time frame sa trade ki sari condition change ho jati han......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    time frame sa trade ki sari condition change ho jati han......
    salam dear member man ap sab ki concertation ak bhot aham poit ki teraf le k ana chahta hon k time frame change kerna sa sari condition change ho jati han for example ager wo condition jo hamen 1 hour k frame man suitable han wohe hamara liye change ho jaen ha 4 hours k ander.....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: time frame sa trade ki sari condition change ho jati han......

    salam dear membr g apny sahiii kahaa time thora sa bhi agy piche ho jy sara time table kharab ho jata isliye hmy chaiye k hm time py apna sara kam kren ta k hmare business me koi tokawat na saye or hmara kam sahii chlta rahe
    • #3 Collapse

      Re: time frame sa trade ki sari condition change ho jati han......

      Yes dear ap ais market mai agar analysis karty hai to aus mai ap time frame ko use kar sakty hai aor aus k hisab se ap trade laga k apna target set karty hai ap ne agar ais market mai trade lagani hai to ap ko ais market mai time frame apni trading strategy k hisab se use karna hota hai aus k baad ap ais market mai agar trade lagaty hai to ap ko ais market mai time frame change kar k market ka trend check karna hota hai jaisy ap bary time frame mai market ka trend check karty hai aor aus k baad ais market mai ap ne agar entry leni ho to ap ko choty time frame mai trade lagani hoti hai tab hi ap ko ais mai achi trade milti hai aor ap ko aus par profit ho jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: time frame sa trade ki sari condition change ho jati han......

        Assalam walekum pyare doston agar aap candle stick pattern ko samajh liya to aapane 50% trading market kaun stand kar liya ko maloom hai ki technical analysis ke liye candlestick chart pattern bahut importance rakhta hai aapko japanese candlestick chart pattern ke bare mein complete information honi chahie aapko maloom hai metatrader 4 terminal mein 9 different time frame use hote hain jabke metatrader 5 main 38 different time frames use kiye ja sakte hain metatrader 4 mein ham candlestick chart pattern ke a bahut kam history dekh sakte hain lekin metatrader 5 mein ham unlimited Forex trading chat ki history dekh sakte hain aur before 1990 Forex trading market ki history bhi view kar sakte hain aapko metatrader 4 terminal mein istemal hone wale candlestick chart baton ke bare mein complete information aur guidance cancel karne ke bad Forex trading market mein bonus affiliate program ke sath trading start karni chahie
        • #5 Collapse

          Re: time frame sa trade ki sari condition change ho jati han......

          Different time frame me market ki condition aur movement be different hi nazar ati hay time frame badalny se trades par es ka koch be asaar nahi hota magar market ki moving average aur price action par es ka zaror asaar hota hay, time frame change kar leny se support and resistance levels aur overbought oversold zones me be changing a jati hay, asaal me different time frames key use karny se market ki overall changing ki information hasil ho jati hay, 30 mints me market kes average se move kar rahi hay ya per 4 hours me market ki condition kia rahi hay es information ko hasil karny key ley hi time frame ka use kia jata hay.
          • #6 Collapse

            Re: time frame sa trade ki sari condition change ho jati han......

            Forex market mai time kay saath movements mai bohat changing ho rahi hoti hain. Jab traders minutes say hours aur hours say day pay jatey hain tou Zahir hai market apni movement ker rahi hoti hai jiss say charts pay woh he movements graphs ki soorat mai show hoti hain. Time frames change ker kay traders ko sahi tarah say pata chalta hai kay market mai movements kaisay ho rahi hain.

            Time frames kay saath movements nahi banti bulkay time frames kay saath movements ko daikha jaa sakta hai. Time frames small hotay hain tou charts pay graphs jaldi bann rahey hotay hain aur jab time frames big hotay hain tou graphs bhi slow bann rahey hotay hain. Individual traders jo small account balance kay saath trading ker rahey hotay hain unhain small time frames kay saath he faida hota hai kiyu kay unn ki trading strategies big time frames mai suitable he nahi hoti hain. Time frame aik aisa tool hai jiss ka scalping, short term aur long term trading sub mai he faida hota hai. Iss liye time frames ko demo trading mai bohat faida hota hai
            • #7 Collapse

              Re: time frame sa trade ki sari condition change ho jati han......

              dear chart kay har time frame me market ka alag alag trend ban raha hota ha jo chart ki movement 1 hours me ho rehi hoti ha ager osi time 4 hours kay time frame me movement ko dekhay tu ap ko alag nazar aye gi

              aisa tub hota ha jub market kisi trend me nehi hoti ha market ki movement side way me ho rehi hoti ha ya market ka trend reverse ho raha ho tu har time frame me alag movement ho rehi hoti ha
              example
              long time frame me market ka trend slow or bad me change hota ha or small time frame me market ka trend fast or pehle change ho jata ha

              traders Apne time table kay hisab se time frame ka use kartay hain matlb ager traders kay pass kam time hota ha tu wo small time frame ka use kartay hain takay entry point find kar sakain jaisa kay 1 hours ka time frame kisi aik market session me trading karne kay liey best ha
              jo traders 2 ya is se zeyda trading session me trading kartay hain wo 4 hours time frame ka bhi use kartay hain
              • #8 Collapse

                Re: time frame sa trade ki sari condition change ho jati han......

