Bitcoin mai iss waqt investment faida day sakti hai ya nahi?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bitcoin mai iss waqt investment faida day sakti hai ya nahi?
    Forex market iss waqt bohat ziada downfall mai hai. Kia iss waqt bitcoin mai investment faida day sakti hai ya nahi?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bitcoin mai iss waqt investment faida day sakti hai ya nahi?

    Bitcoin ap ko tab he fayda da sakti ha k ap is main ache analysis karny or is k bary main acha knowledge information hasil karny or is main demo account main practice karny to ap k pass is ka acha experience ho ga to ap easily is main trading kar k ache earning kar sakty han jab tak ap k pass acha knowledge or experience ni ho ga to ap kamyab ni ho sakty han is key humy chae ha k hum log behtar planning or strategy sy trading kar k kamyab ho saken or forex trading main ache earning kar saken is ley humy ziada sy ziada behtar learning or practice karni ho ge ta k hum log ache trading kar k ache earning kar saken is ley humy humy chae ha k hum log apny knowledge or experience k mutabiq trading karny bitcoin main ta k humy ziada loss na ho or hum ache earning kar saken
    • #3 Collapse

      Re: Bitcoin mai iss waqt investment faida day sakti hai ya nahi?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
      Forex market iss waqt bohat ziada downfall mai hai. Kia iss waqt bitcoin mai investment faida day sakti hai ya nahi?
      Dear ais market mai ap ne agar bitcoin par trade karni hai to ap ko aus mai ye pata hona chaye k ais mai abi atni zayda moment nai ho rahe hai ap ne agar trade karni hai to kisi aor pair mai trade kar ley ais se ap ko kafi zayda faida ho sakta hai ap ko ais market mai planing kar leni chaye aor aus k hisab se ap ko ais market mai kaam karna chaye ap agar ais market mai investmnet karna chaty hai to ap k pass bahot hi acha moka hai k ap ais market mai ais time crude oil par kaam kary ye kafi zayda down aa gia hai aor ap agar ais ko aik dafa buy kar k choar dety hai to ye thory se time k baad kafi zayda up ja skata hai ap ne agar ais market mai trade lagani hai to ap ko ais mai trading plan bana lena chaye aor ap ko ais mai pending orders laga k chaor dena chaye market ap ki favour mai jati jaye gi aor ap ko ais mai kafi zayda faida ho jaye ga.
      • #4 Collapse

        Re: Bitcoin mai iss waqt investment faida day sakti hai ya nahi?

        bitcoin ki current price 6 se 7 thousand us dollars tak ha yeh zone profitable bhi sabit ho sakta ha or dangours bhi
        profitable is tarah sabit ho sakta ha kyuke corona virus ki pandemic situation ko waja countries ki economy weak ho rehi hain lock down hone ki waja se or traders and investors ka currencies se zeyda metal me interest dikha rehay hain jis se gold ki price increase bhi hui ha or 2nd par agr traders or investors ka etmad bitcoin par a gaya tu bitcoin ki price 20000$ tak ja sakti ha or 2020 me jaisi situation ban rehi ha investors ka bitcoin me etmad barhne ke chances hain ap bus bitcoin me ap ko strong up trend find karna ha bitcoin ko agr buy karna chahte hain

        bitcoin dangours is liey sabit ho sakta ha kyuke bitcoin aik digital currencies jis ki mostly value supply and demand par depend karti ha ager investors ne corona virus ki pandemic situation me a kar bition ki selling start kar di tu bitcoin me fear ki waja se itni selling ho sakti ha ke bitcoin ki price selling hone ki waja demand na hone ki waja se 1000$ par bhi a sakta ha investors agr fear ka shikaar ho gay tub sub ne loss se bachne ke liey bitcoin ko sale karna start kar dena ha

        abi kuch time wait kare kay bitcoin is pandemic situation me apni price ko kaya stable rakh sakta ha or agr price stable rehti ha or sath me up trend banta ha tu investors ka bitcoin me interest a sakta ha or ap waha par bitcoin ko buy kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Bitcoin mai iss waqt investment faida day sakti hai ya nahi?

          Lockdown ki vajah se baki chezo Ki Tarah Bitcoin ki market bhi stable Nahin Hai filhal Bitcoin ki price low hai Agar buyers Ka Rash lag jata hai hi to Bitcoin ki price bahut Upar Ja sakti hai aur Agar Lockdown ki vajah se seller's market Mein a Jaate Hain Tu price crash bhi ho sakti hai market ke stable hone ke bad trade karna Behtar hoga
          • #6 Collapse

            Re: Bitcoin mai iss waqt investment faida day sakti hai ya nahi?

            US dollar agar mazeed weak hota hay to Bitcoin me trading ka risk leya ja sakta hay es ki waja ye hay key jesy jesy US dollar ki keemat aur value me kami aye gi Bitcoin currency ki value aur price me etna hi ezafa ho ga, mery khayal me bitcoin currency traders ko mazeed koch din wait karna chaye, agar US dollar ki international market me mazeed apni keemat ko kam karta hay to bitcoin ko buy karny ka ye sab se acha chance ho sakta hay, bitcoin digital currency hony ki waja se es ki ehmeyat future me bahot hi zeyada hony key chances hey ye currency jetny low price par mil jaye hamy future me acha profit deny me kamyab ho sakti hay.
            • #7 Collapse

              Re: Bitcoin mai iss waqt investment faida day sakti hai ya nahi?

