Explain; what is 500 Characters post .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explain; what is 500 Characters post .
    asslam.o.alaikum
    main yeh post is section main karna to nahi chahta tha kiun k main rules ko parh choka ho k is par kis type ki ham ko post karni chahi hai yeh off topic post hai . kiun k topic main yeh post atti hai ( forex, banking services, services of microfinance credit institutions, insurance services,) .
    is main shaid mera faida bilkul na ho but ap ka bahot ziada faida hoga .
    ham ko kise topic par posting karni hai yeh to ham sub ko samjh arhaa hai saf saf dekh bhe rha hai . but yeh 500 character kiya hai kitni line banti hai kiya is main space counte hoge ya nahi ?
    characters Haroof ko khty hain jisa k A,B,C ye 3 haroof hai .isey hi ham ko 500 haroof likhna hoga jo k off topic bhe na ho or rules k against bhe nahi ho .vesy to safe bhe character main counte ho jata hai but pak forex forum k according sapce ko counte nahi kiya jayai ga serf haroof ki tadad 500 honi chahi hai agar is sey kam hoge to ap ki post compitition main counte nahi hoge .ab main ap ko picture main samjhta hun k ham ko kitni line or ksaiy likhni hai .3 picture ki madad sey ap zara ghor kijiay ga or smjhny ki koshesh ki jiyai ga .
    1st picture is main ap ko batya geya hai k ap ney jab ( fori jawab par click karna hai ) to minmum kitni line likhni hai ap ney .

    Click image for larger version

Name:	500 character post2.PNG
Views:	1
Size:	24.2 کلوبائٹ
ID:	12463619

    is main ap saf saf dekh skty hain k kitni line likhi hai os k bad
    2nd pic

    Click image for larger version

Name:	500 character post1.PNG
Views:	1
Size:	15.2 کلوبائٹ
ID:	12463620

    is tasweer main ap yeh dekh skty hain k jab ap post forwerd kar ley geyai to kitni line main show honi chahi hai .
    3rd picture
    is main ap ko pata chly ga k ap ney jo post ki hai wo kitni characters ki hai ruls par pora otrti hai ya nahi .

    Click image for larger version

Name:	500 character post.PNG
Views:	1
Size:	40.8 کلوبائٹ
ID:	12463621


    agar ap is post par amal karty hain to ap 500 characters ki post aram sey bana skty hain .
    thanks for reading ...best of luck
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Explain; what is 500 Characters post .

    Pak forex forum pay members posting work bohat mehnat say kertay hain aur posting bhi do Tarah ki ker rahey hotay hain. Aik normal posting hoti hai jiss mai posts kay characters ki koi pabandi nahi hai. Iss liye members woh post bhi normal kertay hain jo forum kay jawaab column ki 2 say 3 lines mai puri aati hai. Aisi posts contests kay elawa tamaam sections mai ho sakti hain. Forum members ko normal bonus jo ab weekly milta hai acha issi soorat mai milta hai jab woh posts ki lengths ka khayaal rakhtay hain.

    Pak forex forum ki 500 characters ki posts contests kay sections mai hoti hain. Iss waqt do contests ho rahey hain aur dono mai he minimum 500 characters ki posts ka rule mention hai. 500 characters ki shart Kamm say Kamm characters ki hai. Iss say ziada characters bhi ho saktay hain laikin iss say kamm characters waali contests ki posts ka bonus counting mai shumaar nahi kia Jata hai. Members ko contests mai acha bonus lainay kay liye rules kay mutabiq posts kerni chaiye
    • #3 Collapse

      Re: Explain; what is 500 Characters post .

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
      asslam.o.alaikum
      main yeh post is section main karna to nahi chahta tha kiun k main rules ko parh choka ho k is par kis type ki ham ko post karni chahi hai yeh off topic post hai . kiun k topic main yeh post atti hai ( forex, banking services, services of microfinance credit institutions, insurance services,) .
      is main shaid mera faida bilkul na ho but ap ka bahot ziada faida hoga .
      ham ko kise topic par posting karni hai yeh to ham sub ko samjh arhaa hai saf saf dekh bhe rha hai . but yeh 500 character kiya hai kitni line banti hai kiya is main space counte hoge ya nahi ?
      characters Haroof ko khty hain jisa k A,B,C ye 3 haroof hai .isey hi ham ko 500 haroof likhna hoga jo k off topic bhe na ho or rules k against bhe nahi ho .vesy to safe bhe character main counte ho jata hai but pak forex forum k according sapce ko counte nahi kiya jayai ga serf haroof ki tadad 500 honi chahi hai agar is sey kam hoge to ap ki post compitition main counte nahi hoge .ab main ap ko picture main samjhta hun k ham ko kitni line or ksaiy likhni hai .3 picture ki madad sey ap zara ghor kijiay ga or smjhny ki koshesh ki jiyai ga .
      1st picture is main ap ko batya geya hai k ap ney jab ( fori jawab par click karna hai ) to minmum kitni line likhni hai ap ney .

      [ATTACH=CONFIG]12138[/ATTACH]

      is main ap saf saf dekh skty hain k kitni line likhi hai os k bad
      2nd pic

      [ATTACH=CONFIG]12139[/ATTACH]

      is tasweer main ap yeh dekh skty hain k jab ap post forwerd kar ley geyai to kitni line main show honi chahi hai .
      3rd picture
      is main ap ko pata chly ga k ap ney jo post ki hai wo kitni characters ki hai ruls par pora otrti hai ya nahi .

      [ATTACH=CONFIG]12140[/ATTACH]


      agar ap is post par amal karty hain to ap 500 characters ki post aram sey bana skty hain .
      thanks for reading ...best of luck
      Dear ap agar ais forum par kaam karty hai to ap ko ais forum par agar ais contest mai kaam karna hai to ap ko ais forum par ais contest k rules k hisab se kaam karna hota hai aus k sath ap agar ais forum par kaam karty hai to ap ko ais forum par kam az kam 500 characters ki post karni chaye tab hi ap ko ais forum par faida hota hai ap agar ais forum par time lagaty hai to ap ko ais forum par kafi zayda ais contest mai bonus mil jata hai ap ko ais forum par time lagany se ye pata chal jata hai k ap agar ais forum par mehnat karty hai to ap ko ais forum par kafi zayda faida ho jata hai ap agar ais forum par time lagaty hai to ap ko ais mai character pory rakhny chaye aus mai hi ap ki post count hoti hai ap agar ais se kam posts rakhy gay to ap ko ais mai atna zayda faida nai ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: Explain; what is 500 Characters post .

        dear ap ny boht achi trha se hmain posting character k bary main explain kiya hai jo k boht achi bat hai q k es se hum achi trha se dekh skty hain k hmain forex forum main 500 character kis trha se pory karny hain s liye hmain chahye k hum apni posting ki lines ko pora karen jis main hmary 500 character pory ho jaen or aghr dekha jay tu pora 500 character tu jkoi bhi count kar nahi likhta hai bus sub he apny andazy k sath apni posts kar jaty hain laken kbhi kbhi hmary posts ki limit pori hoti hai or kbhi zyda hoti hain es liye hmain chahye k hum apni bat ko pora karty howe apni posting main jo lines hain wo 5 set karen aghr hum 5 lines likh lety hain tu count hony k bad yah submit karny k bad wohi lines 6 ho jati hain ayse hum asani se apni posting limit ko pora kar skty hain or apni posts ki counting ko bhi pora asani se kar k apna kam rules ko follow kar k kar skty hain
        • #5 Collapse

          Re: Explain; what is 500 Characters post .

          Contest key rule key mutabeq 500 characters ki posts karny par zor dia jata hay esy contest me bahot se members hey jen ko abi tak 500 characters key bary me conform information be nahi hay, basically agar posts ki counting words se ki jati to ye 120 words banty hey aur 120 se 130 words hi 500 characters ban sakty hey, characters me words key sath (spece, full stop) ye sab hi count hoty hey, agar forum me posting ka rule 500 words ka hota to ye bahot zeyada large post ban jati hay, agar members 4 se 5 line ki post karty hey to ye 500 characters asani se ban sakty hey.
          • #6 Collapse

            Re: Explain; what is 500 Characters post .

