moving average kiya hai or is ko kaisy use kary ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    moving average kiya hai or is ko kaisy use kary ??
    asslam.o.alaikum
    moving average kiya hai or yeh kise trha sey move karta hai ?
    moving average ki kitni types hai ??
    or kise type sey ham faida utha skty hain kon sey kisam hamry lia ziada faida mund hai ??
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: moving average kiya hai or is ko kaisy use kary ??

    moving averages aik technical indicators ha jo chart par hone wali movement kay hisab se price ki movement par work karta ha
    simple moving averages me over a numbers of time period me instrument ki price ko add kea jata ha phir os ko sum number of time period kay hisab se devide kar dea jata ha
    ap is ko open price par bhi use kar sakte hain or close price par bhi
    ager ap zeyda day ki moving averages like 50 ki use kartay hain tu osay slow moving averages or ager ap kam days like 10 ki moving averages use kartay hain tu osay fast moving averages kehtay hain
    moving averages ki types
    majors moving averages ki three types hain jin ko traders use kartay hain
    1) simple moving averages
    2)exponential moving averages
    3)smooth moving averages


    sub se best moving averages exponential moving averages ha meray experience kay hisab se or expert traders kay hisab se ap is ko use kar kay zeyda acha result hasil kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: moving average kiya hai or is ko kaisy use kary ??

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
      asslam.o.alaikum
      moving average kiya hai or yeh kise trha sey move karta hai ?
      moving average ki kitni types hai ??
      or kise type sey ham faida utha skty hain kon sey kisam hamry lia ziada faida mund hai ??
      Dear moving average aik indicator hai jis ko hum market ka trend samjhny k liay use karty hai ais se hum ko chart par dynamic resistance aor support level bhi mil jaty hai ais mai ap jitna zayda period select karty hai ap ko ais mai atna hi acha trend pata chalta hai ap ais market mai agar trade lagaty hai to ap ko ais market mai jo moving average se trade lagaty hai aus par ap ko take profit kafi zayda milta hai magar ais mai ap ka stop loss kafi kam hota hai ais mai ap risk reward ratio k hisab se trade laga k acha profit bana skaty hai aor ais market mai kamyab ho skaty hai ap ko ais market mai planing karni hoti hai aus k baad ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ap ko ais market mai mehnat karni hoti hai tab hi ap ko faida hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: moving average kiya hai or is ko kaisy use kary ??

        MT4 trading terminal pay mukhtalif kisam kay indicators available hotay hain jo kay traders ki help kay liye hotay hain. Bohat say indicators mai say aik moving average indicators ki type bhi hoti hain. Moving average indicators mukhtalif type kay hotay hain jinn say market ki movement, trends aur momentum ka pata chalaya Jata hai. Jiss say traders ko bohat asaani mill jaati hain.

        Moving average indicators mai simple moving average indicator jisay SMA bhi kaha jata hai aur MACD jisay moving average convergence / divergence indicator bhi kaha Jata hai. Yeh bohat ziada use kiye janay waley indicators hain. Moving average indicators ka usage seekhnay kay liye demo trading account ka bohat faida hota hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jinn mai say aik bohat important cheez indicators ka use aur apply kerna seekhna hai
        • #5 Collapse

          Re: moving average kiya hai or is ko kaisy use kary ??

          Moving average chart me specific time key base par market ki movement ko determine kia jata hay, 1 hour me market movement ki average kia rahi hay es se next hour ki market movement ka jaiza leya jata hay, chart me moving average key indicators bahot se hey jes me popular MACD indicator hay jo key achy result ki waja se zeyada use hota hay, moving average se jab market ko analysis kia jata hay to ye technical jaiza hota hay jo kamyab be ho sakta hay aur fail hony key chances be es me hoty hey market previous movement key base par kabi be next movement ko continue nahi rakti hay news events key agey moving average ki koi be ehmeyat nahi hoti.
          • #6 Collapse

            Re: moving average kiya hai or is ko kaisy use kary ??

            Forex trading market mein moving average aapko daily movement ke bare mein market ki average moment ko bata sakti hai iske alava agar aap dekhna chahte ho ki ek bich mein market mein kitna munh kiya hai to aap moving average ko set kar sakte ho monthly moving average bhi moving average indicator se maloom ki ja sakti hai moving average aap ko perfect indication provide karti hai agar aap 200 DMA aur 50 DMA moving every ko use karoge to aapko in se perfect information mil sakti hai aur aap dekh sakte ho ki market ine ko completely follow karti hai aur dobara se moving average ko reversal touch karke apne trend ko follow karti hai Forex trading market mein of different indicators oscillators moving average aur candlestick chart pattern ko as a technical analysis use karna hoga tab aapko market mein ziyada profit hoga aur aap earning ko increase kar sakte ho
            • #7 Collapse

              Re: moving average kiya hai or is ko kaisy use kary ??

              Dear friend Jaisa ki aapko Maloom Hai Ki Forex trading main indicators ke sath market ke train ko Maloom Kiya Ja sakta hai to ISI Tarah moving average yah daily movement ke bare mein batata Hai market ke train ko batata hai ismein aap is indicator ko use Karke trading ke trend ko Maloom kar sakte hain aur yah metatrader 4 ka original indicator hai aur jo ki bahut hi Achcha indicator hai aap isko Agar acchi setting per chalayen to yah aapke liye bahut indicate hai isliye isko aapko chahie ki 180 aur 50 ki average per aap Agar isko use karen to aap bahut hi acchi trading kar sakte hain aur yah candlestick chart pattern ke sath use hota hai jisse aap acchi trading kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: moving average kiya hai or is ko kaisy use kary ??

                Dear members Forex trading business name moving average indicator Hai Kasi strategy Hai Jisko use Karke Ham easily confirm Achcha profit Hasil kar sakte hain Hamen koshish karni hai ki Ham Apne balance ko Dekhte Hue moving average indicator ko use Karen aur long term trading karte hue Achcha profit Hasil Karen moving average Ek Aisa indicator hai jo Hamen market Mein Entry. Aur exist. Provide Karta Hai jisse Ham easily market Mein Antar ho sakte hain aur market se exit kar sakte hain moving average indicator ko use karne ke liye hamare pass Jyada experience aur Jyada balance Hona bahut jyada jaruri hai new traders kabhi bhi is indicated Se Achcha profit Hasil nahin kar sakte Aise traders ko chahie ki vah market ka analysis karte hue ki trading Karen aur apne balance ko increase Karen senior trader or expert Rider easily market ka analysis karte hue indicated ko follow karte hue Achcha profit Hasil kar sakte hain moving average indicator Ek bahut jyada profitable indicator hai agar Ham indicated per trading karna chahte hain To Hamen koshish karni hai ki first Ham demo account per Apne analysis aur apne experience ko increase karne aur is indicators ke activity aur profit ko analysis Karle then Hamen market ka analysis karte hue trading karni hai aur indicators ko follow karte hue trading karni hai aur Market mein enter aur exit hona hai moving average indicator Mein confirmation candle bahut zyada zaroori hai agar Ham without confirmation candle trading karne To Ham kabhi bhi achcha property Hasil nahin kar sakte Shukriya
                 
                • #9 Collapse

                  Re: moving average kiya hai or is ko kaisy use kary ??

                  Assalamu Alaikum dear friendForex trading market mein moving average aapko daily movement ke bare mein market ki average moment ko bata sakti hai iske alava agar aap dekhna chahte ho ki ek bich mein market mein kitna munh kiya hai to aap moving average ko set kar sakte ho monthly moving average bhi moving average indicator se maloom ki ja sakti hai moving average aap ko perfect indication provide karti hai agar aap 200 DMA aur 50 DMA moving every ko use karoge to aapko in se perfect information mil sakti hai aur aap dekh sakte ho ki market ine ko completely follow karti hai aur dobara se moving average ko reversal touch karke apne trend ko follow karti hai Forex trading market mein of different indicators oscillators moving average aur candlestick chart pattern ko as a technical analysis use karna hoga tab aapko market mein ziyada profit hoga aur aap earning ko increase kar sakte ho
                  • #10 Collapse

                    Re: moving average kiya hai or is ko kaisy use kary ??

                    Dear forex members forex trading may haumay behtareen tareekay Kay sath Kam karnay Kaye liye MT4 tarminal trading pay mojod Indicators aur Candal Sticks patterns ko samajhna bohaut zayada lazmi hota hay Kyu Kay inki information ki base pay trading market ki movement aur trends ka mukamal knowledge milta hay jiss ki waja say haum apni trade place Kartay hay aur forex trading may zayada profit hasal kartay hay forex trading may different types Kay Indicator aur tools mojud hotay hay agar unko trading may haum proper watch kartay hay aur proper samjh Kar trading may istamaal kartay hay to haumay zayada kamyaabi hasal hoti hay aur forex trading may behter tarikay say trading karney Kay liye market ki movement ko analyz karna aur phir uss ko expert traders Kay Analysis ki base pay trading may apply karna appki trading quality ko better karti hay aur app training may achi earning hasal kartay hay .

                    Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye training Indicaters ko trading may istamaal karna parta hay MT4 terminal pay different types Kay Indicator hotay hay jo traders ki training may help karti hay isi tarah MOVING AVERAGE INDICATORS MOMENTUM INDICATOR ko haum trading may market ki movement aur market may prices ki up wards aur down wards movement ka pata chalta hay aur haum phir analyz kartay hoye appni abilities Kay mutabiq trading kartay hay aur forex trading may appko strategy Kay mutabiq trading karni chahiye takay haum trading kartay hoye bohut zayada kamyaabi hasal Kar sakay .

