Contest one month ka honay kay kia fawid hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Contest one month ka honay kay kia fawid hain?
    Pak Forex Forum ki taraf say behtreen jawab ka muqabla pehlay two months ka tha lakin ab yeh contest one month ka kar dia gia hay mara ap sab Forum members say sawal hay k contest kay one month ka honay kay kia fawaid hain aor har member es say kaisay ziada say ziada faida hasil kar sakta hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Contest one month ka honay kay kia fawid hain?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
    Pak Forex Forum ki taraf say behtreen jawab ka muqabla pehlay two months ka tha lakin ab yeh contest one month ka kar dia gia hay mara ap sab Forum members say sawal hay k contest kay one month ka honay kay kia fawaid hain aor har member es say kaisay ziada say ziada faida hasil kar sakta hay?
    Dear ais forum par phly contest 2 months ka hota tha magar ais mai ap ko jab contest end hota tha to aus k baad bhi aik month wait karna hota tha tab ap ko ais mai bonus milta tha abi ais mai ye acha kaam ho gia hai k ais mai ap ko her month mai bonus mil jaye ga jis par ap ne agar trade karni ho to ap trade kar sakty hai ap ne agar ais ko withdraw karwana ho to ap ais ko withdraw karwa skaty hai ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai acha kaam karny k liay ais contest k rules ka pata hona chaye aus k baad ap ais market mai acha kaam kar k zayda bonus le skaty hai ais forum par ap ki mehnat k hisab se bonus milta hai. ais liay ais mai time lagye aor bonus zayda ley.
    • #3 Collapse

      Re: Contest one month ka honay kay kia fawid hain?

      gee han bhai ap ne thek kaha hai ye mukabala phaley domonth ka tha lekin ab ne 1 month ka kr diya gey is main hamra faida ha phaly hume porey d month kam krna parta tah is mukabley ko win krne k liye ab hum yahi mukabla eik month main win kr sakte hein dear contest main kam krna bohat acha hai eik tu hume bonas be mil jata ha jo k hum sarey ka sara withdraw kr sakte hein jo is main hume bonas k sath sath knowledge be mil jata ha kew is main bohat sare trader kam krte hein jo acha bonas hasil krne k liye is main apna acha knowledge sahre krte hein ese main hum un se un ki thread main kam kr k knowledge hasil kr sakte hein hume is main success lene k liye lazmi ha k acha work krna parta ha daily samjdari se kam krein gey tu asani se kameyab ho sakte hein
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Contest one month ka honay kay kia fawid hain?

        Dear friend forum pe pahlay 2 months ka contest hota tha iss liay 2 months posts pe mehnat kartay thay aur phir bonus bhi late milta tha aur aj kal forum pe monthly contest shuru ho chuka hey iss liay bahut ziyada log contest men hissa ley rahay hen aur jab monthly contest shuru huwa hey tu ab bonus bhi jaldi milnay k chances hen kiun weekly bonus bhi week k end pe hi mil jata hey iss liay contest ka bonus bhi ab 10 date tak milnay k bahut ziyada chances hen aur monthly contest men members ki taadad bahut ziyada ho gai hey aur mehnat karnay ka jazba ziyada ho gaya hey kiun k contest jaldi khatm ho jata hey aur ab tu contest ki amount bhi 2200 dollars ho gai hey iss liay tamam members contest men mehnat karen tu zaroor sub ko acha bonus mil sakta hey jiss ko direct withdraw kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Contest one month ka honay kay kia fawid hain?

          Dear apne agar pehly contest mein kam kiya ho tu apko pata hoga k pehly contes 2 month ka hota tha aur contest ka 2000 dollar bonus hota tha aur 2 month mehnat karny k bad bhi kafi time lag jata tha result banta tha phir bonus milta tha lekin ab contest aik month ka ho gaya hai jo k ham sab k liye bahut faida hai ab hamyn har month bonus mil jaya kary ga aur jo log forex par depend karty hain har month unki income ati rahy gi aur is k ilawa ab suna hai k contest ka bonus 2000 dollar se barha kar 2200 dollar kar diya gaya hai aur wo bhi har month tu dear ye bahut he good news hai ham sab ko chahye k contest mein mehnat karyn aur achi post karyn aur rules ko follow kar k kam karyn ta k hamyn bonus bhi zayada mily kyun k contest ka bonus withdrawable hota hai is liye is par dil laga kar kam karyn tu faida hoga
          • #6 Collapse

            Re: Contest one month ka honay kay kia fawid hain?

            forum me pehle best answers awards contest ka mukabla pehle two month ka hota tha or members ko bonus takriban two month kay bad hi milta ha or is forum par best answers contest me boht kam members active hotay hain sirf daily kay 3 se 5 members hi forex Encyclopedia me post or threads kea kartay thay or members ka interest is contest me boht kam tha jaisay hi yeh contest one month ka howa ha boht zeyda members in is best answers awards contest me interest lena start kar dea ha or ab daily 15 se 20 members forex Encyclopedia me daily post or threads kartay hain or ab daily kay 14 se 20 tak threads forex Encyclopedia me create ho rehay hain yeh is contest ki makboliat ka pata batati ha
            • #7 Collapse

              Re: Contest one month ka honay kay kia fawid hain?

              g friends forex forum ka phly content 2 month ka hota tha lekin ab members ki asani k liye forex forum ka content ak month ka kr diya tak forex forum k members ko asani ho or unhy zydha wait na krna pry ak month k bd jb hm withdarw krty hn to hm sth trade b kr skty hn ya phr hmy unhy withdraw kr laty ya hmri apni mrzi ha ak month ka content asy he ha jesy hm ksi company ma kam karty hn to jesy ak month k b d hmy us k pesy mil jaty asy he ya b mil jaty or hmy zydha intazar b nai krna prta lahza forex forum ma ak month ka content bohat he faydmand ha
              • #8 Collapse

                Re: Contest one month ka honay kay kia fawid hain?

                Dear ap ny bot acha question kea hy contest jasa k ham sb janty han k pahly 2 month ka hota tha or ham 2 month us m musalsal kam krty rahty thy is ka nuqsan ye hota tha k hamy pora 2 month bonus ka intzar krna hota tha or members kbi km kam karty kbi ziada q k zyada dar sy bonus milny py hr koi bedili sy kam karta tha or pora 2 month intzar kr kr k thak jaty thy mgr ab bonus monthly hony ki wja sy tmam contestant ko aik month m hi bonus mil jaya kary ga hamy zyada intzar ni karna pary ga hmay hmari mehnat ka phal bot jaldi mila kry ga or contestant b bore hony k bjaiy zyada active ho kr kam karan gy or unan ye fiada b ho ga k zyada active ho kr kam karan gy to earning b zyada ho gi
                • #9 Collapse

                  Re: Contest one month ka honay kay kia fawid hain?

                  Dear Forex member Ja sake Ham Sab Ko yah Baat Maloom Hai Ki Hamen contest ka jo bonus Hota tha vah let Milta tha Jiski vajah se Sabhi members bahut Pareshan Hote the bonus Hamen Der Se milane Ki Sabse Badi bajaya hoti thi ki Jab Hamara 2 months ka contest complete Hota tha to Uske result ke liye Hamen bahut jyada Intezar karna padta tha Jab Ke form members ko bhi uska result ready karne ke liye Kafi time lag jata tha ab one month ka contest hone se monthly Hamara result bhi time per mil sakta hai aur Hamen bonus bhi time par show ho sakta hai iske sath sath Ham Pahle Se Jyada is Mein attach rahte hain aur Pahle Se Jyada mehnat kar rahe hain yah Bhi Ek bahut acchi baat hai aur yah bhi sabse bada fayda hai ki member is form Mein posting ko rojana karte hain jisse Unka Achcha bonus milne ka purpose Hota Hai To Hamen chahie ki Ham Apne kam ke sath sath apni mehnat ke sath sath Dua bhi Karen Taki Hamen Forex Mein Achcha bonus mil sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Contest one month ka honay kay kia fawid hain?

                    Dear ye jo contest hay ye pehlay tu 2 month ka huta tha laiken ab iska time kam ker kay one month ker diya gaya hay tu ager socha jaye tu phelay hamaray pass kaafi time huta thaa apni kismat aazmanay kay liye aor hum apni soch ko kaafi waseeh ker kay aor new ideas ko lay ker forum ma share kertay thy laiken ab tu aik mahina ka duration hay tu is ma humay ye faida huga kay humay mehnat tu zeyada kerni paray gi laiken time kam hunay ki waja say hum jaldi is contest ko complete ker lain gay aor relax feel kerna shoro ker dayn tu ma samjhta hun kay jab time zeyada huta hay tu tension bhi kaafi lambi chalti hay aor pehlay say kam tension hugi.
                    • #11 Collapse

                      Re: Contest one month ka honay kay kia fawid hain?

                      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forum pe bonus k liay rules men changing huwi hey aur pahlay 2 months ka contest hota tha aur log 2 months mehnat kartay thay aur bahut late bonus milta tha aur iss waja se bahut log contest men hissa letey thay lekin abi contest aik month ka ho gaya hey aur contest men inaam ki amount bhi 2200 dollars ho gai hey iss liay ab bahut ziyada log contest men hissa ley rahay hen aur mehnat ka jazba ziyada ho gai hey iss liay jitni mehnat karen gey month k bahd mehnat ka phal mil jay ga iss liay tamam members contest men ziyada mehnat karen aur ziyada se ziyada posts karen aur tamam posts achi quality ki karen ta k thanks bhi ziyada milen aur phir bonus bhi acha hasil kiya ja sakay aur apnay bonus ko direct withdraw kar sakten lekin her post achi quality ki karen jo 500 characters se ziyada ki ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Contest one month ka honay kay kia fawid hain?

