Lagging indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lagging indicators
    Dear Forex member Forex trading Mein two types ke indicators hote hain Jin Mein Ek indicators lagging indicators hota hai aur ek leading indicators Hota Hai yahan Ham lagging indicators ke bare mein baat karte hain;
    1: lagging indicators:
    Lagging indicator indicator Chhote Hain Jo market Mein hone wale Hamar Mil Ke bad aapko batate Hain Ki market mein ho raha hai Jab Ke ine indicated se Ham kabhi bhi market ko acchi Tarah Se analyse nahin kar sakte Kyunki isiliye iska naam lagging indicators Hai Jab Ke Agar Ham Forex ki market ko acchi Tarah Se samajhna Chahte Hain To Hamen leading indicators ka use karna Hota Hai jo Hamen market ki Sahi production batate Hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lagging indicators

    dear indicators sub best hotay hain un ka use traders kaisy kartay hain yeh mater karta jo lagging indicators ap un kay zariey bhi market ko asani se analysis kar sakte hain or ap lagging indicators ki help se bhi entry point find kar sakte hain jaisa kay lagging indicators macd kay zariey ap market kay trend ko identify kar sakte hain or ap macd ki help se is bat ka bhi pata chala sakte hain kay market ka trend strong ha ya weak is kay ilawa ap convergence or divergence market ka bhi pata chala sakte hain jo leading indicators hotay hain wo market me boht zeyda fake signal detay hain or ap leading indicators par blind ho kar successfull trading nehi kar sakte hain ap ko chahie kay ap indicators ko os ki ability kay mutabik use karay is tarah ap best result hasil kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Lagging indicators

      gee han bro ap ne sahi kaha hai lagging indicotor hume bta rhe hote hein k market main kia chal rha hai ur hume ye be batete hein k market main ext movement kia ho gey dear is main hume indicotor k sath sath ur be knowledge hasil krna hota ha hum is main jitna acha kam krein gey utni hi asani se kameyab be ho sakte hein ye business hamre liye eik sab se acha onlines business ha daily chart analysis ur indicotor ko fallow kr k kam krte rehna lazmi ha is main hum kameyabi faraq beth k nai hasil krte hein balkey hume is main daily acha kam krna hota ha os k bad hium kameyab be ho sakte hein hume is main cahrt indicotor ur analysis ko fallow kr k work krte rehna lazmi ha jitna acha hamra kam hoga utni hi asani se kameyab be o sakte hein
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Lagging indicators

        Ji han bhai jaan aapane Sahi kaha hai longing indiketar Hamen bata raha Hota Hai ke market mein kya chal raha hai aur Hamen yah bhi batata hai ki market Mein East Movement Kya Hogi Pyare bhai jaan ismein Hamen Hindi katauti ke sath sath Aur Bhi knowledge Hasil karna hota hai Ham ismein Jitna Achcha kam Karenge utani Hi aasani Se Kamyab ho sakte hain yah business Hamen main Hamare liye ek sabse accha online business hai daily chart analysis Aur indiketar Ko follow karke kam Karte Rahana lazmi Hai ismein Ham Kamyab jaldi ho sakte hain To Hamen chahie Ki ismein Dil lagakar kam Karen tar ke Hamen Achcha bonus Mere aur Hamen Apne mind ko set Karke kam karna hoga Taki Ham Kamyab ho sake
        • #5 Collapse

          Re: Lagging indicators

          G dear agar forex market mein ap technical analysis par kam karna chahty hain tu ap ko chahye k jitny bhi indicators diye gaye hain apko indicators ka use ata ho aur ap apni trade mein achy indicator use kar k market ki next movenent ka idea laga sakyn kyun k successfull trader wohi hota hai jis k analysis achy hoty hain aur achy analysis k liye zaroori hai k apko mt4 ya mt5 mein jitny bhi indicators diye gaye hain us k use ka pata ho aur agar ap indicators ki demo account par practice kar lyn tu bahut achi bat hai kyun k demo account p practice kar k apko pata chal jata hai k kon sa indicator market k analsis karny mein acha result dy raha hai tu ap wo acha indicator real account par use karyn aur apni trading behtar banayn aur apko technical analysis k liye candlestick pattren bhi study karna chahye kyun k jab chart banay jaty hain tu diffrenr time frame mein chart banaye jaty hain aur candles bhi market ki movement ka signal deti hain
          • #6 Collapse

