Jaiza: Short term trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Short term trading
    Jab tak short term trading me maharat hasil nahi ki jati hay profitable aur successful long term trading karna possible nahi hota, short term trading be ham bahot si achi strategies key base par aur planing key base par karty hey es waja se esi trading me jab traders expert ho jaty hey to traders ko long term trading me etni hi asani aur maharat hasil ho jati hay jes asani se wo short term trading me profit earn kar sakty hey, traders ko pehly aur direct long term trading karny ki zarorat hi nahi start me short term trading hi karni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Short term trading

    g bhai ap nay theek kaha hai lakin mairay khiyal say yeh depend karta hai kai ap kis kisam kai trader hain aur risk taker hain ya low risk taker hain because jo risk taker traders hotay hain wo short term trading ko karna hi pasand kartay hain aur scalping trading kartay hain lakin jo traders zaida risk nai laina chahtay un ko chahiyay kai long term trade ka analysis karain candle chart ko 1 day ya 1 week per set karain aur us kai mutabiq support and resistance ko find out karain aur us kai mutabiq take profit and stop loss kai sath trading karain because yeh aik safe trading hoti hai lakin aj kal mostly traders jaldi result hasil karna chahtay hain aur usi chakar main wo log short term trading ko hi prefere kartay hain jis ki waja say some time loss karwatay hain aur sum time profit earn kartay hain lakin important cheez yeh hai kai apni galtiyon say kon seekhta hai aur dobara un galtiyon ko nai duhrata because is market main kamyabi hasil karnay kai liyay ap ko apni galtiyon say seekhna paray ga otherwise yeh market ap ko kahin ka nai choray gi. Short term trading main scalping aik best strategy hain jis main normally 20 say 30 pips ko target rakh kai trade lagai jati hai aur stop loss bhi entry point say buhat kareeb hota hai is tarhan humaray number of trades kai chances barh jatay han tu jitnay chanes ap kai pas zaida hon gay utnay hi ap kai pass zaida profit earn karnay kai chances hon gay.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Short term trading

      Ji bilkul aapki baat theek hai kya start Mein Hamen short term trading per hi jyada tavajjo Deni chahie Kyunki short term trading Hamare liye bahut hi acchi hai jaati hai aur ham markets a daily basis per Chhota Mota profit paper nikal Jaate Hain aur Hamen long term ke liye Jyada vate nahin karna padta hai isliye Main To jyadatar short term trading ko he prefer karunga iska yah fayda hota hai kya Ham bahut hi kam time mein Apna Chhota Sa profitbook Karke nikal Jaate Hain short-term ki bhi apni strategy Hoti Hai Jisko different trader different tarike ke sath istemal Karte Hain Short time Main Bhi Ek acchi strategy Ka Hona bahut hi jyada Thodi Hota Hai
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Short term trading

        Dear ap short term trading karyn ya long term karyn jab tak apko trading ka acha knowledge aur experience no hoga tu apko success ni mily gi is liye ap sab se pehly achi learning leni chahiye aur is k bad demo account par practice karni chahye aur apko apni aik strategy bana k kam karna chahye jaisa k har successfull trader ki apni strategy hoti hai tu apko apni strategy bana k uski practice karni chahye aur is k bad real account par trading karni chahye aur planing k sath trading karni chahye aur ap ko market ka har tarha ka knowledge hona chahye long term trading k kuch faidy hain tu kuch short term trading k faidy hain but jab tak apko complete knowledge aur experience ni hoga tu apko profit ni mily ga is liye market k analysis karna seekhyn aur indicators ka use seekhyn aur jab tak ap ko achi entry na mily trade open na karyn agar ap patience k sath aur experience k sath trading karyn gy tu apko kanyabi mily gi
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Short term trading

          long term trading ki nisbat short term trading karna zeyda mushkil ha jo traders short term trading kartay hain un ko kuch time un ko profit hasil hota ha or kuch time in ko loss hona start ho jata ha tu short term trading se traders acha consistent se profit earn nehi kar patay hain short term trading se wohi traders consistent se profit earn kar patay hain jin kay pass 1 saal se 3 saal tak ka knowledge or experience hasil hota ha wo market ki pridiction achi kar patay hain is kay ilawa long term trading karne walay traders market ko news ki help se kam knowledge se bhi acha pridict kar kay profit earn kar letay hain short term trading new members kay liey loss ki waja ban sakti ha
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Short term trading

            Dear friend forex trading aik bahut hi acha aur profitable business hey lekin iss men her category k log kam kartay hen aur kuch log long term trading kartay hen aur kuch log short term trading kartay hen aur jo log raton rat ameer honay ki koshish kartay hen aur jaldi profit lenay ki koshish kartay hen woh short term trading kartay hen aur short cut k zariay ziyada profit hasil karnay ki koshish kartay hen aur woh bagher sochay samjhay bari bari lot laga detey hen jiss ki waja se trend change honay pe bara loss ho jata hey aur jaldi account wash ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen aur safe trading karna chahtay hen tu phir long term trading Karen aur uss men lalach aur jald bazi se perhez karen aur bilkul small lot k sath trading karen aur wait karen aur sabr se kam len tu zaroor acha profit kama saktay hen aur forex trading men seniors ki kamyabi ka raaz hi yehi hey k woh market ki position dekh kar trade open kartay hen aur ziyada profit ka lalach nhi kartay aur kam profit pe compromise kartay hen aur apnay experience ko increase karnay ki koshish kartay hen iss liay unn ko acha profit bhi mil jata hey aur jaldi kamyab traders ban jatay hen iss liay kehtay hen k forex trading men short term trading se nuksan hota hey aur long term trading se faida hota hey
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Short term trading

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Jab tak short term trading me maharat hasil nahi ki jati hay profitable aur successful long term trading karna possible nahi hota, short term trading be ham bahot si achi strategies key base par aur planing key base par karty hey es waja se esi trading me jab traders expert ho jaty hey to traders ko long term trading me etni hi asani aur maharat hasil ho jati hay jes asani se wo short term trading me profit earn kar sakty hey, traders ko pehly aur direct long term trading karny ki zarorat hi nahi start me short term trading hi karni chaye.
              Yes dear short term trading mai ye hi faida hai k ais mai humry pass bahot sari trading strategies hai jin par hum kaam kar skaty hai ais k sath hum agar trading kar rahy hai to ais mai hum ko bahot hi jaldi apna target mil jata hai ais market mai ap ne agar short term par trade karni hai to ap ko ais market mai koi aisi trading strategy pakarni ho gi jis par ap ne achy se practice ki ho gi aor aus par ap ne work out kia ho ta k ap aus ko real account par use kar ley ais se ap ais market mai expert traders ki tarha kaam kar sakty hai aor ais market mai kamyab ho skaty hai ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai mehnat karni hoti hai tab hi ap ko ais market mai kamyabi milti hai short term k faiday hai ais k sath sath ap ko ais mai kai dafa loss bhi ho jata hai ais liay apni her trade k sath stop loss use kary ais market mai ap ko soch samjh k kaam karna hota hai tab hi ap ko ais mai faida hota hai.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Short term trading

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                Jab tak short term trading me maharat hasil nahi ki jati hay profitable aur successful long term trading karna possible nahi hota, short term trading be ham bahot si achi strategies key base par aur planing key base par karty hey es waja se esi trading me jab traders expert ho jaty hey to traders ko long term trading me etni hi asani aur maharat hasil ho jati hay jes asani se wo short term trading me profit earn kar sakty hey, traders ko pehly aur direct long term trading karny ki zarorat hi nahi start me short term trading hi karni chaye.
                Forex trading main short term trading main both ziada risk hota ha jtny chances profit k hoty han utny he loss k bi ho sakty han is ley humy ap ny account k mutabiq he trade lot size istamal karna ho ga ziada risk ni lana chae ha or both soch samj k trading karni chae ha proper stop loss or take profit istamal karna ho ga ta k hum log kamyab ho saken or behtar planning or strategy sy ache trading kar k kamyab ho sakeny is ley humy proper money management or risk management ko samjena ho ga ta k hum nuqsan sy bach sakeny jab proper money management or risk management sy trading karny gy to hum kamyab hon gy is ley humy chae ha k hum log behtar planning or strategy sy trading karny ta k maximum profit hasil ho or loss k chances kam sy kam hon is ley short term trading karny par small risk k sath or stop loss or take profit lazmi istamal karny ta k account safe hon ap ka account wash na ho balky acha profit hasil ho
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Short term trading

                  dear mamber ap ny bilkul sahi kaha hai main apki bat se sehamt krta hun forex trading main short term trading aik best trading pattrn hai jis main hum thory time k lyie market main enter hoty hain or kam se kam profit k sath market se bahar a jaty hain or osi par he khsuh hoty hain es liye hmain forex main kamyab hony k liye zarori hai k hum forex main jo trading main pattern use karty hain osko achi trha se sue karen q k aghr hmary pass acha knowledge or expeience hai tu hum forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain or har tarding method ko achi trha se sue ja kar k acha profit lay skty hain or achi earning kar skty hain aghr hmary pass forex ka knowledge nahi hai tu hum forex ain achi earning nahi kar skty hain na he hum forex main kamyab ho skty hain or acha profit lay skty hain t u forex main kamyab hony k liye hmain zyda se zyda mahnat karni hogi jis se hum kamyab ho skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Short term trading

                    Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex trading main ham do tra ki trading karty han short term trading or long term trading hamy in dono m sy chose karna hota hy k ham ny kon c trading karni hy or myry khyal sy to hamy hmasha short term trading karni chaiy ziada tar traders zyada ka lalich karty hoay long term trading karty han or zyada earning ki koshish karty han jb k long term trading risky hony ki wja sy hamy profit hasil hony k bjaiy loss ka samna krna parta ha ham short term trading main aik trade open kar k us sy thora profit hasil karny k bad usy close kar daty han dosry din k liay ya zyada lmby arsy k liay ham trade ni chorty is liay hamy profit to thora milta hy mgr loss b km milta hy long term trading main hmari trade ziada lamby arsy tk chlti hy or ya to hamy zyada profit dyti hy ya to ziada tar bot bary nuqsan ka samna krna parta hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Short term trading

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                      Jab tak short term trading me maharat hasil nahi ki jati hay profitable aur successful long term trading karna possible nahi hota, short term trading be ham bahot si achi strategies key base par aur planing key base par karty hey es waja se esi trading me jab traders expert ho jaty hey to traders ko long term trading me etni hi asani aur maharat hasil ho jati hay jes asani se wo short term trading me profit earn kar sakty hey, traders ko pehly aur direct long term trading karny ki zarorat hi nahi start me short term trading hi karni chaye.
                      short term trading or long term trading kya hai pahle hum short term trading per bat karte hai us ke bad hum long term trading per bat karne ke bad dono per bat karte hai hai.
                      SHORT TERM TRADING
                      short term trading me hum bohat chote time frame me kam karte hai jaisa ke hum 5 mint 15 mint ya 30 mint ya H1 time frame per trading karte hai hum apne take profit or stop loss b short term ke liye select karte hai is trading me b bohat faida hai hum jaldi hi results hasil kar lete hai or profit ya loss ka hume jaldi hi pata chal jata hai hum again trade kar sakte hai.
                      LONG TERM TRADING
                      long term trading me hum big time frame me kam karte hai is me hum H$ D1 weekly or monthly candles per kam karte hai yaha kam karna thora secure ho jata ha lakin is me time bohat lagta hai hume signals bohat late milte hai or hum is me profit ya loss ka pata b bohat late lagta hai ya time taking wala kam hai long term trading .
                      ab har kisi ka apna apna mind hai koi agr short term karna chahta hai tu us ki marzi hai or jo koi long term karna chahta hai tu kar sakta hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Short term trading

                        forex trading main short term trading wo trading method hai jis main hum apni trading main small time period k sath apni trading karty hain or boht thory time k liye market main enter hoty hain or thory time k liye trading kar k markt se bahir aty hain yahi forex main wo trading method hota hai jis main hum short time period ks ath apni achi trading kar k kamyab ho jatty hain es liye hmain chahye k hum apni trading main small risk k sath apni trading karen jis se hum kamyab ho skty hain or achi earning hasil kar skty hain es main risk ko manage arny main bhi asnai hoti hai or hmain loss hony k chnaces bhi kam hoty hain es liye hmain chahye k hum apni trading main kamyab hony k liye apny experience ko haisl krna hoga osk bad ap apni trading main kamyab hos kty hain or achi earning hasil kar skty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Short term trading

                          Dear member Agar Ham baat Karen Forex trading ki to Forex trading ko do hisso mein divide Kiya jata hai ek ise mein short term trading ki jaati hai aur dusre is mein long term trading hoti hai. Donon mein Fark yah hota hai ki long term trading mostly investor type log karte Hain jinke trading account mein capital bahut jyada hota hai aur vah apni tradeplace karte Hain to woh week, month ya year ke liye trade Ko chor dete Hain kyunki vah long term profit dekh Rahe hote hain lekin short term trading is se mukt life hai short term trading mein ek trader small amount stated karta hai aur uski koshish hoti hai ki vah jald se jald profit le le ja 1 minut mein bhi ho sakta hai aur ek Din mein bhi a sakta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Short term trading

                            agr hum is business ko sahi tra se fallow krne tu hume is main short trem kam krne se nuqsan hi hota ha agr hum wohi dora sabr kr k long trem kam krein gey tu hum achi success hasil kr sakte hein dear is main short trem trading krne se hume lose k chances zada hote hein ur new banda is main lalach krta ha wo is main jaldbazi krta ha is liye kameyab nai ho sakta ha old banda hi long trem tading kr sakta ha dear hume is main kameyab hone main dora time tu lagta ha lekin agr hum menat krein ur is business ko time dein gey tu phr hum asani se kameyab be ho sakte hein ye hamre liye eik zabardast online business hai hum is ko fallow kr k asani se kameyab be ho sakte hein hume daily is ko fallow krna lazmi ha ab hi kameyab be ho sakte hein
                            :1f60d: hard work :1f60d:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Short term trading

                              Short term trading aik aisi technique hai jiss say traders Kamm waqt mai acha business kernay mai kaamyab ho jatey hain. Agar pak Forex forum kay weekly bonus say trading kernay waley traders ki trading ko access kia jaey tou Humm sub he asal mai short term trading kertay hain. Kiyu kay aik trade open ker kay usi session mai ya aglay session mai usay close ker laina short term trading kehlata hai. Short term trading ki sub say famous techniques mai say aik scalping technique hai jiss mai traders market ki small movements ka faida uthatay hain. Iss technique mai traders short time kay liye big lot size kay saath trade open kertay hain aur phir profit kay saath he trade ko close ker laitay hain.

                              Short term trading kay kaafi faiday hain. Jo traders small investment say kaam kertay hain aur small profits jaisay 2,5 ya 10 $ ko withdraw kerwatey rehtay hain unn kay liye short term trading he best rehti hai. Iss liye individual traders jo khud invest ker kay trading kertay hain unhain short term traders kaha Jata hai aur Humm sub bhi usi category mai aatey hain. Short term trading Agar baqayda planning say ki jaey tou bota faida mand hoti hain aur iss mai risk Kamm he hotay hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X