Hedge trading ka faida kia hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedge trading ka faida kia hay?
    Hedge trading ki waja se na to loss hota hay aur na hi profit, 1 tarha se deka jaye to hamari equity bilkul be stop ho jati hay es ka faida kia ho sakta hay ye question traders key mind me hona chaye,

    planing key sath hedge trading ki jaye to es ka faida zaror ho sakta hay jab be hedge trading ki jaye to news par aur technical analysis par focus karna pardta hay, market hamesha same movement kar hi nahi sakti hay agar deka jaye to single day me hi hamary dono trades jo key hedge trading key base par ham ne open key hoty hey ye profit me a sakty hey, traders ko hedge trading technique key sath karni chaye ye dono orders hi profit me close ho sakty hey agar mehnat ki jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hedge trading ka faida kia hay?

    hedge trading ka zeyda tar use loss se bachnay or profit ko secure karne kay liey use kea jata ha is kay ilawa hedge trading kay zariey profit bhi earn kea jata ha

    jub aik traders ki trades loss me phansi hoti ha tu traders mazeed loss se bachnay kay liey apni open trades ko hedge kar letay hain or mazeed loss se bach jatay hain

    Apne profit ko secure karne kay liey bhi hedge kea jata ha jub traders dekhtay hain kay ab trend reverse ho kar profit ko zaya kar sakta ha tu traders trend kay reversal point par bhi trades ko hedge kar kay profit ko secure kar letay hain

    kuch traders jub market side way me move kar rehi hoti ha tu waha par darmyan me both sell or buy ki trades open kar kay hedge kar letay hain or dono trades me profit hasil kar letay hain
    hedging me trading se faida uthaya ja sakta ha ager traders kay pass experience ho
    • #3 Collapse

      Re: Hedge trading ka faida kia hay?

      Hedging aik aisi strategy hai jisay uss waqt apply kia Jata hai jab traders ko kisi trade mai loss horaha hota hai aur woh uss trade ko loss mai close nahi kerna chahtay hain tou woh aik trade opposite open ker laitay hain jiss say equity profit aur loss ki wajah say hold ho jaati hain. Iss Tarah traders ko moqa mill Jata hai kay woh apna loss aur profit equal rakh sakain laikin aisis soorat mai traders dono he trades ko close nahi ker patey laikin Agar isi hedging strategy ko iss Tarah use kia jaey kay hedge kay liye open ki jaanay waali trade ka lot size double rakh Lia jaey tou loss ka difference jald khatam ker kay dono trades ko easily close kia jaa sakta hai.

      Hedging usi waqt ki jaa sakti hai jabb traders kay paas account balance strong ho Agar pehlay say he ziada trades open ki hui ho aur account kay margins available he na ho tou hedging kernay say account bohat jald wash bhi ho jaey ga. Isi liye aik waqt mai aik trade traders ko hamesha bohat sahoolat faraham kerti hai
      • #4 Collapse

        Re: Hedge trading ka faida kia hay?

        Hedging aik achi strategy hay es say traders loss say bach saktay hain es strategy ko traders us waqay use kartay hain jab traders ki koi trade jo important ho us trader k liay usay close na karna chah raha ho loss main and us trade k loss main janay ki waja say equity mutasir ho rahi ho to hedge strategy k tehat wo trader aik trade reverse order main laga daita hay ta k us reverse trade main milnay waly profit ki waja say pichli trade ka loss cover ho jay and equity bhi barh jay, yeh us soorat main mumkin hay jab trader k pas account balance kafi strong ho and margin bhi ho agar us nay already ziyada trades open ki hoe hain to us k liay mazeed trade open karna mushkil ho jay ga phir hedging strategy use nai ho saky gi es strategy ko use karnay ka best tariqa yehi hay k double size ki lot select kar k trade open ki jay reverse main and profit lay k pichly loss ko bhi recover karain and dono trades ko close kar dain
        es liay traders ko chahiay k aik time pay aik hi trade open rakhain kyun k kabhi hedging ki zarurat paray to account main balance bhi ho and margin bhi ho otherwise es strategy ko use kartay hi account wash ho jay ga
        If you work hard no body can stop you from success
        • #5 Collapse

          Re: Hedge trading ka faida kia hay?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          Hedge trading ki waja se na to loss hota hay aur na hi profit, 1 tarha se deka jaye to hamari equity bilkul be stop ho jati hay es ka faida kia ho sakta hay ye question traders key mind me hona chaye,

          planing key sath hedge trading ki jaye to es ka faida zaror ho sakta hay jab be hedge trading ki jaye to news par aur technical analysis par focus karna pardta hay, market hamesha same movement kar hi nahi sakti hay agar deka jaye to single day me hi hamary dono trades jo key hedge trading key base par ham ne open key hoty hey ye profit me a sakty hey, traders ko hedge trading technique key sath karni chaye ye dono orders hi profit me close ho sakty hey agar mehnat ki jaye.
          Dear ap ais market mai agar hedging karna chaty hai to ap ko ais market mai kuch pending order lagany hoty hai ap ais market mai trade lagaty hai ap ki trade agar loss mai ja rahe ho to ap ki trade kuch gap k baad ap ko pending order place karna hota hai aus time jab makret aus level par jati hai to ap aus jaga se ap ki trade jaisy hi lagti hai to aus k sath ap aik new pending order laga dety hai aisy hi ap pending orders lagaty jaty hai aor jab ap ki trades over all profit mai jati hai to aus time ap sari trades close kar dety hai ap ko ais market mai lot her lot k sath thori zayda karni hoti hai ais k sath ap agar ais market mai trade lagaty hai to ap ko ais k sath take profit aor stop loss lagana hota hai aus k baad ap ais market mai acha profit bana skaty hain.

