Kiss Tarah ki trading say ziada account wash hotay hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiss Tarah ki trading say ziada account wash hotay hain?
    Real trading mai traders ki aik ghalti bhi unkay account wash ker daiti hai. Kiss Tarah ki trading say ziada ter traders kay accounts wash hojatey hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiss Tarah ki trading say ziada account wash hotay hain?

    Forex market mein Jab ham Bina soche samjhe trade Lagate Hain aur Hamen market ke Trend ke bare mein pata Nahin Hota yah aur ham trade Laga Dete Hain per vote rate Akshar loss Mein Chali Jaati Hai Jiski vajah se Hamara account wash ho jata hai aur Hamen bahut jyada loss hota hai aur Aksar log ismein disheart Ho Jaate Hain Hamen is Forex ke Business mein main training ke dauran Puri taaja aur samajh se trade Lagani chahie Hamen market ko acche se wash Karte Rahana chahie Jaise hi koi Achcha mauka Mile trade ka yah Hamen foreign trade Lagani chahie Jab Ham market ke trend ko analyse Karke acche se market ko watch Karke trade lagaenge To Ham usse Achcha profit earn kar Sakenge aur apni earning ko beta banaa Sakenge isase Hamara account wash hone ki vajah Hamen profit hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Kiss Tarah ki trading say ziada account wash hotay hain?

      dear forex trading main jub accounts wash hoty hain un main galti mambers ki zyda hoti hai q k forex aik risky pair hai jis main humain kisi bhi time loss ho skta hai es liye aghr hum he koi na koi galti ho jay tu bara loss ho jata hai or zyda loss par account wash ho jata hai or jub account wash ho jay tu hmary pass trading karny or loss cover karny ka option bhi nahi hota hai es liye aghr hum chahty hain k hmara acount wash na ho tu hmain apny kam main loss se bachny k liye small lot se trading krna hogi jis ki wjah yah hoti hai k jub hmain loss hota hai tu account save rahta hai wash nahi hota es k ilwa hmain apni trading main stop loss ka bhi use krna hoga jis se hmara account bhi save or loss bhi kam ho jay ga
      • #4 Collapse

        Re: Kiss Tarah ki trading say ziada account wash hotay hain?

        Dear ap ais market mai jab risky trading karty hai to ap ko ais market mai apny account par atna hi risk lena hota hai jis se ap ko agar loss ho bhi to atna zayda na ho jis se ap ka account wash ho jaye agar ap account par zayda risk lety hai to ais se hi ap ka account wash ho jata hai ap agar ais market mai account trade k sath stop loss nai lagaty to ais waja se bhi ap ka account wash ho sakta hai ap agar trade k sath stop loss lagaty hai to ap ko ais market mai atna zayda loss nai hota hai jis se ap ka account wash ho jaye agar ap ais market mai mehnat karty hai aor discipline k sath kaam karty hai to ap ko ais market mai kabi nuqsan nai hota hai agar loss ho bhi to atna zayda nai hota hai ap ko ais market mai mehnat karni parti hai tab hi ap ko kamyabi milti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Kiss Tarah ki trading say ziada account wash hotay hain?

          Trading me jetni be mistakes ki jaye agar over trading na ki jaye aur risk management ko nazar andaz na kia jaye to account wash nahi hoti, hamari es tarha ki trading agar ho gi key agar weak trend be start ho jaye aur ham ghir zarori risk leya karen gey to hamary account wash hony key chances me ezafa ho jata hay, 1 din me agar maximum trades open na key jaye aur ye orders be kam lot size key bunyad par open key jaye to traders ko etna loss nahi ho sakta hay jetna key single day me zeyada trades open karny se ho sakta hay, koi be esi mistake nahi hoti jo traders khud nahi karty over trading be 1 tarha ki ghalti hi ho sakti hay.
          • #6 Collapse

            Re: Kiss Tarah ki trading say ziada account wash hotay hain?

            Forex trading main jab bi hum log ziada ki lalich karty han to humy utna he ziada loss k chance hoty han or bary bary account wash karwa daty han is ley humy chae ha k hum log proper money management or risk management sy trading karny ta k loss na ho jab k hum log aik sath ziada hasil karny ki try karty han or maximum loss karwa daty han bari lots sy trading karty han jis sy ziada loss hota ha leverage maximum rakhty han or choty choty account maim main bari lots lagty han jis sy humara account risk main hota ha or humy utna he losa k chances ziada hoty han is ley humy lalich juldbazi or emotions ko control kar k trading karni ho ge tab he hum kamyab ho saken gy or ache earning kar saken gy
            • #7 Collapse

              Re: Kiss Tarah ki trading say ziada account wash hotay hain?

              aisy traders jo greedy ban kar trading kartay hain wo apni single trade me boht zeyda risk letay hain or wo chahte hain ke kam time me rich bana ja sakay par un ki aik trade loss me janay se aisy traders ka account wash ho jata ha

              aisy traders jo knowledge hasil kiey begair trading start kar detay hain forex ko buy sell ki game samjte huey or forex trading knowledge ke begair luck par kartay hain aisy traders money management ko follow karne ke bawajood bhi loss kartay hain or un ke account wash hotay hain

              aisy traders jo knowledge tu hasil kar letay hain par demo me practice nehi kartay hain un ke account bhi wash hotay hain aisy traders experience na hone ki waja se analysis me mistake kartay hain or mistake se mostly trades loss me jati ha or slowly slowly in ka account wash ho jata ha
              • #8 Collapse

                Re: Kiss Tarah ki trading say ziada account wash hotay hain?

                Asalam o alikum dear ap ny bot acha question kea hy forex trading aik difficult business hony ki wja sy is m hamy risky trading sy bachna chaiy q k risky trading kr k ham kbi kamyab ni ho sakty hamy bot qism ki trading sy bachna ho ga jasa k hamy over trading ni karni chaiy over trading k b bot sy nuqsanat han ham lalich m a kr over trading to kr lyty han zyada or bari trades open krty han mgr hmari trades ziada tar nuqsan hi frahm karti hy or hamy bagar sochy smjy b trades open ni karni chaiy anylyses ko study kr k or news ko read kr k hmasha trading karni chaiy khud sy bagar sochy smjy or market ko up ya down jata dakh kr ham khud sy tukka lga kr jo b trade open karty han us m hamy hmasha nuqsan ka samna krna prta hy is liay hamy asi trading sy bachna chaiy
                • #9 Collapse

                  Re: Kiss Tarah ki trading say ziada account wash hotay hain?

                  Stop loss gane or friend ko aor trend follow na karne se account wash ho jata hai sab members ko maloom hai ke crude oil per bahut sare doston ke account wash hue hain mera bhi account varsh hua hai iski main baje thi ki main crude oil ko buying opportunity wale ki hui thi $10 per barrel ki price per pahunchne per main usko 0.01 dollar ki buying opportunity avail ki jiski vajah se mera account wash ho gaya aur main stop loss nahin lagaya tha kyunki akshar mein bus yah kah rahe the ki crude oil masjid niche nahin ja sakta hai is thinking ki vajah se aapki vajah se ham logon ne apne account ko wash karva liya stop loss nahin lagaya aur trading market mein humne trend ko follow nahin kiya mistake ho jaati hai lekin agar aap again and again same mistakes step by step repeat karte ho to aapko trading market mein pahunch lena chahie aur earning karte hue demo account mein kam kar lena chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiss Tarah ki trading say ziada account wash hotay hain?

                    jab bhi trader forex main big lot size use karty hain aur betuki trades karty hain tu usi wajah say account wash hoty hain kyon ky forex main is say bachny ky lea bhi aik rules bana hai jiss ko ham money mangement kehty hain jab tak koi trader is rules ko follow nahi karta hai tab tak forex main kabhi bhi wo kamyab nahi ho sakta hai is lea forex main money mangement apply karna bohut he zrori hai phi r har trader account wash hony say bach sakta hai forex main log thora sa sekh kar yeh samjhty hain ky sirf buy aur sell karna he trading ha mager wo isi galti main apna loss karty hain aur big volume use kar ky forex main rato rat ameer hony ky chaker main apna loss kar laity hain is lea ager account krwany sya bahcna hai tu money mangement ky rules say bhi kam risk lay kar tarding karni chahye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiss Tarah ki trading say ziada account wash hotay hain?

                      account wash honey ki jo barri bari wajohat hai un main sey koch yeah hai .
                      1.hamra traiding main without knowledge or expernce k kam karna yani k tukky bazi .
                      2.acha entry point tlash kia baghir traide ko laga dina .
                      3.anlysis k baghir traiding karna
                      4.demo account par perctise k baghir kam karna .
                      5.jaldbzi karna
                      6.lalach karaana
                      agar ham ik acha profit hasil karna chahty hain to ham ko in chizo ko sahi k oper tawjo dni hoge jaldi bazi ,lalach ko nikalaana hoga apney ander sey or knowledge gain karny k bad work karna hoga traiding main .
                      information for Beginners
                      Complete Forex Knowledge
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiss Tarah ki trading say ziada account wash hotay hain?

                        Dear friend Aisi trading jo ki aapke account ke according Ho Jaise ki agar aap trading kar rahi hain to usmein Agar aapke account ki equity kam hai aur aap usse Badkar lot size use karte hain to vah aapke account ko loss ki taraf le kar Jati Hai Kyunki Jab aap reading kar rahe hote hain to aap proper ki taraf Ja Rahe hote hain lekin Jab aap apne account ki equity ko najarandaaz kar dete hain aur highest per trading Karte Hain To aap ka account loss Mein Chala Jata Hai Lekin agar aap risk management ko use karte hue kam karte hain tabhi aap successful ho sakte otherwise aap ismein nuksan karte hain lalach Sabse Badi Baat Hai Jiski vajah se aap apne account ko loss Mein Lekar Jaate Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiss Tarah ki trading say ziada account wash hotay hain?

                          Dear forex treding m sub ko pta hy k over treding sy acount wash hoty hen over treding greed r jld bazi dono ko kahty hen hmy chahiye k treading m kamyabi hasil krny k liye apni emotion ko qabo m rakhen r over treding na karen q k es sy hm nuqsan hi othaen gy r kbi b kamyab treadr nhi bn saken gy forex sekhny ka name hy r sekhny sy hi treding m export bna ja skta hy es liye experience incres karen zyda sy zyda experience r knoliged hasil karen market ki movmnt ko smjh k tread open krean r confeused bilkul b na hon es trha hi forex m kamyab treadr bn saken gy.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiss Tarah ki trading say ziada account wash hotay hain?

                            Assalam walekum doston kaise hain aap sab ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge.
                            Ji han doston Yahan per bahut hi acchi baat ki Ja Rahi Hai Doston Jaisa ki Ham Sab Jante Hain Ki Pak Forex Ek bahut bada online business hai pure Pakistan mein log ismein Apna experience aur knowledge share kar rahe hain doston Hamen is Mein Achcha knowledge or experience share karna chahie aur isme asi trade ko open nahin karna chahie jisse Hamen loss ho sakta hai aur Hamara account wash ho skta hai doston Jab Ham lalach Mein Jaate Hain To Ham Jyada posting karna Shuru kar dete Hain Hamen Jyada posting Nahin Karni chahie isase bhi Hamara loss ho sakta hai Kyunki Ham sirf ISI per.tvajjo Dete Hain Ki Ham Jyada Se Jyada posting Karen doston mein Aisi trade nhi karne chahie Jo topic ke mutabik na ho Taki Hamen loss na ho or na hi hmara account wash ho doston Hamen over trading or risk management Ko najarandaaz Nahin Karna chahie is se bhi Hamara kaun ho sakta hai.THANKX
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiss Tarah ki trading say ziada account wash hotay hain?

                              Assalamu Alaikum dear friend Forex trading Main Jab Bhi ham log Jyada ki Lali Karte Hain To Hamen utna hi jyada loss ke chance hote hain aur bade bade account was Karva Dete Hain isliye Hamen chahie ki Ham to proper money management or risk management share trading karne ka close Na Ho jabki ham log Ek Sath Jyada Hasil karne ki try karte hain aur maximum loss Karva Dete Hain Badi loadsetting karte hain jisse Jyada loss hota hai average maximum rakhte hain aur Chote Chote account mein badi load karte hain jisse Hamara account list mein hota hai aur Hamen utna hi Logon ke chance Jyada hote hain isliye Hamen Lali jaldbaji emotions ko control Karke trading Karni Hogi tab hi Ham Kamyab Ho Sakenge aur acchi nahin kar Sakenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X