Ham apni post ko social media mein kaise promote kar sakte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ham apni post ko social media mein kaise promote kar sakte hain?
    Dear member forum main ziada external like leny ke leay Ham apni post ko social media mein kaise promote kar sakte hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ham apni post ko social media mein kaise promote kar sakte hain?

    Dear ap ais forum par koi post karty hai ya thread lagaty hai ap agar ais ko social media par link share karty hai aor aus k baad waha se koi visitor aa k ais forum par read karta hai aor ap ko ais mai thanks deta hai to aus mai ap ko kafi zayda faida ho jata hai ais mai ap ko ye faida ho jata hai k ap ais forum par jitna zayda visitors laty hai aun se ap ko zayda thanks mil jaty hai aor aun par ap ko kafi zayda bonus mil jata hai ais forum par ap ki mehnat hoti hai ap ais forum par jitna zayda time lagaty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais forum par ap ko mehnat karni hoti hai tab hi ap ko ais mai faida hota hai warna ap ais mai loss kar skaty hai ais mai ap k fake thanks ka bonus nai milta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Ham apni post ko social media mein kaise promote kar sakte hain?

      Forum contest me ham es option ka be use kar sakty hey key apny threads aur posts ka link ham social media platform par be share kar sakty hey ta key har kesi key knowledge me ezafa ho saky magar jo be link ham send karen gey hamy es bary me forum admin ko inform karna ho ga key ham ne ye link kon se social media par share kia hay ta key es thread aur posts par milny waly thanks ko bonus key ley count kia ja saky, es option ka ghalat use kia jaye to ye thanks zaya ho sakty hey aur es ka bonus be posts me nahi mil saky ga ye sahulat siraf "hamary behtreen jawab" key contest me hi available hay.
      • #4 Collapse

        Re: Ham apni post ko social media mein kaise promote kar sakte hain?

        Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy ji han friend ham forex forum ho ya contest hamy hmari achi or mayari posts ka acha bonus sirf or sirf posting sy hi ni milta balky hmary posts py jo likes or thanks dosry members ya friends dyty han un sy b acha bonus mil sakta hy or ham agr apny posts sy ziada bonus hasil kr skty han to us k liay b hamy aik bot bari saholt di gai hy jis sy faida utha kr ham achi earning kr skty han wo asy k ham social media m apny posts share kr skty han us sy hamy jitny ziada likes or thanks milen gy utna hi zyada ham acha bonus hasil karty jain gy forex aik bot bara international profitable business hy jis m kam kr k ham hr tra sy bahtreen earning kr skty han ye hmary liay achi earning ka bahtreen plat form hy jis sy hum faida utha kr agy brh skty han
        • #5 Collapse

          Re: Ham apni post ko social media mein kaise promote kar sakte hain?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman1 پيغام ديکھيے
          Dear member forum main ziada external like leny ke leay Ham apni post ko social media mein kaise promote kar sakte hain?
          Mujhe to is bare mein nahin Pata ke Ham Kis Tarah Se Apne post aur Threads ko social media per promote kar sakte hain aur na hi main Kabhi is bare mein kisi member se suna hai aur mere Khyal mein agar aap Aisa Karte bhi hain to iska Koi fayda Nahin Hoga Kyunki bonus to aapko form se Hasil hona hai social media per promotion Karke aapko Kuchh Hasil Nahin hoga isliye Mere Khyal Mein To aap apni post ko social media per share Hi Na Karo to sahi hai Varna iska Koi fayda To Hasil hone wala Nahin Hai
          • #6 Collapse

            Re: Ham apni post ko social media mein kaise promote kar sakte hain?

            Mujhe to is bare mein nahin Pata ke Ham Kis Tarah Se Apne post aur Threads ko social media per promote kar sakte hain aur na hi main Kabhi is bare mein kisi member se suna hai aur mere Khyal mein agar aap Aisa Karte bhi hai to iska Koi fayda Nahin Hoga Kyunki bonus to aapko form se Hasil hona hai social media per promotion Karke aapko Kuchh Hasil Nahin hoga isliye Mere Khyal Mein To aap apni post ko social media per share Hi Na Karo to sahi hai Varna iska Koi fayda To Hasil hone wala Nahin Hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Ham apni post ko social media mein kaise promote kar sakte hain?

