forex trading mn hr waqt profitable position naen milti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading mn hr waqt profitable position naen milti
    dear friends forex trading aik profitable online business zroor ha lekin market mn hr waqt apko profitable position naen milti isliay apko chayay k hmesha market k sath touch rhen aur market ka analysis krtay rhen aur jb spko profitable podition mil jay to tub trade lgayn is trh ap forex trading sa achha profit hasil kr sktay hn aur jb apko market ki smjh na a rhi ho to apko chayay k trade bilkul bhi na lgayn balkay apko chayay k market mn profitable position milnay ka wait kren is trh ap forex trading mn achha profit hasil kr sktay hn aur apka account ballance bhi safe rehta ha
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading mn hr waqt profitable position naen milti

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading aik tough aur risky business hey iss men market her waqt profit denay ki position men nhi hoti iss liay jaldi nah karen balkay wait karen aur jab market ki movement slow hoti hey tu trend ko samaj nhi ati iss liay wait karen aur jab market fast movement men hoti hey tu aik trend k sath move karti hey iss liay uss waqt trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se lot size select karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen lekin market kabi kabi achi position men hoti hey iss liay jaldi decision karnay se hi kamyabi hasil kar saktay hen lekin jaldi kiya gaya decision normal position men nuksan deta hey
    • #3 Collapse

      Re: forex trading mn hr waqt profitable position naen milti

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
      dear friends forex trading aik profitable online business zroor ha lekin market mn hr waqt apko profitable position naen milti isliay apko chayay k hmesha market k sath touch rhen aur market ka analysis krtay rhen aur jb spko profitable podition mil jay to tub trade lgayn is trh ap forex trading sa achha profit hasil kr sktay hn aur jb apko market ki smjh na a rhi ho to apko chayay k trade bilkul bhi na lgayn balkay apko chayay k market mn profitable position milnay ka wait kren is trh ap forex trading mn achha profit hasil kr sktay hn aur apka account ballance bhi safe rehta ha
      Yes dear ye ap ne sahe kaha hai k hum ais market mai kai dafa trades lagaty hai aor humri wo trades loss mai chali jati hai ap ne agar ais market mai kamyab hona hai to apko ais market mai kuch trades loss mai close karni hoti hai ap agar ais hisab se trade lagye gay k ap ki er tade profit mai hi jaye gi to aisa bahot hi muskil hota hai ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna ho ga aus k sath ap ais market mai agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kamaybi mil sakti hai ap agar ais maret mai apni trades k sath stop loss lagaty hai aor thora sa loss karty hai to aus ko recover karna asan hota hai ap ko ais market mai her time aik jaisi trades nai mil sakti ais mai ap ko kai dafa thora sa loss bhi bardast karna hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: forex trading mn hr waqt profitable position naen milti

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
        dear friends forex trading aik profitable online business zroor ha lekin market mn hr waqt apko profitable position naen milti isliay apko chayay k hmesha market k sath touch rhen aur market ka analysis krtay rhen aur jb spko profitable podition mil jay to tub trade lgayn is trh ap forex trading sa achha profit hasil kr sktay hn aur jb apko market ki smjh na a rhi ho to apko chayay k trade bilkul bhi na lgayn balkay apko chayay k market mn profitable position milnay ka wait kren is trh ap forex trading mn achha profit hasil kr sktay hn aur apka account ballance bhi safe rehta ha
        Forex trading main profit or loss sath sath han is ley humy itna he kam karna ha jtna hum easily control kar saken is main sab sy important humary analysis han jab hum log ache analysis karny gy to hum log behtar kam kar saken gy is ley humy chae ha hum log ziada sy ziada behtar tariqa sy trading karny ta k acha profit ho or loss na ho jab hum proper money management or risk management sy kam karny gy to loss k chances kam hon gy is ley humy chae ha behtar planning or strategy sy trading karny ta k hum log kamyab ho saken or behtar earning kar k kamyab ho saken jtni ziada mehnat karny gy to hum utny he kamyab ho sakty han is ley humy chae ha ache tahra practice karny or forex trading ko seekeny phr us k bad trading start karny ta k hum log kamyab ho saken jtni ache mehnat karny gy to hum kamyab hon gy
        • #5 Collapse

          Re: forex trading mn hr waqt profitable position naen milti

          Forex trading mai traders ko profitable positions kay liye bohat mehnat kerna parti hai aur uss kay liye bohat ziada time market ko daina parta hai. Jo traders jitna ziada market ko monitor kertay hain unhain itnay he ziada profit lainay kay chances bhi miltay hain. Traders ko iss baat ko zehan mai rakhna chaiye kay market mai honay waali movement kay peechay koi news ya wajah hoti hai aur uss wajah ko pehlay daikhna bohat zaruri hota hai kiyu kay baaz okaat sudden movement hoti hai laikin woh reverse bhi ho jaati hai jiss say traders ko bohat ziada loss bhi hojata hai. Yeh baat bilkul sahi hai kay forex trading kertay huay hamesha profitable movement nahi milti hai bulkay uss kay liye acha khaasa wait kerna parta hai aur experience aur skills ko bohat improve kerna parta hai
          • #6 Collapse

            Re: forex trading mn hr waqt profitable position naen milti

            ji ap ney bilkul thek kaha hai ham ko markeet 34 ghnty traiding ka moka nahi diti hai yani k agar ham khty hain k ham 24 ghnty main kabhe bhe traide laga skty hain to ye baat ghalt na hoge but ham isa nahi khty hain k ham 24 ghnty main jab bhe traide ko lagty hain to ham profit earn kar skty hain kiun k markeet 3 type ki movement karti hai ik oper ki trf dosri nichy ki trf or 3rd jo type hai wo side movement hai jab markeet oper ya nichy ki trf movement kar rhi ho to ham os time yahan sey ik acha profit nikal skty hain ik acha analysis kar k but jab markeet side ki trf movement kar rhi ho to os waqt ham ik acha analysis nahi kar paty hain os waqt ham ko traide sey bhe avoid karna chahi hai jab ham ko moka mily ham ko os waqt traiding karni chahi hai .
            information for Beginners
            Complete Forex Knowledge
            • #7 Collapse

              Re: forex trading mn hr waqt profitable position naen milti

              forex main ap market ki har movement ko understand nehi kar sakte hain or na hi ap har wakt trade fund kar sakte hain is kay liey ap ko market main touch rehna parta hai or jub market Apne accurate point par ati ha tub hi ap trades open kar kay profit hasil kar sakte hain jaisa kay jub market me ap analysis kar kay support and resistance ko find kartay hain tu ap ko aik makhsoos point par support and resistance milti hain phir ap waha par support and resistance area zone find kartay hain jub price un support and resistance par ati ha tub ap trades open kartay hain is kay liey ap ko market kay sath touch rehna parta ha kay jaisi hi market un support and resistance area zone par aye ap waha par trades open kar kay profit hasil kar le
              • #8 Collapse

                Re: forex trading mn hr waqt profitable position naen milti

                g bhai bilkul ais hi hai kai is market main har waqt ap ki position profit main nai ho sakti because agar aisa honay lag jaye tu duniya ka har inssan buss yehi kaam karay because is say zaida assan aur kam mehnat wala kam koi bhi na ho because har cheez ap apnay ghar kai sofa per bhaith kar kar saktay hain asal cheez is market say profit nikalna hai jo kai buhat hi mushkil kam hai aur jahan tak mairi research hai is market kai baray main tu main nay yei suna hai kai is market mian 95 percent log loss karwatay hain apni loalach aur besabri ki waja say aur khuch log proper time nai day patay jis ki wja say loss karwatay hain tu humay pehlay tu chahiyay agar is market main trading karni hai tu phir is market ko for granted nai laina aur part time kai tor per bhi is market main trading nai karni agar karni hai tu phir ap ko apna pura time daina paray ga is ko aur achi learning karni paray gi is market main otherwise yeh market ap ko hamesha loss hi day gi. hamesha aik target set kar kai market kai andar enter hona chahiyay aur jab wo target complete ho jaye tu humay chahiyay kai is market say apni trades ko close kar dain takay lalach na a sakay mazeed trade karnay ki.
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading mn hr waqt profitable position naen milti

                  dear friend forex trading aik risky business ha is mn ghalti ki gunjayesh naen hoti agr ap chahtay hn k forex trading mn kamyabi hasil kr k achhi earning hasil kren to apko chayay k trade lganay sa pehlay market ka achhi trh analysis kren aur market ki movement ko achhi trh read kren aur market ki movement k mutabik achhi trh soch smjh kr trade lgayn aur trade lganay mn kbi bhi jald bazi na kren keun k jo log ziada aur jaldi profit hasil krnay k chakr mn trade lganay mn jald bazi sa kam letay hn aur baghair sochay smjhay trade lganay mn jald bazi krtay hn to ziada tr unki trades loss mn he jati hn aur jb loss ziada hota ha to account bhi wash ho jata ha isliay forex trading mn hmesha soch smjh kr he trading kren
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading mn hr waqt profitable position naen milti

                    Assalamu Alaikum dear friend Forex trading Mein trailer ko profitable position ke liye bahut mehnat karna padati hai aur uske liye bahut jyada time market ko Dena padta hai jo Tradus Jitna Jyada market combinator karte hain unhen itne hi jyada profit lene ke chances bhi Milte Hain traders ko is Baat Ko Dhyan Mein Rakhna chahie ke market Mein Hone Wali movement Ke Piche coin urea vajah hoti hai aur use Raja Ko pahle dekhna bahut Jaruri hota hai ki unke Bal Vikas Sadan movement hoti hai lekin vah aur awaaz bhi Ho Jaati Hai jisse credit ko bahut jyada log bhi ho jata hai yah Baat bilkul sahi hai ki Forex trading karte hue Hamesha profitable movement Nahin milati Hai balki Uske liye Achcha Khasa wait karna padta hai aur experience Aur Dil ko bahut improve karna padta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading mn hr waqt profitable position naen milti

                      G han dear forum members ap ne dekha hoga k koi bhi buisnes hai tu jahan profit hota hai wahan loss bhi hota hai aur forex trading bhi aik online buisness hai jis mein profit bhi hai aur some time loss bhi ho jata hai aur bahut achy achy traders dekhy hain jin ko kabhi na kabhi kisi na kisi trade mein loss ho jata hai aur loss ki kafi sari waja hoti hain kabhi hamari apni mistake hoti hai k market mein entry ki koi achi position ni mil rahi hoti tu ham baghair wait kiye trade laga lety hain ya some times aisa bhi hota hai k analysis hamary theak hoty hain aur achy point par trend ko follow karty hoye trade open karty hain but market mein news any ki waja se trend change ho jata hai aur loss ho jata hai but dear loss aur profit tu har buisness ka aik hissa hota hai but hamyn chahye k achi tarha analysis kar k trade lagayn aur market k sath tuch rahyn aur news ko bhi check karty rahyn aur fundamental analysis bhi lazmi kiya karyn aur jab kabhi hamari apni mistake ki waja se loss ho jaye tu mistake ko talash karyn aur us se sabaq seekhyn aur unki correction karyn kyun k kamyab trader wohi hota hai jo apni ghaltiyon se sabaq seekhta hai aur aisa tab he mumkin ho ga jab ham sab zayada se zayada time forex ko dyn gy tu is mein ham sab ka faida hai hamari trading achi hogi aur hamyn profit hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: forex trading mn hr waqt profitable position naen milti

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
                        dear friends forex trading aik profitable online business zroor ha lekin market mn hr waqt apko profitable position naen milti isliay apko chayay k hmesha market k sath touch rhen aur market ka analysis krtay rhen aur jb spko profitable podition mil jay to tub trade lgayn is trh ap forex trading sa achha profit hasil kr sktay hn aur jb apko market ki smjh na a rhi ho to apko chayay k trade bilkul bhi na lgayn balkay apko chayay k market mn profitable position milnay ka wait kren is trh ap forex trading mn achha profit hasil kr sktay hn aur apka account ballance bhi safe rehta ha
                        Ji Bhai aapki baat bilkul theek hai Har EK trader ko is bare mein Jarur sochana chahie ki aap Jab Bhi trade lagaenge to yah Jaruri nahin hai ki aap ko Har Bar hi profit Hasil Ho Ham Jab kam karne Lagte Hain To Hamari thinking Yahi hoti hai ki Hamen Achcha profit Hasin Ho Jaaye lekin Aisa Nahin Hota aap donon Taraf Dekha Karen ki agar aapko market se Accha profit Haseen ho raha hai to aapko Rose bhi ho sakta hai yahi Soch Samajh Kar Apne account ko manage Karen account management bahut jyada Jaruri hoti hai Jab tak aap apne account Ko Main Nahin karte hain tab tak aap acchi Nahin Hasil nahin kar sakte Mere Pyar Mein Apne 50% capital ko hi apni trade Mein use karna chahie Baki 50% ko sev Rakhna chahie Kyunki market ki situation kabhi bhi change ho sakti hai aur is condition Mein aapka balance 50% aapke Kama sakta hai
                        https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                        • #13 Collapse

                          Re: forex trading mn hr waqt profitable position naen milti

                          Dear member aapane bilkul sahi kaha hai Forex trading Mein Har Waqt per table position Nahin milati Hai Forex Mein profitable position Hamen Khud find out Karni hoti hai uske liye Hamen market ko analyse karna hota hai Jiske Liye Ham Forex ke different tools ko use karte hue market ko analyse karte hain aur apne liye trade search karte hain isliye Hamen Apne trading mein tab profit Milta Hai Jab Ham market ko acchi Tarah Se analyse karte hain aur Market ko tab follow Karte Hain Jab market acche trend mein ho aur ham usko follow karte hue apni trading Karen Forex main Hamesha trend ko follow Karen Kyunki Jab aap Trend ko follow Karenge to hi aap Forex Mein acchi trading kar Sakenge aur Achcha perfect Hasil kar Sakenge Forex main profitable position Mein trend hi aapka friend Hota Hai jisse aap Forex main profitable position score find out Karte Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: forex trading mn hr waqt profitable position naen milti

                            Assalamu Alaikum dear Forex trading members main aap logon ki is baat se bilkul agri karta hun Paras trading market mein hamen profitable nahin milati hai agar humne trading mein are nahin karni hai to hamen emotional control ke sath trading karna hogi aur average risk reward ratio ko follow karna hoga jab hamen loss hota hai to ham mein chahie ki hamara stoploss hate hona ke hamen excessive loss ho ya loss increase hota karta ye aur hamara accounts tak ho jaaye trading market mein hamen fundamental aur baat karni chahie dear forex for members of trading market mein indicator or oscillator use karte hue aapko trading market ke liye moving averages ko bhi use karna hoga aur Saath-Saath independent technical and fundamental aspects and practice study karna hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex trading mn hr waqt profitable position naen milti

                              Dear number Forex trading ek Aisa online business jis main hamesha up and down chalte chalte Hain Jab aap trading start karte Hain to usmein aapki trade mein profit bhi a sakta hai aur log bhi aata Hai. Ek acche trader ki nishani yahi hoti Hai ki vah hamesha apni tamam trade mein donon pahlu ko nazar mein rakhte hue kam karta hai kyunki trading ek Aisa reality-based business hai agar Ham usko khaboon ki duniya mein rah kar kam karen ge to hamen loss hone ke chances zyada hote Hain. Tradeplace karne se pahle hamen chahie ki market ki acche tarike se prediction Karen aur technical analysis ke sath sath fundamental analysis ko zsrur follow Karen Taki aapko trade mein Koi Bara nuksan Na Ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X