support and resistance kay against trade open kar kay profit earn kar sakte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: support and resistance kay against trade open kar kay profit earn kar sakte hain?

    Support and resistance k mutabik trade karna :
    jo trader support or resistance ko follow nahe kartey phir unhain profit hasil nahe hota isliye hamesha support or resistance key hisab sy he kam karna chahiye or market ko analyze karna chahiye ye bat her forex trader janta hai key market hamehsa apne support tak he nechy jati hai or phir resistance level key hisaab sy uper jati hai phir market apne he hisaab sy wapis neechy aana shuru hojati hai ye un trader ko pata hota hai jo market analysis kartey hain weekly daily unko he faida hota hai support or resistance ki he bohot value hai jo isky hisaab say nahe trading kartey unko loss hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: support and resistance kay against trade open kar kay profit earn kar sakte hain?

      dear friend forex trading mn achhi trading kr k achhi earning hasil krnay k liay zroori ha k ap market mn support aur resistance ko dekh kr he trading kren keun k support and resistance level sa agr trade lgai jay to apko achha profit milna yakeeni hota ha lekin is k liay apkay pass market ki movement ka achha experience bhi hona chayay aur apko market mn support and resistance level ka bhi pta hona chayay isliay apko chayay k hmesha support aur restance ko read kr k uskay mutabik sell ya buy kren keun k agr ap support level sa sell krtay hn aur resistance level sa buy krtay hn to phir ap ka account ballance bhi safe rehta ha keun k is trh apka account bhi wash naen ho ga aur ap forex trading sa bahot achha profit bhi hasil kr sktay hn
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: support and resistance kay against trade open kar kay profit earn kar sakte hain?

        Support aur resistance kay against trade open ker kay profit tou haasil kia jaa sakta hai laikin uss kay liye zaruri hai kay account balance bohat strong ho aur trade ka lot size minimum 0.01 ho. Kiyu kay Agar koi pair ya commodity resistance ya support kay pattern pay movements ker rahi ho aur trader uss kay opposite trade open kerna chahta ho tou phir usay trade open kernay kay baad reversal ka wait kerna parey ga jiss say pehlay woh loss recover hoga jo opposite direction ki trade say Hua hai aur uss kay baad phir profit shuru hoga. Yeh bhi zaruri nahi hai kay support mai janay wala pair ya commodity itni resistance mai bhi ajaey kay loss bhi recover ho jaey aur phir mazeed profit bhi ho jaey. Traders ko iss tarah ki strategies say bachnay ki he koshish kerni chaiye kiyu kay na tou support a resistance level ka confirm hota hai aur na he reversal ka confirm hota hai. Agar aik side pay 200 pips move ho Jaey tou zaruri nahi kay Dusri taraf 300 pips move ho bulkay yeh bhi ho sakta hai kay sirf 150 pips reverse ho kay phir 200 again puranay patterns mai ajaey iss Tarah trader ki hamesha loss mai he rahey gi

        اب آن لائن

        Working...
        X