jaiz;. doller king of forex market.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiz;. doller king of forex market.
    asslam.o.alaikum
    doller ko forex markket ka badsha kaha jata hai yeh baat smjhny ki lia ap picture main dekh skty hain is sey ap achy sey smjhoo geyai

    Click image for larger version

Name:	doller.PNG
Views:	1
Size:	40.4 کلوبائٹ
ID:	12463662

    is chart sey ap ko andaza lag gaya ho ga k ham doller ko badsha kiun k khty hain ham bar bar apni post main ya jab forex ka zgar horaha ho to ham doller ka name lety hain akhir kiun na ley tmam mijar ka adhy sey ziada hisa doller par mushtmil hai .
    doller ki jin kahsosiyat ki wajah sey ahmiyat ziada hai wo darj zail hai .
    *amrica ki economics duniya ki sub sey pari mashiyat(economics) hai .
    *amriza ki siasi nizam sub sey acha or musthikam hai .
    *sub sey barri foji taqaat .
    *tmam country ki jo traiding hai wo doller main hoti hai .
    yahi wajah hai k ham doller ko badsha khty hain .
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiz;. doller king of forex market.

    Ji han aapane bilkul sahi kaha hai Forex trading Mein dollar king of market Hai Forex Mein sabse strong Jo currency Hai vah dollar hi hai aur jitne bhi International currencies ke sath ke dollar per hai to unmen trading Hamesha profitable hoti hai lekin iske liye jaruri hai ki agar Ham Forex Mein dollars ko samajhte Hue Apne trading Karen To Ham apni trading Mein Achcha profit Le sakte hain aur acchi earning kar sakte hain to jaruri hai ki sabse pahle Ham dollars ki importance ko Samjho aur iski market Ko Bhi samajhne ki koshish karen jab tak Ham market Ko Nahin samajhte tab tak Ham Forex Mein acchi trading nahin kar sakte Euro USd sabse strong trading pair Hai jismein Ham apni trading co profitable banaa sakte hain pair Mein trading karnar iski Bhi Jyada Nahin Hota aur inmein spread bhi kam se kam Hota Hai
    • #3 Collapse

      Re: jaiz;. doller king of forex market.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
      asslam.o.alaikum
      doller ko forex markket ka badsha kaha jata hai yeh baat smjhny ki lia ap picture main dekh skty hain is sey ap achy sey smjhoo geyai

      [ATTACH=CONFIG]12269[/ATTACH]

      is chart sey ap ko andaza lag gaya ho ga k ham doller ko badsha kiun k khty hain ham bar bar apni post main ya jab forex ka zgar horaha ho to ham doller ka name lety hain akhir kiun na ley tmam mijar ka adhy sey ziada hisa doller par mushtmil hai .
      doller ki jin kahsosiyat ki wajah sey ahmiyat ziada hai wo darj zail hai .
      *amrica ki economics duniya ki sub sey pari mashiyat(economics) hai .
      *amriza ki siasi nizam sub sey acha or musthikam hai .
      *sub sey barri foji taqaat .
      *tmam country ki jo traiding hai wo doller main hoti hai .
      yahi wajah hai k ham doller ko badsha khty hain .
      Yes dear ais market mai sab se zayda kaam usd par hota hai kun k usd hi sab se major currency hai aor ais k sath ais k jitny pairs hai aun sab ko major pairs kehty hai aor aun par ap trade kar skaty hai ap ko ais market mai agar major pairs par trade karni ho to ap ko ais mai usd index par analysis karny chaye ap agar ais market mai achy analysis ais par kar lety hai to aus k hisab se ap tamam pairs par trade kar skaty hai aor aus par ap trade kar k acha profit bana sakty hai ap ko ais market mai agar usd index k trend ka pata chal jaye to jin pairs mai usd ho aus sab ka trend ap ko pata chal jata hai aor aus par ap asani se trade kar skaty hai aor apna target asani se pora kar sakty hai ais market mai ap ko apny analysis par trade karni chyae.
      • #4 Collapse

        Re: jaiz;. doller king of forex market.