              Assalam walekum doston jaisa ki aap jante ho cryptocurrency digital currency hai aur iska future according to rationalisation and scientific analysis bright show ho raha hai lekin abhi tak cryptocurrency ko officially accept nahin kiya gaya hai agar cryptocurrency chali bankers ki taraf se namaskar di jaati hai aur isko accept kar liya jata hai to crypto currency ki value bahut increase ho sakti hai jaisa ki aapane desar dekha ke pallaudium metal ki price bahut hi ho chuki thi aur Baki aap jante ho ki crude oil black gold jis ko kaha jata tha jiski price recently minus ma chali gai aur yah ek big mis hai vah hai jo ki crude oil ki prices plunged ho chuki hain agar aap is waqt cryptocurrency mein investment karna chahte ho to aap image comment kar lo aur low price ke sath isko per check kar lo kiski price day by day increase ho sakti hai aur aapko profit ho sakta hai lekin aapko expert professional cryptocurrency maker ke sath bhi rahata karna chahie aur aapko trading market ke current situation ke bare mein bhi andazaa hona chahie
              • #8 Collapse

                Re: Bitcoin mai iss waqt investment faida day sakti hai ya nahi?

                Dear friend Bitcoin Ek cryptocurrency hai aur isko Aam Alfaaz Mein kagaji currency bola jata hai aur iska koi bhi record maujud Nahin Hota lekin bahut jyada log ismein abhi investment kar rahi hai aur Bitcoin ke wallet use Karke usmein apna amount rakhte hain aur jismein stock karte hain lekin abhi Bitcoin bahut jyada maqbooliyat Hasil kar chuka hai lekin ismein agar aap trading karna chahte hain to vah bahut jyada risky Hai Kyunki Bitcoin ke rate ab yah down hone mein bahut hi kam time lagta hai aur ismein aapke pass Achcha baccha maujud Hoga balance tabhi aapas Mein investment kar sakte hain aur long term investment ke sath hi aapko benefit Milega To isliye Agar aapke pass Achcha backup Hai Tabhi ismein invest Karen otherwise aap isko leave kar de
                • #9 Collapse

                  Re: Bitcoin mai iss waqt investment faida day sakti hai ya nahi?

                  Ji nahin mera Sal se abhi aapko investment Nahin Karni chahie Kyunki Jaisa ki aapko Maloom Hai Ki pure world mein bahut jyada Virus ki vajah se market band ho chuki hai to agar aap abhi Bitcoin investment Karte Hain To yah Jaruri Nahin Ki Bitcoin bahut jyada aapko profit dekar Jaega yah aapko loss bhi De sakta hai Kyunki Agar Kisi Mulla ki currency used na ki Gai aur gold ki Bina per Sabhi countries ko chijen milagi to isliye yah bahut bekar chij hai agar aapane West karna chahte hain to Gold Mein Nivas karne ke upay gold mein aap acchi earning Hasil kar sakte hain to isliye Baithe aur acchi earning Kariye aap gold Mein deposite Karen Bitcoin mein aap investment mat Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Bitcoin mai iss waqt investment faida day sakti hai ya nahi?

                    market mai ap ne agar bitcoin par trade karni hai to ap ko aus mai ye pata hona chaye k ais mai abi atni zayda moment nai ho rahe hai ap ne agar trade karni hai to kisi aor pair mai trade kar ley ais se ap ko kafi zayda faida ho sakta hai ap ko ais market mai planing kar leni chaye aor aus k hisab se ap ko ais market mai kaam karna chaye ap agar ais market mai investmnet karna chaty hai to ap k pass bahot hi acha moka hai k ap ais market mai ais time crude oil par kaam kary ye kafi zayda down aa gia hai aor ap agar ais ko aik dafa buy kar k choar dety hai to ye thory se time k baad kafi zayda up ja skata hai ap ne agar ais market mai trade lagani hai to ap ko ais mai trading plan bana lena chaye aor ap ko ais mai pending orders laga k chaor dena chaye market ap ki favour mai jati jaye gi aor ap ko ais mai kafi zayda faida ho jaye ga.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Dear ap ko ager bitcoin mai acha experience hai or ap ka capital acha hai tu ap future trade be us mai kar sakty hain. lekin us kay leye ap ko sahi expert hona cheye. Ager ap itna expert nahi hai or itn zaida time trading ko nahi dy sakty hain tu ap ko cheye ap es mai kuch investment jo ap kar sakty hain woh spot trading main bitcoin mai kar sakty hain. matlub jab bitcoin sasta ho kuch investment kar kay buy kar lain or jab mehnga ho jaye tu ap us ko sale kar sakty hain. Es tarha ap bitcoin sy achi earning kar sakty hain. Ap apni trading main es ka sahi use kar kay apni trade ko faida hasil kar skaty hain. Jab tak ap ko yeh pata ho kay ap nay kitni investment karkay buy karna hai tu phir ap ko masla nahi hota hai or ap sahi sy es ka use kar kay earning kar sakty hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X