jaiza: Solid trading plan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: Solid trading plan
    Trading ka plan etna solid aur powerful hona chaye key agar market me un ko loss be face karna pard jaye to kesi na kesi tarha se wo es ko recover karny aur per se trades ko profit me convert karny me kamyab ho jaye,

    sab se acha trading plan ye hota hay key traders news ki ehmeyat ko samaj len es key baghir trades open karny ka decision hamesha hi ghalat sabit ho sakta hay, es key bad 2nd step par traders ko technical analysis ko ehmeyat dena ho gi aur yahi nahi traders ko es bat ka be khayal rakna chaye key un ko enta loss na ho key wo loss ki recovery karny key ley hedge trading na kar saken.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: Solid trading plan

    Dear member aap bilkul sahi kah rahe hain Forex trading Mein solid trading plan Vahi hota hai ki Jab Ham market Tum Ko acchi Tarah Se samajh sakte hain Kyunki market ke according hi Humne trading Kar Na Hoti Hai Iske alava Ham Jab market ko phone karte hain Toh Ham Forex Mein acchi trading kar sakte hain Iske alava Agar Ham news ko Samjho to bhi Hamen market ko samajhne ke liye ek strong signal mil Jaate Hain jisse Ham Apne trading co best kar sakte hain aur accha profit Le sakte hain isliye Har trader ke liye solid trading plan yahi hai ki aapko aapki printing mail sauce Na Ho Is Tarah Se planning Karen ki aap strong aur solid planning ke sath apni trading Karke market se profit Hasil Karke market se bahar a Jaaye Yahi Kamyab trader ki aur solid trading plan hai
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: Solid trading plan

      Solid trading plan bohat zaruri hota hai. Forex trading mai traders kay liye planning aur strategies ka bohat role hota hai. Jab tak aik acha plan na ho jo qaabil e ammal bhi ho uss waqt tak traders kay liye acha business bhi bohat mushkil hota hai aur Agar acha business nahi ho uss waqt tak achi earning nahi ki jaa sakti hai. Forex mai traders isi liye join kertay hain kay unhain unlimited earnings ho sakain laikin unhain iss baat ko bhi samajhna chaiye kay unlimited earnings kay liye home work bhi bohat ziada zaruri hai.

      Solid trading plan ka yehi Matlab hota hai kay traders apnay account ko iss Tarah utilize karain kay usay barhaya bhi jaa sakey aur iss kay saath saath uss say acha profit bhi ho sakey. Solid trading plan kay liye traders ko achi learning aur knowledge hona chaiye. Aur traders ko apnay skills aur experience ko bohat improve kerna chaiye
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: Solid trading plan

        aap nay sahi kaha forex market main jab koi bhi trader apni investment k sath kaam karta hay to us k pas itna solid trading plan hona chahiay k agar aik trade loss main chali bhi jati hay to dosri trade pichly loss ko bhi recover kar lay expert traders k pas aesay hi trading plans hotay hain jin ki waja say unhain trading main pareshani ka samna nai karna parta.

        Sab say behtar and acha trading plan yeh hota hay k ham jab trade karnay ka irada karen to jo pair select kar rahay hon us say related har qisam ki news market main daikhain, candlesticks ki movement ko sahi tarha say read karain and Support aur Resistance ko sahi say check karain analysis k liay different time frames ka istemal karen Technical and Fundamental analysis dono tarha say market ki movement ko observe karain aur phir jab trade open karain to best entry points pay karen agar loss ho b jay to us ko recover karny k liay hamry pas itna account balance hona chahiay ye mind main rakh kar trading karain hedging bhi best option hota hay loss ki soorat main laikan account balance hona bht zaruri hay us k liay
        If you work hard no body can stop you from success
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: Solid trading plan

          Dear member aapka solid trading plan Yahi Hoga Ki aap apni trading Aise Karen ki aapko aapki trading se loss Na Ho Har member ka trading method alag Hota Hai Jiski vajah se vah apni trading ability ka use karte hue Apna order Lagate Hain aur usmein trading karte hain aapka method koi bhi hai aapko chahie ki Apne trading us strtrategy ke sath Karen jisse aapko loss Na Ho Aur vah Chahe Koi Bhi trading planning ho aap ko loss Na Ho Aur aapko Har Surat hi profit ho isliye Agar Ham proper Forex ko planning kar kay Karen To Ham Forex Mein Achcha order Laga sakte hain aur Achcha profit Le sakte hain isliye sabse Behtar yahi hai ki Ham market ko Samajh Kar Uske Tamam movement ki acchi Tarah Se a analysis karne ke bad Apna order lagaen jisse Ham market ko follow karke aur Market ki trend line ko show karte hue Agar market ko find out Karen To Hamen Forex Mein acchi trade mil sakti hai jisse Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: Solid trading plan

            agar ham ik acha profit hasil karna chahty hain to hamry lia zarori hai k ham powerfull faisly ley or wo ham tab ley skty hain jab hamry pass ik acha knowledge hota hai without knowledge ham is main kabhe bhe success nahi ho skty hain agar ap ko traide ko lagana chahty hain to ap phily tmama pair ka analysis kary jo pair ap k apps k top main hai un main sey dekhy k kis pair k oper chart pttren ban rha hai ya acha analysis ho rha hai jab koi pair ap ko mil jayai isa jis k oper chart pettren ban rha ho to os k bad trand vaghair bhe check kar ley phir ap ney jo kam karna hai wo yeh hai k news dekhni hai os pair ki koi news to nehi hai next koch ghanto bad agar na ho to phir ap ik achi si plaining jis main sl tp,entry point ka faisla kar key traide ko opan kar skty hain ..
            information for Beginners
            Complete Forex Knowledge
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: Solid trading plan

