kay sath move karti ha or jis taraf price move karti ha osi traf moving averages move karna start kar deti ha or moving averages ka signal valid nehi hota ha jis par har wakt depend kar kay trades open kar sakain
    • #3 Collapse

      Re: jaiza:best indicators moving average kay faiday or nuqsan kiya hein?

      G han dear apko agar market mein kamyabi hasil karni hai tu apko pata hona chahye k ap ko koi indicator bhi 100 percent market ki movement k bary ni bta sakta kyun k ye online market hai is mein trend k change hony ka time ni lagta aur moving avrage beshak acha indicator hai aur market k analysis mein bahut acha result deta hai aur maximum traders is indicators ko use kar k faida uthaty hain but some time aisa hota hai k market mein ap k technical analysis achy bhi hoty hain aur trade apki favoure mein ja rahi hoti hai lekin achanak agar market mein koi news aa jati hai tu news k time market technical analysis ko follow ni karti aur apko loss bhi ho sakta hai aur zayada faida bhi kyun k market news k time bahut fast movment karti hai tu kisi bhi indicators par 100 percent yaqeen ni karna sath sath ap fundamental analysis ko bhi lazmi follow karna aur news k sath tuch reh kar trading karyn aur news ki waja se loss se bachny k liye trades small lot k sath lagayn aur stop loss lazmi put karyn ta k apka account wash na ho
      • #4 Collapse

        Re: jaiza:best indicators moving average kay faiday or nuqsan kiya hein?

        Dear friend ap ne bahut achi thread posts ki hey lekin jo log forum pe new hen ya jin logon k pass acha knowledge aur experience nhi hota woh market ki movement ko sahee nhi samaj saktay iss liay woh trading nhi kar saktay aur musalsal loss uthatay hen aur nakam ho jatay hen aur trading chor jatay hen aur forex trading men kamyab traders ki kamyabi ka aik raaz yeh bhi hey k woh trading indicators ko use kartay hen jiss ki waja se woh market ki movement ko achi tarah check kar k phir apnay balance ko utilize kar letey hen iss liay woh achi trade open kar k acha profit kama letey hen aur ISI real men aik bahut hi acha indicator hey jiss se market k trend ko samjhna easy hota hey aur support aur resistance maloom kar saktay hen lekin forex trading men hamen mukamal indicators pe depend nhi karna chahiay kiun k indicators apni direction change kartay rahtay hen lekin technical trading karnay k liay use hotay hen lekin hakeekat yeh hey k forex trading aik risky business hey iss liay kisi waqt bhi market ka trend change ho jata hey aur kisi side pe bhi market move kar sakti hey iss liay hamen indicators ki bajay apnay knowledge aur experience pe depend karna chahiay aur wesay bhi bahut se logon ko indicators ki samaj nhi aati iss liay woh general knowledge k mutabik trading kartay hen aur apnay experience k hisab se achi lot laga kar acha profit kama letey hen
        • #5 Collapse

          Re: jaiza:best indicators moving average kay faiday or nuqsan kiya hein?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: TauseefChaudary پيغام ديکھيے
          Dear friend Jaisa ki aap Jante Hain Ki indicators market ke trend ko Maloom karne ke liye bahut jyada benefit Dete Hain aur ISI Tarah Ek Achcha indicator moving average joke market ke trend ko Maloom karne ke liye bahut jyada help karta hai

          Technical amount

          Moving average price ki value or uska time period show Karta Hai moving average price ko follow karta hai aur uski line price ki volatility ko focus karta hai aur train ko Maloom karta hai aur future price batata hai

          Advantages of moving average

          1. Market ke trend Kamal karta hai

          2. Market ke trend ki wapasi Kovalam karta hai

          3. Market ki spot and resistance level kab batata hai

          Disadvantages of moving average

          1. Moving average 100% perfect Nahin Hota yah market ki price ko aaj Rasta change karta rahata hai aur indicator ki direction bhi change hoti rahti hai

