Bollinger Band Indicator ko kon se time frame mai use karna chaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bollinger Band Indicator ko kon se time frame mai use karna chaye?
    Dear humry pass ais market mai bahot sary indicators hai jin ko hum use kar skaty hai aor ais market mai trade laga skaty hai ap ko ais mai agar bollinger band use karna ho trade lagany k liay to ais k liay hum ko kon sa time frame use karna ho ga jis se hum ko acha result mil jaye ais mai hum ko kaisy achi trade mil jaye gi ais ki setting kaisy rakhy gay jis se hum ko bollinger band par acha result mily ga kai ye sary time frames par aik jaisa result deta hai ais ki sari details share kary ta k ais ko nazar mai rakh k hum apni trading strategy bana ley aor ais market mai acha kaam kary.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bollinger Band Indicator ko kon se time frame mai use karna chaye?

    dear bollinger band wo indicators ha jo kay ap ko short time frame main bhi best result farhaam karta ha ager ap bollinger bands ko use kartay hain tu ap kay liey best time 15 minutes 30 minutes or 1hours ka time frame best rehay gay ager ap is se big time frame ka use karay gay tu ap ki trades ko target tak phonchnay me kafi days se kar weeks bhi lag sakte hain laikin ager ap bollinger bands ko jo 30 minutes or 1 hours main use kartay hain tu ap ko behtreen signal milte hain jin par ap trades open kar kay profit earn kar sakte hain
    bollinger band ko ap 50 ki value par bhi use kar sakte hain or 25 par bhi use kar sakte hain yeh dono ap ko best result de gi
    • #3 Collapse

      Re: Bollinger Band Indicator ko kon se time frame mai use karna chaye?

      yes bilkal sahi kaha hai ap ne market ko fallow krne k liye bohat se indicotor hote hein har koi apni marsi se indicotor ko use krna ha dear is market main kameyab hone k liye hume pta hona lazmi ha k agr hum is main menat krien gey tab hi kameyab ho sakte hein bhgir menat k is main kahbi kameyabi hume hasil nai hoti ha bollinger indicotor ko fallow krne se hume market ka acha knowledge mil sakta ha is ko fallow krne k liye hume eik best tie frame ki zahrorat hoti ha dear is main hume knowledge mil jata ha ye hum par depends krta ha k hum is ka kis tra se istamal krte hein is main hume khud mind ka use kr k knowledge se faida hasil krna chaiye
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Bollinger Band Indicator ko kon se time frame mai use karna chaye?

        14 range pixel ke jo bollinger bands hain agar aap ki strategy Hasil karna chahte ho unko analyse karna chahte ho to uske liye Jo aapke pass chat frame Hai vah H4 D1 1 aur M30 Ka Hona bahut important hai agar aapko and Mein Ek Hi strategy lock a raha hai ki time from main market ek hi direction Ka Pata batata Hai Jaan Tu bullish to bearish to market definitely Usi trend Mein Karega Mera To Yahi Kahana hai ki aur Main vaise bhi n chart frame ko prefer karta hun bollinger band Ki analysis ke liye .
        Aur vaise bhi jo bolunga bands Hai vah Hamesha Se Hi market ki confirm movement mostly batate hain lekin Unki status different hoti hai ki middle band kahan per touch kar raha hai top edge pe jo band available hai vah kahan per hai aur jo button Mein Band Hai vah Kahan per move kar raha hai unke aap layers aur unke curved space Ko Dekhkar asana ke sath analysis kar sakte ho....
        Visit My Profile
        • #5 Collapse

          Re: Bollinger Band Indicator ko kon se time frame mai use karna chaye?

          Real Forex trading main aapko bahut Sare indicators Milte Hain aur bahut Sare indicators different kam karte hain agar aap ko bullinger paint indicator per kam karna hai to aapko chahie ki aap usmein for Ujjwala time frame use Karen yah handiwal timeframe use Karen Kyunki aap bulaen Japan per jab kaam karte hain to aapko usmein timeframe ke liye bahut jyada care karna padta hai Kyunki jab tak aap Sahi time frame use Nahin Karenge use time tak aapko Achcha indicator koi bhi acchi trade Nahin De sakta hai jo aap Jaise Jaise Apna tajurba Hasil Karte Jaate Hain vaise hi aapko indicator ke sath sath Apne anaras ki ki Maharaj per bhi Hasil hoti jaati hai aur Jaise aap indicators per kam karte hain vaise aapka trust aapki Apne analysis per Bhi Jyada Hota jata hai aur aap acche analysis kar sakte hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Bollinger Band Indicator ko kon se time frame mai use karna chaye?

            Bollinger band indicators mai asal mai market ki volatility ko measure kertay hain. Market kay up trends, down trends aur break outs ka pata laganay kay liye inn ka use kia Jata hai. Bollinger band ko big aur professional traders ziada use kertay hain kiyu kay iss mai uss waqt takk achi postions ka pata nahi chall pata jabb tak long term trading na kerni ho. Small traders kay liye iss kay results ko reliable nahi samjha Jata kiyu bollinger band bantay he big time frames mai hain jaha unn kay results accurate hotay hain. Bollinger bands tools say market ki over bought aur over sold conditions ka bhi pata chalta hai laikin bollinger bands ki accuracy kisi achay indicator kay baghair sahi nahi samjhi jaati hai. Bollinger band ko small traders agr M15, M30 ya H1 mai apply ker lain tou kuch ideas mill saktay hain jinn say apni trades kay open aur close points ka pata chall sakta hai

            اب آن لائن

            Working...
            X