Jaiza ;candle ki importent informition .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza ;candle ki importent informition .
    candle kiya hai or is k mukhtasir jo tarof hai ham apni is post main kar chokey hain ap parh skty hain .
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...36#post9957036
    ab bat karty hain k canlde kab banta hai .
    chart main mukhlif time frame hoty hai jisa k m1 ,m5, m15, m30, h1, h4 ,d1, w1 ,mn agar ham m30 sey chart box ko opan karty hain or analysis karty hain to os main ham ko har 30 ment k bad new candle milta hai isi trha m1 main har ik mint k bad new candle banti hai or h1 main ik ghanty k bad new candle banti hai or d1 main rozna ka ik candle banata hai .
    agar price up jati hai to green candle banti hai or agar price down jati hai to read candle banti hai .
    candle ka jo size hota hai mukhtlif hota hai or har size ki candle ham ko imporatent informition deiti hai agar ik barra candle hoga to wo strong up ya strong down traide ko zahor kary ga or jo choty size k candle hoty hai wo kamzor traide ko zahir karty hain in ki shadow body leg sub must imporatnet hai agar ham ik acha profit hasil karna chahty hain to ham ko candle ki complete datails honi chahi hai .
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza ;candle ki importent informition .

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے

    Dear ap ne bahot hi acha thread lagaya hai ais mai ap ne bahot hi achi tarha candle stick k bary mai batya hai k humry pass chart par candles kaisy show hoti hai aor ais mai jo candles banti hai wo kaha se ban rahe hoti hai ap agar ais market mai chart ko read karna chaty hai to ap ko ais mai candles ka pata hona chaye aus k baad hi ap ais mai achi trades lagaty hai ap ko ais mai jo bhi trade lagani hoti hai candle ki shape ko dekh k ap ko ye pata chal jata hai k ap ais mai kaha se trade lagye ais market mai ap k pass candle her time frame mai different ban rahe hoti hai ais mai ap agar koi time frame lagaty hai to aus mai ap ko soch samjh k kaam karna hota hai aus se ap ko kafi zayda faida ho jata hai tab hi ap ais market mai achi trades laga skaty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza ;candle ki importent informition .

      Candlestick graph presentation pattern ko sub say asaan chart pattern kaha Jata hai. Jiss ki wajah iss ki woh tasveer hai jo chart pay banti hai. Aksar traders ko yeh pata nahi hota hai kay chart patterns ya types ko kaha say change kia ja sakta hai. Chart patterns ki selection MT4 trading terminal pay tool bar mai mojud option say ho sakti hai aur mobile app kay trading kernay waley traders bhi apnay terminal screen pay time frames kay saath mojud options say isay change ker saktay hain. Candlestick ka green aur red color sell aur buy ko present kerta hai aur red mai downward movement record hoti hai jab kay green mai upward movement record hoti hai. Issi tarah iss candlestick pattern mai hanging aur hammer man candles bhi banti hain jo traders ko easily bullish aur bearish movements aur trends reversal ka knowledge provide ker daiti hai. Candlestick pattern pay indicators bhi achay traeekay say apply kiye jaa saktay hain.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza ;candle ki importent informition .

        Candlestick chart pattern 1 Japanese ka hai jis mein business ke bare mein agar aapane chart draw karna hai to smart tarike se information ko display karne ke liye candlestick chart pattern use Kiya jata hai aur yah 1 complete chahat hai jismein aapko Forex trading market ki each and every element aur tractor ko discuss kar sakte hain aur aap clearly chahat ko dekh kar market ki movement ko aur price action course study kar sakte ho trading market mein candlestick chart pattern trade entry aur exit ke liye use kiya jata hai is chahat se aap Forex trading market ki previous histry ke bare mein jaan sakte ho aur currently trading knowledge or experience bhi is chahat se aasan kar sakte ho is chahat ki 12 different candles candles kahlati Hain vaise to unlimited candles hain jo candle chart mein use ki jaati hai aur inki type ke bare mein complete information hasil karna itna aasan nahin hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza ;candle ki importent informition .

          Mere Pyare dost aapane bahut acche tarike se candle ke bare mein information Yahan per share Ki Hai Jab Ham market Mein kaam karte hain to different types ke charts ke sath Hamen kam karna padta hai Jin sabse famous aur important chat hi candlestick to isko use karte hue Ham market Mein Aksar kam kar rahe Hote Hain jyadatar Jo traders Hai vah ISI candlestick chart ko use karte hain aur is per trading Karte Hain ismein Jo Main hota hai vah Hoti Hai candle candle ke bare mein sahi tarike se samajh lete hain to hamare liye market Mein kaam karna Kafi Aasan ho jata hai to sabse pahle Hamen yah dekhna hota hai ki candle kaun si hai ek candle hoti hai bullish uska matlab yah hai ki market Upar ja rahi hai dusri candle Hoti Hai bears uska matlab yah hota hai ki market niche ki taraf a rahi hai ine donon candles ki types ko Humne market mein dekhna hota hai aur Unki movement per focus Rakhna Hota Hai Chha focus rakhen Ham market ki next prediction kar sakte hain ki next candle kaun si Ban sakti hai aur use hisab se ham log Apna order open kar sakte hain market Mein To aap Logon Ne candlestick chart per focus Rakhna hai aur Jyada Se Jyada koshish karni hai ki candles ki movement ko samajhne ki
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza ;candle ki importent informition .