              Dear agar ap apni post ko social media par link k throgh share karyn aur log forum par aa kar visit karyn aur forum par apko us post par thanks dyn tu apko un thanks ka faida hoga aur dear thanks milty hain post ki quality par agar ap ki post ki quality achi hogi post informative hogi aur usefull hogi tu forum members apki post parh k apko thanks dyn gy aur apko bhi chahye k post work karyn tu achi post par zaroor thanks dyn is tarha post kary waly ki hosla afzai hoti hai aur wo aur information share kary ga aur forum aik knowledge wali jaga hai idhr apna knowledge share kiya karyn is tarha apko bonus bhi zayada mily ga aur aik aur bat k posting work karny se pehly ap forum k rules ko zaroor parhyn aur agar rules ko follow karyn gy tu apko bonsu bhi zayada mily ga aur apka account bhi safe rahy ga
              • #8 Collapse

                Re: Ham apni post ko social media mein kaise promote kar sakte hain?

                gee han dost sahi kaha hai ap ne bilkal is main hum apni post social media main share kr thanks hasil kr sakte hein ur phr hum os ka acha bonas be hasil kr sakte hein hum apni post ko social media main share krne k liye post ka link share krna hota hai ur phr jo banda hamrri post link o dekhta ha ur ose open krta hai wo direct forum mson hsmti post py aa jata ha is tra faida ye hota ha k eik tu hamri post ko thanks be mil sakte hein ur dosra wo waha banda be shift agr hona chaye tu ho sakta ha ye hi faida ha is apni post socail medai main share krne ka hume is main daily acha kam krna lazmi ha daily kam kr k hi hum acha bonas win be kr sakte hein tecncial analysis se hume is main faida hasil krna hota ha kameyab hone k liye menat krni zahrori ha
                :1f60d: hard work :1f60d:
                • #9 Collapse

                  Re: Ham apni post ko social media mein kaise promote kar sakte hain?

                  LIKES THROUGH SOCIAL MEDIA
                  dear forex members hum apny likes increase kr sakty hain aur Agar Hum is platform ko join krny see pehle is ky rules ko ache tarha study kren to humen bohat ache tareeky see guide Kiya Gaya Hai ky kis tarha hum social media par apni post par ache likes ly sakty hain aur apny ache bonus hasil krny KY chances ko increase kr sakty hain Agar Hum in rules ko behter tareeky see study kren aur apny kaam mein follow kewn to hum ache kamyabi hasil kr sakty hain hum jis post per reply krty hain us ka link humen social media par apny kisi bhi friend ya relatives ky saath share krna hota hai wo is link ko follow krty hain aur hmari post ko read kr KY humein likes dyty hain is tarha bhi hmare jitny thanks increase hun ge utna he acha bonus hasil krny ka humein moqa mil sake ga humein Har tarha se apny kaam mein acha result Hasil krny ki koshish krni chaheye aur humein link share krny KY saath saath mailto:Answer-contest@mt5.com is link par humein apni us post ko share krna ho GA ya send krna ho GA jis ko hum ne likes ky liye share Kiya Hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Ham apni post ko social media mein kaise promote kar sakte hain?

                    dear apni Post ya threads ko social media par promote karne kay liey ap apni Post ya threads kay link ko social media ki site par share kar sakte hain jub visitor ap ki post me interested ho gay wo khud ba khud ap ki post par click kar le gay aik bat yad rakhainy ap jub apni post ya threads ko kisi social media par share kartay hain tu ap visitor ko apni Post ko like karne kay liey majboor nehi kar sakte hain visitor apni marzi se ap ko like de day wo theek ha ager ap zabardasti like lay gay tu wo rules kay against ho jae ga or ap ka account anti fraud department ki janib se banned bhi kea ja sakta ha isliey ap sirf apni post or thread kay link ko hi sirf social media ki website par share kar sakte hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X