candle stick pattren ham ko kise time frame main behter result dita hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    candle stick pattren ham ko kise time frame main behter result dita hai ?
    asslam.o.alaikum
    mera ap sub sey ik sawal hai k candle stick pattren jo ham karty hain mukhlif pair ka, to wo ham ko kise timeframe main karna chahi hai jo k hamry lia ziada faida mand ho ??
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: candle stick pattren ham ko kise time frame main behter result dita hai ?

    Dear forex friends aap ko maloom hona chahie ki candlestick chart pattern japanese chahat hai jisko bahut purane se use kiya jata tha business management ke liye use kray jaty main market ki movement ko manipulate kea jata hai aur different prices ki price action ko bhi dekha ja sakta hai aur andar send kiya ja sakta hai aapko maloom hai ki uski different types aur major 12 price high candlestick chart pattern ki jis mein candle candle kaha jata hai morning star candle bhi hoti hai iske alava hi mein hota hai teen baar hoti hai inverted hammer hota hai aur different patterns used hote hain jinko harmonic pattern engulfing pattern kaha jata hai candlestick chart pattern se aap market ki support and resistance ko study kar sakte ho aur trade entry and exit ke liye use kar sakte ho stop loss and take profit lagana ho to aap candlestick pattern per hi lagate ho aapko moving average bhi candlestick chart pattern se bhi laga ke study karni hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: candle stick pattren ham ko kise time frame main behter result dita hai ?

      candlestick strategy ya ager ap price action strategy ka use karna chahte hain tu os kay liey best time frame 1 hours 4 hours or d1 ka time frame sub se best ha ager ap small time frame like 30 minutes 15 minutes 5 minutes me use kartay hain analysis karne me tu ap ko zeyda acha result nehi milay ga is ki kafi reason hain mostly reason yeh kay kay small time frame me market ki movement ko dekha jaye tu boht zeyda dificult hoti ha price stuck hoti hain os kay bad boht zeyda volatility a jati ha or market ki movement ko theek pridiction nehi hoti ha
      small time frame me ap ko weak trend milte hain jis se loss hota ha
      big time frame me ap ko price action ki strategy ka use kar sakte hain like pinbar jo kay kafi effective hoti hain small time frame ki nisbat isliey ap ko big time frame like 1 hours 4 hours ya is se above time frame ka use karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: candle stick pattren ham ko kise time frame main behter result dita hai ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
        asslam.o.alaikum
        mera ap sub sey ik sawal hai k candle stick pattren jo ham karty hain mukhlif pair ka, to wo ham ko kise timeframe main karna chahi hai jo k hamry lia ziada faida mand ho ??
        Dear candle stick patterns ap ko her time frame mai acha result dety hai ap ne agar ain ki accuracy k hisab se kaam karna hai to ap ko ye pattern jab resisatncae aor support level par trade dy to aus k baad hi ap ais market mai trade lagaye ais se ap ko kafi zayda faida ho jata hai ais mai ap agar trade lagaty hai to ap ko ais mai confirmation mil jati hai jis ko ap agar dekhy to ap ko aus par acha result mil jata hai ap ais market mai agar trade lagaty hai to ap ko ais mai aisa time frame use karna chaye jo ap apni trading strategy k hisab se use kar rahy ho aus k baad ap ais mai jab candle stick ko dekh k trade lagaty hai to aus mai ap ko confirmation ka wait karna chaye tab hi ap ko ais mai acha result milta hai.
        • #5 Collapse

          Re: candle stick pattren ham ko kise time frame main behter result dita hai ?

