Dear ap ais market mai agar trade lagaty hai aor aisi jaga se sell ki trade laga dety hai jaha market mai support level ho to waha se ap ko loss ho sakta hai ais liay ap ko chart par resistance aor support level draw kar leny chaye ais se ap ko kafi zayda faida ho jata hai ap ais market mai agar achi trade agany chaty hai to ap ko resistance aor support level par wait karna chaye waha market jab koi candle stick pattern banati hai to waha se ap is market mai enter ho jaye ais se ap ko kafi zayda faida ho jata hai ais tarha ap ko jo trade milti hai aus ka stop loss kam hota hai aor trade ka take profit kafi zayda hota hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим