Apni trading Mein lot size ko Hamesha calculate Karke set Karen////
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni trading Mein lot size ko Hamesha calculate Karke set Karen////
    My dear Forex member Forex trading Mein Kamyab hone ke liye Hamen Forex ke experience ki jarurat Hoti Hai jisse Ham Forex Mein Kamyab ho sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain Forex trading may 1 lot size set karne ki bahut ahmiyat hai Kyunki Jab Hamare pet Mein lot size ki Sahi calculation Nahin Hoti To Hamen bahut bada loss ho sakta hai To Hamen chahie ki Ham Apne account balance ke hisab se apni trade Mein lot size set Karen Forex trading main agar aap small lot size ke sath trade karen to aap Forex mein bahut acchi training Karke achha profit Hasil kar sakte hain small lot size se aapke account mein risk bhi kam Hota Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni trading Mein lot size ko Hamesha calculate Karke set Karen////

    lots size ka intekhab market ki movement kay hisab se karna chahie jub market ki movement normal ho tu ap ko normal lots size ka intekhab karna chahie jub market ki movement fast or high ho to ap ko kam lots size ka use karna chahie ager ap market ki kam or zeyda movement me aik hi lots size use karay gay tu kuch trades me ap ko loss or profit zeyda or kuch trades me loss or profit kam ho ga ager ap lots size ko market ki movement or condition kay hisab se change kar kay select kartay hain tu ap ka risk same rehay ga or ap ki trading money management kay rules ko follow kartay huey gi or ap big loss se bhi mehfooz rehay gay is tarah ap ka risk calculated ho jae ga
    • #3 Collapse

      Re: Apni trading Mein lot size ko Hamesha calculate Karke set Karen////

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
      My dear Forex member Forex trading Mein Kamyab hone ke liye Hamen Forex ke experience ki jarurat Hoti Hai jisse Ham Forex Mein Kamyab ho sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain Forex trading may 1 lot size set karne ki bahut ahmiyat hai Kyunki Jab Hamare pet Mein lot size ki Sahi calculation Nahin Hoti To Hamen bahut bada loss ho sakta hai To Hamen chahie ki Ham Apne account balance ke hisab se apni trade Mein lot size set Karen Forex trading main agar aap small lot size ke sath trade karen to aap Forex mein bahut acchi training Karke achha profit Hasil kar sakte hain small lot size se aapke account mein risk bhi kam Hota Hai
      Yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum agar ais market mai kaam karty hai to hum ko ais market mai ap ko apni lot ko calculate karna chaye aus k baad ap ko ais market mai trade lagani chaye ais se ap ko kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap jitni achi trades lagaty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap agar trade lagaty hai to ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna chaye tab hi ap ko ais market mai faida hota hai ais market mai ap ko lot apny account k hisab se select karnai ho gi tab hi ap ko ais market mai kamyabi mily gi ais market mai ap ki mehnat k hisab se faida hota hai aus k baad ap ko ais market mai kamyabi milti hai ais mai planing k sath kaam kary gay to ap ko ais mai faida ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: Apni trading Mein lot size ko Hamesha calculate Karke set Karen////

        Dear friend forex trading dunia ka wahid business hey jiss men kisi cheez ki koi pabandi nhi hey iss men hum kisi k under rah kar kam nhi kartay aur apni marzi se kam kar saktay hen iss liay forex trading men lot size ki bahut ziyada importance hey kiun k jo log forex trading men ziyada profit ka lalach kartay hen woh apnay balance k hisab se bari lot laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur account bhi wash ho jata hey iss liay forex trading men apnay balance k hisab se lot size ki achi selection kar lena bari kamyabi hey aur iss ko hi money management bhi kehtay hen iss liay agar balance acha ho tu phir apnay experience k hisab se achi lot laga saktay hen aur agar balance kam ho tu phir bilkul small lot size ko use karen aur trade lagatay waqt apnay balance pe zaroor nazar rakhen aur kam profit pe compromise karen aur thora thora kar k apna profit increase karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey
        • #5 Collapse

