Tajziya : concept of Forex trading in earlier centuries

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tajziya : concept of Forex trading in earlier centuries
    Respected Senior Members

    Forex trading ko online 1998 me Kia gya lekin isko earlier centuries me Jo physical market ki sorat me Kam Kia jata tha wo kesa hoga mean jab koi online kam nahi tha to usko kesy run krty thy ya botter system ki trha lain dain Kia jaata tha forex trading me bhi. Mery khyaal me iska pehly koi concept nahi tha apka Kya khyal Hy ??? Kindly Review hen Information Kay leay sab ki
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tajziya : concept of Forex trading in earlier centuries

    dear hume pta hona hcaiye k market main kese kam kiya jata ha ye eik onlines business ha is main buy and selling ka kam hota ha matlab har mulk ki is main currecny majood hoti ha agr kisi cheez ki kimat zada hoti hai tu wo currency buy ki traf move krti hai is tra agr kisi currecny ki kimat kam hoti hai tu phr wo sell move kr hai is main khreedo fa rokhag ka kam hota ha hume is main menat k sath kam krte rehna lazmi ha hume tecnical analysis ko fallow krna hota ha jitna acha hum is business main kam krein gey utni hi asani se kameyab be ho sakte hein daily hume tecnical analysis ur fundamental analysis ko fallow kr k work krte rehna lazmi ha is business main bohat phale se kam ho rha ha online hone se phaly is main delling ka kam hota tha
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Tajziya : concept of Forex trading in earlier centuries

      pehle trading physically hoti thi online trading 1998 me start hui ha jub se Internet launch howa ha jaisa kay ap jatay hain kay pehle stock market howa karti thi or stock market 1980 se work kar rehi ha pehle company kay share ko buy karne kay liey contract karne partay thay broker kay sath physically wo trading is tarah hoti thi os wakt trading online karne ka rujaan itna zeyda bhi nehi tha ab traders ajkal online trading hold me kartay hain online buy kar kay pehle investors trading karne kay liey gold ko physically buy kartay thay investors ko gold me trading karne kay liey pehle big balance ki zarorat hoti thi investors gold ko low price par physically buy kar kay sale kar detay thay ab online trading me broker ki janib se leverages farhaam ki jati ha tu traders kay liey trading karna ab zeyda asan ha pehle ki nisbat
      • #4 Collapse

        Re: Tajziya : concept of Forex trading in earlier centuries

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Contest-King پيغام ديکھيے
        Respected Senior Members

        Forex trading ko online 1998 me Kia gya lekin isko earlier centuries me Jo physical market ki sorat me Kam Kia jata tha wo kesa hoga mean jab koi online kam nahi tha to usko kesy run krty thy ya botter system ki trha lain dain Kia jaata tha forex trading me bhi. Mery khyaal me iska pehly koi concept nahi tha apka Kya khyal Hy ??? Kindly Review hen Information Kay leay sab ki
        Dear forex trading Pakistan main pehly ni tha Pakistan main ye taqriban 2010 2011 k bad aaya ha or ahsta ahsta ziada ho gea ha us sy pehly normal tijarat hoti the jo k chezun k badly main chezen laty the phr ahsta ahsta gold common ho gea phr log gold k badly chezen laty or daty the isi tahra waqat guzarta gea or phr har country main apni currency aa ge har country ki apni currency ha jis ki value bi different value ha kisi country ki currency strong ha or kisi country ki currency week ha is tahra ziada ya kam value ki currency country ki economic conditions or political situation pe depend karta ha jis main ache political situation ho or economic condition bi behtar ho to phr us country ki currency strong hoti ha warna weak hoti ha ye chezen ab online k tor par chal ge han jis ko online kar dea gea ha or Pakistan main bi ab ye online business ho raha ha
        • #5 Collapse

          Re: Tajziya : concept of Forex trading in earlier centuries

          Dear apko pata hona chahye k forex trading aik online buieness hai ye pehly online ni tha kyun k abhi time k sath sath jidat aa rahi hai aur kafi sary buisness online hogaye hain aur paksitan mein tu forex trading mery khayal mein bahut late start hoi hai 2010 k bad he start hoi hai lekin earlier centries mein online ka koi concept ni tha aur taman buisness physically hoty thy lekin aj kal ap dekhyn k technology ne itni taraqi ki hai k online marketing ho rahi hai ap ko hard copy mein pasiy leny ya deny ki zaroorat ni hoti apny account mein se online transaction k throgh buisness ho raha hai aur ab hamyn bhi forex jaisy online buisness se faida uthana chahye is tarha hamyn khud bhi faida hai aur hamary mulk ki economy k liye bhi faida hai aur hamyn pata hona chahye k forex mein kam kaisy karna hai aur profit earn kaisy karna hai tu dear hardworking se success milti hai agar ap dil laga kar forex trading seekhyn gy aur practice karyn gy aur zayada se zayada time forum ko dyn gy tu trading achi hogi aur ghar bethy ap is online buisness se paisy earn kar sakyn gy
          • #6 Collapse