          Jaise ki is picture main market ki movement ke bare mein bataya gaya hai[ATTACH]12618[/ATTACH]
          Dear ais market mai bahot sary indicators hai jin ko hum use kar skaty hai aor ais market mai trade laga sakty hai ap ne agar ais market mai trade karni hai to ap ko ais market mai moving average ko use karna ho ga aus k liay ap ko ais market mai moving average ko aisy use karna hai k ap ais ko aik time frame mai laga ley aor ais mai 2,3 moving averages use kar ley ais mai ap k pass different tareeky hoty hai trade lagany k liay ais mai market jab moving average ko touch karti hai tab bhi ap ais market mai trade laga sakty hai ais mai ap ko cross over par bhi trade mil jati hai ais mai ap apni marzi hai k ap ais mai kon se tareeky se trade lagaty hai ais market mai ap jab moving average ko use karty hai to ap ko ye pata hona chaye k ye aik legging indicator hai aor ais ko use karny k bahot sary faiday hai jab market aik trend confirm kar deti hai aus k baad ais mai trade banti hai.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza:best indicators moving average kay faiday or nuqsan kiya hein?

            Real forest member Forex trading name bahut se indicators use hote hain Jin Mein Ek moving average indicator Bhi Hai Jis Se Ham Apne trading Mein achha profit Hasil kar sakte hain isliye jaruri hai kya Ham sabse pahle moving average ke knowledge ko increase Karen Uske bad usko use Karen moving average se ham market ke trend ko follow kar sakte hain aur apni trade find out kar sakte hain Iske alava Forex trading Mein moving average Hamen support and resistance area ko find out karne mein bhi help Karti Hai Kyunki jab tak Ham support and resistance level aur uske area ko samajh Nahin Sakte tab tak Ham moving average ko bhi acchi Tarah Se apply nahin kar sakte isliye Hamen chahie ki Ham Agar moving average ke sath trade karna chahte hain To Ham moving average ki sari technician ko acchi Tarah Se Samjhe Uske bad usko apply Karen.
            Kisi bhi indicators ka nuksan hota hai ki vah kabhi bhi hundred percent aapko result Nahin Deti isliye aapko Apne experience ka use karte hain vah Apne bus strategies ka bhi use karna hota hai jisse aap apni trading co profitable banaa sake
            • #7 Collapse

              Re: jaiza:best indicators moving average kay faiday or nuqsan kiya hein?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: TauseefChaudary پيغام ديکھيے
              Dear friend Jaisa ki aap Jante Hain Ki indicators market ke trend ko Maloom karne ke liye bahut jyada benefit Dete Hain aur ISI Tarah Ek Achcha indicator moving average joke market ke trend ko Maloom karne ke liye bahut jyada help karta hai

              Technical amount

              Moving average price ki value or uska time period show Karta Hai moving average price ko follow karta hai aur uski line price ki volatility ko focus karta hai aur train ko Maloom karta hai aur future price batata hai

              Advantages of moving average

              1. Market ke trend Kamal karta hai

              2. Market ke trend ki wapasi Kovalam karta hai

              3. Market ki spot and resistance level kab batata hai

              Disadvantages of moving average

              1. Moving average 100% perfect Nahin Hota yah market ki price ko aaj Rasta change karta rahata hai aur indicator ki direction bhi change hoti rahti hai

              Jaise ki is picture main market ki movement ke bare mein bataya gaya hai[ATTACH]12618[/ATTACH]
              Forex trading main ap normal moving average indicator , exponential moving average indicator ya MACD indicator ko istamal kar sakty han in sab k kam bi alada alada han or apny hessab sy in ko seekena ho ga jab hum log behtar learning karny gy in k bary main seekeny gy to humy pata ho ga kon sa indicator ktna storng ha kis sy hum ziada ache trading kar sakty han is ley humy ziada sy ziada seekena ho ga or samjena ho ga ta k hum log kamyab ho saken or forex trading main ache earning sakeny is k alawa bi both sary indicator han jin sy hum market ko samj sakty han or in pe trading kar k kamyab ho sakty han
              • #8 Collapse

