What is concept of leverage?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is concept of leverage?
    Dear parents member Forex trading may leverage kin basis set ki jaati hai aur isko set karne ke liye Hamen kin Baton ko mind Mein Rakhna zaroori hai account mein kam leverage ke kya benefit hai aur Jyada leverage ke kya benefit Hai Sabhi Apne experience ke sath share Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is concept of leverage?

    Dear ais market mai ap jab account banaty hai to aus time ap ais mai leverage selet karty hai ais mai ap ko 1:1 se le kar 1:1000 tak leverage mil jati hai ais ko ap jo chaye select kar sakty hai magar ap bonus account par 1:50 se zayda ki leverage select nai kar sakty ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai leverage high select karny ka ye faida hota hai k ap account par jo trade lagaty hai aus par ap ka margin kam use hota hai. ap ko leverage k bary mai faiday aor nuqsan bata deta hun.

    Leverage System
    Dear ais market mai ap k pass chota account ho aor aus par ap ne lot bari lagani ho to ais leverage ki waja se ap bari trade laga sakty hai aor zayda profit bana skaty hai ais market mai ap jitna zayd leverage use karty hai ap atni hi bari lot laga sakty hai ya apny account par atna hi zayda risk le sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: What is concept of leverage?

      Trading account me leverage size ka concept bahot hi simple be hay aur clear be hay, brokers ki koshish hoti hay key traders ko us key deposit key base par koch loan be mil jaye jes ko free margin be ham keh sakty hey ye leverage size investment lever ka trading me kam deti hay, higher leverage size set karny ka matlab hay key ham ne zeyada loan key ley apply kia hay aur trades me zeyada risk lena possible ho jata hay, leverage size higher ho ga to maximum trades open karny ki opportunity hamary pass majood ho gi aur har tarha key pairs me leverage size ki waja se kam investment par risk leya ja sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: What is concept of leverage?

        dear hume is main pta hona chaiye k hamre account leverage ki bese main chalte hein agr hamre account ki leverage zada hai tu phr be sak hum kam lots size use krein hamra spread high hi rhe ga is liye is main ap k paas jitni invesment hoti hai os k hisab is main kam kiya krein ap ko is main kam krne main asani hon gey daily is main work krein uer agr hum is business se eik din main ameer hona chahte hein tu esa khabi be nai ho sakta ha is main hume sabro tamal k sath work krna hota ha zada lalach hume is main big lse deti hai is main ei k ap target select krein ur phr os k mutabiq is main work krein gey tu ap ko ka krne main asani hon gey ye business hamre liye eik zabardast onlines business ha hume is main menat k sath kam krna chaiye
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Re: What is concept of leverage?

          Dear apne bahut acha sawal kiya hai sab se pehly tu apko bta don k leavrage kya hoti hai tu dear leavrage account par lot size lagany ki limit hoti hai agar apki leavrage kam hogi tu ap bari lot ni laga payn gy aur agarclevrage zayada hogi tu ap lot bari laga lyn gy aur apko pata hona chahye k bonus account k kuch rules hoty hain jis ki waja se ap leavrage khud se set ni kar sakty bonus account ki leavrage 1:50 se zayada select ni kar sakty lekin apki apni investment wala account jab ap banaty hain tu ap apni leavrage 1:10 se ly kar 1:1000 tak select kar sakty hain aur leavrage zayada rakhny k kuch faidy hain aur kuch loss bhi hain jaisa k faida ye hai k thory balance par ap bari lot laga sakty hain agar leavrage zayada hogi tu lekin loss ye hai k agar analsysis achy ni hon gy tu bari leavrage p bari lot lagi hogi tu loss bhi zayada hoga lekin agar ap achy trader hain aur ap k analysis theak hai tu zayaa leavrage select kar ap zayada profit kama sakty hain aur ap ko achi learning aur practice he faida dy sakti hai jab apko trading par fully confidence hoga tu ap zayada leavrage rakh k kamyab ho sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: What is concept of leverage?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: zainuddin پيغام ديکھيے
            Dear parents member Forex trading may leverage kin basis set ki jaati hai aur isko set karne ke liye Hamen kin Baton ko mind Mein Rakhna zaroori hai account mein kam leverage ke kya benefit hai aur Jyada leverage ke kya benefit Hai Sabhi Apne experience ke sath share Karen.
            Dear labrish ka matlab hai ki agar aapane market mein ek dollar invest Kiya hua hai to aapko aapka broker uska Ek hajar loan Ki Surat Mein deta hai aur aapane Agar ek dollar invest Kiya Hai To Uske Badle mein $2,000 aapko Diye Jaate Hain ki aap ine se trading Karen aur use per jo bhi loss hota hai vah aapka Apna hota hai Kyunki kabhi bhi aapka lost aapki investment Se Jyada Nahin ho sakta. Aur Jab Bhi aapka yah account balance 0 jata hai to Aapka account band ho jata hai aur aap kaun new investment karna padati hai aur jab aap apni investment karte hain to aapko loss ko recover karne ke liye jaldbaazi hoti hai aur FIR aap apna account hone ke Khatre Mein Hote Hain Jo aapane Jab Bhi leverage ko use karna hai ek managed tarike se use karna hai
            • #7 Collapse

