Forex sa trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex sa trading
    For ex trading new users ka liay kafe mushkil ha old users ka liay ya bilkul fiada mnd ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex sa trading

    Dear ais market mai ap jab new hoty hai to aus time ap ko ais market mai kaam karny ka pata nai hota hai magar jab ap ais forum par kaam karty hai to ap ko ais forum par learning ho rahe hoti hai magar trading karty waqat ap ko agar knowledge ho ga to aus k baad ap ko ais market mai kaam karny mai asani ho jati hai ap agar ais market mai ghalti karty hai to ap ko ais market mai nuqsan ho jata hai ap ko ais forum par kaam sekh lena chaye ta k ap ais market mai jab trading kary to ap ko ais market mai kamyabi mil jaye ap ko ais market mai kaam karny k liay time lagana parta hai aus k baad hi ap ais market mai kamyab ho jaty hai ap ko kaam karna ata ho ga to ap ko ais mai faida ho jaye ga.
    • #3 Collapse

      Re: Forex sa trading

      Koi bhi business jab shuru kia Jata hai tou shuru shuru mai woh bohat mushkil lagta hai kiyu kay uss waqt seekhnay kay phase mai hota hai laikin phir jaisay jaisay business mai time ziada guzarta Jata hai tou experience barhta Jata hai jiss say wohi mushkil business bhi asaan hota Jata hai. Forex trading bhi aisa he business hai jiss mai shuru mai traders ko bohat mushkilaat aati hain aur laikin jab woh apni learning aur knowledge gain kertay jatey hain aur demo trading mai achi practice ker kay apni strategies aur plannings ko develop kertay hain jiss kay baad forex trading mai asaaniaa aati jaati hai. Forex traders ka experience barhnay say forex trading mai expert traders bann jatey hain aur phir trading say bohat achi earnings hoona start ho jaati hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex sa trading

        Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy forex jasa k aik bot bara or behad profitable business hony k sath sath aik behad difficult or risky business b hy isi waja sy ye hmary liay aik behad mushkil kam hy or ham jb forex join karty han to new hony ki wja sy hmary pas knowledge or experience km hota hy na hmary pas achi learning hoti hy or na hi ham anylyses ko achy sy study kr skty han to new traders k liay is wja sy ye aik difficult business hota hy mgr ham jb forex m mehnat karty han forum m kam kr k knowledge hasil karty han demo account m practice kr k experience hasil karty han ham aista aista kam kr k kbi profit hasil kr k or kbi loss kr k phr aik professional or successful trader ban jaty han forex un logon k liay mushkil hoti hy jo k old traders ho kr b zyada mehnat ni karty thora thora kr k profit hasil karny k bjaiy bot zyada pasa kmany k chkar m hoty han asy traders kbi b successful ni ho sakty
        • #5 Collapse

          Re: Forex sa trading

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammadsohaibriaz پيغام ديکھيے
          For ex trading new users ka liay kafe mushkil ha old users ka liay ya bilkul fiada mnd ha
          Forex trading tab tak sab k ley muskal ha jab tak ap is ko seekty ni han samjty ni han or trading start kar laty han is ley humy sab sy pehly is ko seekena chae or us k bad trading karni chae ha ta k hum log kamyab ho saken is ley humy ache sy ache trading karni ho ge forex trading main money management or risk management ko samjena ho ga or us k bad he hum log behtar trading kar saken gy Jo new trader hon uny chae ha demo account istamal karny or seekeny forex trading ko k hum kase trading kar k ache trading kar k ache earning kar sakty han or forex trading main kamyab ho sakty han jo trader jtna acha knowledge or experience hasil karny ga us k kamyab hony k utny he ziada chance hon gy
          • #6 Collapse

            Re: Forex sa trading

            Assalamu Alaikum mere dost aapane ek naam se different sacred thread banaa diye hain lekin main aapko reply karna chahta hun ki agar aap news calender ke bare mein janna chahte ho to aapko acche news calendar ko apne mobile mein install karna chahie aur use dual camera trading karni chahie agar aab Forex trading market mein news ka schedule hamen guide kar sakta hai ki kaun si news important hai kaun si news medium impact sakti hai aur kaun si news low-impact rakhti hai yah sari chizon hamen news calender se milati hain aur news calendar ek accha calendar hai jismein weekly schedule a jata hai sari currency ki news vahan per maujud hoti hain iske alava gold ki news hoti hai crude oil ki news hoti hai crude inventory ke liye vahan per hi di jaati hai news jab release hoti hai to Forex trading market ki movement is waqt fast ho jaati hai aur almost half and aur first rahti hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex sa trading

              foreign exchange buying and selling tab tak sab k ley muskal ha jab tak ap is ko seekty ni han samjty ni han or buying and selling begin kar laty han is ley humy sab sy pehly is ko seekena chae or us okay terrible trading karni chae ha ta okay hum log kamyab ho saken is ley humy pain sy ache buying and selling karni ho ge foreign exchange buying and selling essential money control or chance control ko samjena ho ga or us ok awful he hum log behtar buying and selling kar saken gy Jo new trader hon uny chae ha demo account istamal karny or seekeny forex buying and selling ko ok hum kase trading kar okay pain buying and selling kar okay ache incomes kar sakty han or forex buying and selling major kamyab ho sakty han jo dealer jtna acha knowledge or enjoy hasil karny ga us ok kamyab hony ok utny he ziada danger hon gy
              • #8 Collapse

                Re: Forex sa trading

                Assalamu Alaikum doston kaise hain aap sab ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge.
                Doston Forex trading Sabke Liye Mushkil Hai use Waqt jab tak aap isko sikhenge Nahin or na Hi samjhenge aur kam Shuru kar denge Hamen chahie ki pahle is Forum per Aane Se isko skhen Iske rules ko follow Karen old members ki post ko read Karen Taki Hamen Achcha experience Hasil ho aur FIR Ham kam kar sake doston Forex Ek bahut bada online business Hai Is per kam karne ke liye aapko Achcha knowledge Hona bahut jaroori Hai bagair knowledge ke aap Kuchh Bhi Nahin kar sakte hain Jo new members Hai unhen chahie ke pahle acchi Tarah is per knowledge Hasil Karen FIR kam Shuru Karen Taki unhen loss Na Ho Aur fayda Hasil Ho doston Forex trading Hamari help ke liye Banai gai hai ya Hamen Achcha profit deti hai agar Ham is per mehnat Karenge to or.dil lagakar kam Karenge.THANKX
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex sa trading

                  Assalam walekum doston kaise hain aap sab ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge.
                  ji han doston Yahan per bahut hi acchi baat ki ja rahi hai ji han doston Jaisa ki Ham Sab Jante Hain Ki pak Forex forum Ek bahut bada online business hai ya international business Hai Isko samajhna Itna Aasan Nahin Hai Doston yah platform Sab Ke Liye Hi Mushkil Hai tab tak jab tak Ham is per Achcha knowledge or experience share Nahin Karenge Dosto hmen chahiye ke is per acha knowledge or experience share kren taky humen is ke bary mn knowledge hasil ho or hum acha profit hasil ker skeen Dosto ye platform hmari help ke liye banaya gya hai or ye hmari bht help krta hai agr hum is forum per zyada gnat kren gy to hum aik acha career bna skty hein or acha profit or bonus earn ker skte hein hmein is platform ko start krny se phly is ke bary achi trha learning ker leni chahiye taky hmein loss na ho.THANKX

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X