kia traders ky pending order ky lgany say bhi market ki move main tabdeli ati hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia traders ky pending order ky lgany say bhi market ki move main tabdeli ati hai?
    dear friends forex market main jab pending orders lagty hain tu kia forex market ki movement main koi tabdeli ati hai kia yeh fast hona shuru ho jati hai ya slow hoti hai ya koi asar padta hai please apna qeemti jwab dain jis ko sahi information ha..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia traders ky pending order ky lgany say bhi market ki move main tabdeli ati hai

    Ji han bhai jaan aapki baat bilkul sahi hai Kisi Ke traders ke order Lagane se bhi market Mein Paida hoti hai Aisa bilkul bhi nahin Hota ki agar Ham pending order Lagate Hai To ismein Koi tabdeeli Aaye market Mein pending order sirf Hamare fayde ke liye Hota Hai Jab pending order Ke Jab Ham pending open karte hain aur use Tak market a Jata Hai To Hamara trade Khud BA Khud open Ho Jata Hai Jiski vajah se Hamen fayda Mil Jata Hai pending order kabhi bhi market Par Asar Andaz Nahin ho sakta sirf aur sirf market per charandas ho sakta hai to news ho sakte hain
     
    Visit My Profile
    • #3 Collapse

      Re: kia traders ky pending order ky lgany say bhi market ki move main tabdeli ati hai

      yes sure,dear yeh aik hakeekat baat k jahan pay bahut ziada pending orders hotay hain wahan say markeet aik support and resistence say moove start kar laity hay is liye ham yeh baat keh saktay hain k jahan pay aiasa area start ho wahan ki moovmnt main changing hona possibal hay,wo is liye k ham jaisay kam knowledge walay traders kabhi bhi pending orders ka use nai kar saktay hain aisa kaam wahi traders he kartay hain jink pass acah experience hota hay aur unko markeet ki pulse ka pata hota hay k markeet nay akhir kab say achi start kahan say laini hay is liey ziada tar experts traders kaam pending orders say karat hain aur jahan say aisay orders start hotay hain wahan say markeet ya to bahut kam aur slow moovmnt start kar laity hay ya phir kisi big news say us area ko break karty hay aur total trend ko he change kar daity hay,is liye ham yeh keh saktay hain k pending orders ki wjaha say markeet ko ham change hotay huvay daikh saktay hain.
      • #4 Collapse

        Re: kia traders ky pending order ky lgany say bhi market ki move main tabdeli ati hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
        dear friends forex market main jab pending orders lagty hain tu kia forex market ki movement main koi tabdeli ati hai kia yeh fast hona shuru ho jati hai ya slow hoti hai ya koi asar padta hai please apna qeemti jwab dain jis ko sahi information ha..
        Dear ais market mai jab tak pending orders active nai hoty tab tak market mai moment nai hoti hai ais market mai ap ko ye pata hai k buyyer aor sellers ki fight hoti hai ais mai ap trades laga skaty hai aor ais mai acha profit bana skaty hai ais market mai ap ko trade lagany se phly analysis karny hoty hai aus k baad ap ais market mai acha profit bana skaty hai ais market mai ap jab pending orders lagaty hai to aus time ap ko ye faida ho jata hai k ap ki trade ka stop loss kam hota hai aor take profit zayda hota hai ais mai ap asani se acha profit bana skaty hai ais market mai ap jitni achi trade lagaty hai ap ko atna hi zayda profit hota hai ais market mai ap ko trend ko samjhna hota hai aus k baad ap ko ais market mai achi trades asani se mil jati hai.
        • #5 Collapse

          Re: kia traders ky pending order ky lgany say bhi market ki move main tabdeli ati hai

          dear esa kuch nai hota hai jab tak hamra order nai lagta ha is main hume pending order main kuch nuqsan nai hota ha is main kameyab hone main hume trading tools k bhrey main pta hona lazmi ha is main pending order eik bohat acha trading tools hai is ka matlab hota ha agr hum kisi target k apni trade koi open krna chahte hein lekin hum kisi waja se market ko fallow nai kr sakte hein hum chahte hein k market jab wahan jaye tu khud hi hamra order open ho jaye is sorat main hum pending order ka use krte hein jab tak market hamre order tak nai pochti hai tak tak hume koi nuqsan nai hota ha is main kam krne main hum samjdari ki zahrorat hoti ha jitna acha hum is business main kam krein gey utni hi jaldi kameyab be ho sakte hein hume chart indicotor ko fallow kr k work krna lazmi ha
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #6 Collapse

