usa kay kuch stock ki price increase hui hai kaya us dollars bhi strong ho ga?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    usa kay kuch stock ki price increase hui hai kaya us dollars bhi strong ho ga?
    us stock market crash hone kay bad kafi recover hui hain jaisa kay Dow Jones up move howa hai kafi crash hone kay bad kaya ab us dollars bhi strong ho ga?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: usa kay kuch stock ki price increase hui hai kaya us dollars bhi strong ho ga?

    Ji bilkul agar aap US dollar ko Dekhen to vah Kafi crash ho gaya tha aur ab usne apne aap ko recover Karke again same position mein jo prices Hai vah achieve kar liye hain aur yah bahut strong Dikhai de raha hai aur ho sakta hai ki bahut strong Ho Jaaye aur apne Jo prices Hain unko $100 se bhi Upar tak le Jaaye ISI vajah se market Mein Kafi crushes Aaegi Kyunki Jo USA Dollar se related pairs metals Hai vah Kafi move Karegi aur strike se market Mein Kafi crushes breakouts aaenge coronavirus ko China Ne ab tak bahut hold kar liya hai aur jo America Hai vah bhi isase ke recover ration Mein laga hua hai aur Aane Wale 2 manth mein ho sakta hai ki jo America Hai vah bhi coronavirus per over kam kar le is tarike se jo US currency hai vah bahut strong ho jaega aur Market bahut Munh Karega is tarike se jo currency Hai Uske prices bhi increase Ho Jaenge juster aap ko news se ba khbar Rahana hai
    Visit My Profile
    • #3 Collapse

      Re: usa kay kuch stock ki price increase hui hai kaya us dollars bhi strong ho ga?

      Assalamualaikum Pakistan Forex forum members jaisa ki aapko maloom hai ki puri duniya mein is waqt bahut ajeeb Surat hal hai aur lockdown hai jiski vajah se bahut sari supply and demand on effect kar rahi hai aapko dekhna chahie ki major currency pairs ka trend abhi find out karna possible nahin hai abhi trading market mein aapko technical analysis per itna believe nahin karna chahie kyunki market mein fundamental effects zyada strong hai aur currency market fundamental effects ki vajah se prabal mein hai jaisa ki aapko maloom hai ke bahut sare re news zone aap ko recover karna honge jismein aapko maloom hona chahie ki unhen climate ratio increase ho rahi hai puri duniya mein aur inflation bhi increase ho rahi hai petrol ki prices decrease ho rahi hai lekin uska economy per koi khas effect nahin ho raha hai because Forex trading market mein aapko maloom hona chahie ki crude oil ki prices down hai lekin gold strong ho raha hai isliye aapko maloom hona chahie ki usd mazeed weak bhi ho sakta hai song nahin ho sakta
      • #4 Collapse

        Re: usa kay kuch stock ki price increase hui hai kaya us dollars bhi strong ho ga?

        dear agr ap ne tamam market ko fallow kiya ha tu is time bohat hi kharab halat ha kew hume pta ha k pori duniya main crona vius phela hua ha jis ki waja se har mulk muskilyat ka samn krna rha ha is main hume stock market ki position ko be wala krein tu wahan be yahi halat ha hume is main dil laga k kam krna lazmi hota ha jitna acha hum is business main kam krein gey jitna dil lala k work krein gey utni hi asani se kameyab be ho sakte hein hume is main phaly knowledge hasil krna chaiye os k bad is main work krna hota ha tab hi hum is business main kameyab be ho sakte hein daily chart indicotor ko fallow kr k work krein gey tu bohat jald kameyab be ho sakte hein ap is business se
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Re: usa kay kuch stock ki price increase hui hai kaya us dollars bhi strong ho ga?

          Dear es waqat agar ham pori dunya ki situation daikhain to Covid-19 ki waja say sab kuch unexpected ho raha hay aap kisi bhi currency k baray main yeh nai keh saktay hain k yeh strong ho gi ya mazeed weak ho gi jesay k aap nay kaha k USA me kuch stocks ki price increase hoe hay to normal halaat hotay to aesa lazmi hota k kisi stock ki price increase honay say dollar mazeed strong ho jata but es condition main jab sari currencies and stocks ultay chal rahay hain us waqat yeh kehna bohat hi mushkil hay k Dollar rate increase ho ga ya mazeed down ho ga, agar america Corona Virus pay kuch thora bohat bhi control kar leta hay to Dollar strong honay k chances ban jain gay laikan USA es time most affected country hay jis me Corona say death rate and infected logon ki tadad bohat ziyada hay ab monday ko jab Forex Market open ho gi to hi ham usay daikh kar yeh keh saken gay k Dollar strong hoa hay ya weak hoa hay and news ko bhi check kar k hi pata chalay ga
          If you work hard no body can stop you from success
          • #6 Collapse

            Re: usa kay kuch stock ki price increase hui hai kaya us dollars bhi strong ho ga?

            dear mamber aj kal jo molk k halat hain wo boht he dangoruse hain jis ki wajh se kisi bhi pair k bary main yah kisi bhi currency k bary main yah nahi kaha ja skat hai k yah weak jaengy k strong jaengy es liye hmain chahye k hum abhi apni trading k liye palnning par focus karen or un pair main trading na karen jis main loss hony k chnaces hoty hain es k ilwa aghr us stock ki proe incraese hoi hai tu umeed ki ja skti hai k doolr bhi incraese or srong ho ska hai laken rule yahi kata tha laken ab kuch bhi change ho skta hai q k es virus ki wajah se pori duniya he distrub hai jis main koi bhi kisi currency se realted kuj bhi assume nahi kiya ja skta hai es liye hum aghr forex main achi trading krna chahty hain tu hmain apni trading mains amll risk ks ath trade krni hogi jis se hum forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain.
            • #7 Collapse

              Re: usa kay kuch stock ki price increase hui hai kaya us dollars bhi strong ho ga?

              Dear ap ne dekha hoga k usa mein corona virus ki waja se bhi economy tabah hoi hai aur us dollor down hua hai aur is k ilawa usa ki oil industries tabah hony ki waja se bhi usa ki economy ko bahut bara dhachka laga hai kyun k usa k pass ab crud oil ka koi khreedar ni hai aur na oil store karny ki jaga hai aur poori duniya mein lock down ki waja se oil ki demand bhi bahut kam hogai hai jiski waja se usa ki oil market crash kar gai thi aur apko pata hai k pichly hafty oil ki market ne itna crash kiya k market minus mein aa gai thi aur phir thori stable hoi thi is waja se us dollar bahut nechy aa gaya hai aur usd k related jitny pairs hain un mein apko movement mein wazia farq nazar aya hoga is liye dear jab tak dunia se corona virus khatam ni hota tu usa ki bhi currency up hony k chance kam hain kyun ap agar daily news dekhyn tu apko pata chaly ga k USA corona virus se bhi kitna zayada effected hai aur oil market crash hony ki waja se bhi kitna zayada loss mein hai aur isi waja se usa ne saoodia ko bhi khabar dar kiya hai k wo oil ki tarseel kam kary warna usa saoodia ko foji help deny se mazrat kar ly ga tu is se saaf pata chalta hai k usa filhal crises mein hai is liye usa k related pairs par trading zara soch samjh kar karyn
              • #8 Collapse

                Re: usa kay kuch stock ki price increase hui hai kaya us dollars bhi strong ho ga?

                Dear jaha tak baat hai USA k stock ki to aus ka forex market se koi relation nai hai ais market mai jo moment ho rahe hoti hai ye diffent currency k sath ho rahe hoti hai jab k stock mai apny hi country ki companies k stock hoty hai aun mai agar rate high ho rahy ho to aus se atna zayda faraq nai parta hai magar jab waisy hi usd strong ho ga to aus time ap ye keh skaty hai k ais market mai moment ho sakti hai aor usd k tamam pairs mai ap ko trade mil sakti hai ap ne agar ais market mai trade karni hai to ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna ho ga tab hi ap ko ais market mai faida ho ga ap ais market mai jitna zayda acha kaam karty hai ap ko ais market mai atni hi zayda achi trades milti hai ais market mai ap ko major pairs par trade karny se loss kam hota hai.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: usa kay kuch stock ki price increase hui hai kaya us dollars bhi strong ho ga?

                  Bilkul theek hai ke yuddh ki market Mein badh Gai Hai Jiski vajah se USA increase hone ki yah bilkul Apne Tarika hai bilkul Satya Mein Kafi chijen dekhne ko milati hai agar aap yah Chahte Hain Ki aapko ine chijon se aapko Kafi acchi help out mil jaaye To Ham yah bhi dekh sakte hain ki aapko ine chijon se Kafi acchi chijen mil sakti hain forum mein agar agar Jaisa ki aapane kaha ki shopping ho raha hai to USA ki currency increase Hogi

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X