            Re: Lagging indicators

            اصل پيغام ارسال کردہ از: zainuddin پيغام ديکھيے
            Dear Forex member Forex trading Mein two types ke indicators hote hain Jin Mein Ek indicators lagging indicators hota hai aur ek leading indicators Hota Hai yahan Ham lagging indicators ke bare mein baat karte hain;
            1: lagging indicators:
            Lagging indicator indicator Chhote Hain Jo market Mein hone wale Hamar Mil Ke bad aapko batate Hain Ki market mein ho raha hai Jab Ke ine indicated se Ham kabhi bhi market ko acchi Tarah Se analyse nahin kar sakte Kyunki isiliye iska naam lagging indicators Hai Jab Ke Agar Ham Forex ki market ko acchi Tarah Se samajhna Chahte Hain To Hamen leading indicators ka use karna Hota Hai jo Hamen market ki Sahi production batate Hain
            Forex trading main lagging indicator sy hum log samj sakty han k market main majooda suraat e hal kya ha or market ki position kya ha or ab kon c movement chal rehe ha is ley humy market ko samjena ho ga ache tahra or us k bad humy trading karni ho ge ta k hum kamyab ho saken or behtar trading kar k hum log kamyab ho sakty han is ley humy chae behtar result hasil karny k ley humy maximum knowledge information or apna experience hasil kar k trading karni ho ge tab he hum log kamyab ho sakty han forex trading main jtni behtar planning or strategy sy kam karny gy to hum log kamyab hon gy or behtar planning or strategy sy he ache trading kar k kamyab ho sakty han lagging indicator chart k upar he hoty han is ley humy parshan ni hona ha or humy samjena ha k lagging indicator han kon sy
            • #7 Collapse

              Re: Lagging indicators

              Dear member aapane bilkul sahi kaha hai Forex main to type ke indicators use Hote Hain jinko Ham apni providing ke liye Apne chat per apply Karke Prit find out karte hain forest mein jo indicators Hamari help karte hain aur Hamen Achcha result Dete Hain unmen leading indicators Hote Hain Jinke Sahi position ko ham follow karke apni trade Hasil karte hain Iske alava Hamen market Mein Ek Aur indicated Milta Hai Jisko Ham lagging indicator Kahate Hain lagging indicator vah indicators Hote Hain Jo ki market ki Usi time ki situation ko Hamen agah main Karte Hain ke market Mein yah Kuchh ho raha hai leading indicators Hamen market Mein Hone Wali situation ka batate Hain Jab Ke lagging indicators vah Hote Hain Jo Hamen market Mein kam hone ke bad signal Dete Hain unko legging indicators Kaha Jata Hai jabki Hamen Inka knowledge Hona jaruri hai Taki Ham apni trading Mein leading aur lagging indicators ko acchi Tarah Se samajhte Hue use Karen
              • #8 Collapse

                Re: Lagging indicators

                اصل پيغام ارسال کردہ از: zainuddin پيغام ديکھيے
                Dear Forex member Forex trading Mein two types ke indicators hote hain Jin Mein Ek indicators lagging indicators hota hai aur ek leading indicators Hota Hai yahan Ham lagging indicators ke bare mein baat karte hain;
                1: lagging indicators:
                Lagging indicator indicator Chhote Hain Jo market Mein hone wale Hamar Mil Ke bad aapko batate Hain Ki market mein ho raha hai Jab Ke ine indicated se Ham kabhi bhi market ko acchi Tarah Se analyse nahin kar sakte Kyunki isiliye iska naam lagging indicators Hai Jab Ke Agar Ham Forex ki market ko acchi Tarah Se samajhna Chahte Hain To Hamen leading indicators ka use karna Hota Hai jo Hamen market ki Sahi production batate Hain
                Dear ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko help k liay bahot sary indicators mily hoye hai jin ko ap use kar skaty hai aor ais market mai trades laga skaty hai ap ne agar ais market mai trading karni hai to ap ko ais mai indicators ka pata ho k ye legging indicator hai ya leading hai ais ko use karny se ap ko kaisy trades mily gi ais market mai ap ko legging indicator confirmation k baad trade deta hai aor ap ais market mai asani se trade laga sakty hai aor ais market mai kamyab ho jaty hai ap agar ais market mai legging indicator use karty hai to ais se ap ko kafi zayda achi trades milti hai aun par ap ka target asani se pora ho jata hai.

                Click image for larger version

Name:	Legging Indicator.jpg
Views:	1
Size:	40.2 کلوبائٹ
ID:	12326912
                • #9 Collapse

                  Re: Lagging indicators

                  Assalamu Alaikum dear Forex trading member of ko maloom ho chuka hoga ki lagging indicator kaun kaun se hote hain jaisa ki aapane dekha ke ek naam hai calendar main use aapki lagging indicators hote hain market mein technical indicators jo hote hain vah aapke leading indicator dost Hain jinmen Fibonacci retracement indicator diya aapka leading indicator high relative strength index indicator aapka leading indicator hai bulandshahar band bhi aise hi indicator hai aur moving averages aapko before Forex trading market movement indication provide karti hain aur aap perfect hypothesis banakar kam kar sakte ho lekin aapko leading indicators ke bare mein bhi clearly identify hona chahie aur aapko maloom hona chahie is picture mein maine clearly aapko Bata diya hai ki leading indicators kaun se hote hain aur lagging indicators kaun se hote hain vaise aapko yah bhi pata hona chahie ke pass performance ko accept karne ke liye legging indicator ke hote hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Lagging indicators

                    Bilkul aapane theek it indicator bahut jyada Aasan aur bol diya tha hi comfortable Hai Iske andar aapko bahut jyada Aasan ho jati hai ki aap market ki train ko samajh Le vaise Mujhe Iske bare mein itna kuchh khas nahin hai agar Kisi Ko ilm Hai To vah Bhi Apne comment ko share kar de main Iske bare mein Thoda Thoda hi Jaanta hun Jyada Iske bare mein nahin Jaanta

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X