              Trading members agar aapane Forex trading market mein solid plan banana hai to aapko kuchh factors ke bare mein complete information to honi chahie jaisa ke Forex trading market mein technical analysis ke bare mein aapko complete understanding honi chahie aapko Forex trading market mein fundamental sentimeter hai uske bare mein bhi information hogi tab aap solid trading plan banaa sakte ho aapko candlestick chart pattern study karna hota hai support and resistance use karte hue iske alava aapko indicators and oscillators ko bhi use karna hota hai agar aap pending order use karna chahte ho ya aap instant execution Forex trading market mein money management karna chahte ho apni trade mein stop loss aur take profit ke liye aapko lot size leverage ke accordingly ek solid plan banakar kam karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: Solid trading plan

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                Trading ka plan etna solid aur powerful hona chaye key agar market me un ko loss be face karna pard jaye to kesi na kesi tarha se wo es ko recover karny aur per se trades ko profit me convert karny me kamyab ho jaye,

                sab se acha trading plan ye hota hay key traders news ki ehmeyat ko samaj len es key baghir trades open karny ka decision hamesha hi ghalat sabit ho sakta hay, es key bad 2nd step par traders ko technical analysis ko ehmeyat dena ho gi aur yahi nahi traders ko es bat ka be khayal rakna chaye key un ko enta loss na ho key wo loss ki recovery karny key ley hedge trading na kar saken.
                Yes dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum agar ais market mai trade lagana chaty hai to humry pass acha trading plan hona chaye aus k baad hi hum ko ais market mai kamyabi hoti hai ap ne agar ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai acha trading plan bana lena chaye aus k baad hi ap ko ais market mai kamyabi milti hai ap ko ais market mai planing karni chaye aor aus k baad hi ap ko ais market mai kaam karny se faida hota hai ap ais market mai jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko apna trading plan strong krna ho ga tab hi ap ko zayda profit ho ga ap ais market mai jitni zayda ghaltian kary gay ap ko ais market mai atna hi zayda nuqsan ho ga.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: Solid trading plan

                  Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading aik bot bara or behad profitable business hy is m kamyab hona koi asan kam ni is m hamy bharpor mehnat k bad hi kamyabi milti hy ham is m tbi successful trading karty han jb ham trading ki achi planning karty han zyada tar traders planning k bagar trading karty han jis sy wo kbi b kamyab ni hoty mgr hamy chaiy k ham hmasha weekly planning karan q k week k 5 din ham trading karty han or baki 2 din market close hony ki wja sy hamy chuti hoti hy in 2 dino m ham apny pory week ki planning kr k successful trading k sath achi earning kr skty han planning m hamy news ko read karna or anylyses ko study krna bot zrori hota hy wasy to anylyses 3 qism k hoty han jin k bagar ham achi trading ni kar sakty mgr technical analysis ko agr ham study kr k trading karty han to wo hmary liay zyada faida mand hoty han
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: Solid trading plan

                    Assalamu Alaikum dear friend aapka solar training plan Yahi Hoga Ki aap apni trading Aise Karenge aapko aapki trading sale of Na Ho Har member card reading method alag Hota Hai Jiski vajah se vah apni trading ability ka use karte hue Apna order lagate ho hain aur usmein trading karte hain aapka method koi bhi hai aapko Chahe ke apni trading strategy ke sath Karen jisse aapko loss Na Ho Aur vah Chahe Koi Bhi trading planning ho aap bolo na ho aur aapko Har Surat hi profit ho isliye Agar Ham proper Forex ko planning Karke Karen To Ham Forex Mein Achcha order Laga sakte hain aur cprofit Le sakte hain isliye sabse behtarin yahi hai ki Ham market ko Samajh Kar Uske Tamam movement ki acchi Tarah Se analysis karne ke bad Apna order lagaen jisse Ham market ko follow karke aur maarpeet ki trendline ko show karte hue Agar market tco find out Karen To Hamen Forex Mein acchi trade mil sakti hai jisse Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain aur Kamyab ho sakte hain aur successful Businessman Ban sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: Solid trading plan

                      dear,forex markeet main planing ko sab say ziada aehmiat hoty hay,agar hamara koi bhi plan nai hay to ham khud bhi kisi kaam k nai hain,is liye forex markeet ko sab say pehlay zada say ziada learn karna chaye aur usk baad is main apnay knowledge k hisaaab say aisi planing karni chaye k jis say start main agar hamko lose bhi milta jaye to koi baat nai hay magar jub tak hamko ye confirmations na mil jayen k ab ham markeet ko samjh chukkay hain to tab hamko apnay account ko daikhtay huvay koi aisi planing karni chaye jis say hamko kam say kam risk laina behtar hay aur kam say kam trading karna behtar hay,jis say hamko agar earning kam bhi milty hay to koi baat nai hay laikin hamaray pass aik aisi planing honi chaye jis say hamko har din k hisaaab say achi earning bhi milay aur sath achi learning bhi milty jaye.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: Solid trading plan

                        Yes. Solid planning bohat bohat important hay forex me kam kerne or kamyaab hone ke liye. Jese ke apne bilkul trading plan itna strong ho itna dam ho trading plan me ke hum loss me jane ke bad come back kar sakein loss ko recover kar sakein.
                        Magar me manta hoon ke forex mein storng or solid plans ke sath sath ye bhi plan karein ke huge loss na hone paye matlab ke risk itna lein ke loss itna hone dein ke recovery ho sakey nakey humara account wash hojye ya kisi kam ka na rahey.
                        Baqj trading new se up to date rehna or fundamental analysis kerna bhi planning ka hissa hay.
                        Lalach nai karengy risk itne lengy jitna face kar skengy tab hee plans kam karte hain recovery ya acha profit hota hay werna ya sab planning or analysis lalach ke agye fail hay.
                        # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X