        Forex trading market mai dollar ko badhsah currency kehna ki bohat si wajuhaat ho sakti hai aur iss ki value he aisi hai kay isay king currency kehna bilkul bhi ghalat nahi hai. Forex trading mai dollar aik aisi currency hai jiss kay sub say ziada pairs hain. US dollar mai tamaam commodities ki price hoti hain. Iss kay saath saath jitnay bhi international business hain woh sub kay sub us dollar mai he hotay hain. Countries, states, companies aur organizations mai tamaam contracts, dealings, salaries waghaira totally us dollars mai hotay hain. Agar kisi bhi country ki economy ko parhain ya daikh lain tou woh us dollar mai he hoti hain. Aur tamaam ishariye bhi hamesha us dollars mai hotay hain. Forex market ho ya koi bhi international business woh us dollars kay baghair ho he nahi sakta hai. Issi liye dollar ko tamaam currency ka king kaha Jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: jaiz;. doller king of forex market.

          Dollar kiun k dunia me international Currency k taur per istimal hota he to yeh forex trading me bhi bahot ziada strong he aur is bat me koi shak nahi k agar is ko forex trading ka king kaha jaye to bhi yeh aik haqiqat he aur hamen is haqiqat ko qubool karna chahye
          • #6 Collapse

            Re: jaiz;. doller king of forex market.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
            asslam.o.alaikum
            doller ko forex markket ka badsha kaha jata hai yeh baat smjhny ki lia ap picture main dekh skty hain is sey ap achy sey smjhoo geyai

            [ATTACH=CONFIG]12269[/ATTACH]

            is chart sey ap ko andaza lag gaya ho ga k ham doller ko badsha kiun k khty hain ham bar bar apni post main ya jab forex ka zgar horaha ho to ham doller ka name lety hain akhir kiun na ley tmam mijar ka adhy sey ziada hisa doller par mushtmil hai .
            doller ki jin kahsosiyat ki wajah sey ahmiyat ziada hai wo darj zail hai .
            *amrica ki economics duniya ki sub sey pari mashiyat(economics) hai .
            *amriza ki siasi nizam sub sey acha or musthikam hai .
            *sub sey barri foji taqaat .
            *tmam country ki jo traiding hai wo doller main hoti hai .
            yahi wajah hai k ham doller ko badsha khty hain .
            Ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main maximum log USD main he investment karty han q k USD sab countries k ley aik same currency ha jis main sab tijarat k ley hum istamal karty han is k ley humy chae ha k hum log asi currency select karny jo har country main same ho or hum log ache earning kar k kamyab ho saken is k ley humy behtar planning or strategy sy trading karni ho ge tab he hum log ache trading kar k kamyab ho sakty han USD sab countries main easily available ha jab k baqi currencies kisi country main milti han kisi main ni milti han is k ley humy chae ha k hum log usi currency ko tarjeeh dani ho ge jo k humy easily mil saken or easily exchange bi karwa saken is ley USD sab sy best currency ha jis ko hum kisi bi country main sell ya buy kar sakty han
            • #7 Collapse

              Re: jaiz;. doller king of forex market.

              Assalamu alaikum bhai jaan aapane Forex trading market mein use hone wali currency ki distribution ke bare mein bar chart ko disturb kiya hai aur aapane average currency distribution histry ke bare mein hamen bataya hai yah ek acchi information hai main aapko appreciate karta hun Pakistan Forex form mein aisi information hamare bahut kam aati hai aur hamen maloom ho jata hai ki currency kaun si strong hai aur kaun si cream cheese week hain ki unki distribution zeyada hai aur kin ke bare mein hamen knowledge or experience aasan karna hota hai jaisa ki aapko maloom hai candlestick chart pattern mein hamen major currency pairs ke bare mein karte hue technical information mil sakti hai agar baat ki jaaye to american united state ki economy is vajah se badi hai ki unki population puri duniya mein kafi jyada hai aur unka country control bahut strong hai aur unka banking system mein zyada role hai jiski vajah se unki kaun me strong hai
              • #8 Collapse

                Re: jaiz;. doller king of forex market.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
                asslam.o.alaikum
                doller ko forex markket ka badsha kaha jata hai yeh baat smjhny ki lia ap picture main dekh skty hain is sey ap achy sey smjhoo geyai

                [ATTACH=CONFIG]12269[/ATTACH]

                is chart sey ap ko andaza lag gaya ho ga k ham doller ko badsha kiun k khty hain ham bar bar apni post main ya jab forex ka zgar horaha ho to ham doller ka name lety hain akhir kiun na ley tmam mijar ka adhy sey ziada hisa doller par mushtmil hai .
                doller ki jin kahsosiyat ki wajah sey ahmiyat ziada hai wo darj zail hai .
                *amrica ki economics duniya ki sub sey pari mashiyat(economics) hai .
                *amriza ki siasi nizam sub sey acha or musthikam hai .
                *sub sey barri foji taqaat .
                *tmam country ki jo traiding hai wo doller main hoti hai .
                yahi wajah hai k ham doller ko badsha khty hain .
                DEAR friend bohat behtreen baat ki hai aap ne aisa he Hai USD dollar bohat he strong currency hai jis mein bohat sare countries earning kr rahe hain forex trading Mein bhi bonus ho ya profit dono he humen dollars mein hasil hoty hain humen is ki importance ko samajhny ki koshish krni chaheye aur apni mehnat ko continue rakh kr khud ko successful bnane ki Har Mumkin koshish Karni chahie kyun KY is currency ko hasil krna itna asaan nahi hai Chahe bonus ki Shakal mein ho ya Chahe profit ki Shakal mein ho humrin dono situations Mein he mehnat krni Hai proper planning ky saath kaam krna Hai aur Har tarha see khud ko successful bnane ky liye apny kaam see relevant ache learning aur acha experience hasil krny ki koshish krni Hai us ky baad he hum is currency mein ache earning hasil kr saken ge aur apni earning see apny future ko Behtar tareeky see secure bna saken ge hum us waqat tak kamyab nahi ho sakty jab tak hum apny kaam ki importance ko nahi samajhen ge
                • #9 Collapse

                  Re: jaiz;. doller king of forex market.

                  Assalamu Alaikum dear friend Forex trading market Mein dollar Corp Badshah currency Kahane ki ki Bahut Si Baat ho sakti hai aur iski value hi aisi hai ki is concurrency Kahana bilkul bhi galat Nahin Hai Forex trading Mein dollar in Kaisi country Hai Jis Ke sabse Jyada ped Hai US dollar Mein Tamam commodity ki price Hoti Hai iske sath sath jitne bhi international business Hain vah Sab Ke Sab Hai US dollar Mein hi hote hain kaun trees States companies or organisation Mein tapman contracts salary vagaira totally US dollars Mein hote hain Agar Kisi bhi account Re KYC Romi ko padhen yah dekh le to vah US dollar Mein hi hoti hai aur naam bhi Hamesha US dollar Mein hote hain forex market ho ya koi bhi international business provide US dollar ke bagair ho hi Nahin Sakta hai isiliye to likho tamaam currency Ka King Kaha jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiz;. doller king of forex market.

                    g han ap ny bilkul sahi kaha hai forex trading main dollrs sub ka king hai r forex ki sari trading bhi esi dollrs ki wajah se he hoti hai or sub se strong pai yahi smjha jata hai jis par sari forex depended hai forex main dollrs ki price par bhi boht se effect hoty hain jo k internationl kevel par hony waly awamal hoty hain jin ka asar dollr par parhta hai or sub he news ki wjah se dollr or mazeed stong or week hota hai forex main dollr ka effect gold ki wjah se bhi hota hai jub gold ki price main kami ati hai tu dollrs bhi kam ho jta hai jub k gold ki price barh y par dollr or strong ho jata hai es k ilwa ameriaca ki sari moashyat bhi dollrs ki wjah se hoti hai jis se waj se dollrs ki proce action par bhi changing ati hai jis se hum samjh skty hain k dollrs par kiya effect kar rahy hain pher osi k hisab se ap apni trading kar skty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      USD aik developed country ki currency hai. or ap main sy bhout sy log es currency ko janty be hai or un ko yeh be pata hota hai kya kon c news or us ki economy kaha ja rahi hai. Jab yeh update humain hoti hai tu ap es ko kisi or currency jo kay woh be developed country ki ho or ap ko us ka knowledge ho mila kar use kar skaty hain or ap ko us sy achi earning ho sakti hai. Esleye koshish karian jo be trade ap open karian us main ap ko un dunu currencies ki knowledge hogi tu ap us pay mazeed work kar kay achi earning kar sakty hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X