          Re: Apni trading Mein lot size ko Hamesha calculate Karke set Karen////

          gee han bhai hume is main money management ko fallow kr work krna hota ha is main hume bonas ko dekhna hota ha ur phr os bonas k hisab se is main kam krna hota ha esa nai hota ha k hum kam bonas py extra lots size use krein is main hume lose ka samna hi krna phrey ga hume is main samjdari se kam krna lazmi hota ha is main eik target hona hota hai ur os k mutabiq is main kam krna hota ha bhagir knowledge k is main agr ap kam krein gey tu phr ap ko success be nai hasil hon gey dear market main hume sarif profit hasil kr k nai kam krna chaiye balkey is main hume knowledge k liye kam krna chaiey market main apna interest peda krna lazmi ha khabi be hum is main eik din main ameer nai hon sakte hein kam krne main dora waqat lagta ha phr hi kameyab be sakte hein
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #6 Collapse

            Re: Apni trading Mein lot size ko Hamesha calculate Karke set Karen////

            dosto forex trading ma agr ap kamyab hona chaty hy to es k ly ye bht zroori hy k ap forex trading ma mhenat kry or ap k ps zyda sy zyda knoweldge or experience ho forex trading k bry ma kiun k forex trading ma kamyab hony k ly ye cheezy bht he zyda zroori hy or dosto es k sath sath hamin jb b koe trade ko lgana chay to hmain lot size ko hmesha calculate kr k phr lot size lgani chy kiun k agr hmary ps capital kam ho ga or hm ny lot size ko bra lga dia to aisi soort ma hmary account wash hony ma dhair ni lgy gi or agr hmary ps captial zyda ho ga or hm ny lot size ko chota lga to aisi soort ma hm acha profit forex sy gain ni kr pya gy es ly dosto forex trading ma yhe best hy k hmain trading lgany sy phely lot size ko achy sy calculate kry phr os hisab sy lot size ko lgya tak na hmain zyda loss ho or na he hmain kam profit ho bilkay hm aik acha profit forex trading sy hsal kr skty
            • #7 Collapse

              Re: Apni trading Mein lot size ko Hamesha calculate Karke set Karen////

              g bhai ap nay theek kaha hai kai humay chahiyay kai jab bhi trade open karnay lagain tu pehlay lot size ki calculation kar laini chahiyay kai kis kadar hum loss baradasht kar saktay hain us particular trade main ya pair ya commodity kis kaddar move kar sakta hai tu us hissab say profit earn karnay kai liyay lot size ka intakhab hota hai takai account wash na ho sakay trade ap kai mukhalif janay ki sorat main. Lot size buhat matter karta hai ap ki equity kai hisab say lot size hamesha set honi chahiyay nai tu ap ka account wash honay main zaida time nai lagta. main agar apni baat karon tu main agar 100 dollars ki equity say trade karon tu hamesha 0.01 ki lot say hi trade open karta hon aur jiss trade ka mujhay lag raha hon kai mairay mutabiq hi jaye gi tu us main main thora zaida risk lai kar 0,05 say maximum trade open karta hon aur aj kal jaisa kai ap logon ko pata hai Covid-19 ki waja say market buhat ajeeb react kar rahi hai tu ap ko chahiyay kai risk liyay bagair kam say kam lot size ka intakhab karain aur loss say bachay rahain.
              • #8 Collapse

                Re: Apni trading Mein lot size ko Hamesha calculate Karke set Karen////

                Ji han bilkul agar aap reading kar rahe hain to uske liye Jaroori Hai Kate reading skills Hona bahut jaruri hai Kyunki Jab Bhi aap market Mein kaam kar rahi hain forex market Mein calculate Karke aap market ko bahut hi acchi Tarah Se Jaan sakte hain jaise ki agar aapko intry. Se Lekar take profit Tak ka pura duration Maloom hota hai ki is dauran aapko Kitna loss Hoga aur Kitna profit hoga to isliye aap apni investment ke hisab se market Mein Jab Bhi Koi Bhi trading lot size open Karte Hain To vah aap apni equity hi ke hisab Se Usko calculate Karte Hain risk management Kisi chij ka naam hai ki aap apni equity ko lot size per calculate karte hue risk management kitne percent per Rakhna hai aur kaise trade karni hai yahi chijen Ek acche trader ko Maloom Hona bahut Jaruri Hai Tabhi vah acchi trading kar sakta hai aur accha profit Hasil kar sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Apni trading Mein lot size ko Hamesha calculate Karke set Karen////