            Re: kia traders ky pending order ky lgany say bhi market ki move main tabdeli ati hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
            dear friends forex market main jab pending orders lagty hain tu kia forex market ki movement main koi tabdeli ati hai kia yeh fast hona shuru ho jati hai ya slow hoti hai ya koi asar padta hai please apna qeemti jwab dain jis ko sahi information ha..
            Traders ke trading karne se ya koi decision Lene se market per Koi effect Nahin hota hai traders pending order use Karen ya FIR instant order use Karen is share market ki movement per Koi Asar Nahin hone wala hai traders jo bhi decision lete hain ya Jis Tarah bed trading karte hain vo traders ke apne liye hi hota hai is share market per Koi effect Nahin hota hai market ke Munh hone ka reason market ke sath Jude Hue awamil se hota hai traders ke decision Lene se market ka koi effect Nahin Hota
            • #7 Collapse

              Re: kia traders ky pending order ky lgany say bhi market ki move main tabdeli ati hai

              Traders care trading karne se yah Koi decision Lene se market per Koi effect Nahin hota hai traders pending order use Karen ya FIR instant order use Karen is share market ki movement per Koi Asar Nahin hone wala hai traders jo bhi decision lete hain yah Jis Tarah bed trading karte hain vo traders ke apne liye hi hota is share market per Koi effect Nahin hota hai market Kemon hone ka reason market ke sath Jude Hue awamil se hota hai traders ke decision Lene se market ka koi effect Nahin Hota
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: kia traders ky pending order ky lgany say bhi market ki move main tabdeli ati hai

                Zeyada buyers ya selling traders ki market me entries se market ki movement par asaar ho sakta hay magar pending orders laga leny se market ki movement par kesi kisam ka koi asaar ho hi nahi sakta hay, agar esa mumken hota to traders market movement ki direction change karny key ley bahot se pending orders be use karty magar esa mumken nahi, real time me agar buyers zeyada active ho jaty hey ya per selling to kesi had tak market ki movement me changing a sakti hay magar es ka imqan bahot kam hota hay traders different direction me hi trades ki entries karty hey es ley hamy market me trading zeyada entries key base par nahi karni chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: kia traders ky pending order ky lgany say bhi market ki move main tabdeli ati hai

                  g bhai jahan tak pending order ki baat hai tu maira nai khiyal kai pending orders say market main koi tabdeeli a sakti hai becasue market supply and demand kai oper chalti hai aur jab pending order dala hota hai tu us ka matlab hota hai kai market main koi cheez buy ya sell nai hoti balkay aik point of entry diya jata hai jahan say buy aur sell start hona hota hai haan lakin yeh zaroor kahon ga yahan kai jab pending orders hit ho jatay hain tu yakeenan market per farak parta hai becasue pending order hit honay kai baad market main ap koi poistion lai laitay hain aur koi cheez buy ya sell kar laitay hain tu phir supply and demand ka formula active ho jata hai. Pending order aik buhat hi mufeed option hai meta trader main aur is ki madad say hum apni pasand ka point of entry lai saktay hain aur stop loss aur take proft kai sath aik safe trading kar saktay hain. pending orders mostly us waqt lagaye jatay hain jab market main volatility buhat zaida ho aur koi bari news anay wali ho. news ka impact bara honay ki waja say market itni taizi say move karti hai kai hum us waqt manual trade nai kar saktay tu yahan per pending order hi kaam ata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: kia traders ky pending order ky lgany say bhi market ki move main tabdeli ati hai

                    Dear forum members apko pata hoga k pending orders jab ham lagaty hain tu wo pending he hoty hain aur mery khayal mein jab tak wo pending rehty hain us time tak market ki movement par pending orders effect ni karty lekin jab ap k pending order ko market tuch kar jati hai tu us time wo pending order pending ni hota wo active ho jata hai aur apki trade open ho jati hai aur isi tarah agar market mein pending orders active hoty jayn gy tu buyers ya sellers ki quantity barhti jaye gi aur us time market ki movement par asar pary ga aur buyer zayada hon gy tu market up chali jaye gi ya agar seller zyaada hon gy tu market down aa jaye gi lekin mera mashwara hai k jab bhi ap trade open karyn tu stop loss lazmi lagayn aur pending orders zayada tar news any se pehly lagaye jaty hain kyun k news k time market fast move karti hai aur ap pending order se faida hasil kar sakty hain kyun k news release hony k bad trade lagana mushkil hoti hai kyun k price vary kar rahi hoti hai tu trade open ni hoti isi liye pending orders pehly lagaye jaty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: kia traders ky pending order ky lgany say bhi market ki move main tabdeli ati hai

                      pending order ki waja se forex market ki kovemeht me tabdili ati hai forex market supply and demand kay hisab se chalti ha jub traders boht bari tadad me kisi aik point par pending order laga detay hain tu market kay reverse hone kay chances waha par ban jatay hain jis se pending order aik sath laganay par market ki movement reverse ho jati ha traders pending order ka use market kay breakout point par kartay hain jub market kisi point par breakout hoti ha tu traders ki boht bari tadad aik point par sell ya buy kay order laga deti ha jaisa kay eurusd me market kay downward breakout kea ha tu traders boht bari tadad me sell limit kay order place kar detay hain tu jub wo sell limit kay order boht bari tadad me open hotay hain tu market pressure increase hone par mazeed downward move kar jati ha
                      • #12 Collapse

                        Re: kia traders ky pending order ky lgany say bhi market ki move main tabdeli ati hai

                        PENDING ORDER
                        dear forex member Forex trading markeet mein pending order ko importance bohat zayada di jati hai aur jab bhi hum pending order ka istemal krty hain to market ki movement fast ho jati hai jis see hum acha profit hasil kr sakty hain aur humein koshish Karni chahie ky hum apna pending order ache jagah par lagaen jahan par loss kam aur profit acha hasil Kiya ja sake is see humein faida ho sakta hai is risky market mein humrin risk to reward ratio ko bhi maximum follow krny ki koshish krni chaheye is see bhi ache aur profitable trading ko possible Banaya Ja sakta hai
                        BENEFITS
                        pending order ky bohat faidy hain jab bhi pending order ka istemal krty hain to hum yahan apny profit hasil krny KY chances ko asaani see increase krny mein Kamyab ho jaty hain aur Yahan maximum traders apni trading Mein pending order ka istemal krty hain ta ky ache jagah par trade open ki ja sake aur acha profit hasil Kiya ja sake is market Mein Kamyab hone KY liye ache entry wali jagah per trade open krna bohat zaroori hai humein kabhi bhi market ko analyse kiye bgher trade open krny ka risk nahi lyna chaheye nuqsaan ho sakta hai pending order ka sahi istemal he humein acha faida dy sakta Hai pehle Markeet ko ache tarha watch kren us ky baad is ka istemal ache stop loss ka Samne rakhty Howe kren
                        • #13 Collapse

                          Re: kia traders ky pending order ky lgany say bhi market ki move main tabdeli ati hai

                          MT4 trading terminal pay lagaey gaey pending orders ka real time current market say koi connection nahi hota hai aur na individual traders kay orders laganay say ta na laganay say market pay ya market ki movement pay koi asar parta hai. Agar aik traders 0.01 lot size ka eurusd pay pending order lagatay hai tou uss say forex ki international market pay kia asar Parr sakta hai ya woh kiss Tarah market ki movement ko slow ya fast ker saktay hain. Forex trading market ki liquidity he 8 trillion dollars say ziada ho chuki hai tou aisay mai pending orders ma tou koi impact rakhtay hain aur na he impact daal saktay hain. Pending orders ki wesay bhi uss waqt takk koi value he nahi hoti hai jab takk kay woh market mai active na ho jaey kiyu kay uss say pehlay tou unhain kisi bhi waqt cancel bhi kia jaa sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: kia traders ky pending order ky lgany say bhi market ki move main tabdeli ati hai

                            Assalamu Alaikum dear friendsesa kuch nai hota hai jab tak hamra order nai lagta ha is main hume pending order main kuch nuqsan nai hota ha is main kameyab hone main hume trading tools k bhrey main pta hona lazmi ha is main pending order eik bohat acha trading tools hai is ka matlab hota ha agr hum kisi target k apni trade koi open krna chahte hein lekin hum kisi waja se market ko fallow nai kr sakte hein hum chahte hein k market jab wahan jaye tu khud hi hamra order open ho jaye is sorat main hum pending order ka use krte hein jab tak market hamre order tak nai pochti hai tak tak hume koi nuqsan nai hota ha is main kam krne main hum samjdari ki zahrorat hoti ha jitna acha hum is business main kam krein gey utni hi jaldi kameyab be ho sakte hein hume chart indicotor ko fallow kr k work krna lazmi ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia traders ky pending order ky lgany say bhi market ki move main tabdeli ati hai

                              Asalam o ALikum dear Forex friends and dear members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay Forex ka business ak bahut he acha or lajawab business ha ham is main jitni mehnat say kam kareey gay is main ham utni achi success hasil kareey gay Forex pa hammy is ki market main kam karny kay leye achi education ki zarorat hoti ha wo agar hamary pas ho gi to is say ham acha profit gain karny main kamyab hon gay g dear is market main hamary pending order jo place hony say reh jaty han un ko dobara usi main reactive nai karna chaheye balky market ki move ko dekhy kay ab wo kis jaga pa a kay ponchi ha agar is main ap apni usi trade ko active usi point pa karty han to is main ap ko nuksan bhi uthana par sakta ha is leye market ko dobara say analysis kar kay is main dobara say place enter kareey or profit gain karny main kamyabi hasil kareey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X