Jaiza ; soch samjh kar traiding karni chahi jaldbazi bilkul nahi karrni chahi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza ; soch samjh kar traiding karni chahi jaldbazi bilkul nahi karrni chahi hai
    asslam.o.alaikum
    jisa k ham janty hain k forex traiding ik online or bahot barra business hai or agar ham aise main mehant karty hain to bahot acha paisa kama skty hain .forex traiding main wohi banda success hota hai jo is main mehant karta hai or dill laga kar kam karta hai mehanat sey morad k wo banada phily forex ka knowledge hasil karta hai pak forex forum sey or senior logo sey os k bad jo knowledge wo hasil karta hai os ka expirment wo demo account k oper karta hai jab wo dekhta hai k demo account sey achy result mil rhy hain matalb k again to again profit ho rha hai to os k bad phir wo real account main kam karta hain or koi bhe traide ko lagney sey phily jis pair k oper wo traide laga rha hai os ka technical or fundamental analysis karta hai planing karta hai or os k bad traide ko lagata hai .wo traide lagty waqat or traide ko closs karty waqat kabhe bhe jaldbazi nahi karta hai or hamesha knowledge ki base par sub work karta hai yahi trader hi traiding main kamiyab hota hai or ik acha paisa bana skta hai traiding ki madad sey .
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza ; soch samjh kar traiding karni chahi jaldbazi bilkul nahi karrni chahi hai

    Forex trading kay liye traders ko bohat mehnat ki zarurat hoti hai. Jab takk traders achi Tarah mehnat nahi karengay uss waqt takk achi trading ker kay achi earning bhi nahi ker saken gay. Forex trading aik proper business hai jiss mai tukkay aur luck say kaam nahi chall sakta hai bulkay proper planning aur strategies ko use kerna hota hai. Aik new trader jab forex trading mai ata hai tou usay pehlay forex trading ka basic aur fundamental knowledge haasil kerna chaiye takay usay pata chall sakey kay yeh kia business hai aur kaisay hota hai. Iss kay liye kia kia seekhna aur kerna zaruri hai aur woh kaisay seekhna aur kerna hai.

    Trading jald baazi ka kaam bilkul nahi hai aur isay bohat soch samajh kay he kerna chaiye takay achi trading ka aghaaz ho sakey. Traders ko bohat sakoon say market ko watch kerna chaiye aur jaha unhain movement ki samajh ajaey usi waqt trade open kerni chaiye. Baghair sochay samjhay aur jald baazi say open ki gai trades nuqsaan he daiti hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza ; soch samjh kar traiding karni chahi jaldbazi bilkul nahi karrni chahi hai

      forex main boht zeyda risk lena parta hai or forex trading bhi boht zeyda tough hai ager ap ki aik mistake ho jati hai tu os aik mistake ki waja se ap ko big loss ho sakta hai ap ko apni mistake ko kam karne kay liey rules ko follow kartay huey trading karni chahie or jub ap analysis karte hain tu os wakt jo sub se bari mistake yeh hoti ha kay traders analysis boht jaldi me kartay hain jis se kuch aham poin ko ignore kar detay hain or un ki waja se trades loss main chali jati ha iske liey ap ko chahie kay ap kam se kam pairs rakhainy takay jub ap analysis kare tu ap kay pass zeyda time ho ap apni har trades main analysis soch samaj kar kare or jald bazi me jo mistake ho jati thi ap un se bach oaye gay ager ap kam pairs ko apni list main rakhte hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza ; soch samjh kar traiding karni chahi jaldbazi bilkul nahi karrni chahi hai

        g bhai ap nay theek kaha hai kai humay is market main hamesha soch samajh kar hi trading karni chahiyay kabhi bhi jaldbazi nai karni chahiyay becasue jaldbazi ka kam shiatan ka hai aur wo hamesh loss hi karwata hai chahay phir wo duniya ka koi bhi business kiyon na ho tu humay chahiyay kai hum jab bhi market main enter hon tu pehlay khuch goals set karain aur jab wo goal acheive ho jayn tu hum mazeed lalach na karain aur mazeed trade karnay ki bajaye trades close kar kai market say out ho jayn aur relax ho kar market ko watch karain us kai baad next day ka target banayn aur realistic target banayn jaisay kai main nay apni trades kai liyay strategy banai hoi hai kai daily main nay 10 percent profit aur loss kai sath kam karna hai agar 10 percent profit kar laita hon tu us kai baat mazeed trade nai karni chahay phir wo 10 percent profit mujhay 2 minute main hi kiyon na ho gaya ho isi tarhan loss agar 10 percent tak ho chuka tu mazeed trading nai karni tu ap logon ko bhi chahiyay kai is tarhan ki koi sochi samjhi planning kai tehat trading karain nai tu yeh market ap ko hamesh loss hi karwai gi. i hope kai main nay ap kai sawal ka jawab achay say diya ho ga.

        Thanks.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza ; soch samjh kar traiding karni chahi jaldbazi bilkul nahi karrni chahi hai

          Soch samajhkar trading karne se hamen bahut fayde hote hain agar ham acchi planning karenge aur intelligent mind ke sath Forex trading market mein inter honge aur stop loss aur take profit karte hue market mein apni trade entry karenge aur management proper karenge money management aur trade management karna zaroori hai jaisa ki aapko maloom hai the aaj karan trading market mein bahut sensitive situation ban rahi hai aur Market mein trend ki aapko understanding karna bahut mushkil ho raha hai kisi bhi currency pair ke bare mein technically production provide karna difficult hai aur aur yellow metal ke bare mein hypothesis crude oil ke bare mein highcourt se banakar trading karna bhi bahut hi dangerous ho sakta hai agar aap abhi stop loss or take profit nahin use karoge to aapko nuksan hoga
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza ; soch samjh kar traiding karni chahi jaldbazi bilkul nahi karrni chahi hai

            forex trading aik bht he bra worldwide online business hy or es business ma daily trillion of trades excute hoti hy es ly dosto agr ap forex trading sy achi earning krna chaty hy to es k ly zroori hy k ap forex trading ma achi trha sy soch smjh k kam ko kry kiun k soch smjh k ki hui trade hmain hmesha faida dyti hy or hm aisi trade sy hmesha aik acha profit he earn krty hy or jo trader forex trading ma bilkul soch smjh k kam ni krty hy bilkay forex trading ma hmesha jldbazi k sath kam krty hy to aisy trader forex trading ma kbi b kamyab ni ho paty hy bilkay hmesha forex trading sy acha loss hsal krty hy or aisy trader forex trading ma hmesha nakam he rhety hy or yhe wja hy k aisy trader forex trading ko bht he jld chor k chly jty hy es ly dosto agr ap forex trading ma success ko gain krna chaty hy to es k ly zroori hy k ap forex trading ma soch smjh k or mhenat sy kam kry ap zroor forex trading sy aik acha profit earn kr ly gy or forex sy apny lifestyle ko b change kr ly gy
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza ; soch samjh kar traiding karni chahi jaldbazi bilkul nahi karrni chahi hai

              Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading aik bot bara or behad profitable business hony k sath sath aik behad risky or difficult business b hy is m success hasil krna koi asan kam ni jb ham forex ko join karty han to hmary zahn m hota hy k forex aik easy business hy ham is m bot jaldi zyada pasa kma kr ameer ban jain gy mgr asal m forex aik bot mushkil business hy is m hamy soch samj kr or ahtiyat sy trading karni hoti hy agr ham anylyses ko study kr k news ko read kr k or mukmal planning k sath trading karty han to hi ham kamyab ho sakty han or agr ham trades open karty hoay jald bazi sy kam lyty han or market k up down ko ni dakhty to hamy kbi b profit hasil ni hota ham hmasha loss ka hi samna karty han is liay hamy hmasha soch samj kr or ahtiyat sy trading karni chaiy
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza ; soch samjh kar traiding karni chahi jaldbazi bilkul nahi karrni chahi hai

                Assalamu Alaikum dear friend Forex mein bahut jyada risk Lena padta hai aur Forex trading bhi bahut jyada top hai agar aapki Ek mistake Ho Jaati Hai to use Ek mistake ki vajah se aapko big loss ho sakta hai aap ko apni mistake ko kam karne ke liye rules ko follow Karte Rahana chahie trading karte hue rules ko follow karna chahie aur jab aap analysis karte hain aur to use Waqt jo sabse pahle Badi mistake Hoti Hai K traders analysis bahut jaldi Mein Karte Hain jisse Kuchh points ko ignore kar dete hain aur Unki vajah se trade laws Mein Chali Jaati Hai iske liye aapko chahie aap kam se kam page rakhen takat ab Jab aap analysis karen to aap ki Paas Jyada time ho aap apne trade main analyses Soch Samajh Kar Karen aur jaldbaji mein jo mistake ho jati thi aap Unse Baat agar aap par compare ki list mein rakhte
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza ; soch samjh kar traiding karni chahi jaldbazi bilkul nahi karrni chahi hai

                  yes bhai hume is main ab soch samj k kam krna hota ha soch samj k kam krein gey tu hum is business main asani se kameyab be ho sakte hein is main ap daily kam krein daily ap is main jitna acha kam krein gey utni hi asani se kameyab bbe ho sakte hein dear eik bat mind main rakh lein k jo insan is main lalach krta hawo is main khabi be success hasil nai kr sakta is main dear bhai hume is main eik target select krna hota ha tu phr os k mutabiq hume kam krna hota ha agr hum is main bhagir sochey samje kam krein gey tu hume nuqsan hi hoga is liye ap is main samjdari se kam krein is main phaly ap market ka knowledge hasil krein phr hi kameyab be ho sakte hein daily fundamental analysis ur tecncial analysis ko fallow kr k kam kiya krein achi success hasil hon gey
                  :1f60d: hard work :1f60d:
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza ; soch samjh kar traiding karni chahi jaldbazi bilkul nahi karrni chahi hai

                    Dear Forex member aap ne bilkul sahi kaha hai Forex Mein Hamen Soch samajh kar trading Karni chahie kabhi bhi jaldbaji Mein trading Nahin Karni chahie Jab Ham jaldbazi Mein trading karte hain tab bhi Ham Forex Mein Koi Na Koi mistake kar dete Hain jisse Hamen loss ho jata hai loss se bachne ke liye zaruri hai ki apni trading co Soch Samajh Kar Karen risk ko manage Karke Karen jisse aap Forex Mein acchi trading kar sakte hain aur accha profit Le sakte hain Jo member jaldbazi Mein Apna Kam karte hain vah Hamesha he loss ko face karte hain aur jaldbazi mein trading karne se account bhi save Nahin rahata account ko save rakhne ke liye bhi Hamen Soch samajhkar trading karna Hogi Ek acche aur expert trader Ki Nishani Yahi hoti hai ki Ham Soch samajh kar trading Karen.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza ; soch samjh kar traiding karni chahi jaldbazi bilkul nahi karrni chahi hai

                      Yes dear ye tu apne bilkul theak kaha hai jaldbazi mein hamesha loss hota hai is liye jaldbazi ni karni chahye aur hamyn market mein soch samjh kar planing k sath kam karna chahye aur hamyn kam karny k liye achi planing bana k kam karna chahye market k trend ko understand kar k jab ham trading karyn gy tu hamyn faida hoga aur jahan tak mera khayal hai ap ne dekha hoga k jaldbazi sirf wohi traders karty hain jin ka experience kam hota hai aur wo baghair sochy samjhy aur baghair analysis k trade laga dety hain ya phir aisy traders jo emotional hoty hain wo jaldbazi karty hain aur loss uthaty hain is liye dear forum nembers jab bhi kam karyn aram sakoon se kam karyn aur trade lagany se pehly analysis lazmi karyn patience k sath kam karyn kyun k achy trader ki ye nishani hai k wo patience k sath kam karta hai aur wo kabhi lalach ni karta is liye market mein acha entry point select karyn tu acha profit earn kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza ; soch samjh kar traiding karni chahi jaldbazi bilkul nahi karrni chahi hai

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
                        asslam.o.alaikum
                        jisa k ham janty hain k forex traiding ik online or bahot barra business hai or agar ham aise main mehant karty hain to bahot acha paisa kama skty hain .forex traiding main wohi banda success hota hai jo is main mehant karta hai or dill laga kar kam karta hai mehanat sey morad k wo banada phily forex ka knowledge hasil karta hai pak forex forum sey or senior logo sey os k bad jo knowledge wo hasil karta hai os ka expirment wo demo account k oper karta hai jab wo dekhta hai k demo account sey achy result mil rhy hain matalb k again to again profit ho rha hai to os k bad phir wo real account main kam karta hain or koi bhe traide ko lagney sey phily jis pair k oper wo traide laga rha hai os ka technical or fundamental analysis karta hai planing karta hai or os k bad traide ko lagata hai .wo traide lagty waqat or traide ko closs karty waqat kabhe bhe jaldbazi nahi karta hai or hamesha knowledge ki base par sub work karta hai yahi trader hi traiding main kamiyab hota hai or ik acha paisa bana skta hai traiding ki madad sey .
                        Jawai Jana bilkul theek hai rahe hain Forex trading business se ek bahut hi Jabardast business hai agar Ham is Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to bahut hi Soch samajhkar aur planning karne ke bad kam karna hoga Kyunki jab tak aap ek proper plan Banakar Kam Nahin Karenge aapko is business se main acchi earning Hasil ho hi nahin sake gi jyadatar members sirf aur sirf Apne jaldbazi Ke Chakkar Mein Hi Apne account ko Khali kar Baithe Hain isliye Jab Bhi aapko bonus a Jaaye to Aap jaldbaazi Se Kam Nahin Karen balki market ko acche tarike se analyse karne ke bad trade lagaen tab hi aap ko is business ke bare mein acchi understanding Hogi aur aap Achcha profit bhi earn kar Sakenge Har EK member ko chahie ki vah demo account pasrur kam Karen Kyunki demo Kaun Thi Ek Aisi Jagah Hai Jahan se aapko acchi e e-information aur practice ho sakti hai
                        https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza ; soch samjh kar traiding karni chahi jaldbazi bilkul nahi karrni chahi hai

                          Dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai Hamen Hamesha Soch Samajh Kar trading Karni chahie Kyunki Jab Ham Forex ko jaldbazi mein Karte Hain To Hamesha hi Hamen na Kami hoti hai aur Hamen loss bhi tabhi hota hai Hamesha apni trading ko acche analysis ke sath Karen jisse aap Forex Mein Achcha profit Le sakte hain aur apni trading se acchi earning bhi le sakte hain Forex trading best online trading business Hai jismein Hamari mehnat hi Hamen is Kabil banati hai ki Ham Forex Mein acchi trading Karke Achcha profit Hasil kar sake iske liye Hamen mehnat karna Hogi jisse Ham Forex Mein Kamyab ho sakte hain aur acche trading kar sakte hain Forex Mein acchi trading ke liye Hamesha Apne learning per focus Karen jisse aap forest Mein acchi lagne ke bad Achcha Prophet Hasil kar sakte hain
                          Agar Ham Apne learning per focus Nahin Karenge To Ham kabhi bhi forest Mein Kamyab Nahin ho sakte aur na hi Forex Mein Achcha profit Le sakte hain isliye kabhi bhi jaldbazi Mein trading na Karen Kyunki jaldbazi Mein Ham Forex Mein Apne account ko bhi Khatre Mein daal sakte hain aise hi Hamare accounts wash Hote Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza ; soch samjh kar traiding karni chahi jaldbazi bilkul nahi karrni chahi hai

                            Jee bohat ache andaz me step by step samjhaya gaya hay. Bilkuk thek apne ke ke forex me woi banda kamyaab hota hay jo mehnat karta hay.
                            1. Forex ko join kerne se phele yad rakhna hay ke forex me mehnat hardworking kerni hogi forex me lalach se bachna hoga or sabar kerna hoga bagair learning ke forex me kuch nai milega. Ager hum ise agree hain tu forex join karein.
                            2. Forex join kerne ke bad sab se phele learning kerni hay seniors se bhi learn kerna hy.phir experience ke liye demo account per kam karna hay demo account me experiment kerne hay 1 1 cheze ko samjhna hay. Lot size ko pairs ko SL ko TP ko analye kerna movement ko study kerna. Jab kamyaab hoon demo per tab real account me join karein.
                            3. Real account me join krne ke bad humey small small trade leni hain SL or TP lazmi lagna hay. Her trade ko open or close kerte waqt lazmi soch samjhna hay.
                            4. In sab ke sath sath money management, planning, analysis is sab per bhi kam kerna hay.
                            5. Forex me bagair sabar ke or lalach ke sath success nai milsakti.
                            # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza ; soch samjh kar traiding karni chahi jaldbazi bilkul nahi karrni chahi hai

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
                              asslam.o.alaikum
                              jisa k ham janty hain k forex traiding ik online or bahot barra business hai or agar ham aise main mehant karty hain to bahot acha paisa kama skty hain .forex traiding main wohi banda success hota hai jo is main mehant karta hai or dill laga kar kam karta hai mehanat sey morad k wo banada phily forex ka knowledge hasil karta hai pak forex forum sey or senior logo sey os k bad jo knowledge wo hasil karta hai os ka expirment wo demo account k oper karta hai jab wo dekhta hai k demo account sey achy result mil rhy hain matalb k again to again profit ho rha hai to os k bad phir wo real account main kam karta hain or koi bhe traide ko lagney sey phily jis pair k oper wo traide laga rha hai os ka technical or fundamental analysis karta hai planing karta hai or os k bad traide ko lagata hai .wo traide lagty waqat or traide ko closs karty waqat kabhe bhe jaldbazi nahi karta hai or hamesha knowledge ki base par sub work karta hai yahi trader hi traiding main kamiyab hota hai or ik acha paisa bana skta hai traiding ki madad sey .
                              Yes dear ap ne agar ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna ho ga aus k sath ap ko ais market mai mehnat karni ho gi ap agar ais market mai time lagaty hai to ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna ho ga ap ko ais market mai time lagany k sath sath samjh aa jati hai k ap agar jaldi bazi kary gay to aus se ap ko hi loss ho ga ap ais market mai agar ghalti karty hai to aus par ap ko nuqsan ho jata hai ais liay aram sakoon se kaam kary ta k ap ko ais market mai loss na ho ap ais market mai jitna zayda acha kaam kary gay ap ko atna hi zayda faida ho ga ais market mai ap ko time lagany k baad hi faida hota hai ais market mai ap jitni mehnat karty hai a ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko time k sath samjh aa jati hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X