                  Dear apko apni trading mein lot ka use bahut he experties k bad lagana chahye aur lot hamesha apna balance aur trading strategy k hisab se lagana chahye agar ap long term trading karty hain tu ap lot size chota rakhyn aur stop loss lagayn aur agar account chota hai tu bhi ap lot small rakhyn aur kuch trders hain jo news par trading karty hain tu news par trading karny k liye ap k pass capital bhi zayada hona chahye aur lot bari lagayn aur stop loss nazdeek rakhyn ta k account wash na ho aur kuch traders aisy dekhy hain jo scalping karty hain tu unki trading strategy aisi hoti hai k wo choty time frame par analysis karty hain aur bari lot lagaty hain aur market se sirf 15 se 20 pip profit ly kar side par ho jaty hain is tarha unko thori dair mein acha profit mil jata hai tu dear sab se achi strategy yahi hai k har strategy k liye knowledge aur experience ka hona bahut zaroori hai is liye jitni mehnat karyn gy apki trading achi hogi ap ko market ko understand kar k trading karni hogi risk minimum lena hoga ta k ap ka account safe rahy aur sab se acha tareeqa ye hai k small lot k sath account ko grow karyn
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni trading Mein lot size ko Hamesha calculate Karke set Karen////

                    money management ka ik bahot importent part hai lot size , apni kise bhe traide main lot size ka istamal ham ko soch samjh kar or apny balance k hisab sey karana chahi hai bahot ziada traider yeh ghalti karty hain lot size ko set karty waqat jab un ko conform hota hai k buyy ya sell hoge to wo ik barri lot size ka istaml karty hain jab markeet thori se un k against chahli jati hai to kiun k un k pass balnace ziada nahi hota hai aise lia un ka account wash ho jata hai ham ko chahi hai k agar ham forex traiding main seroius hai or mustakil ais ko ik business samjh kar is main kam karna chahty hain to money management ko follow karty hoy lot size or SL sahi posstion par set kary .agar ham lot size kam use karty hain to ais ka ik bra benefits yeh bhe hai k agar ham ko ziada traide main loss ho jata hai 3 sey 4 main to ham phir bhe marktes sey bahir nahi nikalty hain kiun k hamry pass balance majood hota hai traiding k lia .
                    information for Beginners
                    Complete Forex Knowledge
                    • #11 Collapse

                      Re: Apni trading Mein lot size ko Hamesha calculate Karke set Karen////

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
                      My dear Forex member Forex trading Mein Kamyab hone ke liye Hamen Forex ke experience ki jarurat Hoti Hai jisse Ham Forex Mein Kamyab ho sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain Forex trading may 1 lot size set karne ki bahut ahmiyat hai Kyunki Jab Hamare pet Mein lot size ki Sahi calculation Nahin Hoti To Hamen bahut bada loss ho sakta hai To Hamen chahie ki Ham Apne account balance ke hisab se apni trade Mein lot size set Karen Forex trading main agar aap small lot size ke sath trade karen to aap Forex mein bahut acchi training Karke achha profit Hasil kar sakte hain small lot size se aapke account mein risk bhi kam Hota Hai
                      Ji bilkul Hamen Hamesha se hi Apna Jo lot size Hai trade ke liye usko calculate karke hi Hamesha trading Karni chahie Hamen Apna balance dekhna chahie aur FIR Uske mutabik jute rate hai usko place karna chahie Varna agar aap risk loge to ho sakta hai aap ke account ko bahut Khatra laak Ho Jaaye matlab yah ke agar aap apne capital balance ke mutabik allowed lot size ka istemal Nahin Karoge To aur bahut risk loge to Halki Si opposite movement ki vajah se aapka Jo account hai vah varshon sakta hai aapka Jo capital balance hai vah khatm ho sakta hai isliye risk lene ka Kuchh fayda Nahin Hai Hamesha aapko nuksan hi hota rahega isliye Apne capital balance ke mutabik hi lot size ka istemal kiya karo ...
                      Visit My Profile
                      • #12 Collapse

                        Re: Apni trading Mein lot size ko Hamesha calculate Karke set Karen////

                        Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading main hamy money management k sath trading karni hoti hy or money management m lot size ki bot ziada ahmiat hoti hy lot size set kiay bagar ham kbi b achi trading ni kar sakty forex jasa k aik risky business hy is wja sy is m kamyab hony k liay hamy bot ahtiyat or soch samj kr kam krna ho ga or hmasha small lot size k sath trading karni ho ge q k small lot size sy hamy profit to thora thora hota rahta hy mgr hmara account hmasha safe rahta hy or ham easily safe ho kr small lot size k zriay earning kar sakty han forex trading main jo traders zyada ka lalich ly kr trading karty han or hmasha big lot size ka istamal karty han wo hmasha loss ka hi samna karty han is liay hamy hmasha lot size set kr k hi trading karni chaiy jis sy hmara account b safe rahy or hamari earning b hoti rahy
                        • #13 Collapse

                          Re: Apni trading Mein lot size ko Hamesha calculate Karke set Karen////

                          Forex trading account mai traders kay liye lot size bohat important hai kiyu kay traders ka account sirf unn kay lot size ki selection pay he depend kerta Hai. Jo traders iss baat ko nahi maantay hain woh apnay accounts ki safety ko her waqt risk pay he laga kay rakhtay hain. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jinn mai account balance, traidng strategy aur trade mai safe entry he basic elements kehlatay hain. Forex trading business mai lot size ko hamesha apnay account balance kay mutabiq rakhna chaiye aur traders ko uss kay saath saath safety tools take profit aur stop loss ka bohat use kerna chaiye. Lot size currency pairs mai zaisa rakhnay say ziada problems nahi hotay Agar saath mai over trading na ki jaey laikin commodities mai tou lot size minimum he rakhna chaiye kiyu kay Thora profit ziada loss say acha he hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Apni trading Mein lot size ko Hamesha calculate Karke set Karen////

                            Ji Assalamu Alaikum Mere Pyare bhai fracturing Duniya Ka Waheed business hai jis mein kisi chij ki koi pabandi nahin hai ismein Ham Kisi e k under rahakar Kam Nahin Karte aur apni Marzi se kam kar sakte hain isliye fracturing mein load size ki bahut jyada important hai Kyunki Jo log Forex trading mein jyada profit ka lalach karte hain vah Apne balance ke hisab Se Badi load Laga Dete Hain Jiski vajah Se Bada loss ho jata hai aur account bhi was ho jata hai isliye frock trading Mein Apne balance ke hisab se lot size ki acchi selection kar lena badi kamyabi hai aur is ko hi money management bhi Kahate Hain isliye Agar balance Achcha Ho To fir Apne experience ke hisab se acchi lot Laga sakte hain aur Agar balance kam ho to Fir bilkul Sambhal lot size ko use Karen aur trade Lagate Waqt Apne balance page Jarur Najar rakhen aur kam profit per compromise Karen aur Thoda Thoda Karke Apna profit interacts current Aake safe trading hoti Hui aur account safe rahata hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apni trading Mein lot size ko Hamesha calculate Karke set Karen////

                              Asalam o ALikum dear Forex friends and dear members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay Forex ka business ak bahut he acha or lajawab business ha is main ham jitni mehnat kay sath kam kareey gay is main success hasil kar sakeey gay Forex ki market ak international market ha ye lajawab business hony kay sath sath ak riski business bhi ha is main choti si ghalti hamara bara loss karwa sakti ha is business main hamra sab say pehly kia jany wala kam ye hota ha kay is main apni raqam kay mutabil is main lote size ko set kareey agar hamara balance ziada ho ga or ham kam lote size lagaeey gay ya kam balance pa ziada lote size set kareey gay to ye hamary leye loss hony ka sabab ban sakta ha is leye is main hamesha sahi lote size laga kay acha profit hasil kareey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X