mt4 main jab chart opan karty hai to RSI show hoti hai ye kiya hai ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mt4 main jab chart opan karty hai to RSI show hoti hai ye kiya hai ??
    asslam.o.alaikum
    mt4 main jab chart opan karty hai kise bhe pair ka to nchy likh hota hai rsi(14) or something ye jo RSI show hoti hai ye kiya hai ??kiya ham is sey faida utha skty hain ya fazol chiz hai .please explain kary
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mt4 main jab chart opan karty hai to RSI show hoti hai ye kiya hai ??

    dear jub ap chart open kartay hain new pairs ka tu sath me reletive strenght index (RSI) default indicators ke sath chart par show hota hai har pairs ke chart me ha

    relative strenght index (RSI) kaya hoti hai
    reletive strenght index (RSI) aik technical indicators ha jis ko technical analysis kartay wakt market ki price ki movement ko analysis karne kay liey use kea jata ha reletive strenght index (RSI) ki 14 value is liey show hoti hai kyuke yeh (rsi) ki default value hoti ha jo ke sub se best result farhaam karti ha
    reletive strenght index (RSI) kay faide
    reletive strenght index (RSI) ka main use market ki over sold or over bought condition ka pata chalanay kay liey kea jata ha
    jub market over sold ya over bought ki condition me ati ha tu os wakt market ki movement long or fast hoti ha or traders market ki over bought or over sold condition ka pata reletive strenght index (RSI) ki help se chala kar big profit hasil kar letay hain
    • #3 Collapse

      Re: mt4 main jab chart opan karty hai to RSI show hoti hai ye kiya hai ??

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
      asslam.o.alaikum
      mt4 main jab chart opan karty hai kise bhe pair ka to nchy likh hota hai rsi(14) or something ye jo RSI show hoti hai ye kiya hai ??kiya ham is sey faida utha skty hain ya fazol chiz hai .please explain kary
      Dear ap ais market mai bahot sary indicators use kar skaty hai aor ain se ap ko kafi zayda faida ho jata hai ap agr ais market mai trading lagany k liay RSI ko use karty hai to ais se ap ko market ka status pata chal jata hai ais se apko ye pata chal jata hai k ais time market over sold hai ya over bought hai ap agar ais market mai trade lagaty hai to ap ko ais market mai trade lagany k liay koi aisa indicator use karna chaye jis se ap ko help milti rahy aus k hisab se RSI kafi zayda help karta hai agar ye 30 k level se nechy hai to ais ka matlab ye hai k ye market ais time over sold hai aor ap agar ais market mai ap ko RSI 70 se oper show ho raha ho to aus time ap ko ye pata chal jata hai k ye market abi over bought hai ap ais market mai jitni zayda confirmation k baad trade lagaty hai ap ko ais market mai atna hi zayda faida ho jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: mt4 main jab chart opan karty hai to RSI show hoti hai ye kiya hai ??

        RSI technical indicator hay terminal ko open kia jaye to automatically kabi be chart me show nahi hota aur na hi signals provide karta hay, terminal me ja kar indicators section se es ko chart me activate karna zarori hota hay es key bad market ki movement se ye indicator oversold aur overbought condition ko different time frame me determine karny ki koshish karta hay, jo traders RSI indicators use karna chahty hey un ko chaye key wo achi tarha se oversold aur overbought areas key bary me knowledge hasil kary jab tak ye information traders ko nahi ho gi wo kabi be RSI indicator ka achi tarha se use nahi kar sakty aur na hi es key singles apny ley reliable bana sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: mt4 main jab chart opan karty hai to RSI show hoti hai ye kiya hai ??

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
          asslam.o.alaikum
          mt4 main jab chart opan karty hai kise bhe pair ka to nchy likh hota hai rsi(14) or something ye jo RSI show hoti hai ye kiya hai ??kiya ham is sey faida utha skty hain ya fazol chiz hai .please explain kary
          Forex trading main jab bi ap mt4 open karny to us main RSI indicator show hota ha is k sath 14 likha hoti ha jo k last 14 candle ko compared karta ha or in ki average btata ha or usi hessab sy humy in ki strength btata ha jis sy hum anda laga k next movement ko samj k trading karty han is ley hum RSI indicator istamal karna ha to is ko seekena ho ga RSI indicator main do level han 30 or 70 jab bi chart main RSI indicator ki value 30 ya below ho to wahan sy humy buy karna chae ha or isi tahra jab value 70 ya is sy above ho to phr humy wahan sy sell karna chae ha is tahra hum log ziada ache trading kar saken gy or ache earning kar saken gy or forex trading main kamyab ho saken gy
          • #6 Collapse

            Re: mt4 main jab chart opan karty hai to RSI show hoti hai ye kiya hai ??

            Relative strength indicator ki market mai bohat value hai. Yeh forex trading aur MT4 ka sub say important indicator hota hai. RSI aisa indicator hai jo market ki over bought aur over sold ki conditions ko zaahir kerta hai. Forex trading market aik aisa phenomenon hai jiss mai traders ko bohat si cheezoo ko daikhna hota hai. Jiss say market ki movement ka pata chalta hai. RSI 14 default setting hai jiss ko ideal market monitoring setting kaha Jata hai.

            MT4 trading terminal pay bohat say indicators traders ki help kay liye provide kiye jatey hain. Aur her indicator ki apni aik setting hoti hai jiss say uss kay mutabiq result liye jatey hain aur unn results ki buniyaad pay traders apni strategies aur plannings banatay hain. Aur unhi ki wajah say achi trading ki jaa sakti hai. Her trader aisay he kerta hai kiyu kay business kay liye tamaam aisay kaam kiye jatey hain jinn say traders ko faida ho sakta ho
            • #7 Collapse

              Re: mt4 main jab chart opan karty hai to RSI show hoti hai ye kiya hai ??

              Dear Forex trading member jab aap trading ke liye candlestick chart pattern open karte ho metatrader 4 terminal main to vahan per aapko different tools bhi najar aate Hain metatrader 4 km for paath hai aap inko major 4 pages dikha sakte ho first of all course ko discuss kiya jata hai jismein aap aur different major currency pairs add karke unki price a higher price and lower price show ki jaati hai aur aapko maloom hota hai ki kaun sa broker aapane join kiya hai aur kis mein login karna hai uska spread kya hai uske bad aapko candlestick chart baton mein jis trading taiyar per aapane trade open karni hai uski analysis ke liye picture dekhna hoti hai aapko maloom hota hai kiski previous aur karen history kya hai vahan per aapko relative strength index indicator jisko RSI indicator kaha jata hai naxar aata hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
                asslam.o.alaikum
                mt4 main jab chart opan karty hai kise bhe pair ka to nchy likh hota hai rsi(14) or something ye jo RSI show hoti hai ye kiya hai ??kiya ham is sey faida utha skty hain ya fazol chiz hai .please explain kary
                RSI aik builtin indicator hai meta trader ka. or yeh woh indicator hai jo new users or old users mai kafi famous hota hai. Es ki 3 lines hoti hai jin ko samjana asan hota hai or ap es ko sahi tarha sy major pairs mai use kar kay acha result be hasil kar sakty hain.Esleye koshish karian jab be ap trading start karain es ka use karain. yeh Market kay oversold or overbought hony kay bary main batata hai jis ka ap bad mai use kar kay achi earning kar sakty hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X