Gold price kay 1800$ takk Janey kay kitnay feesad imkaan hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold price kay 1800$ takk Janey kay kitnay feesad imkaan hain?
    Analyst aur experts kay reviews aur analysis kay mutabiq gold 1800$ ko cross kernay wala hai. Aap kay analysis kay mutabiq gold kay 1800$ takk Janey kay kitnay feesad imkanaat mojud hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold price kay 1800$ takk Janey kay kitnay feesad imkaan hain?

    gold ne is wakt Apne strong resiatance area zone 1700.00 ko breakout kar kay 1747.00 tak phonchi ha or is kay bad reverse hone kay bad 1727.00 par close hui ha friday ko first clue tu yeh milta ha kay gold is wakt apni strong resistance 1700.00 ko completely breakout kar chuka ha or gold ki next reistance bhi 1800.00 ke level par ha tu is se yeh andaza lagta ja sakta ha previous strong resistance ab support ban chuki ha or gold again banane wali resiatance se support ko dobara touch kar kay 1727.00 par phonch chuka ha

    is kay ilawa corona pandemic situation me traders ka zeyda etmad currinces ki bajaye gold par ha traders and investors gold ko zeyda stable samjtay hain currencies ki nisbat tu is se bhi gold me buying ka pressure hone se demand me izafa ho sakta ha tu gold kay boht zeyda chances hain technically bhi or fundamentally bhi kay gold 1800.00 ki price tak lazmi phonch jaye ga
    • #3 Collapse

      Re: Gold price kay 1800$ takk Janey kay kitnay feesad imkaan hain?

      gold ne is wakt Apne strong resiatance location region 1700.00 ko breakout kar kay 1747.00 tak phonchi ha or is kay terrible reverse hone kay lousy 1727.00 par close to hui ha friday ko first clue tu yeh milta ha kay gold is wakt apni sturdy resistance 1700.00 ko absolutely breakout kar chuka ha or gold ki next reistance bhi 1800.00 ke degree par ha tu is se yeh andaza lagta ja sakta ha preceding robust resistance ab help ban chuki ha or gold once more banane wali resiatance se help ko dobara contact kar kay 1727.00 par phonch chuka ha
      • #4 Collapse

        Re: Gold price kay 1800$ takk Janey kay kitnay feesad imkaan hain?

        Trading members agar aap yellow metal ke bare mein analysis ki baat kar rahe ho to chances yahi hai ke gold 1900 tak ja sakta hai gold ki demand day-by-day increase hoti ja rahi hai jaisa ki aapane dekha ke gold apni price ko hold kiye hue hain aur break out nahin hua hai baki sare major currency pairs white metal crude oil jisko black gold kaha jata tha time mein chali gai aur logon ko fayda aur nuksan hua unko bahut nuksan hua ki taraf se stop kar diya gaya tha auraur email kar di gai thi ki aapke long position faujiyon kar diya jaega aur unki long position on kar diya gaya unko to fayda ho jaega jinka capital zeyada tha aur unki $2 per account band hone se bach chuka tha dobara se profit mil jaega aur earning kar sakenge aapko install Forex broker ke sath trading karni chahie aur gold ki price iske bare mein professional analysis har sal hoye aur aapko confirmation mile to wageshwar long position len otherwise risky ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Gold price kay 1800$ takk Janey kay kitnay feesad imkaan hain?

          Lock down agar esi tarha koch din aur be barqarar raha aur USA ki economy ko nuksan hota raha to koch hi den me gold ki keemat international market me double be ho sakti hay, corona virus ki waja se dunya me deaths average zeyada hoti ja rahi hay es waja se bahot kam imqan hay key lock down completely khatam kia jaye agar complete emergency lag jati hay to sab se zeyada price gold ki hi increase hogi, other currencies ki keemat me kami gold ki price key increase hony ki waja ban sakti hay, gold ki price ka jaiza lock down ki policy se lagana chaye aur ye dekna chaye key ye situation mazeed ketny time tak rahy gi.
          • #6 Collapse

            Re: Gold price kay 1800$ takk Janey kay kitnay feesad imkaan hain?

            Well bro, virus ki wajha se kafi farak para hai aur gold ka rate upper ki janib ja raha hai magar mujhe lagta hai ke filhal 1800 cross nhi hoga, shayad 1800 se neche 1790 ke as pass hi rae ga.
            • #7 Collapse

              Re: Gold price kay 1800$ takk Janey kay kitnay feesad imkaan hain?

              Dear ap ko gold ka bullish trend to nazar aa raha hai magar ais mai ye confirm nai hai k ye kaha tak up ja skata hai kun k ais market mai jab market ne aik high point lagya hota hai aor aus ko break kary to ye pata nai hota k market kaha tak jaye gi ap ne agar ais market mai trade karn hai to ap ko ais mai resistance ya support level ko dekh k trade lagani hoti hai magar jab market apny high ko bhi break kary to aus k baad koi resistance level nai hota jis par ap agar trade karty hai to ap ko ais market mai nuqsan bhi ho sakta hai kun k market koi pata nai hota k kaha tak ja sakti hai aisy hi gold bhi apni resistance ko break kar k oper nikla to aus k baad ye pata nai ho ga k ais ne kaha tak up jana hai ap ais market mai trade karna chaty hai to ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna chaye tab hi ap ko ais mai faida ho ga.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Gold price kay 1800$ takk Janey kay kitnay feesad imkaan hain?

                Dear friend Jaise ke Virus ki vajah se bahut jyada market Mein crash ho chuka hai aur Market bahut jyada down ho chuki hai to Abhi Gold ke ab Jaane Ke bahut jyada chances aur Jyada badh chuke hain Mere Khyal se gold $1800 Tak Jaega aur yah bahut hi accha chance Hai gold ko purchase karne ka to isliye ismein craft reading karna chahte hain to acche backup ke sath Karen aur Hamesha stop-loss ko use Karke Karen per market klcc ko use karte hue graft reading Karenge tabhi aap gold Mein Kamyab ho sakte hain otherwise gold Ek bahut jyada risky ki hai jismein aap bahut kam profit kar sakte hain to isliye aapko Soch samajhkar ismein trading karna chahie aapki acchi trade aapko bahut jyada profit bhi de sakti hai

                اب آن لائن

                Working...
                X