jaiza: forex trading best indicators list jo achi trading mein madad dyty hein ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: forex trading best indicators list jo achi trading mein madad dyty hein ?
    Forex trading ka sabse Amir main pahle yahi hai ki acche indicators ka Samaj Kyunki Jab aap acche indicators ka istemal karte hain to uski Bina per aap market trend ko Maloom kar sakte hain aur Market ko Jaan sakte hain kya market Kis Tarah aur kis Taraf movement kar rahi hai usse aapko double fayda Hota Hai Ek to aap acchi trading kar sakte hain aur dusra market ke train ko Maloom karte hue Ek Achcha signal Hasil kar sakte hain aur isliye acche indicators Ka Intezar Karna bahut jaruri hai Jaise ke metatrader ke best indicators yah hai

    top 8 indicators list

    1.Oscillator. An oscillator is an indicator that gravitates between two levels on a price chart. ...

    2.Support And Resistance. ...

    3.Stochastics. ...

    4.Relative Strength Index (RSI) ...

    5.Moving Average Convergence Divergence (MACD) ...

    6.Commodity Channel Index (CCI) ...

    7.Parabolic SAR. ...

    8.Bollinger Bands.

    Dear friend yah bahut hi acche indicators Hai yah metatrader ke personal indicator hai agar Inko use Karke aap acchi aur bahut hi acchi Nahin Hasil kar sakte hain isliye in indicators ko demo account mein practis Karen Taki aap acche trading kar sakeen or ek achi earning Hasil kar sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: forex trading best indicators list jo achi trading mein madad dyty hein ?

    forex me trending or oscillators indicators sub se zeyda trading me madadgar sabit hotay hain ap in ki help se market ki movement ko asani se analysis kar sakte hain or market ki movement ki pridiction kar sakte hain oscillators indicators me sub se best indicators reletive strenght index hain jo market ki over sold or over bought condition kay baray me batata ha or trending indicators me macd or moving averages sub se best indicators market kay trend ko analysis karne kay liey in sub indicators me support and resistance wo best indicators ha jis kay begair ap successfull trading nehi kar sakte hain is ka use karna lazmi ha
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: forex trading best indicators list jo achi trading mein madad dyty hein ?

      G han dear ap ne bahut achy indicators bataye hain but agar forex trading mein best trader banna hai tu hamyn in indicators ki list he janna zaroori ni hai balky ye tamam indicators use karna aty hon agar ap ko in 8 indicators mein se se sirf 3 se 4 indicators ko chart mein use karna ata hoga tu ap k analysis strong hon gy aur apko profit hasil hoga jaisa k moving avrage supporta and resistance RSI indicator ye aisy indicators hain jo mostly traders use karty hain aur in se analysis kar k maeket se acha profit kama lety hain agar ap ne ye indicators seekhny hain tu apko chahye k ap demo accoaunt banayn aur us par practice karyn apki practice bahut achi hogi dear ye bat ap yad rakhyn k market mein jo success hasil karty hain un traders k analysis strong hoty hain aur wo aik stratrgy bana kar kam karty hain aur jab apko market ki next movenemt ka idea lagana aa gaya tu ap bhi ghar beth kar profit earn karyn gy lekin ap market ko seekhny k liye zayada time dyn aur pehly 4 month tak demo account par practice karyn is k bad ap real account par trading karyn
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: forex trading best indicators list jo achi trading mein madad dyty hein ?

        G han forex trading men ap ne use honay walay achay indicators ki list post ki hey aur jahan tak mera khayal hey forex trading men inn indicators ko sirf seniors hi use kartay hen aur forex trading men new traders ko Indicators ko use karnay ka experience nhi hota iss liay woh bagher indicators k trading kartay hen lekin indicators se market ki movement aur support aur resistance ko samaj saktay hen aur moving average ki maloomat milti hen iss liay hamen indicators pe ziyada depend nhi karna chahiay kiun k indicators apni direction change bhi kar letey hen aur forex trading aik risky business hey iss men kisi waqt bhi market ka trend change ho jata hey ya acha profit mil jata hey ya bara loss ho jata hey iss liay jahan tak mera khayal hey forex trading men indicators pe depend karnay ki bajay apnay knowledge aur experience pe depend karen tu zaroor achi trading kar k acha profit kama saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: forex trading best indicators list jo achi trading mein madad dyty hein ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: TauseefChaudary پيغام ديکھيے
          Forex trading ka sabse Amir main pahle yahi hai ki acche indicators ka Samaj Kyunki Jab aap acche indicators ka istemal karte hain to uski Bina per aap market trend ko Maloom kar sakte hain aur Market ko Jaan sakte hain kya market Kis Tarah aur kis Taraf movement kar rahi hai usse aapko double fayda Hota Hai Ek to aap acchi trading kar sakte hain aur dusra market ke train ko Maloom karte hue Ek Achcha signal Hasil kar sakte hain aur isliye acche indicators Ka Intezar Karna bahut jaruri hai Jaise ke metatrader ke best indicators yah hai

          top 8 indicators list

          1.Oscillator. An oscillator is an indicator that gravitates between two levels on a price chart. ...

          2.Support And Resistance. ...

          3.Stochastics. ...

          4.Relative Strength Index (RSI) ...

          5.Moving Average Convergence Divergence (MACD) ...

          6.Commodity Channel Index (CCI) ...

          7.Parabolic SAR. ...

          8.Bollinger Bands.

          Dear friend yah bahut hi acche indicators Hai yah metatrader ke personal indicator hai agar Inko use Karke aap acchi aur bahut hi acchi Nahin Hasil kar sakte hain isliye in indicators ko demo account mein practis Karen Taki aap acche trading kar sakeen or ek achi earning Hasil kar sake
          Yes dear ye to ap ne bahot hi achy tareeky se indicators ka batya hai ain indicators ko hum use kar k ais market mai acha profit bana skaty hai kun k ye sary indicators kafi zayda help karty hai ais market mai hum agar trade lagaty hai to hum ko ais mai ye pata hona chaye k hum ais market mai agar kisi bhi indicator par trade karna chaty hai to hum ko ye pata ho k kon se pair par aor kon sa time frame ais k liay best hai aus par hum jab trade lagaty hai to hum ko ais mai acha result milta hai ap ne agar ais market mai trade lagani hai to ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna ho ga ais market mai hum agar mehnat karty hai to hum ko ais market mai faida ho jata hai kun k ais market mai humri mehnat hoti hai ais market mai hum jitni zayda mehnat karty hai hum ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ko time lagana hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: forex trading best indicators list jo achi trading mein madad dyty hein ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: TauseefChaudary پيغام ديکھيے
            Forex trading ka sabse Amir main pahle yahi hai ki acche indicators ka Samaj Kyunki Jab aap acche indicators ka istemal karte hain to uski Bina per aap market trend ko Maloom kar sakte hain aur Market ko Jaan sakte hain kya market Kis Tarah aur kis Taraf movement kar rahi hai usse aapko double fayda Hota Hai Ek to aap acchi trading kar sakte hain aur dusra market ke train ko Maloom karte hue Ek Achcha signal Hasil kar sakte hain aur isliye acche indicators Ka Intezar Karna bahut jaruri hai Jaise ke metatrader ke best indicators yah hai

            top 8 indicators list

            1.Oscillator. An oscillator is an indicator that gravitates between two levels on a price chart. ...

            2.Support And Resistance. ...

            3.Stochastics. ...

            4.Relative Strength Index (RSI) ...

            5.Moving Average Convergence Divergence (MACD) ...

            6.Commodity Channel Index (CCI) ...

            7.Parabolic SAR. ...

            8.Bollinger Bands.

            Dear friend yah bahut hi acche indicators Hai yah metatrader ke personal indicator hai agar Inko use Karke aap acchi aur bahut hi acchi Nahin Hasil kar sakte hain isliye in indicators ko demo account mein practis Karen Taki aap acche trading kar sakeen or ek achi earning Hasil kar sake
            Forex trading main both sy indicators han jin ko hum istamal kar k ache tahra trading kar k kamyab ho sakty han is k ley humy ache knowledge or information ki zarorat hoti ha jis sy behtar analysis kar k ache trading kar sakty han is ley humy Ziada sy ziada ache trading kar k ache earning kar sakty han forex trading main RSI indicator moving average indicator Bollinger band indicator istamal karta hon in sy hum easily movement ko samj sakty han or forex trading main kamyab ho sakty han forex trading main kamyab hony k ley humy behtar planning or strategy sy trading karni ho ge jtna hum behtar planning or strategy sy trading karny gy utna fayda ziada ho ga is ley Jo bi indicator istamal karny to pehly us k bary main ache information hasil kar lan or us k bad trading karny ta k kamyab hon
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: forex trading best indicators list jo achi trading mein madad dyty hein ?

              Dear Forex member aapane jitne bhi best indicators ki list Hamare Sath sher ki hai vah bilkul sahi hai Kyunki Forex trading mein bahut se indicators hai lekin Unka use ek hi hai aur unko use karne ka purpose Bhi Ek hi hai isliye Hamen Agar Kisi bhi indicators ko use karna hai to usko acchi Tarah Se knowledge Hasil karne ke bad use karna hoga jisse Hamen Kisi bhi Tarah ka loss Na Ho per trading main indicators basically Hamen market ki situation aur positions ko samajhne Mein help Karte Hain jisse Ham Forex Mein acchi trading kar sakte hain Forex trading Mein Koi Bhi indicators ko use karna Chahe to vah kar sakta hai yah sab ki apni Marji per depend hota hai Kyunki Jab Ham indicater ka use karte hain To Ham Unse acchi Tarah Se chatting Karke apne liye best profitable Hasil kar sakte hain indicators ko Ham Jab chart per apply Karte Hain To Ham market ki situation ko Samajh Kar aur usko follow karke Achcha profit Hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: forex trading best indicators list jo achi trading mein madad dyty hein ?