                        Ji han bilkul contest Agar 1 month ka hua hai to uska bahut jyada benefit hua hai ki bahut jyada log contest Mein hard work kar rahe the mehnat kar rahe the Jiski vajah se Pakistan Forex form Ne Bhi Ek acchi opportunity Logon Ko provide ki keva 1 month ke andar hi Abhi contest Ki Maut kaise kar sakte hain Kyunki pahle do Matka contest Hua Karta Tha Joker bahut jyada let ho jata tha lekin abhi 1 month ka contact bahut hi accha Tarika Hai Jaise ke Kuchh log isko Aisa job samajhkar ismein kam Karenge aur Har manth Kuchh Na Kuchh Achcha contest ki winning amount Hasil kar sakte hain to isliye Mere Khyal se contact Kiya Maut ko aur Jyada Badhana chahie Taki Jyada Se Jyada log isko join Karen aur Aisa job ismein kam kar sake aur Achcha bonus Hasil kar sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Contest one month ka honay kay kia fawid hain?

                          Assalamu alaikum to dosto umeed kerta hun k ap log kheriyat se hon ge.
                          Ji han Dosto ap ne bht hi acha swal kiya hai Dostoevsky jsa ke hum sb janty hen ke pak forex bht bra online business h or ye hmari help krta aa rha hai hum jitni mhnat se is forum pr kam kren gy hmen yhan se utna hi acha bonus mily ga Dosto jsa ke hum sb janty hi hen ke phly to hmen ue bonus 2 months ke bad milta h pory 2 months kam krty thy tb ja kr hmen bonus milta tha jis ki wja s dosto hum or bht se dosry log kbi kam or kbi zyada kam krty thy Dosto isi wja se zyada mehnat se kam nhi krty thy or ab Dosto jb ke ye bonus 1month ke bad milny lag gya hai to ye hmaru liye bht hi achi bat hai Dosto ab hum mehnat se or dil lga kr posting krty hn q ke hum janty hn ke hmari meant ka phl hmen jld mil jana hai Dosto ab hum zyada active ho kr or mehnat se dil lga kr kam krty hn or isi wja se acha bonus hasil kar skty un.THANKX
                          • #14 Collapse

                            Re: Contest one month ka honay kay kia fawid hain?

                            Pak Forex forum kay contests kay timings ya duration 2 month say 1 month honay kay bohat say faiday hain. Members pehlay contests mai duration ziada honay ki wajah say dilchaspi nahi laitay thay kiyu kay contests 2 months kay hotay thay aur phir unn kay results aur bonus atey atey mazeed 15 say 20 din guzar jatey thay jiss wajah say members contests ki bajaey normal posting ko ziada munasib samajhtay thay laikin ab contests aik month ka honay kay bad aik tou members ki tadad mai kaafi izafa hogaya hai aur dusra knowledge aur experience bohat acha share ho raha hai. Pak Forex forum kay contest kay one month ka honay ki wajah say members ka interest bohat barh Gaya hai aur uss kay saath saath ab contest ka prize bonus bhi 2000 say 2200 $ ho chuka hai jo mazeed achi khabar hai. Contest kay withdrawable bonus kay liye her member ko iss mai participate kerna chaiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Contest one month ka honay kay kia fawid hain?

                              Assalamu Alaikum dear friend aapane Agar pahle contact Mein kam kiya hai to aapko Pata Hoga ke pahle contest 2 month ka hota hai aur contest ka $2000 bonus hota hai tha aur 2 month mehnat karne ke bad bhi Kafi time lag jata tha result Banta tha FIR Pune Milta tha lekin ab contact 1 month ka ho gaya hai jo ke Ham Sabke Liye bahut fayda hai ab Hamen aur mehnat kaun mil Jaya Karega aur jo log Forex per depend karte hain aur Manthan ki income Aati Rahegi aur iske alava aap suna hai ki contract ka bonus $2,000 se badhakar $2200 kar diya hai aur vah bhi Har manth Tod Diya bahut hi good news Hai Ham Sab Kuchh chahie ke contact Mein mehanat Karen aur acchi post Karen aur roll ko follow karke kam Karen Taki Hamen bonus Bhi Jyada Mile Kyunki contest Karbonn Speed Rival hota hai isliye is Per Dil lagakar kam karen to fayda Hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X