jaiza; trading k douraan hamko fake moove say bhi earning milty hay..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza; trading k douraan hamko fake moove say bhi earning milty hay..
    dear, hamko is baat ka bhi khaas khayal rakhna chaye k ham kabhi bhi markeet main andhadhun tradin na karain aur na he hamko hamesha trend ko follow kartay huvay markeet main enter hona chaye,wo is liye k markeet main kabhi kabhi fake moovemnt bhi aaty hain jinki wjaha say bahut barray barray experts traders bhi lose kar jatay hain is liye better yahi hay k ham markeet ki situations ko har lihaaz say count kartay huvay agaye barhain jis say hamara experience ki wajha say ham markeet main hamesha true moovmnt say achi earning karnay main success rahaingay,jis say achi earning aur experience bhi possibal hota jayega.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza; trading k douraan hamko fake moove say bhi earning milty hay..

    Aap nay sahi kaha market me tukkay laga kar ya bina kisi analysis k andha dund trading karnay say hamin guraiz karna chahiay achi tarha analysis kar k market ka us k bad money management kar k trade open karain and lot size ka bohat khayal rakhna parta hay k lot size account balance k hisab say hi ho equity ziyada kam na ho jay at a time aik hi trade open rakhen kyun k kabhi kabhi jab market me fake movement aati hen to hamen un say bachna bht mushkil ho jata hy and loss kar jaty hen un fake movements sy expert traders bhi bach ni skty and loss ho jata hy unhain market me aksar aesy hota hy k aik tarf ko move krty hoay market yakdam dosri side move krti hy to hm smjty hen k yeh ab trend change kr gai hy to us side trade lga dety hen jb k market ka trend change ni hoa hota wo phir sy purany trend me move krny lgti hy and hmri trade loss me chli jati hy es liay tradr open krny me bht ziyada care krni chy
    If you work hard no body can stop you from success
    • #3 Collapse

      Re: jaiza; trading k douraan hamko fake moove say bhi earning milty hay..

      Forex trading mai market movement ko read kerna he experience kehlata hai. Forex traders jitni bhi learning aur knowledge gain kertay hain aur jitni bhi practice aur skills improvement kertay hain uss sub ka aik he maqsad hota hai jo kay market kay pairs aur commodities ki movement ko samajhna hai. Trading kay Doraan market mai retractments bhi hoti hain aur reversals bhi hotay hain jinhain new aur junior traders fake movements samajhtay hain. Jo traders iss baat ko samajhtay hain wohi kaamyab traders kehlatay hain.

      Traders ko iss baat ko samajhna chaiye kay MT4 trading terminal pay mojud indicators say movements ka pata chalta hai. Aur apni trades open kernay say pehlay charts ko select ker kay unn mai time frames ko change ker kay trends ko watch kerna chaiye kiyu kay trends say he analysis hotay hain jinn ki madad say positions secure ki jaati hain aur achi earnings kay liye achay analysis bohat zaruri hotay hain. Forex trading mai jo bhi income hoti hai woh movements ki base pay he hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: jaiza; trading k douraan hamko fake moove say bhi earning milty hay..

        Dear member Forex trading main bahut bar aisa hota hai ki market Hamen fake moment bhi show Karti Hai Lekin Hamen tab earning Hamari lakh per depend Hoti Hai Kyunki Har Bar hi fake movement ke sath aapko profit Nahin Milta jaruri hai ki aap Agar apni trading Co market ke according Karte Hain Tu Hi aapko earning milati hai lekin Agar aapko fake movement ke sath Kabhi Nahin prapt hota hai to Bar Bar aapko Aisa Nahin profit Milega aapko Hamesha market ko follow karna hota hai market ke friend ko find out karne ke bad apni trading Ka Faisla karna hota hai tab aapko Forex Mein Achcha profit Milta Hai Jab aap Forex main fake movement aur Sahi movement ko samajhne Lagte Hain tabhi aap Pariksha Mein Achcha profit Le sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: jaiza; trading k douraan hamko fake moove say bhi earning milty hay..

          اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
          dear, hamko is baat ka bhi khaas khayal rakhna chaye k ham kabhi bhi markeet main andhadhun tradin na karain aur na he hamko hamesha trend ko follow kartay huvay markeet main enter hona chaye,wo is liye k markeet main kabhi kabhi fake moovemnt bhi aaty hain jinki wjaha say bahut barray barray experts traders bhi lose kar jatay hain is liye better yahi hay k ham markeet ki situations ko har lihaaz say count kartay huvay agaye barhain jis say hamara experience ki wajha say ham markeet main hamesha true moovmnt say achi earning karnay main success rahaingay,jis say achi earning aur experience bhi possibal hota jayega.
          Yes dear ap ne agar ais market mai trade lagani hoi ho aor market ap ki favour mai moment kary to ap ko ais market mai pata cha jaye k market ne fake moment ki hai magar ap ko aus time kafi zayda faida ho jata hai kun k ais market mai ap ki trade sirf lagni hoti hai aus k baad ap agar ais market mai kaam karty hai to ap ko ais market mai kaam karny k liay market ki moment ko dekhna hota hai aus k baad ap ais market mai jitna zayda achy analysis karty hai to ap ko ais market mai ye pata chal jata hai k ap ais market mai kaisi trade kar rahy hai agar market fake moment kar rahe hai aor ap ko ye pata chal gia hai k market ne jo moment ki hai wo fake hai to aus time ap ais market mai bari lot se bhi trade lagaty hai kun k kuch time baad market moment ko sahe kary gi to ap ko kafi zayda faida ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza; trading k douraan hamko fake moove say bhi earning milty hay..

            Dear forex trading market me.bers jesa ky apko maloom hai market ma trend chang hony ma time nhi lgta hai agr ap analysis kro aor wo apko positive response ma delhy market lkn news release hony ky bad market ki situation totally chang ho jay to apko isko fake move nhi keh skty ho apko liqudity ky bary ma bhi ilm hona chye liqudity ka bhi market ma role hota hai agr bullish trader zeyada ho jain mean to say market ma bullish trend ho aor lot size increase ho jay to sell trend buy trend ma chang ho jata hai aor market ki situation chang ho jati hai is leay apko preshan nhi hona chye expert kehty hai ky stoploss aoky sary masail ko hal kr deta hai aor apko regrow krny ka mouqa deta hai is leay aoko stoploss ko lazmi use krma hai aor market ma careless amdaza ma trading nhi krni hai
            • #7 Collapse

              Re: jaiza; trading k douraan hamko fake moove say bhi earning milty hay..

              Agar ye conform ho jaye key market fake movement (correction) kar rahi hay to ye sab se big risk samja jata hay, esi trading me earning ho sakti hay magar zeyada chance yahi hota hay key trades loss me jaye, market ka true aur strong trend hi esa hay jo conform profit de sakta hay, fake movement ki waja se ham koch na koch profit to earn karny me kamyab ho jaty hey magar ye be dekna chaye key es me ketna barda risk involve hota hay, agar ye movement achanak change ho jaye to per trades big loss me convert ho sakty hey esi ley traders ko kabi be fake movement me trading ka risk leny se pariz karna chaye.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza; trading k douraan hamko fake moove say bhi earning milty hay..

                trading aaik aesa business hai jo apko losses ka exsperience zaroor karwata hai kay aap kitna issy behtar bna skte hain. Apko trading maiu smart kaam karna chaiyte yehi apki trading apke kamayab hone kaa aaik bht bari reason bnta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza; trading k douraan hamko fake moove say bhi earning milty hay..

                  Sometimes a Aisa Bhi Hota Hai ke market Mein Phek movement Ho Jaati Hai traders ko market ki is movement Se Bachana chahie aur yah bhi samajhna chahie Ke Is Tarah ka kam bhi ho jata hai isliye market Mein Jab Aisi Koi fek moment ho to usko rail samajhkar Kam Nahin kar lena chahie balke Soch Samajh Kar kam karna chahie aur Market ki fek moment ko karne ki koshish Karni chahie tabhi Ham Achcha kam kar Sakenge aur Hamari trading bhi acchi Hogi market ki fek movement ko bhi avoid karne ki koshish karo
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza; trading k douraan hamko fake moove say bhi earning milty hay..

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                    dear, hamko is baat ka bhi khaas khayal rakhna chaye k ham kabhi bhi markeet main andhadhun tradin na karain aur na he hamko hamesha trend ko follow kartay huvay markeet main enter hona chaye,wo is liye k markeet main kabhi kabhi fake moovemnt bhi aaty hain jinki wjaha say bahut barray barray experts traders bhi lose kar jatay hain is liye better yahi hay k ham markeet ki situations ko har lihaaz say count kartay huvay agaye barhain jis say hamara experience ki wajha say ham markeet main hamesha true moovmnt say achi earning karnay main success rahaingay,jis say achi earning aur experience bhi possibal hota jayega.
                    Forex trading main humy market ki movement ko ache tahra seekena ho ga or samjena ho ga k next movement kya ho sakti ha is k ley humy ache analysis karny hon gy is k ley humy ache tahra soch samj k trading karni ho ge market movement fake ho ya sahe humy apny analysis k mutabiq trading karni ho ge jab hum log proper money management or risk management sy trading karny gy to humy loss k chances kam hon gy is ley humy jab bi trade open karni ho to humy pehly ache analysis karny chae ha us k proper stop loss or take profit istamal kar k trade open karni ho ge ta k humara account safe ho humy ziada loss k chances na hon is ley humy both ahtiyat sy trading karni ho ge phr movement koi bi ho hum ache earning kar saken gy
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza; trading k douraan hamko fake moove say bhi earning milty hay..

