Her member 4 threads banaey tou Kitna faida ho sakta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Her member 4 threads banaey tou Kitna faida ho sakta hai?
    Pak forex forum pay her member Agar contest mai 4 threads daiky banaey tou Kitna faida ho sakta hai? Aaj abhi takk sirf 5 technical threads banay hain jinn say bohat knowledge sharing hui hai aur kitnay ki members ko faida Hua hoga?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Her member 4 threads banaey tou Kitna faida ho sakta hai?

    Pakistan forex forum main ap thread posts karny ya thread ka reply posts karny bounce ap ko ap k ache quality or quantity waly posts pe he mily ga q k jtna acha knowledge share karny gy to he ap ko ziada bounce mily ga is ley humy chae ha k hum log maximum acha knowledge or experience share karny ta k sab log humary posts ko likes dan jtny ziada likes mileny gy to humy utna he ziada bounce mily ga is ley humy chae ha ache sy acha knowledge share karny or hum log kamyab ho saken thread ka fayda ye ha k thread pe likes ziada milty han or likes ka bounce alada sy milta ha jis ki waja sy humy chae ha hum thread post karny ta k ziada likes mileny or ziada sy ziada bounce hasil kar sakeny
    • #3 Collapse

      Re: Her member 4 threads banaey tou Kitna faida ho sakta hai?

      Aapko maloom hona chahie ki hamara behtarin jawab mukabala mein aisa koi rule nahin hai ki aapko daily char thread banana hain tab aapko ziyada profit milega yah aap contest mein participate karne ke liye daily basis per char friend banaoge yahan per aapko qualitative kam karna hota hai repeated thread nahin generate karne hote question banane hein jo pahle se trading market mein na puche gaye ho Pakistan Forex forum mein hamen serial hone ke naate trading market mein aisa kam karna hai jo appreciate keya ja sake aur jismein aapko bhi fayda ho aur new trading members ko bhi fayda mile aur trading market mein bar bar vahi kam repeat na kiya jaaye bol ke new kam ho aur uski quality bhi behtarin ho market mein aap strategies aisi ho jisko discuss karo to sare trading members is ko appreciate karen aur unko se fayda hoga to vah aapko like aur thanks denge
      • #4 Collapse

        Re: Her member 4 threads banaey tou Kitna faida ho sakta hai?

        Daily 4 threads agar create key jaye to forum me spam key chances kam ho jaye gey siraf 1 hi members ko 4 threads nahi karny chaye jab members ko ye rule bana lena chaye key wo kabi be kesi be section me hi kinu na threads create karen un ko 4 threads ki limit rakni chaye, es ka 1 benefit ye ho sakta hay key ham jetny be kam threads karen gey ham es ki quality par etna hi focus kar saken gey, bahot zeyada limit se threads create karny ki waja se ham kesi be 1 threads ki quality ko acha nahi kar sakty aur es ko hamesha key ley maintain rakna be hamary ley masla ban jata hay.
        • #5 Collapse

          Re: Her member 4 threads banaey tou Kitna faida ho sakta hai?

          ham ko contest main ya forex k kise bhe section main thread post karny sey phily yeh check kar lina chahi hai k ham jo thread post kar rhy hain kahi yeh phily sey majood to nahi hai agar phily sey majod na ho to ap kar skty hain agar to wo thread phily sey majood ho to phir ap new thread post osi topic k oper nahi bana skty hai agar ap isa karty hain to ap ko os thread post ka koi bouns nahi diya jata or ap ki post delte kar di jati hai is sey serf ap ka nahi balky dosry member ka bhe nuqsan hota hai jo ap ki rpeated thread post k oper rplay karty hain is lia agar ham thread ka acha bouns chahty hain to ham ik kary ya 4 thread magar karny sey phily un ko searching main check kar ley k kahi phily sey majood to nahi hai os k bad hi thread post kary .
          information for Beginners
          Complete Forex Knowledge
          • #6 Collapse

            Re: Her member 4 threads banaey tou Kitna faida ho sakta hai?

            Dear Fox member Forex forum Mein Hum Apni posting Himmat ko pura karne ke bad threads ki taraf Aate Hain jo k Ham four friends kar sakte hain 4 threads ki Ijazat isliye Di gai hai ki agar Har member isase Jyada thareads create karta hai form mein bahut se topic ho sakte hain jinko Sabhi discuss nahin kar Sakenge topic ki jo limit Hai vah for isliye Rakhi Gai Hai Ki Sab ke topic per bahas ki Jaaye Taake ko uska bonus Achcha mil sake jitne Jyada topic Honge Apne Hi topics keep hone ke chances Jyada Honge to jaruri hai ki agar Ham apni posting limit ko pura Karte Hain To Hamen chahie ki Ham Apne a topic ko rozana 4 threads discuss Karen or acha topic aap Rakhenge to hi aap Forex Mein Achcha bonus de sakte hain aur jitne aapke informative theard Honge utna hi aapko Achcha bonus milega
            • #7 Collapse

              Re: Her member 4 threads banaey tou Kitna faida ho sakta hai?

              Dear ap ais forum k rules ko agar read kary to ap ais forum par aik din mai 50 posts kar skaty hai aor ais mai ap ko 4 thread lagany ki ijazat hoti hai ap agar ais forum par ais se zayda thread lagaty hai to ap ko ais mai faida nai hota hai kun k ais mai ap k pass achy topic nai hoty aor ap ais mai fazool topics par thread lagaty jaty hai jis ki waja se ap ko ais mai bonus bhi kam milta hai aor ais k sath ap k thread delete ho jaty hai aor jin logo ne ap k thread par posts ki hoti hai wo bhi delete kar di jati hai ap ais forum par mehnat kary tab hi ap ko ais mai faida ho jata hai ap ais mai aik din mai 4 thread hi lagye aor ais mai achy topic par thread lagye ta k ap k thread se new members ko faida ho jaye aor aun ki learning achi ho jaye tab hi ais forum par kaam karny waly members achy trader bany gay.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Her member 4 threads banaey tou Kitna faida ho sakta hai?

                Dear friend bilkul aapki baat theek hai new thread post karne jaruri hai lekin sirf aur sirf information wale ho to vah behtar hai Kyunki Pakistan Forex form dusre Logon ki help ke liye banaa hai isliye Jyada Se Jyada ismein acche aur Behtar thread post karne bahut jaruri hai agar aap ismein local jaise ki aur Aadi maujud koi bhi question Puchte Hain To vah aapke liye bekar Hai Kyunki uska aapko bonus bhi nahin Milega aur vah aapka delete bhi kar diya Jaega To isliye sabse pahle Achcha Ek topic dhundhe aur use topic related agar aap koi bhi thread post karte hain tabhi aap Achcha banaa Sakte




                Pakistan Forex forum is the best forum
                Last edited by ; 27-04-2020, 09:51 PM.

                اب آن لائن

                Working...
                X