Margin call main loss kis kay equal ho jay to open trade automatically close ho gi?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Margin call main loss kis kay equal ho jay to open trade automatically close ho gi?
    Kabhi aisay bhi hota hay k ap ki open trade jo loss main hoti hay automatically close ho jati hay aor ap kay account ka balance zero ya baz dafa manfi(-) main chala jata hay aam tor par isay margin call kaha jata hay new traders margin call kay baray main thek taran say nahi jantay jab k expert traders es baray main achi taran jantay hain margin call har broker ki mukhtalif hoti hay. Mara ap sab say sawal yeh hay k margin call main loss kis kay equal hota hay to trade automatically close ho jati hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Margin call main loss kis kay equal ho jay to open trade automatically close ho g

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے

    Jab aap ka trailer loss mein chal raha ho aur aapka Jo margin free level hai vah aapke account balance se hundred percent Ho Jaaye matlab ke Agar aapke pass Jo balance hai vah $100 hai aur agar aapane koi order place kiya hai aur aapko usmein loss ho jata hai aur Jaise hi aap ka jo margin free level hai vah main se 80 90 ke jaise hi Kareeb aata hai to Aapka Jo train hai vah automatically close ho jata hai uska matlab Yahi hota hai ki aapke pass trade karne ke liye aur balance capital available nahin hai aur aapka Jo capital tha vah khatm ho gaya hai ISI vajah se aapka Jo trade Hai vah automatically close kar diya Gaya Hai matlab ke aapka account was kar diya gaya hai aur vaise bhi margin free level Agar negative ho to use Waqt aap Koi order bhi place nahin kar sakte aur Agar maarpeet aapke opposite chala bhi to aap usko wash hone se nahin rok Sakte isiliye to Kahate Hain Ki Hamesha Se Hi Agar aap lost Se Bachana chahte ho aur apne account balance Koshish Karna chahte ho to uske liye stoploss ka Hamesha Sahi istemal kiya karo ....
    Visit My Profile
    • #3 Collapse

      Re: Margin call main loss kis kay equal ho jay to open trade automatically close ho g

      gee han bhai ap ne thek kaha hai margin cal main hume lose hota ha tab hi ye call hume ati hai jab hamra account wash hone k qareeb hota ha tu margin cal hume bat rhi hoti hai k ap ka balance khatam hone wala ha jab hamra account wash hota ha tu os main se kuch balance reh jata ha ur khabi khabi hamre sath esa be hota ha k jab hamra account wash hota ha tu hamra balance zero be ho jata ha ur khabi minaz main chala jata ha is liye agr hum is main kam krte hein tu phaly hi knowledge hasil kr k kam kiya krein taqry hume lose hone k chances be kam ho hume is main analysis ko fallow kr k sab se phaly hume chart k chart ko dekhna hota ha wahan se hume bohat se cheezay seekhne ko mil jati ha is business main success lene k liye
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Margin call main loss kis kay equal ho jay to open trade automatically close ho g

        agar trade me loss ki waja se account balance bahot zeyada negative me chala jaye aur free margin end ho jaye to esi condition me free margin ajata hay aur bahot kam account balance reh jany par trade auto base par close ho jata hay mostly 10$ ya 12$ jab account me balance reh jata hay to free margin call ka indication ajata hay aur es key bad jab ye dollar be wash ho jaty hey to trades market me close kar dey jaty hey, free margin ka faida ye hota hay key ye trades ko close nahi hony dety aur jetna zeyada free margin available ho ga ye account ko secure raky ga.
        • #5 Collapse

          Re: Margin call main loss kis kay equal ho jay to open trade automatically close ho g

          dear Forex member Forex trading Main Jab aapko loss hota hai to aapki trading mein aapke account balance ke sath Agar free margin 0 Ho Jaaye to vah aapke Margin Call Hoti Hai Jiski vajah se aapki trade auto-close per band kar di Jaati Hai isliye Hamen apni trading ko Aise karna hoga ki jisse Hamen Bada loss Na Ho Aur Hamen margin cal bhi face Na Karna Pade isliye jaruri hai ki Ham Agar Forex mein Main margin Kal Se Bachana Chahte Hain To Hamen apni trading Mein small Jiske ke sath Prophet Hasil karna hoga jisse Ham Forex Mein lor se bhi ban sakte hain aur accha profit bhi Hasil kar sakte hain Forex trading mein agar Ham apni trading planning ke according Karen To Hamen aisa koi bhi issue face nahin karna padta hai isliye jaruri hai ki Ham Agar Forex Mein mehnat Karen To Ham Apne account ko save Rakh sakte hain aur apni trading ko bhi profitable banaa sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Margin call main loss kis kay equal ho jay to open trade automatically close ho g

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
            Kabhi aisay bhi hota hay k ap ki open trade jo loss main hoti hay automatically close ho jati hay aor ap kay account ka balance zero ya baz dafa manfi(-) main chala jata hay aam tor par isay margin call kaha jata hay new traders margin call kay baray main thek taran say nahi jantay jab k expert traders es baray main achi taran jantay hain margin call har broker ki mukhtalif hoti hay. Mara ap sab say sawal yeh hay k margin call main loss kis kay equal hota hay to trade automatically close ho jati hay?
            Dear ap k account par jab margin call ati hai to aus time aik to ap ki equity bahot hi kam reh jati hai aus time ap ki trades mazeed bardast nai kar skati loss ko aor ap ka account zero ho jata hai ais liay jasisy hi thora sa balance rehta hai ap k account par trades close hona start ho jati hai aus k baad ap ko agar loss hota rahy mazeed to ap ais mazeed loss hota rahy to ap k account par jitni trades hoti hai wo sab hi close ho jati hai ais liay ap ko chaye k ap ais market mai agar kamyab hona chaty hai to ap ko ais market mai lot choti lagani chaye aor trades k sath stop loss lagana chaye ais se ap k ye faida ho jata hai k ap ki trades loss mai close ho jati hai magar ap ka account safe rehta hai aor kabi account wash nai hota.
            • #7 Collapse

              Re: Margin call main loss kis kay equal ho jay to open trade automatically close ho g

              Dear jab apko trading mein loss hota hai tu jaisy jaisy apka loss barhta jata hai tu apki equity kam hoti jati hai aur jab apki equity bilkul kam ho jati hai us waqt apka margin minus mein chal raha hota hai aur phir auto par jis trade ka loss zayada hota wo sab se pehly close ho jati hai phir is k bad market jab aur thora loss ki taraf ati hai tu baqi trades bhi close ho jati hain aur apka account wash ho jata hai is liye agar ap account wash se bachna chahty hain tu ap stop loss lazmi lagaya karyn us k ye faida hota hai k jis jaga ap ne stop loss lagaya hota hai usko market jab tuch karti hai tu auto par kam loss mein he trade close ho jati hai aur account wash ni hota aur is k ilawa ap money management k sath trading kiya karyn aur risk zayada mat liya karyn hamesha lot size apny balance ko dekh k lagayn aur over trading mat karyn jab ap over trading karyn gy tu lazmi loss hoga aut account wash ho jaye ga aur trading hamesha patience k sath karyn emotion p control rakhyn tu apko trading mein profit hoga
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Margin call main loss kis kay equal ho jay to open trade automatically close ho g

                margin call ap ko tub di jati ha jub traders kay pass margin boht kam reh jata ha or traders ka account zero hone kay qareeb phonch anay wala hota ha kuch broker 15% par margin call traders ko email kay zariey send kartay hain tu kuch traders 30% par bhi traders ko margin call send kartay hain kay ap ka capital is wakt loss me ja raha ha or ap ka capital dangours zone me ha kisi bhi wakt zero me ja sakta ha tu is margin call ka matlb yeh hota ha kay traders ko warns kea jae kay wo kuch decision ya step le kar Apne capital ko secure rakh sakain yeh margin call is bat ka bhi ishara hota ha traders ko kay ap kay capital me balance kam reh gaya ha ap deposit kar kay Apne capital ko bacha sakte hain ager market or down movement hui tu ap ka capital zero hone se pehle ap ki tamam trades automatically close ki jae gi kyun ap kay capital me loss bardasht karne kay liey balance nehi ho ga isliey broker ki taraf se traders ko margin call di jati ha

                اب آن لائن

                Working...
                X