                    Forex trading esa behtareen business hay jiss may Agar appko proper knowledge aur learning hogi to appko zayada behter tarikay say trading may faida hota hay aur forex trading may traders ko bohut zayada patience Kay sath trading karni hoti hay Kyu Kay Trading may app jald baazi ka muzahira nai Kar saktay hay warna nuksaan hota hay haumay trading may hamesha kamyab business karney Kay liye bohat zayada mehnut ki zarorat hoti hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: moving average kiya hai or is ko kaisy use kary ??

                      Walekum assalam dear Forex member moving average trading ke liye ek indicator hota hai jo ke metatrader 4 per maujud hota hai Hamen metatrader 4 ko install karna padta hai aur uske bad Apna login aur password dekar trading Karni hoti hai trading karne se pahle Hamen Kuchh chijon ko dekhna padta hai jaise ki Hamen indicators ko bhi dekhna hota hai aur charts ko bhi dekhna hota hai charts Mein Ham candles Ko Dekh kar trading Karte Hain aur kya dance ko dekhne ke liye Hamen knowledge Ka Pata Hona chahie Hamen candles ki Norwich Ka Pata Hona chahie Iske alava Ham use candles per Ek curv banate hain jo ki moving average ki hoti hai moving average a Kaisa indicator have Jisko Ham pixels aur font sizes or candles ko set karne ke bad Lagate Hain ismein Ham colours bhi add kar sakte hain colours ko add karne ke liye moving average ki setting mein jana Hota Hai aur vahan per apni ghar ka colour change kar dena hota hai Hamen do Tarah Ke moving average Lagane chahie Ek ka font-size kam karna chahie aur dusre ka Vahi Rahane Dena chahie FIR Jab yah donon Ka aapas Mein milati Hai Uske Baat candle's Hamen Jo jo Ishara Deti Hai Uske mutabik Ham trading karte hain in 2 moving average ko Lagane se market Ka Pata Chalta Hai Ki vah Upar ja rahi hai yah niche ja rahi hai market ke analysis ke liye moving average Ek Achcha indicator hai Iske alava maCCD indicator bi Lagate Hain Jab moving average ka curve aapas Mein cross Karte Hain Uske bad Ham niche maCCD Ki Bani Hui sticks ko dekhte hain Agar vah sticks Ek dusre Se zyada Lambi Ho To iska matlab hai ki ab market use trend Mein Jayegi yah to bahut Sel ki trend Mein Jayegi aur yah bi ke trade mein in chizon se ham acchi trading kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: moving average kiya hai or is ko kaisy use kary ??

                        Moving Averages Boat he Power Full Indicator hai or Iss Ko Almost Sabi Traders apny Chart main Use karty hain Ku kay is Ko Use karny say aap market Main Different Hel Lay Sakty hain or Acha profit gain kar Sakty hain iss Kay liy aap Ko Different Moving Averages Ko Different Period Kay Sath Set karna Hota hai tabi aap Perfect Treeky Say in Ka Use Kar Sakty hain iss Liy aap ko Chaye Kay pely Moving averges Ko Understand Karna Seek Lain Ku kay Moving Averages Ko understand Karny kay Bad He aap Inn Ko Different Types Ke tradinf main iss Ka Use kar Sakty hain or Acha Result hasil kar Sakty hain Aisy main aap Ko Moving Averages ke Strategy Ko use karna Or In Say best Strategy mabe karna lazmi Sekna Chaye..

                        Dear Mate Moving Averages Two Different Types Ke Hoti hai Jin main Exponential Moving Averages Indicator jiss Ko Hum EMA be Khty hain ye aap Ko Fast or Accurate Result Dyti hai Ku kay ye market Kay Sath Move Karti hai orr aap Ko Best Signal Provide karti hai Iss Ko Trader trend Find karny kay liy Be Use karty hain.Is Kay Ilawa Aak Hoti hai Simple Moving Averages Jiss Ko SMA Be Khety hain Ye EMA Kay Jaisy Fast Work Nhi Karti hai Ku kay ye Simple Moving aversage Hoti hai orr iss Ko Use karna Boat he Easy Hota Work Dono Same He Karti hain Lekin Exponential Moving Averages Kuch Fast Work karti hain Or Market Ke Move ka Correct Signal Provide karti hain..