          Click image for larger version

Name:	Forex-hedging-strategy.jpg
Views:	6
Size:	31.8 کلوبائٹ
ID:	12326745
          • #6 Collapse

            Re: Hedge trading ka faida kia hay?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
            Hedge trading ki waja se na to loss hota hay aur na hi profit, 1 tarha se deka jaye to hamari equity bilkul be stop ho jati hay es ka faida kia ho sakta hay ye question traders key mind me hona chaye,

            planing key sath hedge trading ki jaye to es ka faida zaror ho sakta hay jab be hedge trading ki jaye to news par aur technical analysis par focus karna pardta hay, market hamesha same movement kar hi nahi sakti hay agar deka jaye to single day me hi hamary dono trades jo key hedge trading key base par ham ne open key hoty hey ye profit me a sakty hey, traders ko hedge trading technique key sath karni chaye ye dono orders hi profit me close ho sakty hey agar mehnat ki jaye.
            Forex trading main normal hedging kar k hum loss karwaty han jab tak humary pass acha knowledge or experience na ho tab tak hum log hedging na karny pehly demo main hedging ko ache tahra seekeny or samjeny us k bad hedging karny mary khayal main humy hedging sirf usi waqat karni chae ha jab hum logun ki trade both loss main ho or humy lagy k ab account wash ho jay ga to tab humy hedging karni chae ha or wahan sy humy tab tak hedge karna chae jab tak confirm na ho jay k market wapis movement kar rehe ha is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy bana k hedging karni ho ge tab he hum log kamyab hon gy agr bagar planning or strategy k hedging karny gy to ziada chance loss k hoty han jab k news pe hedging na karny balky wait karny news any k bad trading karny ta k hum log kamyab ho saken or ache trading kar k ache earning kar saken
            • #7 Collapse

              Re: Hedge trading ka faida kia hay?

              Assalam walekum pyare doston Forex trading market mein trading krny ky leay different strategies use ki jaati hai aur inko different naam diye gaye hain jaisa ke scalping trading strategies scalping ke liye aap trading market mein instant execution karte ho aur bahut hi short time mein apni trade open and close karke profit mein earning kar sakte ho scalping mein risk bhi zyada hota hai aapko loss bhi hota hai aur profit bhi ho sakta hai trading members are trading market mein successful hone ke liye hamare pass indicator bhi hain aur economic calendar bhi hai fundamental analysis bhi hona chahie aur technical analysis bhi hona chahie sentimental trading aspects bhi hamen maloom hona chahie jo ki hamen professional expert trading member se milte Hain trading strategy aisi trading strategy hai jis mein aap equally sell and buy trade open karte ho aor jo pehly profit ma ajay usko close krty hain phr dosri trade ko profit ma any pr close kr dia jata hai
              • #8 Collapse

                Re: Hedge trading ka faida kia hay?

                Hedging aik achi strategy hay es say buyers loss say bach saktay hain es strategy ko buyers us waqay use kartay hain jab traders ki koi trade jo important ho us dealer k liay usay near na karna chah raha ho loss primary and us trade k loss primary janay ki waja say equity mutasir ho rahi ho to hedge strategy ok tehat wo trader aik exchange reverse order primary laga daita hay ta okay us opposite trade major milnay waly income ki waja say pichli exchange ka loss cowl ho jay and equity bhi barh jay, yeh us soorat major mumkin hay jab dealer okay pas account stability kafi strong ho and margin bhi ho agar us nay already ziyada trades open ki hoe hain to us k liay mazeed exchange open karna mushkil ho jay ga phir hedging method use nai ho saky gi es strategy ko use karnay ka first-rate tariqa yehi hay k double size ki lot select kar ok exchange open ki jay reverse major and earnings lay okay pichly loss ko bhi get better karain and dono trades ko close kar dain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Hedge trading ka faida kia hay?

                  Admin Ek acchi tarike Kawar hai isase Los se Bach sakte hain is tarike karko boilers use Waqt use karte hain Jab traders ki koi trade Jo important Ho use dollar ke liye use kiya na karna Chahe Raho dost perimeter and use straight ko loss primary Jaane Ki vajah se equality mutasir ho rahi ho to tarike ka ek Aahat trailer 1 exchange reverse order primary Laga Dete Hain sake aur quality bhi badh Jaati Hai use Surat Mein manjur Mumkin Hai Jab dollar ok pass aapke pass account stability Kafi strong Ho Aur margon bhi ho Agar usne a ready Zyaada State Open Ki Hai To uske liye Masjid exchange open karna Mushkil ho jaega FIR handling method used Nahin ho sakta isliye tarike kar ko use karne ka fast rate Tarika yahi hai ki dubli size ki lot select Karke aur exchange open kijiye rivers majur and earning ke liye ok Pichhle loss gobhi get better Karen and donon trades ko close kar den Taki aapko Masjid loss na Hona Pade aur aap acche se kaam kar sake

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X