          Candlestick chart pattern aik graphic presentation ka naam hai jo market ki movement ko graph chart pay show kerti hai. Candlestick chart pattern kisi khaas time frame kay liye nahi banaya Gaya hai aur na he iss ka time frames kay saath aisa koi connection hai. Candlestick chart pattern pay koi bhi time frame apply ker kay market ki movement ko daikha jaa sakta hai. Kiyu kay forex market mai her waqt business ho raha hota hai jiss say motions bann rahey hotay hain aur unn motions ko daikhnay kay liye Candlestick chart pattern 3 basic patterns mai say aik hai. Candlestick chart pattern mai kuch aisi cheezain hain jinhain Agar samajh lia jaey tou bohat faida ho sakta hai. Candles ki shapes market movement kay saath saath market behaviors ko bhi define kerti hain. Jaisay hanging man aur hammer man candles hain jo kay bullish ya bearish behaviors ka Bata rahi hoti hain issi tarah continuation ki candles shapes hain. Traders Agar Candlestick pattern ko seekh lain tou kisi indicator kay baghair kaamyab trading ker saktay hain
          • #6 Collapse

            Re: candle stick pattren ham ko kise time frame main behter result dita hai ?

            Kindly stick chat Patan ak girphic presentation ka naam hai jo market ki movement ko chat per show Karti Hai candlestick chart Patan Kisi Khas timeframe ke liye Nahin Banaya Gaya Hai Aur na hi iska timeframe ke sath Aisa Koi connection Hai candlestick chart pattern per koi bhi timeframe FB Karke market ki movement Ko Dekha Ja sakta hai Kyunki forex market Mein Har Waqt business ho raha hai jisse mission Ban rahe hain aur UN mission ko dekhne ke liye candlestick chart pattern three basic patterns main Kuchh Aisi chijen Hain Dinesh Samjha Jaaye bahut fayda ho sakta hai kindly stick pattern of Kohar time frame Mein Achcha result deta hai aapane agar Inki currency ke hisab se kam karna hai to aapko yah Patan Jab resistance aur support level per trade De to Uske bad hi aap is market Mein train lagaen isase aapko Kafi jyada fayda ho jata hai
            • #7 Collapse

              Re: candle stick pattren ham ko kise time frame main behter result dita hai ?

              Yah Mere Bhai aapane bilkul theek hai ki Hamen Agar candle Se Ki Baton ko Ham follow karne To Hamen Forex trading Mein Koi Bhi Na kam hone se koi nahin rok sakta aur Hamesha profit hi Karenge Mere Khyal se Agar Ham Kisi Ko samajh Nahin to Kisi Aur indicator single ko samajhne ki jarurat Nahin Hai candlestick pattern ke andar hi market ki situation Chhupi Hui hoti hai agar Hum usko acche tarike se padh len to Vahi Hamen Bata Dega ki market connected kya hone wala hai ISI ke andar submarket ki situation maujud hai
              • #8 Collapse

                Re: candle stick pattren ham ko kise time frame main behter result dita hai ?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
                asslam.o.alaikum
                mera ap sub sey ik sawal hai k candle stick pattren jo ham karty hain mukhlif pair ka, to wo ham ko kise timeframe main karna chahi hai jo k hamry lia ziada faida mand ho ??
                Forex trading main jtna bara time frame istamal karny gy to us ki candles itni perfect hon ge or acha result dan ge jab hum small time frame istamal karny gy to humy to is main trading itni perfect ni hoti ha par small time frame main tohri dar k ley trading both ache ho sakti ha is ley humy chae ha k hum apni trading ko behtar karny agr hum ny Short term trading karni ha to is k ley phr small time frame istamal karna ho ga jab k hum long term trading karni ha to bara time frame istamal karna ho ga jis sy humy ziada fayda ho sakta ja har time frame main us k hessab sy candles banti han or apni movement karti ha is ley humy apni trading strategy or planning k mutabiq trading kar k kamyab ho sakty han is ley humy time frame ko ziada sy ziada samj k istamal karna ho ga jin sy hum behtar trading kar k kamyab ho saken gy
                • #9 Collapse

                  Re: candle stick pattren ham ko kise time frame main behter result dita hai ?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
                  asslam.o.alaikum
                  mera ap sub sey ik sawal hai k candle stick pattren jo ham karty hain mukhlif pair ka, to wo ham ko kise timeframe main karna chahi hai jo k hamry lia ziada faida mand ho ??
                  Bhai jana hai aapki baat bilkul theek hai Forex trading business se ek bahut hi Jabardast business hai agar Ham ismein kamyabi Hasil karna chahte hain to sabse pahle market ko acche tarike se analyse karna sikhana hoga aur mere sale aur experience ke mutabik sabse Jabardast aur Aasan Tarika jisse Ham market ko technical analysis kar sakte hain vah candlestick pattern ke jariye se hota hai agar aap candlestick patterns Encyclopaedia ko rate Karte Hain To bahut jaldi hi aap ko samajh jaati hai ki agar market ki movement is type ki pattern Mein Hui to aap ko market ki next moment Kaise milane wali hai isliye Main To Yahi kahunga ki aapka industry Encyclopaedia ko acche tarike se read Karen bahut Sare log bar chart aur line chart per bhi kam karte hain lekin Mere Khyal Mein yah theek Nahin Hai
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                  • #10 Collapse

                    Re: candle stick pattren ham ko kise time frame main behter result dita hai ?

                    Candlestick chart pattern har time frame me reliable aur powerful result de sakta hay magar real aur major trend ki conformation agar mil sakti hay to ye large time frame me hamy candlestick chart pattern ka jaiza lena ho ga, candles be market ki moving average, price action, low and high ko define karty hey aur ye information jetni large time frame me hasil ho saky es ka result small time frame se zeyada acha ho sakta hay, agar 1 hour ka time frame deka jaye to es me 1 candle 1 hour key time me banta hay agar ye bullish candle ho ga to ye market ki movement average aur low and high price ko 1 hour me hi define kar raha hota hay jo key 1 tarha se bullish trend ka indication hi hota hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: candle stick pattren ham ko kise time frame main behter result dita hai ?

                      Candle stick kai patteren kai time frame ka taluq ap ki short term aur long term trade kai sath hota hai becasue agar ap long term trading karna chahtaya hian tu ap ko zaida time frame ki candle stick set kar kai analuysis karna chahiyay aur agar ap short term trades karna chahtay hain tu ap ko 30 min ya one hour ki candle per analysis karna parta hai tu yeh sub ap ki apni choice per depend krta hai kai ap kis kisam ki trading krna chahtay hain aur kitni jaldi is market say profit earn karna chahtay hain. agar ap risk taker hain aur loss ko bear kar saktay hain tu main kahon ga kai ap ko short term trade karni chahiyay aur candle stick main 1 hour ya maximum 4 hour ki candle stick ko hi set karna chahiyay lakin agar ap risk lainay say dartay hain aur risk free trading karna chahtay hain tu ap ko 1 day ya 1 week ki candle stick kai patteren ko follow karna chahiyay takay ap long term trading kar sakain jo kai short term trading ki nisbat less risky hoti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: candle stick pattren ham ko kise time frame main behter result dita hai ?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
                        asslam.o.alaikum
                        mera ap sub sey ik sawal hai k candle stick pattren jo ham karty hain mukhlif pair ka, to wo ham ko kise timeframe main karna chahi hai jo k hamry lia ziada faida mand ho ??
                        Agar aap candlestick pattern se karna chahte hain to aapko chahie kya aap candlestick pattern ko different timeframes Mein Dekhen Jab aap different timeframes mein likhoge to aapko market ke train ka exact pata chal Jaega Agar market ka trend different time frames Mein sev hota hai to aapko confirm ho jaega ki market ka trend yahi hai lekin Nagar Market ka trend different time frames made different hota hai tu to aapko samajh Jana chahie ki market apne trend ko change kar sakti hai
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Janab ap nay candlestick ko jab chart pay draw karain gy tu ap ko us time mai time frame jab chose karty ho tu har candle ko jo time frame chose karty ho woh us ka high ya low batati hai. esleye ap pay zarori hai kay ap jo candlestick ko chose kar rahy hain woh ap ko trend nahi daiti hai. Ap ko saih trend tab milta hai jab ap us pay pattern find karty hain or esleye zarori hai kay ap apny trading mai pattern ko find karna or trend line chart pay draw karna janty ho jis sy ap achi trading skills ki madad sy trade kar sakty hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X