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Umar_Ali پيغام ديکھيے
                salam dear member man ap sab ki concertation ak bhot aham poit ki teraf le k ana chahta hon k time frame change kerna sa sari condition change ho jati han for example ager wo condition jo hamen 1 hour k frame man suitable han wohe hamara liye change ho jaen ha 4 hours k ander.....
                Traders ki trading mein time frame ki bahut jyada value hoti hai traders ko time Prem Hamesha apni trading ki abilities ke hisab se use karna chahie Agar Kisi trader ke pass Achcha knowledge or experience nahin hai aur usko acchi trading ki nangi Karni Aati to usko short term trading Karni chahie aur trading karte hue Jyada risk ABN Nahin Lena chahie Agar vah short term trading Karenge to Achcha profit Hasil kar lenge aur risk Bhi Jyada Nahin Hoga lekin Agar vo long term trading Karenge aur Jyada profit banane ki koshish Karenge to nuksan Jyada Hoga aur vah apni money loss kar sakte hain
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: time frame sa trade ki sari condition change ho jati han......

                  time frame sa trade ki sari condition change ho jati han. ji nahi isa koch nahi hota hai chart 3 trha k hoty hain ik line chart 2sra bar chart or 3sra candle chart main ap ko candle chart ki madad sey samjho ga k kise trha sey hamri traide ki condition change nahi hoti bass charte ki condition hi change hoti hai .
                  agar ap scalping karna chahty hain ya short term traide karna chahty hain to ap m15 ya m30 chart ko opan kary geyai m15 ka chart pettren supporte and resistance point jo hai wo h1 or h4 sey mukhtilif hun geyai un ki wajah yeh hai k m15 main har 15 mint k bad ik candle banata hai isi trhe h1 main har ik ghnty k bad ik new candle banata hai or w1 main har hafty k bad ik candle banata hai wo ik candle bul ya bbear candle ho skti hai .agar ham lon trem traide lagan chahty hain to ham w1 d1 ya h4 ka chart opan kary ga wahan technical analysis kary geyai supporte and resistance ko dekhy geyai or os k bad traide ko lagay geyai shorte trm main bhe same yahi process hai but wahan analysis m15 ya m30 sey kiya jata hai in chart main jo supporte and resistance point banty hain un k hisab sey traiding ki jati hai .
                  information for Beginners
                  Complete Forex Knowledge
                  • #10 Collapse

                    Re: time frame sa trade ki sari condition change ho jati han......

                    Dear member Forex trading main time frame se trade ki jaty tu uski sari condition change Nahin Hoti Hai Har time frame main market ki situation same hi rahti hai Jab Ke agar time frame mein kisi bhi Tarah Ki Koi changing Hoti Hai To vah price action aur moving average par Asar dalti Hai Agar market ko analyse kiya jaaye To Hamen market mein time frames ko bhi dekhna hota hai ki time frame Mein Kis Tarah Ki condition chal rahe hain Jab Ke Agar ek time frame Mein Hamen market ki volume spread ko dekhna Ho To Ham ek time frame sedosry time frame per bhi dekh kar uski confirmation kar sakte hain ismein yah Baat bilkul nahin hai ki time frame se trade ki sari condition change ho jati hai aisa bilkul Nahin Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: time frame sa trade ki sari condition change ho jati han......

                      Assalamu Alaikum dear friend different timeframe hai market ki condition aur movement be different hi Najar Aati Hai timeframe badalne se trade per iska Kuchh Bhi Aisa Nahin Hota Magar market ki mummy ne marriage aur price action per iska Jarur Asar hota hai time frame change kar Dene Se support and resistance level overbought oversold main bhi changing Jaati Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: time frame sa trade ki sari condition change ho jati han......

                        My dear friend Forex trading mein time frame se trade ki condition mein kisi bhi Tarah Ki Koi change nahin aati Forex mein time frame ka basic pay hota hai ki Forex ko Ham update reading ke liye kitne time per set Karte Hain Jis per Ham apni trading Karke market se bahar aa sake Iske alava timeframe Kisi bhi Tarah ka koi bhi condition change karne mein aapke samne nahin aata Forex mein time frame do Tarah Ke hote hain jismein Ek Sher timeframe hota hai aur ek long time frame hota hai jisse Ham Forex mein jyada time tak market Mein Rehte Hain long term trading Mein Ham Jyada time ke liye market Mein Rehte Hain Iske alava timeframe ka koi bhi concept Aisa Nahin Hai jisse foreX Mein trading ki sari condition change ho sake
                        • #13 Collapse

                          Re: time frame sa trade ki sari condition change ho jati han......

                          dear mamber forex trading main har time frame ki alag alag condition hoti hai jis ko market analysis k liye use kiye jaty hain es liye aghr ap forex main time frame main analysis kar k apni trading karen tu hum market k trend k find out kar k apni trading kar skty hain es liye aghr hum forex ko achi trha se analysis kar k apni trading karna chahty hain tu hmain apni trading ko sort tme frame main analysis kar skty hain or apni trading main achi trading kar skty hain or kamyab bi ho skty hain es liyez arori hai k hum markets ko smjhny k liye time frames ko achi trha se smjh kar karen jis se um forex main kamyab ho skty hain r achi trading kar k profit lay skty hain aghr hum market ko achi trha se analysis nahi kar skty hain tab tak hum forex main kamyab ho skty hain or achy tarder ban skty hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Time Frame jab be ap koi trade karty hain tu us ki base pay ap nay trade ko long ya short term chose karna hota hai. jab ap apni trading mian time frame ko chose karty hain or pattern ki madad sy ap es mai trend line ko draw karty hain tu ap phir apny time frame ko change na karain. ap ager aisa karty tu aik tu ap ko apny analysis sy acha result be nahi mily ga or 2nd ap ko analysis sy be acha result be nahi mily ga. Esleye koshish karian kay jo be ap trade karty hain tu ap ko cheye kay aik time frame ko chose karain or us kay mutabiq ap ko faida hasil ho sakta hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X