Currency history......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency history......
    dear Forex member main aapse Aaj currency history discuss karna chahta hun Jis Se Main aapko yah batana Chahta Hun Ki basially liye currency Kis Tarah Se istamal Hona Shuru hui thi aur currency ka use hone se pahle kya hota Tha Jiske bad currency ka use Hone Laga currency Tak Sabse pahle safar mein hamare pass Aata Hai
    1: barter system:
    Yah vah system tha jis Pyarmein Kisi bhe chiz Ke Badle Mein log Koi cheez dete the jisse vah exchange Karke apni jarurat ki chiz Le lete the Jis Tarah Ham kah sakte hain Ek dusre Se chizon Ke Badle ko barter system Kaha jata hai.
    2: commodity system:
    Is system Mein jis mein gold silver Hota Tha Jo ke kisi bhi demand ki vajah se log Ek dusre se apni zarurat ki chizen lete the Jiski vajah se Logon Ko Apna gold aur silver Sel karna padta Tha Jiske bad unko Unki zarurat ki chijen milati thi yah system isliye save nahi tha Kyunki gold aur silver Ek Jagah se dusri Jagah le jane Mein Mushkil hoti thi. Jiske bad yah secure system nahin tha Kyunki UN Dinon mein Main Kafi loss bhi Hota tha iske bad
    3: currency system:
    Current system se pahle jitne bhi method thy os main Kisi Na Kisi vajah Se Koi problem tha jiski vajah Se Hua Kamyab Nahin hue ine Sab ke bad currency system start hua jo ki ek Jagah se dusri Jagah Le Jaane mein aasani bhi hoti Thi Aur logon ko bahut sara is se fayda bhe hua
    Last edited by ; 06-05-2020, 10:42 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Currency history......

    past me trades different way me hoti thi sub se pehle loog aik cheez kay balke me dusri cheez buy or sell kartay thay phir os kay bad metal kay badle me buying selling start ho gai yani kay chandi or gold kay siko kay zariey kharedo farokht start ho gai yeni kay gold or chandi kay siko badle. me zarorat ki chezainy loog buy kartay thay jaisa kay khanay pinay ki chezainy weapon ka use bhi gold or siko kay zariey kea jata tha past me phir os kay bad paper currency ka silsala start ho gaya or gold or chandinkay siko ko band kar dea gaya ab loogo ko jo bhi zafirat ki chezainy buy karni hain wo paper currency kay zariey ki janay lago phir os kay bad online currency ka bhi silsala start ho gaya 20th century me jaisa kay bitcoin digital currency kay zariey bhi ap chezainy buy kar sakte hain yeh currency ki past history ha
    • #3 Collapse

      Re: Currency history......

      Assalam walekum trading member aapane currency trading histry ke bare mein perfect information share ki hai aapko main officiate karta hun aapane jo trading market ke bare mein currency ke bare mein bataya hai aapko maloom hona chahie ky Forex trading market barter system use kiya jata tha jisko ham aaj kal interchange things with other things kha ja sakta hai aap ko maloom hona chahie ki barter system main hamare pass parchun ti hoti hai ki Ham apni product ko cash karva sakte hain aise hi Forex trading market mein major currency pairs to type ki currencies trade karta hai agar aapko both currency pairs ke bare mein good information and knowledge hai to aap apni target achieve kar sakte ho aur admin ko strong kar sakte ho lekin agar aapko single currency ke bare mein information hai to aapko us currency paper trading karna fayda nahin de sakta
      • #4 Collapse

        Re: Currency history......

