jaiza : lots size pairs ki movement kay hisab se rakhna chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jaiza : lots size pairs ki movement kay hisab se rakhna chahie

    My dear Forex member Forex trading Main Jab aap apni e-trade open karte hain to aapko apni trade Mein investment karna hoti hai jo ki aap bonus account Se Karte Hain investment ke liye aapko Apne account balance ko dekhna hota hai Kyunki Jab aap apni trading Mein lot size set Karte Hain To vah aapke account balance ke hisab se hota hai Jisko aap lot size Kahate Hain lot Hai Isko aap apne account balance ke hisab se set karte hain unke market Mein uski movement ke a hisab se set Karte Hain To agar aap apni trading Mein lot size ka use karna chah rahe hain aur set karna chah rahe hain to aapko Apne particular method ko use karte hue Apne account balance ke sath calculation ke bad din Karni Hogi jisse aapke trading main aapke account ke mutabik investment Ho Jaati Hai jisse Aap Forex Mein acchi trading Karke Achcha profit Le sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Janab Forex main movement kay mutabiq lot size chose nahi ki jati hai.Jab kay lot size depend karti hai kay ap nay time frame kon sa chose kiya hai or ap ki support or resistance ki value kiya hai. Us ki base pay he ap risk management karty hain or phir end pay lot size ka intikhab kar kay chose kar kay trading ki jati hai. yeh step ap sub proper karian gy tu ap apni trade ko behtar sy behtar kar kay us sy faida hasil kar kay earning kar sakty hain.

      اب آن لائن

      Working...
      X