support and resistance horizontal line wali use karni chahie ya area zone mark kare?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    support and resistance horizontal line wali use karni chahie ya area zone mark kare?
    kuch traders horizontal line kay zariey support and resistance chart par lagatay hain or kuch traders support and resistance area zone kay zariey identify kartay hain tu in me se best konsi hain line ya area zone?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: support and resistance horizontal line wali use karni chahie ya area zone mark ka

    Assalamu Alaikum dear Forex trading member aapko maloom hona chahie ki hamen Forex trading market mein technical and fundamental analysis use karna chahie aur support and resistance use karte hue kam karna hoga agar aapko market mein trading ke liye perfect indicated and oscillators use karne hain to aapko horizontal lines use karna hogi aur aapko candlesticks pattern de use karna hoga agar aapane supply and demand to unko follow karna hai to aapko area mark karna hota hai aur zonal decision lena hota hai Forex trading market mein aapke pass agar sentimental anil se hoga bhi to aap ismein important factors for study karte hue kam kar sakogi aur trading market mein independent hokar successful ho sakoge aapko maloom hona chahie ki Forex trading market mein hamen study karne ke liye perfect analysis bhi chahie aur demo account mein practis ke sath sath hamen emotional control bhi hona chahie
    • #3 Collapse

      Re: support and resistance horizontal line wali use karni chahie ya area zone mark ka

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
      kuch traders horizontal line kay zariey support and resistance chart par lagatay hain or kuch traders support and resistance area zone kay zariey identify kartay hain tu in me se best konsi hain line ya area zone?
      Dear resistance aor support level ap agar horizental line wali use kar rahy hai to aus par ap ko wait karna chaye jab market waha par koi canlde stick pattern bana dy aus k baad ap aus par trade kary tab ap ko aus par kafi zayda faida ho jata hai ap agr ais market mai dekh rahy hai k aisa area hai jaha par bahot zayda area hai to waha par ap resistance aor support zone bana skaty hai aus se ap ko achi trade mil jati hai ais mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko ais mai atna hi zayda fadia ho jata hai ais market mai ap k analysis par hi ap ka profit depend kar raha hota hai ais mai ap jitna zayda acha kaam kary gay ap ko atna hi zayda faida ho ga ais market mai ap ki mehnat hoti hai aus k hisab se ap ko ais mai bonus milta hai.
      • #4 Collapse

        Re: support and resistance horizontal line wali use karni chahie ya area zone mark ka

        support aur resistance aik tara ki nahi hoti hai wo verticaly bhi ho sakti hai aur horizontaly bhi ho sakti hai aur trend line ki bhi ho sakti hai har support aur resistance ki apni he bat hoti hai jis say wo apni strength zahir karti hai is lea ap ko har tarah sya support aur resistance ko lgana ana chahye kyon ky market hamesh aik jesi nahi chalti hai market main movement change ho kar hoti ha hai jis ko samjhny ky lea ap ky pas har tara ka tools hona chahye es lea support aur resistance fibo level ki bhi hoti hai jis ko baz trader lazer focused samjhty hain aur wo bohut he yakeen karty hain fibo ky level ko aur kuch trader pivot ko bhi as support aur resistance lay kar chalty hain is lea hamain har method maloom hona chahye ta ky ham market ko har tara say pridict kar sakain aur is ki har bad movement say bach skaian.
        • #5 Collapse

          Re: support and resistance horizontal line wali use karni chahie ya area zone mark ka

          dear ye hamre per depends krta ai k hum kis cheez main zada interested hein agr hum hprizontal ko fallow krna hai tu mere khiyal main hume os main zada wait krna parta ha ur agr ap area zone mark krte hein tu wo ap k liye best ha dear is main hume wo kam krna chaiye is main hume asani se knowledge mil sakta ha hume is main daily kam krna hota trading se phalu eik time table set krna chaiye ur phr hume os k mutabiq kam krte rehna chaiye is main daily kam krein agr ap ka work acha hoga tu asani se kameyab be ho sakte heinis main sab se phaly hume tecnical analysis ur fundamental analysis ko fallow kr work krna hota ha chat ko fallow kr kam krein phr support and resistance ko fallow krein gey tu asani se kameayb be ho sakte hein
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #6 Collapse

            Re: support and resistance horizontal line wali use karni chahie ya area zone mark ka

            supporte and resistance ko follw karna harmy lia bahot hi zarori hota hai agar supporte and resistance nahi ban rha hai to phir ham ko chart pettren ka follow karna zarori hota hai agar chart pettren bhe nahi ban rha hai to phir ham trand line ko follow kart hain agar trand bhe na ban rha ho to phir hamry lia behter hai k ham wait kar ley kiun k markeets hamry lia 24 ghanty achi ahi hoti hai ham ko ik achy moka ki talsha karni chahi hai os k bad hi ham ko koi faisla lina chahi hai supporte and resistance sey ham ko bahot ziuada help milti hai .jis ka ap picture main dekh skty hain .agr ap ko minimum 2 supporte mil rhi hun or 2 resistance mil rhy ho to ap k lia acha moka hai ap idhar traide laga skty hain or ik acha profit nikal skty hain .

            Click image for larger version

Name:	s and r.PNG
Views:	2
Size:	27.8 کلوبائٹ
ID:	12326884
            information for Beginners
            Complete Forex Knowledge
            • #7 Collapse

              Re: support and resistance horizontal line wali use karni chahie ya area zone mark ka

              Support and resistance ko follow karna Hamare liye bahut hi Jaruri hota hai agar support and resistance Nahin ban raha hai To fir Ham Ko chat Patan ko follow karna padta Jaruri hota hai agar chart pattern bhi nahin ban raha hai To fir Ham trendline Ko follow karte hain Agar trend Bhi Na Ban raha ho to Fir Hamare liye behtar hai ki Hamen vate kar le Kyunki market Hamare liye 24 ghante acchi acchi Hoti Hai Ham Ko Ek Achcha mauka Ki Talash Karni chahie Uske bad hi Humko Faisla Lena chahie aur iske liye Hamen ek time table set karna chahie aur FIR Ham Uske mutabik kam Karte Rahana chahie ismein Delhi kam Karen aap ka work Achcha hoga to aasani se kamyabi bhi ho sakte hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                kuch traders horizontal line kay zariey support and resistance chart par lagatay hain or kuch traders support and resistance area zone kay zariey identify kartay hain tu in me se best konsi hain line ya area zone?
                Dear support or resistance ki jo value ap nay find ki hoti hai un ko chart pay draw karty hain tu woh price ki aik range hoti hai jo ap ko trend line ki madad sy ap ko chose karna hoti hai or es tarha ap us value mai trade kar kay apni earning ko increase kar sakty hain. Ap jab tak esi zone mai different indicator ko chose kar kay trend find kar kay mazeed apni trade ko secure kar kay earning kar sakty hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X