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                      dear, hamko is baat ka bhi khaas khayal rakhna chaye k ham kabhi bhi markeet main andhadhun tradin na karain aur na he hamko hamesha trend ko follow kartay huvay markeet main enter hona chaye,wo is liye k markeet main kabhi kabhi fake moovemnt bhi aaty hain jinki wjaha say bahut barray barray experts traders bhi lose kar jatay hain is liye better yahi hay k ham markeet ki situations ko har lihaaz say count kartay huvay agaye barhain jis say hamara experience ki wajha say ham markeet main hamesha true moovmnt say achi earning karnay main success rahaingay,jis say achi earning aur experience bhi possibal hota jayega.
                      DEAR sahi kaha hai aap ne aisa he Hai humen kabhi bhi forex trading market Mein soochy samajhny bgher trade open krny ka risk nahi lena chaheye is mein koi shak nahi hai ky forex trading aik bohat behtreen business hai lekin humrin yeh baat bhi apny mind Mein rakhny ki koshish krni chaheye KY yeh bohat zayada risky bhi hai is Mein ache kamyabi hasil krni Hai to humen is mein bohat sooch samajh kr kaam krna ho GA aur khud ko agar Kamyab bnana Hai to humen sab se pehle is market ka acha knowledge aur experience hasil krny ki Har Mumkin koshish Karni Hogi kyun KY mehnat KY bgher kuch bhi possible nahi hota hai aur forex ki risky market Mein jab bhi soochy samajhny bgher trade open krty hain to humrin nuqsaan ky ilawa kuch bhi Hasil nahi ho sakta Chahe koi Kitna he expert kyun na ho kabhi na kabhi loss ka Saman krna par he jata hai is liye humen apny mind ko loss ky liye bhi ready rakhny ki koshish krni chaheye is tarha hum bohat ache trading ko possible bnane mein kamyabi ki taraf Ja saken ge is ky ilawa humen markeet ky trend ko bhi follow krna chaheye market ky trend KY against trade kr KY profit hasil krna bohat mushkil Hota hai is liye humen apny analysis ko behter bna kr market ky trend ko find krny ki koshish krni chaheye aur us ky according trade open kr KY acha profit hasil krna chaheye
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza; trading k douraan hamko fake moove say bhi earning milty hay..

                        Assalamu Alaikum dear friend Forex trading mein bahut bar aisa hota hai ki market Hamen fake movement bhishon Karti Hai Lekin Hamen tab earning Hamari lakh per depend Hoti Hai Kyunki Har Bar hi fek movement ke sath aapko profit Nahin Milta jaruri hai ki aap Agar apni trading Co market ke recording Karte Hain Tu Hi aapko unhen milati hai lekin Agar aapko fek movement ke sath Kabhi Nahin profit after 2 bar bar aapko Aisa Nahin profit Milega aapko Hamesha market ko follow karna hota hai market ki friend ko find out karne ke bad apni trading Ka Faisla karna Hota Hai tab aapko Forex Mein accha profit Milta Hai jawab Forex Mein fek movement ho sahi movement ko samajhne Lagte Hain tab aap Pariksha Mein accha profit Le sakte hain aur acche Businessman Ban sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza; trading k douraan hamko fake moove say bhi earning milty hay..

                          g han dear ap ny bilkul sahi bat ki hai kabhi kbhi market hmain fake movement bhi shwo kar rahi hoti hai jis ki wjah se hmain boht bara loss ho jata hai es liye aghr hum forex main kamyab hona chahty hain tu hmain market main sort e hal jo chal rahi hai osko eal hony ki bhi confirmtion milni chahye q k jub hmain yahi fake mily tu hum apni trading karen tu hmain loss ho skta hai es liye zarori hai k soch smjh kar market main enter hon jis se hmain forex main acha profit mily or hum apni trading main kamyab ho kar acha profit ahsil karen jub hum soch smjh kar market main enter hoty hain tu he hum forex main real movement ko follow kar k achi trading kar skty hain or kamyab ho skty hain warna hmain forex main kbhi bhi profit nahi milta hai na he hmain forex main los hony se koi bacha skta hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza; trading k douraan hamko fake moove say bhi earning milty hay..

                            G dosto yahi wo bunyadi point hy jis k liyan experience our learning lazmi hy q k market ma baz log fake news bhi phelaty hy k flan company ka share bht lose ma jarha hy agr apko apny expertise ho to ap khood analysis kr k bta skty hy k ya fake news hy asal ma wo company bht profit ma jarahy hoty hy .

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X