                        Kuch Trader Moving Averages Ko Cross Over Ke Strategy Kay Liy Be Use karty hain or Market Main Scalpling Kay Liy Boat Poower Ful Tools hain in Ko Trade kar kay aap Market Main Apni Positions Lay Sakty hain or Best Result Hasil kar Sakty hain iss Liy Ye Sab aap Ko Practice Say he manage kar Sakty hain or aap Ko Confirmation lazmi lyna Chaye Tabi aap Successfully In Ko apny Chart main use kar Sakty hain.
                        Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                        • #13 Collapse

                          Re: moving average kiya hai or is ko kaisy use kary ??

                          Dear forex members forex trading may haumay behtareen tareekay Kay sath Kam karnay Kaye liye MT4 tarminal trading pay mojod Indicators aur Candal Sticks patterns ko samajhna bohaut zayada lazmi hota hay Kyu Kay inki information ki base pay trading market ki movement aur trends ka mukamal knowledge milta hay jiss ki waja say haum apni trade place Kartay hay aur forex trading may zayada profit hasal kartay hay forex trading may different types Kay Indicator aur tools mojud hotay hay agar unko trading may haum proper watch kartay hay aur proper samjh Kar trading may istamaal kartay hay to haumay zayada kamyaabi hasal hoti hay aur forex trading may behter tarikay say trading karney Kay liye market ki movement ko analyz karna aur phir uss ko expert traders Kay Analysis ki base pay trading may apply karna appki trading quality ko better karti hay aur app training may achi earning hasal kartay hay .
                          ager ap zeyda day ki moving averages like 50 ki use kartay hain tu osay slow moving averages or ager ap kam days like 10 ki moving averages use kartay hain tu osay fast moving averages kehtay hain
                          moving averages ki types
                          majors moving averages ki three types hain jin ko traders use kartay hain
                          1) simple moving averages
                          2)exponential moving averages
                          3)smooth moving averages


                          sub se best moving averages exponential moving averages ha meray experience kay hisab se or expert traders kay hisab se ap is ko use kar kay zeyda acha result hasil kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: moving average kiya hai or is ko kaisy use kary ??

                            Doston trading mein kam karte hue aapko different type ke indicators ka istemal hota hai aur ismein aapko trading mein kamyabi ke liye in time aapko market ki movement ka signal Diya jata hai aur is tarah aapko pata chalta hai ki aap ne abhi market mein enter hona hai yah exit hona hai yah aapko in time aapki trading mein entry or exit point ki ki nishan nahin karta hai jisse aap apni trading ko Kamyab bana sakte hain aur achcha experience hasil kar sakte hain doston moving average ko istemal karne ke liye iski value correct honi chahie aur is main aapko 50 aur 200 ki value rakhna jaruri hota hai jisse aapko correct information milati hai ki abhi market ka trend kya hai doston Forex mein kam karte hue Jo log mehnat karte hain aur soch samajh ke kam karte hain vah hamesha kamyabi ke sath apna trade work karke ek acchi aur nahin kar sakte hain isliye aapko bhi chahie ki daily basis per workout Karen aur mehnat Karen take trading main aap Kamyab hokar ek acchi earning karne ke kabil banaa sake aapki acchi trading aapko Kamyab banati hai aur accha experience deti hai isliye hamesha aapko ek achcha trade karne ke liye indicators ka istemal karna bahut jaruri hota hai moving average aapki trading mein bahut help out karti hai aur aapko market ki situation ke bare mein batati hai

                            aapko chahie ki jyada se jyada mehnat Karen soch samajh ke kam Karen aur apne trading ko Kamyab banane ke liye indicators ke istemal ka knowledge hasil Karen Taki aap Kamyab ho sake moving average ko istemal karna bahut hi easy hai aur yah aapko bahut jyada fayda deti hai aur market ki situation ke bare mein correct signal deti hai hai isliye aap iske istemal ke bare mein knowledge or experience hasil Karen aur market ki situation aur market Analysis mein isase help out Le sakte hain jisse aapka Punjabi ke sath achcha trade karke ek accha profit hasil karne ke kabil Ban sakte hain
                            🌼 Never Give Up 🌼
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: moving average kiya hai or is ko kaisy use kary ??

                              market ka trend samjhny k liay use karty hai ais se hum ko chart par dynamic resistance aor support level bhi mil jaty hai ais mai ap jitna zayda period select karty hai ap ko ais mai atna hi acha trend pata chalta hai ap ais market mai agar trade lagaty hai to ap ko ais market mai jo moving average se trade lagaty hai aus par ap ko take profit kafi zayda milta hai magar ais mai ap ka stop loss kafi kam hota hai ais mai ap risk reward ratio k hisab se trade laga k acha profit bana skaty hai aor ais market mai kamyab ho skaty hai ap ko ais market mai planing karni hoti hai aus k baad ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ap ko ais market mai mehnat karni hoti hai tab hi ap ko faida hota hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X