                forex trading business me new trader ke pass knowledge nahi hota hai jis ki waja se us ko loss ho sakta hai lakin agr new trader indicators ka knowledge hasil karta hai tuwo aik acha trader ban sakta hai jaisa ke uper bohat sare indicators ki list lagai gai hai jin per hum trading strategies bana sakte hai
                1 moving average ki bat kare tu ya aik bohat hi acha indicator hai ya hume market ke trend ko samjne me madad deta hai is me hum bohat sare levels laga sakte hai or trading kar sakte hai.
                2 RSI indicator b mera bohat acha indicator hai ya hume market ke over sold levels deta hai or market ke over bought levels ke bare me batata hai or hum is per b achi selling and buying trading kar sakte hai.
                3 ATR indicator b aik acha indicator hai hum is me daikh sakte hai ke market me kitana daam hai market or kitana move kar sakti hai isi tara bohat sare indicators hai jin per hum trading kar sakte hai hume practice karna ho gi achi trading ke liye.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: forex trading best indicators list jo achi trading mein madad dyty hein ?

                  dear forex mamber ap ny bohat achi trha se explain kiya hai jis se ap ny indicators k bary main hum achi trading kar skty hain forex trading main boht se indicators use kiye jaty hain jin se hum forex main kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain es liye hmain chahye k hum os indicators ka use karen jis se hum market ko achi trha se smjh kar achi trading kar skaen forex main sub se zyda use honyw alay indicators main kuch common hain jin se sub e apni trading main profit hasil karty hain
                  forex trading main sub se zyda jo indicators use hoty hain wo RSI or MOVING AVERAGE hain jin se ap apni trading main acha profit lay skty hain es liye hmain chahye k hum apni trading main achy knolwedge k sath trading karen jis se hum kamyab ho skty hain or achi earning haisl kar skty hain hmain har indicators ka use krna hoga jis se hum kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: forex trading best indicators list jo achi trading mein madad dyty hein ?

                    Mere dost coach brokers aapko different indicators Dete Hain market ko samajhne ke liye market Mein Aapki help karne ke liye Iske alava jawab metatrader 4 trading platform ya FIR metatrader 5 Jo trading platform Mein use per kam Karte Hain To vahan per bhi aapko Kuchh indicators provided Hote Hain Jinke Sath aap market Mein kaam kar sakte hain ya indicated aapko market Mein different types ke kam Aate Hain aapko market ke volume ke bare mein batate hain kaun aapko market mein support aur resistance ka batate hain Kuchh indicators aapko market Mein yah batate Hain Ki market ka kaun sa trade chal raha hai aapko indicators price action ke bare mein batate hain to aapko chahie kya aap indicators ko samajhne ki koshish karen agar aap in indicators ko acche tarike se samajh Jaate Hain to market ki movement ko samajhna aap ke liye Aasan ho jaega aur aap aasani se market Mein inter hokar bahut accha munafa cancel kar Sakenge Iske alava analysis bhi aap kar sakte hain different type ka indicators ke sath sath yah bhi zaroori Hota Hai Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: forex trading best indicators list jo achi trading mein madad dyty hein ?

                      mere dost ap ne acha inforamtion share kiya ha is main trading main hume profit hasil krne k liye kuch knowledge ki zahrorat hoti ha ko k hum hasil kr k trading main asani se sucess lein sakte hein is main hume sab se phaly analysis ko fallow krna hota ha tecncial analysis ur fundamental analysis ko os k bad hume indicotr se be help leni hoti ha jis currency main hum trading krna chahte hein os k pichly history ko fallow krein gey tu hume os ki samj lag jaye gey trading main profit hasil krna asan ha agr hum is main ashi treeqey se kam krein tu is main hume zada risk k sath kam nai krna hota ha extra risk lein gey tu hamra account wash ho sakta ha kam risk lein k kam krein hum asani se kameyab ho sakte hein hume chart indicotor ko fallow kr k work krna lazmi h
                      :1f60d: hard work :1f60d:
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Ap kay pairs ki list jitni kam hogi ap us kadar apni trade ko achy sy manage kar sakty hain or ap sahi sy apni trade ko behtar sy behtar bana skaty hain. Zaida indicators ap jab use karty hain tu ap ko sahi tarha sy value find karny ka mouqa nahi milta hai or ap sahi sy un pairs or indicaotrs ko pairs pay use nahi kar patay hain. Esleye kam sy kam pairs or indicators ap ko aik acha trend be dy sakty hain or ap aik achi knowledge hasil kar kay earning kar sakty hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X