            Re: Tajziya : concept of Forex trading in earlier centuries

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Contest-King پيغام ديکھيے
            Respected Senior Members

            Forex trading ko online 1998 me Kia gya lekin isko earlier centuries me Jo physical market ki sorat me Kam Kia jata tha wo kesa hoga mean jab koi online kam nahi tha to usko kesy run krty thy ya botter system ki trha lain dain Kia jaata tha forex trading me bhi. Mery khyaal me iska pehly koi concept nahi tha apka Kya khyal Hy ??? Kindly Review hen Information Kay leay sab ki
            Dear trading to kafi zayda time se chal rahe hai phly ye digital nai thi aor ye market normal mandion mai chalti thi ais mai ap ko differnt products mai cheazy milti thi jaisy ap ne dekha ho ga k candle stick chart jo hum aj kal use karty hai forex market mai ye kaf zayda pora hota hai aor ye rice ki market mai use hota tha aor ais mai ap jab jaty thy to ap ko ais mai waisy to rate pata hota tha k ais market mai rate kaha se up gia hai aor kaha tak up gia tha ais k sath ais market mai aj rice ka low rate kai tha ye sari baaty aus market k baad likhi hoti thi ais market mai ap agar kaam karty hai to ap ko ais market mai bhi waisy hi kaam karna hota hai ap ko history date check kar k market ki state ka pata chal jata hai.
            • #7 Collapse

              Re: Tajziya : concept of Forex trading in earlier centuries

              forex trading ko online kiya gaya 1996 main and Pakistan main yeh forex trading ka system taqreeban 2011 main legal hoa hay abhi jo forex trading ka system chalta hay usay Forex Online trading system kehtay hain es say pehlay jo chalta tha usay Forex Retail Trading system kehtay thay agar ham Retail Forex trading k baray main ghor say study karen and knowledge gain karen to hamen pata chhaly ga k us system me ho trader kam kartay thay wo es tarha kartay thy k different currencies k account open karty thay and aik account say fund dosry account main transfer kartay thay jab market k rates fluctuate kartay thay to profit es tarha earn karty thay wo traders us main traders ko bohat hi mushkil pesh aati thi funds trasfer aur bhi kafi trha k masail thay phir 1996 me web-based technology k tehat Online trading system banaya jo k aaj Forex trading online system k name say jana jata hay es main kaam karan bohat hi easy hay and profit gain karna trading karna har cheez easy hay agar ham acha knowledge gain kar lain and practice kar lain to profit earn karna mushkil nai hota hamaray liay
              If you work hard no body can stop you from success
              • #8 Collapse

                Re: Tajziya : concept of Forex trading in earlier centuries

                Dear friend forex trading ziyada purana business nhi hey balkay jahan tak mera khayal hey forex trading 21st century ka business hey aur yeh aik international business forum hey jo worldwide online business hey aur poori dunia men famous ho chuka hey aur Pakistan men yeh business 2013 men aya hey aur pahlay online business bahut kam thay lekin aj kal online business bahut ziyada ho gay hen lekin forex trading is one of the best online business in the world kiun k forex trading iss waqt dunia men sub se best aur ziyada profit denay wala online business hey aur men investment aur bonus trading dono options avail hen aur iss men her category k log kam kar saktay hen aur earning bhi unlimited hoti hey aur jitni ziyada mehnat karen utni achi earning hasil kar saktay hen
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Tajziya : concept of Forex trading in earlier centuries

                  Forex trading ka earlier centuries ka concept tou bohat simple sa tha kiyu uss waqt currency ka wajid he nahi Tha. Pehli centuries mai Gold, silver, kapray, leather aur Jins jinn mai wheat, cotton aur sugar shamil thay inn say business hota tha aur uss mai animals kay sath bhi lain dain shamil Tha. Iss kay elawa qeemti pathar bhi uss mai shamil hotay thay. Currency ka wajud aik saddi pehlay ka hai kiyu kay taqreebun aik sadi pehlay he transport aur aviation nay tarqqi ki tou tijarat barey paimanay pay shuru hogai aur phir aisi currency ki zarurat pari jo istamaal mai asaan aur mehfooz bhi ho. Uss kay saath saath Forex trading ki bhi zarurat pari takay aik mulk ki currency dusray mulk ki currency say tabdeel ho sakey. Forex trading pehlay manually aur hard cash say he hoti thi jiss mai bohat Bari miqdaar mai iss ka karobar mumkin nahi Tha. Retail trading ka concept bhi taqreebun 70 saal purana he hai laikin uss mai pooray world mai aisay banks nahi thay ko shamil ho jiss may maslay phir wesay kay wesay he thay aur expenses bohat ziada thay. Jab internet ka time start Hua tou bohat say dusray kaamo aur businesses ki Tarah yeh business bhi internet pay shift hogaya aur ab Humm iss ki jadeed shakal mai seekh kay trading kertay hain jiss kay liye mobile ya laptop waghaira aur sirf data package ki zarurat hoti hain aur sub business hamari tips pay hojata hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X