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
            candle kiya hai or is k mukhtasir jo tarof hai ham apni is post main kar chokey hain ap parh skty hain .
            https://investsocial.com/ur/showthread.php...36#post9957036
            ab bat karty hain k canlde kab banta hai .
            chart main mukhlif time frame hoty hai jisa k m1 ,m5, m15, m30, h1, h4 ,d1, w1 ,mn agar ham m30 sey chart box ko opan karty hain or analysis karty hain to os main ham ko har 30 ment k bad new candle milta hai isi trha m1 main har ik mint k bad new candle banti hai or h1 main ik ghanty k bad new candle banti hai or d1 main rozna ka ik candle banata hai .
            agar price up jati hai to green candle banti hai or agar price down jati hai to read candle banti hai .
            candle ka jo size hota hai mukhtlif hota hai or har size ki candle ham ko imporatent informition deiti hai agar ik barra candle hoga to wo strong up ya strong down traide ko zahor kary ga or jo choty size k candle hoty hai wo kamzor traide ko zahir karty hain in ki shadow body leg sub must imporatnet hai agar ham ik acha profit hasil karna chahty hain to ham ko candle ki complete datails honi chahi hai .
            Forex trading main different candles pattern hoty han jo k different time frame main same movement karty han han par jtna time frame bara hota ha movement utni ache hoti ha jab k choty time frame main movement ziada ache ni hoti ha is ley humy chae ha k hum log behtar trading k ley ache candle patterns ko seekeny or samjeny or us k bad in pe amal karny ta k hum log kamyab ho saken ta k hum log behtar planning or strategy sy trading kar k kamyab ho saken jtni acha candle patterns seekeny gy to humara experience utna he acha ho ga is ley humy utni behtar trading k ley humy ache trading karni ho ge ta k hum kamyab ho saken is k ley humy behtar practice karni ho ge ta k ache candles talash kar k trading karny or ache earning karny
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza ;candle ki importent informition .

              Candlestick graph presentation sample ko sub say asaan chart sample kaha Jata hai. Jiss ki wajah iss ki woh tasveer hai jo chart pay banti hai. Aksar investors ko yeh pata nahi hota hai kay chart patterns ya types ko kaha say alternate kia ja sakta hai. Chart styles ki selection MT4 trading terminal pay device bar mai mojud alternative say ho sakti hai aur cellular app kay trading kernay waley investors bhi apnay terminal screen pay time frames kay saath mojud options say isay change ker saktay hain. Candlestick ka inexperienced aur red color sell aur buy ko gift kerta hai aur pink mai downward motion report hoti hai jab kay green mai upward motion file hoti hai. Issi tarah iss candlestick pattern mai putting aur hammer man candles bhi banti hain jo investors ko without difficulty bullish aur bearish movements aur tendencies reversal ka information provide ker daiti hai. Candlestick sample pay indicators bhi achay traeekay say apply kiye jaa saktay hain.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza ;candle ki importent informition .

                Dear forex member ache baat ki Hai aap ne forex trading no doubt bohat behtreen business hai lekin Yeh bohat zayada risky bhi hai is liye is mein successful trading krna sab members ky liye possible nahi hota hai agar humen is business Mein Kamyab Hona hai To humen forex trading ki market Mein mojood candles ko samajhny ki koshish krni ho ge yahan Har size aur Har shape ki candles banti hain aur Agar Hum in candles ko ache tarha see seekh Lyn to hum definite ache kamyabi hasil kr saken ge lekin is ky liye humen bohat planning ky saath kaam krna ho GA humen daily basis par candles ky baare mein information Hasil krny ki koshish krni ho ge kyun KY Agar hum candles ko nahi samajhen hmge to hum markeet ka behter analysis nahi kr saken ge aur forex trading market Mein trade open krny KY liye market ka acha analysis hona bohat zaroori hai us ky bgher trade open kr KY nuqsaan ky ilawa kuch bhi Hasil nahi kiya Ja sakta is liye mehnat krni ho ge aur in candles ky baare mein humrin ache learning internet par easily mil sakti hai jis se hum apni information ko strong bna sakty hain aur ache information see ache trading kr KY khud ko aik kamyabi KY ache level tak ly kr ja sakty hain Yahan Par mojood Har member ko bullish bearish candles ka pata hoan a chaheye is ky ilawa humen in candles see bnny waly patterns ko bhi SEEKHNY ki koshish krni chaheye woh bhi kamyabi Hasil krny mein hmari help kr sakty hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Chart main sub sy famous candlestick pattern he hai. Es ki madad sy ap asani sy es ko seekh be sakty hain or sath main ap es ka sahi use kar kay achi earning kar sakty hain.Ap jab tak es ko sahi samaj jaty hain tu ap asani sy es pattern ki madad sy yeh pata laga sakty hain har time frame ki candle kitny price main open or close howi hai. Us duran us ka low or high kitna hai yeh sub ap ko candlestick sy pata chal sakta hai jis ki base pay ap apni trade ko behtar bana sakty hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X