Market ki kaisi situation mai trading ki bajaey monitoring behtar rehti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki kaisi situation mai trading ki bajaey monitoring behtar rehti hai?
    Forex market mai bohat si situations mai trading khatarnak hoti hai. Aap kay khayaal mai market ki kaisi situation mai trading ki bajaey market ko watch kerna behtar rehta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ki kaisi situation mai trading ki bajaey monitoring behtar rehti hai?

    jub market side way me hoti ha tub traders ko chahie kay wo side way market me trading na karay os wakt market aik trend banane me nakam rehti ha or traders ne jo stop loss lagaye hotay hain wo hit hona start ho jatay hain or traders ki har open hone wali trades loss me jati ha
    jub market side way me hoti ha tu os ki movement clear nehi hoti ha or jub waha par traders side way market me apna take profit long lagatay hain tu market kay strong trend na banane ki waja se market reverse ho jati ha or stop loss hit ho jata ha
    side way market me jub market ki movement ho tu traders ko chahie kay wo os wakt market kay aik strong trend banane ka wait karay jub koi strong up ya down trend ban jaye tub analysis karne kay bad trades open karay etry point find kar kay is tarah ap loss se bach sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Market ki kaisi situation mai trading ki bajaey monitoring behtar rehti hai?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
      Forex market mai bohat si situations mai trading khatarnak hoti hai. Aap kay khayaal mai market ki kaisi situation mai trading ki bajaey market ko watch kerna behtar rehta hai?
      Dear jab market ap ko nazar aa raha ho k market ap k analysis k hisab se moment nai kar rahe to ap ko ais market mai aus time trade na kary aor ap aus time sirf ais market ko observe kary ap agar ais market mai trade lagaty hai to ap ko ho skaka hai aus time loss ho jaye ap agar ais market mai mehnat karty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais liay ap ko market mai monitoring bhi karni chaye ap ais market mai ap agar kaam karty hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai ap ais market mai faida ho jata hai ap ko ais market mai monitoring karny se kafi zayda faida ho jata hai ap ais market mai jitna zayda time lagaty hai ap ko ais market mai atna hi zayda faida hoata hai ap asi market mai mehnat karty hai to ap ko kamyabi mil hi jati hai.
      • #4 Collapse

        Re: Market ki kaisi situation mai trading ki bajaey monitoring behtar rehti hai?

        Assalamu Alaikum dear Forex trading member market ki condition aapko samajh na aa rahe ho aur aapko market ke bare mein kuchh andar dana hoke market ka trend kiya hai to aapko vate karna chahie aur apne knowledge or experience planning karte hue trading ka plan banakar vate karna chahie aur emotional control ke sath aur confidence ke sath trading market ko samajhna chahie aapko market ka sentimental and technical lene ke bare mein sochana chahie aap jante hodear Forex trading members jaisa ki aap logon ke bare mein maloom hai ki Forex trading market risky hai aapko stop loss and take profit use karte hue kam karna hoga aur Market ki sport and distance ko samajhna hoga aapko maloom hai crude oil ki market sensitive hai aur supply and market mein price negative pressure mein hai aur recently crude oil ki price negative mein chali gai thi.
        • #5 Collapse

          Re: Market ki kaisi situation mai trading ki bajaey monitoring behtar rehti hai?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
          Forex market mai bohat si situations mai trading khatarnak hoti hai. Aap kay khayaal mai market ki kaisi situation mai trading ki bajaey market ko watch kerna behtar rehta hai?
          Jab koi khas news time ho to humy us time wait karna chae ha news ka results na aa jay tab tak trading na karny or result aany k bad apny analysis k mutabiq trading karny or proper stop loss or take profit istamal karny ta k humy kam sy kam loss ho or maximum profit hasil ho or hum log kamyab ho saken is k ley humy ziada behtar trading karni ho ge tab he hum log kamyab ho saken gy or forex trading main ache earning kar k kamyab ho saken gy is ley humy fast movement main or news time main both ahtiyat or sabir sy trading karni ho ge tab he hum log kamyab ho saken gy agr hum fast movement ya news sy pehly trading karny gy juldbazi karny gy to humy ziada loss bi ho sakta ha is ley humy behtar planning or strategy sy kam karna ho ga ta k hum log kamyab ho saken
          • #6 Collapse

            Re: Market ki kaisi situation mai trading ki bajaey monitoring behtar rehti hai?

            dear mamber forex trading main maret ko follow karny k liye hmain 2 trha k trend faida dety hain jis main aik up trend hota hai or aik down trend jis main hum apni trade lga skty hain laken jub market hmain dose way tredn show kar rahi ho tu trading karny se bahtar hai k ap just market ko observe karen q k yah wo market trend hota hai jo boht he confuse hota hai jis main hum kbhi bhi achi trading nahi kar skty hain es liye aghr hum forex main achi trading krna chahty hain tu hmain market ko tab follow karna chahye jub hmainw o faida de or hum os se achi trading kar k acha profit hasil kar saken ayse sort e hal main trading hmain faida deti hai laken jub market hmary faidy jesi nazar he na ay tu hmain kbhi bhi forex main kamyab nahi hony deta hai es liye jub apko lgy k hmara market main enter hona hmain faida de skta hai tab apni trading karni chahye
            • #7 Collapse

              Re: Market ki kaisi situation mai trading ki bajaey monitoring behtar rehti hai?

              Assalamu Alaikum dear friend Jab market aapko Najar a raha ho ki market APK analysis ke hisab se movement nahin kar rahi to aapko is market Mein use time trade na Karen aur aap use time sirf is market Kapda Karen aap is market Mein train Lagate Hain To aap Koi ho sakta hai is time Los Ho Jaaye aap Agar is market Mein mehnat karte hain to aapko is market Mein Kafi jyada fayda ho jata hai isliye aapko market Mein monitoring Karni chahie aap is market mein aap Agar kam karte hain to aapko is market mein fayda ho jata hai aap is market Mein Kafi jyada fayda ho jata hai aap is market mein time Lagate Hain To aapko is market Mein utna hi jyada fayda aap is market Mein mehnat karte hain to aapko kamyabi
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Market ki kaisi situation mai trading ki bajaey monitoring behtar rehti hai?

                News release ho ya per esi situation ho jes me market ko deeply samjna namumken ho jaye to esy me trading karny se zeyada behtar yahi hota hay key market ko watch kia jaye ye per market ki monitoring ki jaye, market hamesha trading key ley saz gar nahi hoti ye trading key ley bahot kam time key ley suitable hoti hay aur traders ko kam hi time deti hay key wo best point par trades ki entries karen, agar market ko 24 hours samjna asaan hota hay aur market best trades ki entries ka muqa be deta to koi be trader asani se loss na karta magar some time traders ko market ka watch karna hi us key haq me behtar hota hay.

                اب آن لائن

                Working...
                X