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Mkamal پيغام ديکھيے
        dear Forex member main aapse Aaj currency history discuss karna chahta hun Jis Se Main aapko yah batana Chahta Hun Ki basially liye currency Kis Tarah Se istamal Hona Shuru hui thi aur currency ka use hone se pahle kya hota Tha Jiske bad currency ka use Hone Laga currency Tak Sabse pahle safar mein hamare pass Aata Hai
        1: barter system:
        Yah vah system tha jis Pyarmein Kisi bhe chiz Ke Badle Mein log Koi cheez dete the jisse vah exchange Karke apni jarurat ki chiz Le lete the Jis Tarah Ham kah sakte hain Ek dusre Se chizon Ke Badle ko barter system Kaha jata hai.
        2: commodity system:
        Is system Mein jis mein gold silver Hota Tha Jo ke kisi bhi demand ki vajah se log Ek dusre se apni zarurat ki chizen lete the Jiski vajah se Logon Ko Apna gold aur silver Sel karna padta Tha Jiske bad unko Unki zarurat ki chijen milati thi yah system isliye save nahi tha Kyunki gold aur silver Ek Jagah se dusri Jagah le jane Mein Mushkil hoti thi. Jiske bad yah secure system nahin tha Kyunki UN Dinon mein Main Kafi loss bhi Hota tha iske bad
        3: currency system:
        Current system se pahle jitne bhi method thy os main Kisi Na Kisi vajah Se Koi problem tha jiski vajah Se Hua Kamyab Nahin hue ine Sab ke bad currency system start hua jo ki ek Jagah se dusri Jagah Le Jaane mein aasani bhi hoti Thi Aur logon ko bahut sara is se fayda bhe hua
        Dear ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai ais market ki history ka pata hona chaye jaisy ap ne abi ais thread mai currency ki history ka baty hai k ye kaisy introduce karwai gai thi aus k baad ais market mai hum jo kaam karty hai ais mai hum currency ko kaisy use karty hai ais mai ap ko ye sab pata hona chaye ais thread mai ap ne bahot hi achy se currency ki history ko explain kia hai jis se hum ais system ko asani se samjh sakty hai aor ais mai kaam kar skaty hai ap ne agar ais system mai kaam karna hai to ap ko ais mai ye pata hona chaye aus k baad ap achi trades asani se laga sakty hain ais market mai.
        • #5 Collapse

          Re: Currency history......

          hume is market main kam krne k liye is k faidey ur nuqsan k bhrey main pta hona lazmi ha is main hum agr currency trading krte hein tu os main hume nuqsan k chances kam ur faidey k zada hote hein bohat se trader is waja se currency trading nai krte hein kew un ko is main jald profit hasil krna hota ha ur wo big lots size e pair main kam krte hein jise eik din main hi account wash ho jata ha dear is main kam krne k liye hume pta hona chaiye k hum is business main khabi be eik din k andr ameer nai ho sakte hein hume is main kameyab hone main time lagta ha is liye is market ko time dein is ki history ko check krein k is main kameyab hum kese ho sakte hein is main hum itni asani se ameer nai ho sakte hein jitna hum ne sochna hota a phaly hum is ko time dena parta ha
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #6 Collapse

            Re: Currency history......

            G han dear ap ne past ki achi history share ki hai agar ham ne forex market mein kamyabi hasil karni hai tu hamyn is k bary har tarha ki maloomat leni chahyn ab ap ko pata hoga k currency k bad aur duniya advance hogai hai ab physically currency bhi koi ni deta aur zindagi ki tamam zarooriyat physically currency baghair poori ho rahi hain aur wo kaisy tu apko pata hoga k aj kal shoping credit card se ho rahi hai ya digital currency ka zamana hai koi zaroorat ki chez purchase karni ho tu chez lyn aur credit card se digital currency k through pay kar dyn ab ap dekhyn k ap forex se withdraw lety hain account mein bank mein tu bank k ap k credit card bany hoty hain aur yahi profit ap physically wasool kiye bina koi online shoping kar lety hain tu chez auto par ap k pass aa jati hai tu jis tarha time guzarta ja raha hai har system mein jiddat ati ja rahi hai ap ne agar forex mein kamyabi hasil karni hai tu apko har time market k sath tuch rehna hoga aur learning ni chorni hogi tu ap ko success mily gi
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Jab be ap apni trading mai trade karny lagain tu ap ko pehly cheye kay kudh ap sub pairs ko daikhain or us kay bad ap aik list bana kar us mai sy kuch pairs ko apni trading kay leye chose kar lain. es ka faida ap ko yeh hoga kay jab ap woh pairs future kay leye lay kay jaty hain tu ap ko asani yeh hogi kay ap sahi sy un ko achi tarha sy analysis kar sakty hain or bad mai ap apni trade ko sahi tarha sy kar lain gy or jab start sy es pay analysis karty rahy gy tu ap ko pata chaly ga kay zaida experience sy ap ko achi trade kar kay profit mil sakta hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X