starting may loss hi kyu hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    starting may loss hi kyu hota hai
    Dear seniors trader Ma ne forex trading business ko join kiya hai mgr mujhy still loss hi hota hai iski kiya waja hai starting may loss hi kyu hota hai kis tarha hum loss ko recover karain??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: starting may loss hi kyu hota hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
    Dear seniors trader Ma ne forex trading business ko join kiya hai mgr mujhy still loss hi hota hai iski kiya waja hai starting may loss hi kyu hota hai kis tarha hum loss ko recover karain??
    Forex trading main jo bi new aata ha to usy loss isi waja sy hota ha k humary pass start main na knowledge hota ha or na he experience or forex trading k bary main itni information bi ni hoti ha is ley humy itna he ziada loss hota ha is ley humy start main practices karni ho ge or maximum learning kar k apna knowledge or experience maximum karna ho ga ta k hum log jab bi trading karny to humy ziada sy ziada fayda ho or humy loss k chances kam sy kam ho is ley humy behtar practice or learning jari rakheni ho ge jtna ziada mehnat karny gy bar bar practice karny gy to ache trading kar k ache earning kar saken gy or hum log kamyab ho saken gy
    • #3 Collapse

      Re: starting may loss hi kyu hota hai

      Forex traders ko start mai loss honay kay mukhtalif reasons hotay hain. Traders jab demo trading kay baad real trading start kertay hain tou unka khayaal hota hai kay real trading mai ziada tension nahi hoti aur yeh thinking iss wajah say aati hai kay demo trading kertay kertay unhain real trading ki seriousness ka ehsaas nahi rehta hai. Forex trading mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai takay woh real trading mai ziada behtar results lay sakain. Real trading kay start mai traders ko hamesha currency pairs say he trading ka aghaaz kerna chaiye. Iss tarah unhain ziada confidence ata Jata hai. Traders real trading shuru kertay he acha aur ziada profit lainay ki koshish shuru ker daitay hain jo kisi soorat bhi theek nahi rehta hai. Jo traders aik he din ya aik he trade Sara profit laina chahtay hain unhain he loss bhi hotay hain. New aur junior traders ko pehli trade open kernay mai time laina chaiye takay achi Tarah soch samajh kay he trading ka aghaaz kia jaa sakey
      • #4 Collapse

        Re: starting may loss hi kyu hota hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
        Dear seniors trader Ma ne forex trading business ko join kiya hai mgr mujhy still loss hi hota hai iski kiya waja hai starting may loss hi kyu hota hai kis tarha hum loss ko recover karain??
        Dear ap ais market mai jab new hoty hai to aus time ap ais market mai loss ais waja se karty hai kun k ais market mai kafi zayda risk hai ap agar ais market mai learning nai karty aor aisy hi risk le lety hai to aus se ap ko loss ho jata hai magar jab ap ais market mai trading plan tyar karty hai aor aus k sath ap ko ais market mai kaam karny ka experience ho jata hai to ap ais market mai kamyab ho jaty hai ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai magar ap ko demo account par practice karni hoti hai tab hi ap ko ais market mai faida ho jata hai ap ais market mai agar loss se bachna chaty hai to ais market mai kaam sekh ley aor aus k baad hi ais market mai kaam kary ta k ap ko ais market mai kamyabi mil jaye.
        • #5 Collapse

          Re: starting may loss hi kyu hota hai

          Forex business key starting me traders loss face kar sakty hey aur starting me ye loss face karna 1 tarha se acha hi hota hay, agar starting me hi traders ko loss na ho to traders khud ko pehly din se hi expert samaj kar learning stop kar sakty hey magar loss hony se traders learning par tawajooh deny ki koshish karty hey, me ne jab trading start ki to 1 year tak mujy be loss hota raha agar kesi time profit be howa to ye andazy key base par hota raha magar ab proper learning aur experience ki waja se me fundamental analysis ko zarori samjta hon jes ki waja se loss me kami ho rahi hay.
          • #6 Collapse

            Re: starting may loss hi kyu hota hai

            Dear forex treding m starting m sub ko hi loss hota hy q k starting m hmy es k bary m koi knoliged hasil nhi hoti r hm demo py prectis kiye bagear kisi ki help k bagear treding start kr lety hen jis ki wjha sy hmy loss face krna prta hy starting m loss hony ki r b boht sy reson hy jesy k market ki movmnt ko dekhy smjhy bagear tread order kr dena tp stop loss set kiye bagear treding start krna asy boht sy esho hen jin ki wjha sy hmy loss face krna prta hy tu bs phly treding sekhen r b es m entr hon jis sy ap starting m hi loss sy buch saken.
            • #7 Collapse

              Re: starting may loss hi kyu hota hai

              starting me loss traders ko is liey hota ha kyuke traders ke pass knowledge boht kam hota ha or sath me traders practice karke experience bhi hasil nehi kartay hain jis se traders ke analysis har bar weaks hotay hain or trades loss me jati hain
              forex me ager ap success hona chahte hain tu ap aik month ya kuch month learning karke profit earn nehi kar sakte hain ap ke pass years ka deeply knowledge required hota ha ager consistent se profit earn karna chahte hain
              ap ko loss bhi knowledge na hone ki waja se ho raha ha ager ap aj se 1 years tak consistent knowledge or experience hasil karti hain tub ap forex se profit earn kar sakti hain
              • #8 Collapse

