Emotional traders aur serious traders mai kia faraq hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotional traders aur serious traders mai kia faraq hota hai?
    Forex trading mai emotional traders aur serious traders mai kia faraq hota hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotional traders aur serious traders mai kia faraq hota hai?

    Emotional traders Jab Kisi chij Ki market price tezi ke sath badhati Hui dekhta hai to wo emotional ho jata hai aur soche samjhe bagair trade set kar leta hai Aisi trade Mein loss ka Khatra Jyada Hota Hai Jab Ke 1 serious trader market ke analysis ko Dekhte hue a aur loss aur profit donon ko Dhyan mein rakh ke apni lot set karta hai serious trader hi Kamyab trader Hota Hai
    • #3 Collapse

      Re: Emotional traders aur serious traders mai kia faraq hota hai?

      Senior traders ko market me trading ka experience hota hay aur esy traders achi tarha ye samaj lety hey key kes type ki trading un ko emotional kar sakti hay esi trading se bachny ki traders har possible koshish karty hey jab key new traders ye bat nahi samjty aur market me trading karny se es ka jo result ata hay es ki waja se emotional ho jaty hey, maximum new traders loss hony par es waja se emotional hoty hey key un ko es loss ko recover karna asaan nahi lagta, jab key senior traders etna risk leny ki koshish hi nahi karty key wo emotional jesi situation ko face kar saken.
      • #4 Collapse

        Re: Emotional traders aur serious traders mai kia faraq hota hai?

        emotional traders
        emotional traders ke decision market ki current situation ke hisab se nehi hotay hain balke wo Apne emotions me a kar decision leta ha jis se mostly decision wrong ho jatay hain or emotional traders ko mostly loss bhi hota ha
        emotional traders jald emotions me a kar greedy mind set ka shikaar ho jata ha or wo big lots ka use karta ha profit earn karne kay liey or apna account wash karwa leta ha
        emotional traders analysis karne me jaldi kar jata ha or mostly time Apne emotion me rehnay ki waja se rules ko ignore karta rehta ha
        emotional traders ki mentality weak hoti hai or wo Apne ap ko over smart samjte huey knowledge or experience hasil karne ko ignore karta hai or loss kar jata forex trading me

        serious traders
        serious traders aik suljha traders hota ha wo jub bhi koi decision leta ha wo market ki situation or current condition kay mutabik hota hai jis se mostly trades profit me bhi jati hain
        serious traders hamesha rules ko follow karta ha or apni trading me anay wali har cheez jo osay loss deti hai jaisa ke greed jald bazi wo in sub bato ko ignore kar deta hai
        serious traders ki mentality strong hoti hai wo har strategy ya analysis ka pehle knowledge or experience hasil karne kay bad hi real trading me apply karta ha or serious traders ke success hone kay chances bhi zeyda hotay hain
        • #5 Collapse

          Re: Emotional traders aur serious traders mai kia faraq hota hai?

          Dear friend ap ny bot acha question kea hy forex trading aik difficult business hony ki wja sy is m wahi log zyada tar kamyab hoty han jo serious ho kr trading karty han forex forum aik asa plat form hy jis m emotional traders ki koi jga ni emotional traders kbi b kamyab trading ni kar sakty serious or emotional traders m bot farq hota hy isi farq ki bna pr ham trading m successful b ho skty han or apna account b wash kr bythty han serious traders hmasha apny account ko safe rakh kr trading karty han jb k emotional traders hmasha zyada sy ziada profit hasil karny k chker m hoty han serious traders hmasha market k up down k sath apny emotions ko qabo m rakhty han jb k emotional traders emotions m a kr apna hi loss krty han garz emotional traders hr tra sy loss ka hi samna karty han
          • #6 Collapse

            Re: Emotional traders aur serious traders mai kia faraq hota hai?

            Emotional trader vs serious trader
            Forex trading main sab dost trading karty han kuch fayda hasil kar laty han or kuch loss karwa laty han ye sab in ki soch knowledge or experience k mutabiq hota ha jase he ap acha decision laty han to ap acha profit hasil kar sakty han warna loss k chance ziada hoty han or jab ap ache analysis karny proper money management or risk management sy trading karny to ap ko ziada fayda ho sakta ha or ap loss sy bach sakty han is ley emotional trader's just market dakha or trade laga di wo proper analysis ni karty han is na he lots size ka khayal rakhty han is ley humy both ziada loss ho sakta ha is ley Jo trade serious hota ha wo pehly market ko samjeta ha us k bad achy analysis karta ha or news ko zahan main rakhta ha us k bad proper lot size istamal karta ha or proper stop loss or take profit istamal kar k trade open karta ha ta k account safe ho ap maximum profit ho or loss k chance kam hon
            • #7 Collapse

              Re: Emotional traders aur serious traders mai kia faraq hota hai?

              emtional traider.
              *emtional traider wo hota hai k jab os ka dill karta hai or jisy os ka dill karta hai traid laga deta hai koi analysis koi planing nahi karta hai bass os k dill main ik lalach hoti hai k wo bara profit hasil kar ley ga but yeh os ka ik kahab ban jati hai kiun k forex traiding main banda os waqt tak kamiyab nahi ho ksta hai jab tak k wo forex ka knowledge gain na kar ley is ko achi trha sey smjh na ley isi wajh sey to emtional traider hoty hai wo allach or jaldbazi main hoty hai is wajah sey wo forex main ziada time tak kam nahi kar skty bil akhir chor jaty hain traiding ko .

              serious traider .
              *serious traider hi forex main kamiyab ho skta hai seriuos traider wo hota hai jo k propr method k sath forex traiding main kam karrta hain without knowledg or planing koi traide nahi lagty hain or ik achy entry point ka wait karty hain os k bad hi traide main ghusty hain bass yahi traider hi kamiyab hoty hai traiding main .
              information for Beginners
              Complete Forex Knowledge
              • #8 Collapse

                Re: Emotional traders aur serious traders mai kia faraq hota hai?

