Assalamu Alaikum dear Forex trading members jaisa ki aap jante ho ki crude oil ki prices history mein minus mein kabhi nahin gayi is dafa is situation mein crude oil ki prices bhi minus mein chali gai hai lekin gold ki prices abhi tak strong hai aur gold bearush nahin ho rha hai iski main kya reason ho sakti hai fundamental and technical analysis dekha jaaye to Gold ko bhi weak hona chahie aur bearish move karna chahie agar crude oil itna down a sakta hai to gold ko 1500 per dollar pr ana chahie
1998 ma crude oil ki price 11 dolar per barrel thi tb god ki price 234 thi ln abi ult process hai is ki kya main reason hai supply aor demand ka chakar hai kya
1998 ma crude oil ki price 11 dolar per barrel thi tb god ki price 234 thi ln abi ult process hai is ki kya main reason hai supply aor demand ka chakar hai kya
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим