market say munafa kamana Asaaan hai kia ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: market say munafa kamana Asaaan hai kia ?

    gg bhai jan ya question bohat hi alag ha ham markit ma asani sa profit nai kama sakta q ka ya aik asa business ha jis ma ham apna sara kam bohat hi dyhan sa karta han es ma kisi galti ki gunjash nai hoti agr ap es ma hosla hemat or dill lagi or menhnat ka sath trading kar raha han or ap ka pass expirence bi ha to ap ko phr kis bat ki tenshion jo banda acha expirence la sakta ha wo trading bi asani ka sath kar sakta ha jo forex ka expirence hasl kar lata ha os ka liya profit kamna asan hota ha lakin mehnat ko jari rakhna parta ha q ka ya business ma aik aik mint ma bohat khuch asa hu jata ha ka ap ko is bat ki khabr bi nai hoti markit ko girna or barna ma time nai lgta kabi asi markit gir jati ha ka hamri umeed sa bahir hoti ha hamy es markit ma aik viseble proft pa kam karna chahiya yani jab hamy trade ma profit hota ha to hamy osy 10% ya 20% pa band kar dani chahiya taky ham lalch ma na a jay or markit asi move kara ka account hi wash hu jay munaf kamna os ka liya asan ha jo lalch nai karta or himat sa
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: market say munafa kamana Asaaan hai kia ?

      Dear members forex business ,main hamay munafa earn karna bohat he asan hain ku kay agar hamaray pas knowledge or experience or ache strategy say hum kam kartay hain pher he hum forex say munafa kama saktay hain ku kay agar hum nay mahnat ke hai to mahnat ka phal to hamay milta hain is liya soch samaj kar kam karay gain to pher he hum is say profet hasil kar saktay hain lakin hum mai say zayda members passa investment kar daytay hain lakin un ko forex kay baray main kuch ni pata hota is liya un ko loss ho jata hain is liya ya kam soch samaj kar karnay wala hain market hamay bohat profet dayti hai lakin hasil karna itna asan ni hain is kay liya hamay din rat mahnat karni hoti hai pher ja kay ham is main kamyab ho jatay hain.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: market say munafa kamana Asaaan hai kia ?

        Assalamu Alaikum dear friend ki baat kar rahe hain to international market hi hota hai aur aapka ho sakta hi capital completely e loss kar sakte ho isliye is main earning bahut difficult hai agar Pakistan Parasparam ke through aap kam Karoge To aapko ismaning ke chance increase Hote Jaenge aapko Yahan per Har post and trade Mein guidance milati hai aur technical or fundamental analysis questionnaire Kiya jata hai aur bahut share trading tips aur trics improve kar sakte ho ek best form hai jo school ki tarah kam karta hai ismein aap Institute ki taraf se a learning kar sakte ho aur student Ki Tarah aap per pack professional trader banne ke knowledge experience ko Hasil kar sakte ho

        اب آن لائن

        Working...
        X