Side way breakout the mtlb kiyaa hotaa hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Side way breakout the mtlb kiyaa hotaa hay
    Please senoir sirs mujayy iS bare mein guide Karen ke trading Mein sideways Breakout kya hota hai please help for learning this strategy ...
    Visit My Profile
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Side way breakout the mtlb kiyaa hotaa hay

    Dear friend forex trading aik tough aur risky business hey iss men market kisi side pe bhi bari movement kar sakti hey aur forex trading men kuch pairs ki movement k signals hotay hen k agar pair iss figure ko break kar gaya tu phir ussi side pe bari movement kar sakta hey iss liay kabi kabi market unexpected movement karti hey aur opposite side pe break kar jati hey iss liay agar signals kisi figure ko break karnay k hon tu phir trade open karnay men jaldi nah karen balkay wait karen aur jab market ki fast movement hoti hey tu woh aik trend k sath lmbi movement karti hey iss liay uss waqt apnay balance aur experience k mutabik achi lot laga kar acha profit hasil kar saktay hen lekin forex trading totally risky business hey iss men small lot k sath trading karen tu achi trading kar k achi earning hasil kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Side way breakout the mtlb kiyaa hotaa hay

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men her kisi ko market ki side way movement ka experience nhi hota iss liay woh market ko sahee samaj nhi saktay aur iss liay achi trading nhi kar saktay iss liay acha profit bhi hasil nhi kar saktay iss liay market ka anaylsis karen aur phir seniors se market ki movement ko samjhnay ki koshish karen aur forex trading aik risky business hey iss men jab market kisi point ko break karti hey tu unexpected movement karti hey aur aik side pe lambi movement karti hey iss liay ya tu acha profit mil jata hey ya account wash ho jata hey aur forex trading men maximum logon ka account jaldi wash aesay hi hota hey jab market unexpected movement karti hey iss liay slow movement men trade open nah karen balkay wait karen aur jab market fast movement men hoti hey tu aik trend k sath move karti hey iss liay uss waqt trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se lot size select karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen aur acha profit hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Side way breakout the mtlb kiyaa hotaa hay

        Dear ais market mai ap ko ye pata ho k trend kai hota hai aus k baad hi ap ko ye pata chaly ga k market ais time side ways mean range mai hai aor ais time kisi trend mai moment nai kar rahe hai ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai time lagana hota hai aus k baad ap ko ais market mai faida hota hai jab market aik range bana rahe hoti hai to aus time market apny trend mai moment se phly aik dafa range ko break kar k retest karti hai aisy time mai ap ne trade lagani hoti hai ais mai ap agar trade lagaty hai to ap ko ais mai ye faida hota hai k aisi trade mai ap ka stop loss kafi kam hota hai magar ais trade mai ap ka take profit kafi zayda hota hai ais market mai ap ko stop loss laga lena chaye kai dafa fake break out hota hai.

        Click image for larger version

Name:	Side ways.png
Views:	1
Size:	83.6 کلوبائٹ
ID:	12326899
        • #5 Collapse

          Re: Side way breakout the mtlb kiyaa hotaa hay

          dear mamber forex trading main side way breakout ka mtalab yah hota hai k markt main trend kis traf hai jo k sub se pahly pta hona zarori hai jub hum trend ko find out karty hain tab he ap kisi movemets ko achi trha se smjh skty hain or apni trading kar skty hain es liye aghr hum forex main kamyab hona chahty hain tu hmain market k trend k sath sath yah bhi pta hona zarori hai k market kahan break out kar rahi hai jahan par maret break out karti hai wahen se hum ny apni trade leni hoti hai jis k bad ap apni trading ko achi trha se trading kar k acha profit lay skty hain forex main jub market side way main hoti hai tu market side way trend ko show kar rahi hoti hai jis k bad wo jub kisi news ki wjah se breakout karti hai tabwo trading k qabil hoti hai os se pahly side way main ap trading kbhi bhi profitable nahi bana skty
          • #6 Collapse

            Re: Side way breakout the mtlb kiyaa hotaa hay

            side way breakout ka matlb ha jub market side way me move kar rehi hoti ha tu market ki movement two horizontal line kay beach me hi up or down move karti rehti ha or market ki price wohi two hirzonatl line kay darmyan hi high swing or low swing banati rehti ha tu waha par aik time aisa ata ha kay market jub up or down 4 se 5 swing bana chuki hoti ha tu aik time par market un swing par horizontal line jo kay support and resistance hoti hain un ko break kar kay up move kar jati hai ya down move kar jati hai jub market osay breakout karti ha tu osay kaha jata ha side way breakout out yani kay market ki price ne side way market ki price ko breakout kar dea ha traders os breakout hone par trades open kar kay profit earn kartay hain
            • #7 Collapse

              Re: Side way breakout the mtlb kiyaa hotaa hay

              Dear Friend forex trading me kisi point ko break karti hey tu unexpected movement karti hey aur aik side pe lambi movement karti hey iss liay ya tu acha profit mil jata hey ya account wash ho jata hey aur forex trading men maximum logon ka account jaldi wash aesaybana chuki hoti ha tu aik time par market un swing par horizontal line jo kay support and resistance hoti hain un ko break kar kay up move kar jati hai ya down move kar jati hai jub market osay breakout karti ha tu osay kaha jata ha side way breakout out yani kay market ki price ne side way market ki price ko range mai hai aor ais time kisi trend mai moment nai kar rahe hai ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai time lagana hota hai aus k baad ap ko ais market mai faida hota hai jab market aik range bana rahe hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: Side way breakout the mtlb kiyaa hotaa hay

                jese k oper share kiya geya ha k is main side way kese hoti ha dear jab market eik traf move kr rhi hon ur phr eik din opsit ho jati hai tu ose hum side way breakout bolte hein ye tab hi hota ha hum koi market main change ata ha matlab k market main jab kew news ati hai tu foran market main eik dam se tezz movemont shoro ho jati ha jese hume zada lose be ho sakta ha is liye lose se bachne k liye hume is k calander ko fallow krna hota hai ur trading krne se phaly hume dekhna hota ha k kn se news hai tu hamri trade ko lose de sakti hai ur phr hume os mutabiq is main kam krte rehna hota ha hume chart analysis indicotor ko fallow kr k work krte rehna hota ha tab hi is business mainhum eik success full trader ban sakte hein hume samjdari se kam krna hota ha is business main
                :1f60d: hard work :1f60d:
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Side way breakout the mtlb kiyaa hotaa hay

                  Assalamu Alaikum dear Forex trading member jab market move kar rahi hoti hai aur ek specific bande mein start ho jaati hai to aisi situation mein Forex trading market ko ranging market kaha jata hai aur kuchh arsa market kahan per range karti hai jiski vajah se na ab market movement hoti hai aur na down movement hoti hai special support and resistance ke darmiyaan market move kar rahi hoti hai agar aap Forex trading market mein breakout ko dekhna chahte ho to aapko maloom hona chahie ki candlestick chart baton mein aapko yah sari information mil sakti hai jab market training ke bad breakout karti hai to isko sideway breakout kaha jata hai yah breakout bullish breakout ho sakta hai aur yah breakout bearish breakout bhi ho sakta hai isliye aapko candlestick chart pattern se jo information milati hai vah zyada accurate hoti hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X