Waqt Samjhana Aqal Mandi Hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Waqt Samjhana Aqal Mandi Hay?
    Forex trading ka jese ke sab ko pata hy ke profitable hay trust able hay magar risky hay. dekha jaye tou humey profit se zada loss hota hay sirf or sirf humari thori si laparwai ki waja se ke humey trading ke dooran her cheeze koshish kerney waqt per samjhni hay or time per decision lena hay. werna bad me pachtawa ke siwa kuch nai bachta bhetar hay ke risk kam lein or ager lein tou alert hoker ke foran action lein.
    Last edited by ; 02-05-2020, 01:38 PM.
    # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Waqt Samjhana Aqal Mandi Hay?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: MOHAMMAD FAROOQUE پيغام ديکھيے
    Forex trading ka jese ke sab ko pata hy ke profitable hay trust able hay magar risky hay. dekha jaye tou humey profit se zada loss hota hay sirf or sirf humari thori si laparwai ki waja se ke humey trading ke dooran her cheeze koshish kerney waqt per samjhni hay or time per decision lena hay. werna bad me pachtawa ke siwa kuch nai bachta bhetar hay ke risk kam lein or ager lein tou alert hoker ke foran action lein.
    Yes dear ye to ap ne sahe kaha hai k ais market mai agar dekha jaye to ais market mai hum ko time se kaam sekhna chaye aor aus k baad hum ais market mai kaam kar skaty hai ais market mai hum jitna zayda acha kaam karty hai hum ko atna hi zayda faida hota hai ap ais market mai agar mehnat karty hai to ap ko kaam karny ka experince aa jata hai aus k baad ap ais market mai asani se kaam kar sakty hai ais market mai ap jitni zayda mehnat karty hai ap ko ais market mai atni hi jaldi success mil jati hai ap ko ais market mai time lagana hot hai tab hi experiece hasil hota hai ap agar mehnat karni kar skaty ais market mai ap kabi bhi kamyab nai ho gy ais liay ap ko chaye k ap ais market mai mehnat kary ta k ap ko ais market mai kamyabi mil jaye aor ap ko ais mai faida ho jaye.
    • #3 Collapse

      Re: Waqt Samjhana Aqal Mandi Hay?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: MOHAMMAD FAROOQUE پيغام ديکھيے
      Forex trading ka jese ke sab ko pata hy ke profitable hay trust able hay magar risky hay. dekha jaye tou humey profit se zada loss hota hay sirf or sirf humari thori si laparwai ki waja se ke humey trading ke dooran her cheeze koshish kerney waqt per samjhni hay or time per decision lena hay. werna bad me pachtawa ke siwa kuch nai bachta bhetar hay ke risk kam lein or ager lein tou alert hoker ke foran action lein.
      Forex trading main waqat ki both ziada importance ha humy forex trading main sahe time pe sahe trade lagani ho ge tab he hum log kamyab ho saken gy is ley humy chae ha log time ki importance ko samjeny or forex trading main ache analysis kar k sahe trade lagany is k ley humy apna knowledge or experience ziada karna zarori ha or ye hum practice sy he kar sakty han is ley humy chae ha k hum log ziada sy ziada practice karny or behtar learning karny ta k hunara knowledge or experience ziada jis sy hum log ache trading kar k kamyab ho saken or behtar earning kar saken ta k hum log kamyab ho saken jtni ache mehnat karny gy utna he hum forex trading ko seek or samj sakeny gy
      • #4 Collapse

        Re: Waqt Samjhana Aqal Mandi Hay?

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men time ki bahut ziyada importance hey kiun k forex trading ko jitna ziyada time den gey utni jaldi kamyabi hasil kar saktay hen aur acha profit hasil kar saktay hen lekin forex trading men market her waqt profit denay ki position men nhi hoti iss liay achay waqt ka wait karen aur jab market kisi side pe bari move kar k stop karay uss waqt trade open karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen lekin agar market profit denay ki full position men ho tu phir time zaiya nah karen balkay decision karen aur achi trade open kar k achi earning hasil karnay ki koshish karen
        • #5 Collapse

          Re: Waqt Samjhana Aqal Mandi Hay?

          Sahi waqt pay sahi faisla lainay waley he kaamyab hotay hain. Forex trading mai bhi market watch kay doraan bohat say aisay moqay atey hain jab traders ko faisla kerna hota hai laikin faisla kernay mai dair ker dainay say woh moqa zaya hojata hai aur phir dair say faisla ziada ter loss bhi day daita hai. Jo traders market mai trading kertay huay waqt ki ehmiat ko samajh laitay hain woh bohat kaamyab bhi ho jatey hain. Traders ko chaiye demo trading kay doraan inn baatoo ko samjhain aur seekhain takay real trading mai kisi kisam ka masla na baney. Ziada ter market fundamental movements he kerti hai jiss kay liye traders ko hamesha iss baat ka khayaal rakhna chaiye kay waqt pay trends ko daikh lain aur analysis ker kay apni position lainay kay liye pehlay say tayyaar raha karain. Jo traders waqt ko samajh laitay hain wohi traders aqal and hotay hain aur kaamyab bhi rehtay hain
          • #6 Collapse

            Re: Waqt Samjhana Aqal Mandi Hay?

            agar aap market ki movement ko samajh kar trading karte hain tab hi aap profit hasil kar sakte hain market ke movement Ko samajhne ke liye apke pass knowledge ka hona bahut zaruri hai jab aapke pass knowledge ho ga tab hai ap market ki movement ko understand kar sakte hain ke market is waqt up trend mein move kar rahi hai yah down trend mein move kar rahi hai yah side mein jab aapko market ki condition samaj a jaenge tab hi aap market ke right direction mein trade open karke profit hasil kar sakte hain iske alava agar aap loss se bachana chahte Hain to aap ho market mein alert rahana hoga jab aap alert rahenge to aap right time right decision lekar loss se bach sakte hain aur apne profit ko bhi zaya hone se bacha sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Waqt Samjhana Aqal Mandi Hay?

              janab jahan tak waqt ka taulq hai mairay khiyal say ap is market main time management ki baat kar rahay hain jo kai yakeenan buhat important hai is market main aur time management ki waja say hi hum is market ko sahi tareekay say samajh bhi saktay hain aur osron ko bhi achi guide line day saktay hain becasue jab hum proper time management kai sath is market ko time dayn gay aur proper time per trade laga kar close karain gay tu humay is market main kamyabi hasil karnay say koi nai rook sakta lakin yeh kehna buhat asan hai lakin is per amal karna buhat mushkil hai lakin jo professional traders hain wo waqt ki ahmiyat ko buhaht achay tareekay say samajhtay hain is market main. isi tarhan time kai hisab say humay candle chart ko dhaikhna hota hai is market main q kai mostly traders short term ki trade main longer terms ki candles selct kar kai trades kar rahay hotay hai aur long term ki trade main short term candles jis ki waja say wo apnay desired result hasil nai kar patay aur loss karw kar isi market ko bura bhala keh kar chor daitay hain aur dosron ko bhi is market kai khilaf krtay hain jo kay na insaafi hai forex trading kai sath.
              • #8 Collapse

                Re: Waqt Samjhana Aqal Mandi Hay?

                Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men agar ziyada time invest karen gey tu forex trading ap ko ziyada faida dey ga iss liay koshish karen k forex trading men time ki achi investment karen aur koshish karen k daily base pe 6 se 8 hours zaroor forex trading men mehnat karen wesay tu forex trading men time ki koi pabandi nhi aur apni marzi se jab bhi jahan bhi jitna time milay trading kar saktay hen lekin market her waqt achi position men nhi hoti iss liay trading men jaldi nah karen balkay achay waqt ka wait karen aur her decision waqt pe karen aur proper time table bana kar kam karen aur 4 hours day time men aur 4 hours night time men trading karen tu bahut acha result hasil kar saktay hen lekin jo log forex trading men time ki achi investment kartay hen aur market k sath ziyada attach rahtay hen unn ka knowledge aur experience bhi increase hota hey aur trading updates bhi milti hen jiss se regular trading men kamyabi k ziyada chances hotay hen
                • #9 Collapse

                  Re: Waqt Samjhana Aqal Mandi Hay?

                  Assalamu Alaikum dear friend brother aapki baat bilkul theek hai Forex trading mein time ki bahut jyada important hai ki unke Forex trading co Jitna Jyada time Denge itni jaldi Kya Main abhi Hasil kar sakte hain aur Achcha profit Hasil kar sakte hain Forex trading Mein maarpeet Har Waqt profit dene ki position Mein Nahin Hoti isliye acche Waqt Ke Aage Karen aur job market ke site par Badi move Karke stop Karen use Waqt trade open karen to Jarur kamyabi Hasil kar sakte hain lekin Agar market profit Dene Ki ful position mein ho to time Jyada na Karen balki decision Karen aur acchi trade open karke chairman Hasil karne ki koshish karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Waqt Samjhana Aqal Mandi Hay?

                    dear ye bilkal sahi kaha hai ap ne hume is main zid nai krni hoti hai agr hume kisi trade main lose ho rha ha ur mazeed lose hone k chances hein tu phr hume is main hume samjdari se kam krna hota ha is main wohi log kameyab hote hein jo daily analysis ko fallow krte hein is main hume time k hisam se kam krna hota ha apni trade ko mazeed lose hone se bach e ja sakta ha agr hum dora mind se kam krein is main ap phaly chart ko fallow krein support and resistance ko fallow krein gey tu phr asani se kameyab be ho sakte hein hume is main chart indicotor ko fallow krein daily is main kam krein is main eik time table set krein tu os main hume kam krne main asani hon gey tu phr asani se kameyab be ho sakte hein daily acha kam krein is business main
                    :1f60d: hard work :1f60d:
                    • #11 Collapse

                      Re: Waqt Samjhana Aqal Mandi Hay?

                      Dear ap ki bat se agree karta hon ap ne dekha hoga market mein kuch traders aisy hoty hain jo serius ni hoty wo dil laga k kam ni kar rahy hoty aur isi waja se wo loss uthaty hain aur phir forex chor jaty hain tu dear is tarah time waste hota hai agar forex trading se acha profit kamana hai aur acha trader banna hai tu time se he trading seekhni chahye aur serious ho kar kam karna chahye aik time table bana k kam karna chahye kyun k forex trading aisa buisness hai jis mein apko kahin bhi jany ki zaroorat ni hai ap ghar beth kar baghair investment k paisa kama sakty hain is liye koi bhi new trader agar meri post parhy tu wo abhi se he forex mein mehnat karyn aur achi learning hasil karyn aur hard working k sath trading seekhyn ta k aik dafa seekhny k bad wo aram se ghar bethy profit kamaty rahyn aur kuch forum members is liye serius ni hoty kyun k is mein inki apni investment ni hoti bonus account hota hai aur agar wash ho gaya tu khair hai but mery khayal mein aisy trader apna waqt zaya kar rahy hain ham sab ko chahye k agar forex mein kam karny ka paka irada hai tu pehly in time kam seekhyn aur forever profit kamaty rahyn
                      • #12 Collapse

                        Re: Waqt Samjhana Aqal Mandi Hay?

                        Dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai Forex profitable or trustable business Hai jismein Hamari mehnat Hamen is Kabil banaa deti hai ki Ham Forex ko join karne ke bad Ghar Baithe hi acchi earning Hasil kar sakte hain for Jaisa business Puri Duniya Mein Koi Aur Nahin Hai yah onley Van business hai jo ki puri duniya mein aapko best opportunities provide karta hai jinko aap avail Karke Apne trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain agar aap Forex Mein acchi trading karna chahte hain to aapko Apne time ko Forex Mein soend karna hoga Jitna aap Forex Mein Apna time spend Karenge utna hi aap Forex Mein acche earning Hasil kar sakte hain agar aap apne time Ko Kisi Aise Social Work Mein ya social media Mein spend Karenge to aap aap kabhi bhi Apne time ko profitable Nahin banaenge naahi aap apne time ka Sahi use Karenge aapke time ka Sahi use Forex Mein kam karna hi hai jisse aap apne time se hi earning Hasil kar sakte hain Jitna Forex ko time Denge utna hi Forex aapko earning dene ke a moky aapko dega
                        • #13 Collapse

                          Re: Waqt Samjhana Aqal Mandi Hay?

                          Bilkul aapane sahi kaha hai hamen waqt per trading understand karni chahie aur trade lene se pahle hamen Management kar leni chahie apne tradekey complete study karni chahie market ka trade maloom karna chahie aur candlestick chart pattern mein trading market ki history dekhni chahie current situation ko follow karna chahie aur trend ko identify karte hue market mein kaam karna hi professional trading members ki pahchan hai agar aap trading market mein acche indicated istemal karoge jaisa ke relative strength index indicator hai ya dynamic momentum index indicator hai ya indicator aapko short term trading mein help dete hain aur aapko madad provide karte hain ki aap yahan per trading karo aur pending order bhi use kar sakte ho aur reversal trading strategy bhi banaa sakte ho
                          • #14 Collapse

                            Re: Waqt Samjhana Aqal Mandi Hay?

                            Munasib Waqt ko value dena aqal mandi ha :
                            Forex mei achi skills achi learning tabhi haasil hoti hain jab forex mei time ko munasib value do gay achi tarah work karo gay ye bat such hai jo log waqt ko zaya kartay hain wo kabhi agay nahe barhtay or jo waqt ko achi tarha utilize kartey hain waqt bhi unka sath deyta hai or wohei log kamyab bhi hotey hain waqt per agar hum sanmbhal jae tou isi me he humara faida hai or agar hum waqt ko zaya kartey rahengay tou is sy humein nuqsan hoga bohot isliye khyte hain waqt bohot qeemti hai isko kabhi bhi waste nahe karna chahiyea or achi tarha sy utilize karna chahiye or kamyab honey ki koshish karni chahiye agar hum waqt ko sahi tarha use karen gay tou he kamyab hon gey.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Waqt Samjhana Aqal Mandi Hay?

                              Assalamu Alaikum dear friend Sahi Waqt per Sahi Faisla Lene Wale hi Kamyab hote hain Forex trading mein bhi marketwatch ke dauran bahut se Aise mauke Aate Hain Jab tere ko Faisla karna hota hai lekin Faisla karne mein der kar Dene Se vah mauka Aaya ho jata hai aur FIR der se Faisla jyadatar log bhi de deta hai jo traders market Mein trading karte hue Waqt ki ahmiyat ko samajh lete hain vah bahut Kamyab ho Jate Hain traders ko chahie demo trading ke dauran ine Baton ko Samjho aur synthetic Ariel trading main Kisi kam Kishan ka masala na Bane jyadatar market fundamental moments hi Karti Hai Jiske Liye traded ko Hamesha is Baat Ka Dhyan Rakhna chahie ke Waqt Patra friends ko dekh le aur analysis karne apni position lene ke liye Pahle Se taiyar Rahen Raha Karen Jo trade Waqt Ko samajh lete hain Wohi uncle and hote hain aur kamyabi rahte hain aur successful bhi ho Jaate Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X