              Re: What is concept of leverage?

              leverage ka concept buhat hi asan hai leverage ka matlab hai kai broker ap ko yeh facility daita hai kai ap kissi commodity ko agar kam equity kai sath khareedna ya baichna chahain tu aiksa mumkin hai siraf aur siraf zaida leverage rakhnay say aur agar ap ki leverage kam ho gi tu ap kam say kam lot size kai sath buy ya sell kar sakain gay lakin leverage zaida honay ka aik nuksaan bhi hai aur wo yeh kai agar market main taizi ati hai tu zaida leverage honay ki waja say jab tak ap ka account wash nai ho jata tab tak ap ki traders open rahain gi aur agar leverage kam ho tu aik limited loss ho kar ap ki trade automatically kat jati hai aur is tarhan ap ka account wash honay say bach jata hai. Personally agar main apni baat karon tu main leverage unlimited rakhna hi pasand karta hon kiyon kaim kam equity kai sath hi trading karta hon aur mujhay zaida leverage honay ki waja say yeh right hota hai kai main jitni marzi trades aik waqt main open kar sako aur jab tak maira account wash nai ho jata tab tak main trades open kar sakta hon aur yeh cheez mujhay hedging main bhi madad daiti hai lakin main yeh baat bhi kahon ga kai yeh highly risky hai so jo traders kam risk laina chahtay hain wo hamesha apni leverage kam say kam rakhain.
              • #8 Collapse

                Re: What is concept of leverage?

                leverages ka use market me big lots se trade open karne kay liey kea jata ha ager ap ki leverages zeyda ha tu ap ka open hone wali trades me kam margin use ho ga ager ap ko leverages kam ha tu ap ki open hone wali trades me. zeyda margin use ho ga or ap big lots size ka use nehi kar sakain gay
                kam leverages rakhne kay faida yeh kay traders big lots size ka use nehi kar patay hain un ka risk zeyda nehi hota ha or wo traders trading money management rules ko follow kartay huey kartay hain or big loss se bach jatay hain
                jub traders zeyda leverages ka use kartay hain tu aisy traders big lots size ka use kartay hain or un ka trades me big risk hone ki waja se ya big loss ho jata ha ya phir account wash ho jata ha
                aisy traders greedy hotay hain jo big leverages ka use kartay hain
                leverages munasib use karni chahie takay ap forex me munasib risk kay sath trading kar sakain takay ap ko loss na ho
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: What is concept of leverage?

                  LEVERAGE
                  dear forex member aap ne acha thread create kiya hai mere pass iss see relevant itna acha knowledge aur experience to nahi hai lekin jo mojood Hai mein us ko aap ky saath share krny ki koshish bharpoor krun yeh Mera farz hai dekhen dear jahan tak meri information hai to us ky according jab bhi hum bonus account bnaty Hain To us par leverage fic hoti hai us ko hum change nahi kr sakty hain us ko hum ne usi tarha istemal krna hota hai lekin Jab bhi hum real investment ky liye account bnaty Hain To wahan hum apni Marzi ki leverage set kr sakty hain
                  BENEFITS
                  dear friend Agar hum small leverage ka istemal krty hain to us ky bohat faidy hain hum maximum time market Mein stay kr sakty hain aur us ko ache tarha observe krny mein Kamyab ho sakty hain aur forex trading Jaise risky market ko samajhny ky liye humen koshish krni chaheye KY jitna ho sake account ko secure Rakh kr market Mein online rehny ki koshish karen ta ky markeet ko ache tarha samjha ja sake
                  MAXIMUM LEVERAGE KY NUQSAAN
                  Agar hum leverage apny real account par maximum rakhny ki koshish krty hain to Yaad rakhen ky ap ki trade Agar Thora sa ao ky analysis KY against move krti Hai to ap ky loss hone KY chances maximum ho sakty hain aur leverage jitni zayada ho ge utna big loss ho ga aur utny he markeet mein stay krny KY chances kam hoty jaen ge is liye humrin koi aisa step nahi lyna chaheye jis ky benefits kam aur nuqsaan zayada see zayada hun isi tarha hum ache trader Ban sakty hain a ur ache trading ko possible bna sakty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X