Solid trading planing ka faida
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Solid trading planing ka faida
    Solid trading planing key base par trading har tarha se kamyab samji jati hay es ki main waja ye hoti hay key traders profit earn karny me jaha kamyab ho sakty hey apni planing key hoty howy jetna loss market me karty hey ye be recover karny me un ko kamyabi mil sakti hay, basically traders ki achi planing ka result bahot hi acha hota hay aur future ki trading me un ko apni planing ki waja se ye confidence hota hay key agar wo profit kesi specific reason ki waja se earn nahi be kar paty hey to loss be un ko etna nahi ho saky ga jetna key traders without planing ki trading me kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Solid trading planing ka faida

    gee han bhai ap ne thek kaha hai is main achi planing hi hume sab se zada faida deti hai is main hum jitna acha kam krein gey utna hi hume faida hoga dear eik bat hume yad rakhni hoti ha k is main hum bhagir experince k kameyab nai ho sakte hein is main solid trading krne k liye hume achi planing ki zahrorat hoti ha hamri planing jitni achi hon gey is main utni hi jaldi hum kameyab be ho sakte hein hume pta hona chaiye k ye business rule k sath chalta ha is main hume rule k mutabiq kam krna hota ha ur hume agr is main lose ho jaye tu hume parshan nai hona chaiye is main hume confidance k sath work krte rehna hota ha risky trading se hume is main sab s zada nuqsan hota ha market hume majboor krti hai risk lene main lekin hume sabr krna hota ha
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Solid trading planing ka faida

      jee han bhai forex trading main jis trader ki planning jitni achi and solid ho gi wo hi trader apna target bhi easily pora kar sakay ga and profit bhi lay sakay ga, ham aksar planning kartay hain k forex trading main es tarha trade lagani hay and es tarha profit laina hay but koi bhi trader jo new ho wo es cheez ka dehan nai rakhta k loss ki soorat main loss ko recover kaisay karna hay and loss ki soorat main karna kiya hay yehi waja hay k new traders jo forex main nay hotay hain wo loss ki soorat main gabra jatay hain jab k expert traders nay har cheez ki planning ki hoti hay k agar trader profit main hay and market ki movement change ho rahi hay to trade close karni hay ya nai, loss ki soorat main loss ko recover karnay k liay mehnat kitni karni hay and mehnat ka miyaar kiya ho ga loss ki soorat main karna kiya hay trade ko kab tak hold rakhna hay money management bhi sath ki hoe hoti hay tabhi wo traders mazeed kamyabi ki taraf jatay hain and acha manafa kama laitay hain
      If you work hard no body can stop you from success
      • #4 Collapse

        Re: Solid trading planing ka faida

        Mera Khayal ye ha kay, planning kay elawa ap ka experience matter karta ha, jaisy jaisy ap market ya kise business me porany ho jaty hain apko os ka behtar idea ho jata ha. Market ky trends samaj aa jaty hain. Mje bitcoin ka july 2017 me pta chala tha or december 2018 me bitcoin apni highest position py gya, ye bat bta ny ka maqsad ye that kay jo log 2013 se bitcoin py kam kar rhe thy onho ne 10 se 20 bitcoin earn kea or jo log new thy wo bohat mushkil se 1 tk gye, or os wakt bitcoin 20000 dollar ka tha.
        porany logo ne 2013 se experience laina start kea to 2017 me rock kar gye,
        SO experience zeyada zarori ha wo ho to planning khod hi aa jati ha.
        • #5 Collapse

          Re: Solid trading planing ka faida

          G han forex trading aik tough aur risky business hey iss men trading bahut mushkil hoti hey aur jahan tak mera khayal hey forex trading men 50 percent log nakam ho jatay hen kiun k iss men bahut ziyada hardworking karni parhti hey iss liay agar kamyabi chahtay hen ya solid trading karna chahtay hen tu phir pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur seniors ko follow karen aur seniors k tips k mutabik trading karen aur demo account ko real account samaj kar practice karen tu acha trading experience hasil hota hey aur loss aur profit men apnay emotions pe control rakhen aur self confidence ko improve karen aur khud pe depend karen tu zaroor kamyab traders ban saktay hen aur solid trading kar saktay hen lekin jin logon k pass market ko analysis karnay ka experience hota hey aur unn men acha confidence hota hey tu woh hi solid trading kar k acha profit kama letey hen
          • #6 Collapse

            Re: Solid trading planing ka faida

            G han dear jahan forex market mein profit hota hai wahan loss bhi isi buisness ka hissa hai har trader ko kisi na kisi trade mein loss ho jata hai lekin agar planing solid ho aur solid trading planing k sath loss recover kiya ja sakta hai is k liye hamary pass achi planing honi chahye aur planing k tips par amal karna chahye aur market mein agar jitny bhi up down ayn apko apni planing k sath kam karna chahye aur agar kisi trade mein loss hota hai tu apko loss recover karny k liye loss ki waja maloom kar k us mistake ki corection karni hogi jis ki waja se loss ho raha hai ap ne dekha hoga k kafi sary jo successfull taders hoty hain unki kamyabi ka yahi raz hota hai k wo aik planing k sath kam karty hain aur kabhi emotional trading ni karty aur soch samjh k market ko understand kar k trading karty hain is liye market mein kamyabi hasil karni hai tu ap planing se kam karyn
            • #7 Collapse

              Re: Solid trading planing ka faida

              Ek solid trading planning ke sath aap apna trading Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Agar aapke pass Ek acchi planning hoti hai to aap Achcha market analysis bhi kar sakte hain Apne time ko manage bhi kar sakte hain aur apni trading course start karte hue Achcha market analysis karte hain aur acchi trading kar sakte hain aapke andar confidence hota hai aur aap jald was Nahin Hote Agar aapke andar planning rahe hai aapke pass acchi solid planning nahin hai to aap kabhi bhi achcha trade nahin kar sakte aur aap jaldbaazi karne lag Jaate Hain aur Jiski vajah se aap na Kuchh Sikh paate hain aur na hi aapko Jyada acchi earning hoti hai isliye Hamesha aapko chahie ki daily basis per apni planning ko Sath trade Karen Taki aap aap accha profit Hasil kar Saken aur aapko loss ke chances kam se kam ho. Sada Lafzon mein aapko Baaton ke Agar acchi planning nahin hai to aap ko straight karne ka koi fayda nahin Hy AP time zaya kr rhy Hain.
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #8 Collapse

                Re: Solid trading planing ka faida

                Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex trading aik bot bara or behad difficult business hy is m kamyab hona koi asan kam ni hamy bharpor confidence k sath trading m successful hony k liay mukmal planning karni ho ge tbi ham trading m kamyabi hasil kar sakty han forex trading main planning kiay bagar ham trading ni kar sakty ham week k 5 din trading karty han baki 2 din chuti hony ki wja sy market band hoti hy hamy weekend py free hony ki wja sy agly pory week ki planning kr lyni chaiy q k planning sy hmary andar confidence a jata hy or confidence ki wja sy hamy bot km loss ka samna krna parta hy ham zyada sy ziada successful ho kr hi trading karty han forex trading main jb ham weekend py planning kr lyty han to hamy agly pory week m apni trading m koi msla ni hota ham easily apna target pora kr skty han
                • #9 Collapse

                  Re: Solid trading planing ka faida

                  Forex trading business ho ya koi bhi dusra business ho, aik solid trading ya business plan ka hona bohat zaruri hai. Kiyu kay jab takk business kernay waley kay paas aik solid plan nahi hoga uss waqt takk usay yeh bhi pata nahi ho sakta kay uss nay kia kerna hai. Business kaha say shuru kerna hai aur phir uss say kia faiday haasil kernay hain aur apna business barhana kaisay hain aur target kaisay achieve kerna hai. Iss liye aik solid business plan ka hona bohat zaruri hai. Issi tarah traders ko bhi iss baat ko zehan mai rakhna chaiye kay apnay business kay start mai he aik solid plan ki tayari shuru ker Lia karain takay pehlay dinn say he uss kay liye kaam shuru kia jaa sakey. Forex trading mai traders ko iss baat ko importance daini chaiye kiyu forex market mai her waqt movement ho rahi hoti hai jiss ki wajah say traders ka account balance aur equity up aur down hoti rehti hai jisay aik proper trading plan say he manage kerna asaan rehta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Solid trading planing ka faida

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                    Solid trading planing key base par trading har tarha se kamyab samji jati hay es ki main waja ye hoti hay key traders profit earn karny me jaha kamyab ho sakty hey apni planing key hoty howy jetna loss market me karty hey ye be recover karny me un ko kamyabi mil sakti hay, basically traders ki achi planing ka result bahot hi acha hota hay aur future ki trading me un ko apni planing ki waja se ye confidence hota hay key agar wo profit kesi specific reason ki waja se earn nahi be kar paty hey to loss be un ko etna nahi ho saky ga jetna key traders without planing ki trading me kar sakty hey.
                    Yes dear hum ne ais market mai trading plan banaty waqat bahot sari baton ko mind mai rakhna hota hai k hum agar ais market mai risk lety hai to hum aus par kitni lot use kary aor aus trade profit lena hai ais market mai hum kaha se entry leni hai ais market mai hum agar kaam karty hai to hum ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai humr agar plan acha ho ga to hum ko aus par kafi zayda profit ho sakta hai ais market mai hum agar plan k baghair kaam karty hai to kai dafa hum loss kar sakty hai ais market mai hum ko mehnat karni hoti hai ais market mai hum ko soch samjh k aor planing k sath kaam karny mai hi kamyabi milti hai ap ne jab plan tyar karna hai to aus mai her cheaz ko soch samjh k kaam karna ho ga tb hi ap ko aus par faida ho ga aor aus par achy se kaam kar sakty hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Solid trading planing ka faida