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
            asslam.o.alaikum
            main yeh post is section main karna to nahi chahta tha kiun k main rules ko parh choka ho k is par kis type ki ham ko post karni chahi hai yeh off topic post hai . kiun k topic main yeh post atti hai ( forex, banking services, services of microfinance credit institutions, insurance services,) .
            is main shaid mera faida bilkul na ho but ap ka bahot ziada faida hoga .
            ham ko kise topic par posting karni hai yeh to ham sub ko samjh arhaa hai saf saf dekh bhe rha hai . but yeh 500 character kiya hai kitni line banti hai kiya is main space counte hoge ya nahi ?
            characters Haroof ko khty hain jisa k A,B,C ye 3 haroof hai .isey hi ham ko 500 haroof likhna hoga jo k off topic bhe na ho or rules k against bhe nahi ho .vesy to safe bhe character main counte ho jata hai but pak forex forum k according sapce ko counte nahi kiya jayai ga serf haroof ki tadad 500 honi chahi hai agar is sey kam hoge to ap ki post compitition main counte nahi hoge .ab main ap ko picture main samjhta hun k ham ko kitni line or ksaiy likhni hai .3 picture ki madad sey ap zara ghor kijiay ga or smjhny ki koshesh ki jiyai ga .
            1st picture is main ap ko batya geya hai k ap ney jab ( fori jawab par click karna hai ) to minmum kitni line likhni hai ap ney .

            [ATTACH=CONFIG]12138[/ATTACH]

            is main ap saf saf dekh skty hain k kitni line likhi hai os k bad
            2nd pic

            [ATTACH=CONFIG]12139[/ATTACH]

            is tasweer main ap yeh dekh skty hain k jab ap post forwerd kar ley geyai to kitni line main show honi chahi hai .
            3rd picture
            is main ap ko pata chly ga k ap ney jo post ki hai wo kitni characters ki hai ruls par pora otrti hai ya nahi .

            [ATTACH=CONFIG]12140[/ATTACH]


            agar ap is post par amal karty hain to ap 500 characters ki post aram sey bana skty hain .
            thanks for reading ...best of luck
            Dear ap ny bilkal tek kaha ha Pakistan forex forum main contest main jo bi posts karni ha to us main kam sy kam 500 words hony chae ha is main space ko shamil ni kea jata ha space k alawa words ko count kea jata ha jtny words hon woe shamil hoty han is ley humy acha bounce hasil karna ha to humy ziada sy ziada words ki posts karni hon ge 500 words kam sy kam han is ley humy ziada sy ziada word ki posts karni hon ge ta k hum log ache trading kar k kamyab ho saken humy forex trading k bary ache information dani ho ge knowledge or experience share karna ho ga ta k hum log kamyab ho saken jtni ache posts hon ge utna he acha bounce hasil kar saken gy or is bounce sy ache trading kar k ache earning kar saken gy
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Explain; what is 500 Characters post .

              Dear pakistan forex forum friend aapane bahut acchi tarike se hamen post karne ka tarika bataya hai aur trade mein 500 character kis tarah pure karne hain iska bhi tarika bataya hai aapane 3 demo picture share ki hai aur unmen aapane yah bhi bataya hai ki ham kis tarah se apne tractors ko count kar sakte hain aur humne kitni lines banakar apni post ko generate karna hai aur hamara behtarin jawab muqabla contest mein ja sake ham sab log jante hain ki hamari post more than 500 tractor ki honi chahie agar hamari post mortem characters ki hogi aur qualitative nahin hogi to hamen bonus nahin milega aur hamari post ko contest ke liye count nahin kiya jaega hamen chahie ki ham technical aur fundamental analysis ke upar questions banaen tha ke trading member use par discussion kar saken aur easily unki post lambi ho sakti hai

              اب آن لائن

              Working...
              X