                Trading members jo Forex trading market mein serious expert trading approach rakhta hai usko aap serious trader kaise sakte ho jo analysis ko follow karta hai management karta hai aur trading ke liye efforts karta hai market ki current situation ko understand karne ke liye candlestick chart pattern study karta hai aur indicators and oscillator use karte hue market mein order place karta hai usko aap serious trader kah sakte ho aur emotional traders bhi kuchh log aise hote hain jo market ki first movement ko dekhkar usmein dapkar jaate hain aur loss ho jata hai unko agar emotions ke sath aap intelligence ko bhi mila lena aur planning use karte hue management kar le to aap trading market mein important factors ko understand karte hue trading kar sakte ho aur market se profit earning kar sakte ho
                • #9 Collapse

                  Re: Emotional traders aur serious traders mai kia faraq hota hai?

                  Dear ais market mai ap ko her tarha k traders mil jaty hai jin ka apna tareeka hota hai kaam karny ka ais market mai ap agar aik trading strategy bana lety hai aor aus k hisab se hi kaam karty hai to ap ko aus par ye faida hota hai k ap aus par agar trade karty waqat loss karty hai to aus par ap apni trading strategy k hisab se hi kaam karty hai ap ko ais market mai agar emotional trader dekhna ho to aus time ap ais market mai koi trade lagaty hai aor aus par ap ko loss ho raha ho to aus loss ko dekh k ap koi aisi ghalti karty hai jis se ap ko mazeed loss ho jata hai ais market mai ap agar loss se bachna chaty hai to ap ko ais market mai discipline k sath kaam karna hota hai tab hi ap ko kamyabi milti hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotional traders aur serious traders mai kia faraq hota hai?

                    forex trading main emotional and serious traders forex main traders ki types hain jin main wo apna apna kam karty hain or forex main jo emotions k sath trading karty hain un ko forex main loss zyda hota hai q k jo log eemotions main a jaty hain wo jald baz hoty hain or apni trading k mamly main lalachi hoty hain or boht jald forex main ameer hona chahty hain es liye wo apny emotions main jaty hain or nakam hoty hain es k ilwa jo serious mamber hoty hain wo apny loss k sath kisi bhi trha ka compromise nahi karty hain wo apni har trading k liye proper planning karty hain jis se un ko loss kam hota hai or acha profit hota hai es liye hmain decide karna hota hai k hum kis trha k traders banna chahty hain or kis trha ki trading kar k result haisl kar skty hain forex main kamyab or nakam hum khud he hoty hain es liye mahnat karny se kamybhi or mahnat na karny se hmain nakami hoti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotional traders aur serious traders mai kia faraq hota hai?

                      serious traders aik suljha traders hota ha wo jub bhi koi decision leta ha wo market ki situation or current condition kay mutabik hota hai jis se mostly trades profit me bhi jati hain
                      serious traders hamesha rules ko follow karta ha or apni trading me anay wali har cheez jo osay loss deti hai jaisa ke greed jald bazi wo in sub bato ko ignore kar deta hai
                      serious traders ki mentality strong hoti hai wo har strategy ya analysis ka pehle knowledge or experience hasil karne kay bad hi real trading me apply karta ha or serious traders ke success hone kay chances bhi zeyda hotay hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotional traders aur serious traders mai kia faraq hota hai?

                        Assalam walekum doston Kaise aap sab ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge.
                        Ji han doston Yahan per do trha ke trade hmay market Mein mil Jaenge emotional trade or serious trade emotional trades bahut jaldi emational ho Jaate Hain aur itni jaldi emotions mein aane ki vajah Se vah Apna loss Karva Baithe Hain Hamen chahie Ki snjidgi ke sath Faisla Karen aur lost aur profit ko Dhyan Mein rakhte Hue trade Karen doston is forum Main Aisa Hi Ha Is Par loss ho sakta hai agar Ham emotions Mein a jaenge to doston hmein Dil lga Kar mehnat se kam karna chahie Ta ke Hamen loss na.ho aur na hi Ham emotional hun doston yah forum Hamari help ke liye Banaya Gaya Hai Hamen is acchi Tarah use karna chahie aur Achcha knowledge or experience share karna chahie doston serious trades is Forum per acchi knowledge or experience share karte hain isiliye vah profit hasil krty hain aur unhen loss Nahin Hota isliye Hamen serious is form per Rahana chahie emotional nahin hona chahi.THANKS
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotional traders aur serious traders mai kia faraq hota hai?

                          Dear mery khyal sy emotional treadr r sereus treadr m boht zyada frak hota hy q k emotional treadr hmesa emotion m a k greed krty hen r jld bazi krty hen jis sy hmesha mistak hi krwaty hen r loss hi face krty hen r senior r sereus member hmesha soch smjh k tread open krty hen ta k mistak na ho r loss sy buch saken serios member hmesha soch smjh k mrket ki movmnt ko smjh k r plyning kr k treding start krty hen jis sy hmesha profit hasil krty hen r export treadr bnty hen.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X