                Re: starting may loss hi kyu hota hai

                Starting me loss hony ki bhot si wajoohaat hoti han jin me apka experience bhi hota ha ar apki learning bhi kam hoti ha. Mery mutabik agr ap full learning bhi kr len tab bhi ap os trha sy success hasil ni kr paty jab tak apko acha experience hasil na ho jay. Acha experience ar achi learning side by side bhot zaruri hoti han. Learning k bad apko acha experience ka hona zaruri hota ha.
                • #9 Collapse

                  Re: starting may loss hi kyu hota hai

                  starting main loss honey ki wajah yeh hai k hamra kam knowladge or expernce hony k bawjood traiding karna jis ki wajah sey ham ko loss ka smana karna par skta hai .
                  agar ham chahty hain k ham ko loss na ho to ham ko chahi hai k ham traiding karny sey phily traiding ko sekh ley jab ham acha knowledge hasil kar ley traiding ka to os k bad hi ham ko traiding karni chahi hai ham ko demo account ka istaml ziada sey ziada karna chahi hai ham jitna jiza demo use kary geyai or jitna demo markeet sey tuch rhy geyai to hamra knowldge or expernce otna hi ziada hota jayai ga or ham ik achy analysis kar sky geyai ham ko har traide sey phily planing lazmi karni chahi hai ik achi planing achy profit ki zmnat hoti hai .
                  information for Beginners
                  Complete Forex Knowledge
                  • #10 Collapse

                    Re: starting may loss hi kyu hota hai

                    G han friend ap ny bot acha question kea hy bilkal ham jb b forex m new hoty han to hamy zyada tar loss ka samna krna prta hy q k ham kbi b sekhy bagar agy ni brh skty or loss hmara bahtreen ustad hota hy jis ki waja sy hum sekhty han k ham ny kya mistakes ki jin ki wja sy hamy loss hoa or phr ham apni mistakes sy sekh kr jb trading karty han to km loss hota hy hr new trader ko loss sy guzar kr successful trader ban na parta hy hamy chaiy k ham forex join kr k pahly forum m kam kr k knowledge hasil karan phr demo account m practice kr k experience hasil karan tb real account main trading start karan tbi ham successful ho skty han or km sy km loss kr k zyada profit hasil Kar sakty han
                    • #11 Collapse

                      Re: starting may loss hi kyu hota hai

                      Trading members agar aap study nahin karte aur jald bazi mein trading start kar dete ho demo kaun practice bhi nahin karte ho aur aap Pakistan Forex forum mein bhi achcha kam nahin karte aapko knowledge ki samajh nahin hoti hai aur aap big lot size use karte hue live rishta bhi khyal nahin karte ho management nahin karte stop-loss aur take profit istemal nahin karoge to aapko pareshani ban jayegi aur loss hoga agar aapane start mein earning karni hai to aapko professional expert traders ki help lena hogi aur Pakistan Forex form mein senior members ko follow karna hoga aapko maloom hai ki senior member hamen behtarin guide karte hain aur hamari acchi tarah se tuning karte hain modification ke liye hamen metatrader 4 terminal ke tools ko bhi use karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: starting may loss hi kyu hota hai

                        forex business key beginning me investors loss face kar sakty hello aur starting me ye loss face karna 1 tarha se acha hi hota hay, agar beginning me hello investors ko loss na ho to investors khud ko pehly din se hello expert samaj kar studying stop kar sakty whats up magar loss hony se traders studying par tawajooh deny ki koshish karty hi there, me ne jab trading start ki to 1 yr tak mujy be loss hota raha agar kesi time earnings be howa to ye andazy key base par hota raha magar ab proper studying aur enjoy ki waja se me fundamental evaluation ko zarori samjta hon jes ki waja se loss me kami ho rahi hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: starting may loss hi kyu hota hai

                          Assalam walekum doston kaise hain aap sab umeed Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge.
                          ji han doston Yahan per bahut hi Achcha Sawal poochha gaya hai to dosto Jab Ham starting me trading karna Shuru Karte Hain To Hamen Itna Jyada pata nahin Hota Jiski vajah se Ham loss ka Samna Hota Hai Tum doston is Forum per aap jitni Marji Achche Learning kr le aapko Is Tarah ka profit Hasil Nahin ho sakta jab tak aapko Achcha experience or Knowledge Na Ho isiliye doston Hamen old members ki post ko acchi Tarah read karna chahie aur rules ko bhi acchi Tarah read karna chahie Taki Hamen Achcha experience on Knowledge Hasil Ho TuHi Ham acche post kar Sakenge aur Achcha perofet kar Sakenge.THANKS
                          • #14 Collapse

                            Re: starting may loss hi kyu hota hai

                            Ham ko starting main loss jis wajah sey hota hai wo wajah hai hamra lalach karna or jaldbazi karny bghair knowledge or experience k forex trading mein km karna. Agar Ham kamyab hona chahty hainto Ham ko chahi hai k Ham knowledge gain Kar ley forex trading ko achi trha set sekh ley or os k bad Ham ko Kam start karna cahahi or har analysis karny k bad Ham ko achi I palning karni chahie jab Ham knowledge k sath Kam karty Hain to phir Ham ik acha bouns hasil kar skty Hain or acha Paisa Kama skty Hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: starting may loss hi kyu hota hai

                              Start ma lose aksar hamary incompetency our na ehli ki wja sy hota hy alsar jo log ready ho k aty hy market our forex pr wo lose ni krty hy.start ma kuch experience our knowledge ki kami hoty hy jo waqt k sath sath develop hoty rehty hy as liyan ap pehly ready ho k ayan kry home work kry ta k ap lose sy bach sky.as kam ma sub su ziyada experience our hardworking wala banda lgta hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X