                Re: jaiza:best indicators moving average kay faiday or nuqsan kiya hein?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: TauseefChaudary پيغام ديکھيے
                Dear friend Jaisa ki aap Jante Hain Ki indicators market ke trend ko Maloom karne ke liye bahut jyada benefit Dete Hain aur ISI Tarah Ek Achcha indicator moving average joke market ke trend ko Maloom karne ke liye bahut jyada help karta hai

                Technical amount

                Moving average price ki value or uska time period show Karta Hai moving average price ko follow karta hai aur uski line price ki volatility ko focus karta hai aur train ko Maloom karta hai aur future price batata hai

                Advantages of moving average

                1. Market ke trend Kamal karta hai

                2. Market ke trend ki wapasi Kovalam karta hai

                3. Market ki spot and resistance level kab batata hai

                Disadvantages of moving average

                1. Moving average 100% perfect Nahin Hota yah market ki price ko aaj Rasta change karta rahata hai aur indicator ki direction bhi change hoti rahti hai

                Jaise ki is picture main market ki movement ke bare mein bataya gaya hai[ATTACH]12618[/ATTACH]
                sub se pahle tu me apka shukaria ada karta ho ke apne acha kam kiya hai bohat hi achi thread lagai hai jis me bohat sara knowledge hai apne moving average indicator per bohat achi thread lagai hai is se bohat faida liya ja sakta hai jaisa ke apne kaha hai ke moving average ke kya faide hai or kya nuqsan hai moving average ki agr bat kare tu ya aik lagaing indicator hai ya signal late deta hai jub tak market ka trend clear nahi ho jata ya signal nahi deta ya confirm trade dene ki koshish karta hai jaisa ke humne picture me b daikha hai ya trend ka bohat achi tarah hume batata hai hum supports levels b daikh sakte hai hume cross overs b milte hai hum is me bohat sare levels laga sakte hai yani hum is indicator ko apni marzi ke levels laga kar b istamal kar sakte hai is me 50 M.A or 200 M.A ki agr bat kare tu banks is levels per trading karte hai hum b is indicator per kam kar sakte hai or achi earning kar sakte hai.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza:best indicators moving average kay faiday or nuqsan kiya hein?

                  dear forex trading aik best online trading ka business hai jis main hum mahnat or lagan k sath kamyab ho skty hain aghr hum forex main kamyb hona chahty hain tu hmain mahnat se he forex main kamyab ho skty hain forex aik bset online trading hony k sath sath yah aik risky business bhi hai jis main kamyab hony k liye hmain forex ki learning or knowledge ko gain krna hoga jis main hum kamyab ho skty hain or forex main achi earning haisl kar skty hain
                  forex main boht se indicators use hoty hain jin main se kisi aik ka use hmain forex main kamyab banata hai forex main jub hum trading karty hain tu hum moving averege k use se hum achi trading kar skty hain or ap achi trading kar skty hain es liye hmain chahye k hum aghr forex main es indicators ka use he ap forex main kamyab ho skty hain or achi earning hasil kar skty hain or hum kamyab ho skty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza:best indicators moving average kay faiday or nuqsan kiya hein?

                    dear is main hume sab se phaly market ki support and resistance ko fallow krna hota ha market main hume indicotor se be help leni chiye lekin hume hume news ko be fallow krna hota ha eik bat mind main honi chiey k jab market main news ati hein tu hamra koi be knowledge hamre kam nai ata ha market phr apni marsi se hi move krti ha is liye agr hum nes k time market ko rest dein tu hum os ki movement ko fallow krein gey tu hume asani hon gey is main kameyab hona main hume is main analysis ko be fallow krna hota ha hum jitni zada lerning kr k is main kam krein gey hume utni hi jaldi hon gey is main succes hasil krne main hume samjdari se kam krna hota ha is main hum asani se kameyab be ho sakte hein hume chart indicotor zahrori fallow krna hota ha
                    :1f60d: hard work :1f60d:

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X