Corona Virus kay forex trading par kia asraat ho sakty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Corona Virus kay forex trading par kia asraat ho sakty hain?
    Dear members aap se mera sawal yeh hay kay corona virus ke wajha day forex trading kesy mutasir ho sakti hai aur es viruse ka gorex pe kia impact hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Corona Virus kay forex trading par kia asraat ho sakty hain?

    Dear Forex member Corona Virus ki waja say pori dunya main har qisam ka koroobar band hay to es ka assar forex market pay es tarha para hay k market main bohat tezi aai hay market ki movement bht fast ho gai hay Corona Virus ki waja say bohat si currencies ki volatility bht ziyada increase hoe hay and kuch ki kam increase hoe hay Kafi saray trader ko apni strategies change karni pari hen and new strategies k sath trainge karni pari hay jis country ka infected level ziyada hay and headlines pay hay us ki currency ki volatility bht ziyada increase hoe hay us k ilawa agar ham Oil ko daikhain to Oil ki demand all over the world kam ho gai hay kyun k air trasport industries trains ships vehicles har cheez band hay es waja say oil ki demand nai hay market main to oil ki price down ho gai hay pichly 25 years ka record break kiya hay es say forex traders ko bht loss uthana para hay bohat seniors and expert traders k account bhi wash hoay hen

    es picture say bhi forex market pay corona k impact ko samja ja sakta hay

    Click image for larger version

Name:	image_2020_03_06T09_14_26_509Z_1.jpg
Views:	1
Size:	149.3 کلوبائٹ
ID:	12326894
    If you work hard no body can stop you from success
    • #3 Collapse

      Re: Corona Virus kay forex trading par kia asraat ho sakty hain?

      Dear friend jab se Corona viras dunia men aya hey poori dunia ki economy disturb ho gai hey aur tamam countries iss waqt economic problems ka samena kar rahay hen aur Corona viras ki waja se forex market bhi bahut ziyada disturb huwi hey aur forex market iss waqt bahut ziyada risky aur critical position men hey aur fast aur unexpected movement kar rahi hey jiss ki waja se logon ka account jaldi wash ho jata hey aur khas taor pe crude oil pe bahut ziyada effect kiya hey jo musalsal down movement kar k 0 pe aya hey aur iss position men trading karna bahut mushkil ho gaya hey iss liay jab tak market stable nhi hoti soch samaj kar small lot k sath currency pairs men trading karen aur stop loss aur take profit ko zaroor manage karen aur jitna bhi profit milta hey uss pe compromise karen aur koshish karen k market k stable honay tak apnay account ko safe rakhnay ki koshish karen
      • #4 Collapse

        Re: Corona Virus kay forex trading par kia asraat ho sakty hain?

        Assalamu alaikum bhai jaan aap ne bahut acchi tarah se discuss kiya hai ki coronavirus ke kya nuksan hote hain reading market mein international bahut ziyada pareshani ban rahi hai aur aapko knowledge or experience use karte hue trading karna hogi trading ke liye aapko sabse pahle fundamental issues ko dekhna hoga aapko maloom hai ki logon ki vajah se crude oil ki to demand hi nahin hai aur supply increase hoti gai hai isliye aapko trading market mein trading market mein graph candlestick chart baton ko follow karoge to aapko ismein success milegi aur aap independent hokar trading kar sakoge aapko indicators or oscillator use karte hue kam karna chahie aapko Forex trading market ko effect karne wale har sakta ke bare mein batao na chahie aur aapko her element ke bare mein acchi information honi chahie trading market ki histry ke bare mein bhi knowledge hua aur current situation ke bare mein bhi update ho economic calender ke bare mein aapko daily basis per update honi chahie
        • #5 Collapse

          Re: Corona Virus kay forex trading par kia asraat ho sakty hain?

          corona virus ki waja se forex par kafi asar para ha positive bhi or negative bhi jaisa kay jub se corona virus aya ha countries me lockdown ho gay thay tu lock down hone ki waja se boht zeyda loog berozgaar ho gay hain tu loog rozgaar hasil karne kay liey forex ki taraf a kar forex ko join kar rehay hain takay ghar beth kar forex se kuch income earn kar sakain or boht saray loog is me kamyab bhi ho jatay hain jaisa kay ap ko pata ha is forum par bhi ap ko pehle se zeyda members active dekhne ko mill rehay hain or currencies me volatility bhi boht zeyda high ha normal days ki nisbat negative effect is ka yeh ho ga kay lockdown hone ki waja se countries ki economy par asar paray ga or currencies ki value crash kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Corona Virus kay forex trading par kia asraat ho sakty hain?

            dear bhai crona virus k forex main bohat bure asrat hein is ki waja e crude oil market main bohat kami ahi ha jis ki waja se crude oil ki market zero tak be gey thy hume is main samjdari se kam krna hota ha hum is main jitna acha kam krein gey jitna work krein gey hume utni hi kameyab be hon is muskil time main ye business ab be hamra sath de rha ha jese k hume pta ha k crona virus ki waja se pore mulk main lock dwon hua ha jis ki waja se gareeb awam par bohat bura asar ha hume is business ka sukar guzar hona chaiye k ab be hum is main ghr beth k money hasil kr sakte hein hume is main acha kam krte rehna lazmi ha hamra work acha hoga tu hume is business se success be achi mil sakti ha daily analysis ko fallow kr k kam kiya krein ap
            :1f60d: hard work :1f60d:
            • #7 Collapse

              Re: Corona Virus kay forex trading par kia asraat ho sakty hain?

              Corona virus kay forex market pay asrsaat ho nahi saktay bulkay pichlay 2 months say bohat ziada asrsaat ho chukay hain. Corona pandemic ki wajah say March say ab tak 2 months complete honay kay baad 3rd month bhi musalsal lock down mai jaa raha hai. World mai industries, transportations, small and big businesses sub closed hain. Kisi bhi kisam ka kisi bhi level pay business nahi ho raha hai jiss ki wajah say international markets say liquidity Kamm hoti jaa rahi hai aur aisa lagg raha hai kay abhi mazeed bhi kaafi months market aisay he chalay gi. Dusri taraf crude oil aur us dollar ki conditions say aisa lagg raha hai kay bohat ziada mutaasir ho chukay hain aur inn dono ki he wajah say trading market mai bohat say pairs bohat ziada loss ker rahey hain aur devalue ho chukay hain. Gold pay bhi us dollar ka kaafi impact hai jo kay ziada support aur resistance mai nahi jaa paa raha hai
              • #8 Collapse

                Re: Corona Virus kay forex trading par kia asraat ho sakty hain?

                daer mamber corona virus jis trha pori duniya main apny asrat chor raha hai tu forex main bhi es k kafi asrat howe hain pori duniya main lock down ka silsila 3 month se still continue hai jis ki wjah se logon ko boht se pareshaniyan bhi face karna parhi or es k sath molki karobar bhi buri trha se mutasir howa hai ab aghr hum forex main corona k asart ki bat karen tu es ki market main bhi boht se changing ai hain jis ki wjah se market boht fast main move ki es k ilwa kafi confusion k sath apni trading akrna parhi jo trading method paly use kiye jaty thy wo bhi change karny parhy es k ilwa cruide oil es virus ki wajah se sub se zyda mutasir howa q k jub oil ki market down main zero ta a gai thi tu market ny oil trading main warning show kar di thi k ab oil main koi bhi order nahi lgya jay ga jub oil ki market down main ja rahi thi tu kafi logon ny buy ka order lgya tu wo bhi disable kar diya tha abhi virus khtma nahi howa hai or na he proper lock dwon khtm howa hai abhi kuch bhi kahna sahi nahi hoga q k kuch bhi kisi bhi time change ho skta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Corona Virus kay forex trading par kia asraat ho sakty hain?

                  Dear Forex member coronavirus Puri duniya mein phal chuka Hai Jiski vajah se Puri Duniya hi affected Hai Jiski vajah se bahut se karobaar bhi Buri Tarah Se mutasir Hue Hain Jab Ke abhi tak Corona virus ke vahin activation Hai Jiski vajah se 3 months abhi tak still lockdown hai aur lockdown ki vajah se Puri Duniya Ke business band Pade Hain Jab Ke iska Asar Forex trading business per bhi pad raha hai Jiski vajah se market unexpected movement Mein show ho rahi hai jismein trading karne ke liye risk zayada hai aur profit lene ke chances kam se kam hai Iske alava coronavirus ka sabse bada effect crude oil Mein Pada Hai Jiski market Puri Tarah Se down Mein move Ho Gai Thi jismein Sabhi members ko bahut bada loss Hua Jab Ke oil trading ki market abhi tak danger zone Mein Hai jismein trading karna profitable nahin hai isliye ke alava aur bhi bahut Se points Hai Jo ki is Virus ki vajah se Forex Mein effect hue hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Corona Virus kay forex trading par kia asraat ho sakty hain?

                    Coronavirus ki vajah se pura extending market per bahut jyada effect hua hai bahut sari currency pairs aur commodities ki value bahut jyada decrease Hui Hai US dollar ki value bhi Kafi Jyada degrees Hui Hai Jiski vajah se gold key-value gold ke prices day by day strong Hote Ja Rahe Hain yah Puri world ke liye Achcha nahin hai isase mahangi bahut jyada increase ho jayegi aur Logon ke liye survive karna bahut jyada difficult hoga Hamen Dua Karni chahie ki yah problem jaldi se solve ho aur sab Kuchh stable hone Lag Jaaye aur apni irregular condition per a Jaaye aur yah sab ke liye bahut Achcha hoga
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Corona Virus kay forex trading par kia asraat ho sakty hain?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                      Dear members aap se mera sawal yeh hay kay corona virus ke wajha day forex trading kesy mutasir ho sakti hai aur es viruse ka gorex pe kia impact hai?
                      Coronavirus ka Forex trading market per bahut jyada effect Hua Hai Iski vajah se market mein bahut jyada disturbance hui hai bahut jyada currency pairs downside per gaye hain Corona virus se Hamen Bachana Hoga aur ham iske liye Hamen efforts karne chahie coronavirus se Puri World ki economy ko destroy karke rakh diya hai yahi vajah hai ke bahut Sare currency ped se week hue hain pound euro vs dollar sab ke sab currencies be decrease hui hai aur yahi vajah hai ke Gold ke prices bahut jyada increase ho rahe hain aur yah daily basis per increase Hote ja rahe hain is situation Mein trading karna bhi bahut jyada difficult ho gaya hai
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Corona Virus kay forex trading par kia asraat ho sakty hain?

                        Coronavirus ka Forex trading market per Jyada effect hua hai main bahut jyada disturbance hui hai bahut jyada currency pairs downside per gaye hain Corona virus se Hamen Bachana Hoga aur ham iske liye Hamen efforts Karni chahie coronavirus se Puri World ki economy ko destroy karke rakh diya hai yahi vajah hai ke bahut Sare currency pair se week hue hain pound euro vs dollar sab ke sab currencies be decrease hui hai aur yahi vajah hai ke Gold ke prices bahut jyada increase ho rahe hain aur yah daily basis per increase Hote ja rahe hain is situation Mein trading karna bhi bahut jyada difficult ho gaya hai
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Corona Virus kay forex trading par kia asraat ho sakty hain?

                          g bhai bilkul aisa hi hai ap nay achi post ki jis main ap nay diagram bhi show kar di hai corona virus kai impact ki lakin main ap ko is ka jawab asan lafzon main daina chahta hon aur wo yeh kai corona virus kai is market main buhat hi khatarnaak had tak asrat ho saktay hain jiss ki waja say market main volatility bhi buhat zaida barh sakti hai aur normal ruotin say hat kar commoditites aur metals move kar sakti hai tu is condition main humay buhat hi mehfooz tareekay say trading karni ho gi khass tor per take profit aur stop loss ka istamal karna hoga. abhi currently ap nay suna ho ga kai corona virus ki waja say puray europe aur USA main kafi zindagiyan zya ho chuki hain aur trade bhi na honay kai barabar hai jis ki waja say economy bhi buri tarhan mutasir ho rahi hai jis ki waja say Euro pound aur dollar per pressure nazar aa raha hai aur kafi neechay a chukay hain taqreeban 10 saal kai lows laga chukay hain aur in kai baraks gold apnay history high ki taraf move kar chuka hai because abhi indefinite ho chuki hai corona virus ki waja say. humay buhat hi muhtat rehna paray ga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Corona Virus kay forex trading par kia asraat ho sakty hain?

                            dear friend,corona virus aik international level pay cha janewlai waba aur bimari hay aur forex trading bhi internatinoal levle pay honewla business hay,agar ham is kaam main rukawat daikhtay hain to hamko yeh samjh jana ziada better hay k iski wjah say poori dunya disturb hay,agar yeh waba kuch countries main hoty ya phir akailay paksitan main hoty to is markeet pay iska koi asar nai parrna tha,ab ham daikh rahay hain k iski wajha say poori world main logonki death ho rahi hay to zahir hay jahan pay logonko unki jaan ko khatra hay to wo forex jaisay businsss main paisa earn kark kia karaingay,agara ham america ki baat kartay hain jahan say poori dunya ka yeh businesss start hota hay whan k bhi banks off hain jinki wjha say whole forex markeet disturb hay to hamko bhi in dino markeet ki disturbing ki wajha say kaam nai karna chaye aur agar karian bhi to bahut kam karna chaye jis say ham kisi big lose say bach saktay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Corona Virus kay forex trading par kia asraat ho sakty hain?

                              Dear ais time pori dunia mai ye corona virus ki waja se lock down hoye pary hai aor ais ki waja se forex market par to koi asar nai hota hai ye aik aisa kaam hai k ais market mai hum log apny ghar mai reh k kaam kar skaty hai ais k sath ap ne agar ais market ko dekha ho to ais mai ap ko samjh aa gai ho gi k corona virus ki waja se sab se zayda effect crude oil par hoa hai aus mai ap ko atni low price aj tak nai mili hai aisy hi ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna ho ga tab hi ap ko ais market mai kamyabi mily gi ap ais market mai agar soch samjh k kaam karty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko mehat karni hoti hai tab hi ap ko ais mai faida hota hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X