Dear ais market mai ap ne agar market ka trend chekc karna hai to aus mai ap ko bahot sary indicators mil jaty hai ais k sath ap ko ais market mai tools milty hai jin ko ap use kar k ais market mai trend ko check kar skaty hai ais time hum bat karty hai trend line ki ap ne agar ais market mai trend ko check karna hai to aus k liay ap ko trend line use karni chaye ais k bary mai ap ko detail bata deta hun kaisi trend line honi chyae.
Trend Line
Dear ap ko ais market mai trend line draw karny k liay ye pata ho k ais time market down ja rahe hai ya up ja rahe hai ais market ap ko simple trend line leni hoti hai aor jis taraf market ja rahe ho aus taraf draw kar deni chaye ais se ap ko market k trend ka pata chal jata hai.
Trend Line Validity
Dear ais market mai ap ki trend line wohi valid ho gi jis mai ap ki trend line market ko kam az kam 3 time touch kary agar ais se zayda dafa touch karti hai to wo strong trend line hoti hai ais mai ap jitna bara time frame use karty hai aus trend line par ap ko atna hi zayda faida hota hai.
Trend Line Par Trade Lagana
Dear ais market mai ap ne agar trend line par trade lagani hai to ais mai jab market trend line ko touch kary to aus time ap ais mai trade laga sakty hai aus time market waha par koi candle stick pattern banati hai jis ko dekh k ap ais market mai trade laga sakty hai ais market mai ap ne agar trend line k oper trade laga di hai to aus trend k break out par ap ka stop loss ho ga aor next resistance ya support level ap ka take profit ho ga.
Trend Line Break Out Par Trade
Dear ais market mai jab trend line break hoti hai to aus par ap ne agar trade lagani hai to aus mai ap ko choti lot se enter ho jana chaye kun k jab market dobara aus trend line ko aa k retest kary to aus time ap ais market mai trade laga skaty hai aor jitni ap ne lot lagani hoti hai wo use kar k ais market mai trade kar skaty hai ap ne ais market mai trend line par trade karny k liay stop loss ko lazmi use karna hai kai dafa market fake break out deti hai aor ap ko aus par thora sa loss bardast karna par sakta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим