Trade Se Zid Na Karein.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trade Se Zid Na Karein.

    G han dear ap ne theak kaha hai hamyn loss wali situation mein jab trend hamary against chal raha ho tu trade se zid ni laga leni chahye k loss se profit mein aa jaye tu is situation se bachny k liye sab se acha mashwara ye hai k ap jab bhi trade lagayn tu sath stop loss must lagaya karyn ta k agar market ap k mukhalif jati hai tu kam loss mein apki trade close ho jaye kyun k forex trading online market hai is mein ap ne dekha hoga k market ka trend change hony mein pata ni chalta aur kisi bhi time ap ki trade loss mein ja sakti hai is liye stop loss laga k zyada loss se bacha ja sakta hai aur is k ilawa dear trading mein emotional mat hon agar ap ki trade loss mein chali jati hai market ka trend change ho jata hai tu ap wait na karyn aur na jazbati hon k market dobara apki favour mein aye gi aur na lalach mein paryn aur thory loss mein trade close kar k koi new entry ly kar apna loss recover kar sakty hain lekin aik trade loss mein hold karny se mazeed loss bhi hota hai aur time bhi zaya hota hai is liye time bahut qeemti hai time ko zaya hony se bachayn aur agar trend change ho kar ap k against aa gaya hai tu kam loss mein close kar dyn ya agar ap ka experience hai aur ap ne hedging strategy p kam kiya hai tu double lot k sath hedge kar k ap profit earn kar sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trade Se Zid Na Karein.

      Bilkul aapki baat theek hai trade se zid nahin karni chahie jab aapko market ki samajh na aaye to aap baith kar lo aur intezar achcha hota hai trading karne ke liye market ki understanding honi chahie aur aapko maloom hona chahie ki hamen bullish trade leni hai ya biresh trade open karni hai aapko yah bhi samajh honi chahie independent trading karna professional approach hoti hai trading market mein positive approach rakhna hi kamyabi hai Forex trading market mein agar aapke pass knowledge hai to usko planning ke sath apply karo aur candle chart ko study karo understand karo pending order use karo indicator istemal karte hue trading market mein trading karo aapko pata hai ki hum trading ke liye apna trading approach behtarin rakhenge to hamen kamyabi milegi
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Har roz market aik jaisi nahi hoti hai. Kabi market bearish, kabi bullish or kabi stable hoti hai. esleye har din market mai entry laina theek nahi hota hai. ap ko jab analysis kay mutabiq entry point nahi mil raha hota hai tu ap ko pareshan nahi hona cheye. ap ko sahi time ka wait karna cheye.Us kay bad he ap apni trade kar kay faida hasil kar sakty hain.Esleye koshish karain kay jab be ap trade karain. us kay leye zarori hai ap kay pas proper analysis kar kay phir us kay bad he trade kar kay faida hasil kar sakty hain.

        اب آن لائن

        Working...
        X