                      solid planning se jub traders trading kartay hain tu traders loss se bach jatay hain jub traders plans kay mutabik chalte hain tu wo har decision market ki condition or situation kay hisab se letay hain or un ka decision emotion ya greedy mind set ki waja se nehi hota ha or aisy traders ko mostly profit hi hota ha jub traders Apne capital ki planning kartay hain tu wo risk rules ko follow kartay huey letay hain jar trades open karne se pehle os trades me hasil hone walay loss or profit ko calculate kartay hain ager traders ko zeyda loss bhi ho jae tu wo Apne strong money management plan ki badoolat Apne risk ko bhi asani se recover kar sakte hain solid planning me jub traders trades open kartay hain tu wo market me har analysis kartay hain plans kay mutabik
                      • #12 Collapse

                        Re: Solid trading planing ka faida

                        Assalamualaikum trading members aapko maloom hai ki solid trading plan hone se aapko kamyabi mein confidence a jata hai aur aapko emotional control hota hai aapko tension nahin hoti hai aur aap apne account ko manage karke bechain Ho jaate ho aapko Bar Bar market mein login hona nahin padta hai jaisa ki aapko maloom hai ki weekend mein ab 2 din chhutti hoti hai to market mein aapko analysis karna chahie aur weekly candles ko dekhna chahie karni chahie main aapse yah batana chahta hun hamen trading market mein hamen step-by-step basic learning karni chahie aur usko demo account mein apply karna chahi Pakistan se jo information aur knowledge milta hai uski study karte hue usko hum note bhi karte hain aur uska proper use bhi kar sakte hain agar ham market mein apni use karenge to hamen zeyada fayda hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Solid trading planing ka faida

                          Forex member Forex trading Mein solid trading planning ka aapko Hamesha fayda Milta Hai Kyunki Forex Mein planning hi aapko Kamyab banati hai aur jo trade aap planning ke according karte hain Vahi Forex Mein Kamyab Hoti Hai Jisko aap Forex Mein acchi Tarah Se use karte Apne trading Mein profit Hasil kar sakte hain isliye jaruri hai ki aapko Apne trading co planning ke sath karna chahie planning ke sath reading karne se aapko bahut se fayde Milte Hain
                          Din Mein sabse pahla fayda to yah hai ki aapko aapki trading Mein risk manage karne ka chance Milta hai jisse aapko loss hone ke chances kam ho Jaate Hain
                          Uske bad aapki trading Mein Ek discipline maintain ho jata hai jisse aap ka kam perfect ho jata hai aur aap fayde Mera Jaate Hain
                          Planning ki isliye bhi hai Kyunki yah Hamare account ko save rakhne ke liye ki Jaati Hai Kyunki Ham apni trading ko Aise karte hain jisse Hamen fayda Milta Hai loss Nahin Hota To Hamesha Apne trading ko planning ke according Karen agar aap Kamyab Hona Chahte Hain To
                          • #14 Collapse

                            Re: Solid trading planing ka faida

                            yes brother ap nay bilkul sahi kaha ha humay trading karnay say pahlay aik plaining ka leni cahiye ta kay humaray loss kay chance kam ho ager humay is market may kamyabi hasil karni ha tu humay aik solid planing karni ho gi or apnay rules bananay ho gay or apnay rules kay mutabik kam karna ho ga humay puray cofidence kay sath kam kar ho ga ta kay humara zayada say zayada faida hii sakay hum jantay hain kay best planing karnay say humay zayada faida hota ha humay risk kay baghire hi kam karna ho ga tab hi hum is market may kamyab ban saktay hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Solid trading planing ka faida

                              Asalam o Alikum umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham janty han kay forex ak behtareen bessines ha is jesa abhi tak koi bhi acha or perfect bessines koi bhi nai ha forex main kaam karny kay leye hammy bahut ziadaa mehnat ki zarorat hoti ha is kay sath sath hamary analysis ko bhi strong hona chaheye or is kay sath he demo accint pa parectice bhi achi honi chaheye phr ja kay hammy real pa kaam karna chaheye or jab ham real pa kaam karty han to hammy markit ko dekh kar or apny analysis kar kay hammy ak planing kar leyeni chaheye ta kay han nuksan sy bach sakee or achiii profit hasil kar sakee solid trading karny sy hammy faida ye hota ha kay hamari koi bhi trade nakam nai hoti jis sy ham loss krwany say bach saktee han or hammy koi nuksan nai hota

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X