Forex trading mai fear factor kitni importance rakhta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mai fear factor kitni importance rakhta hai?
    Traders ko bohat say fears her waqt tension mai rakhtay hain. Tou forex trading mai fear factor kitni importance rakhta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mai fear factor kitni importance rakhta hai?

    Forex marker me trading ki jaye to fear factor nazar andaz nahi karna chaye fear (dar) factor ki bahot ehmeyat hoti hay aur new traders key ley without fear ki trading karna mushkil hoti hay, professional ban kar hi fear factor ko kam kia ja sakta hay magar jab koi trader new market me entry karta hay to us ko 1 hi cheez ka dar hota hay key aur wo hay loss ka dar, fear factor ko decrease karny key ley traders ko har tahra ki koshish karni chaye aur sab se important ye hay key market ko fully aur completely samja jaye, learning ko ehmeyat di jaye aur market analysis ki learning kesi expert traders se ki jaye ye sab fear factor ko kam karny me helpful hoti hey.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mai fear factor kitni importance rakhta hai?

      Mere Pyare bhai aapane bahut acchi tarike se Sawal Kiya Hai Main aapko batata Hun Ki yah factor Forex Mein Kitna nuksan De sakta hai aapko aap Agar darkar trading kar rahe hain to aap kabhi bhi kamyabi ki taraf Nahin Ja Sakte aap Hamesha andar kar Jo trades Lagate Hain vah Hamesha galat sabit hoti hai agar aapane Forex Mein kam karna hai to aapko confidence ke sath kam karna hoga confidence Ke Sath Jo trade Lagai Jaati Hai vah fayda bhi deti hain aur acchi bhi hoti hain aur jo darkar trading Karta Hai vah nakam hota hai to main aap sab doston ko Yahi Kahana Chahta Hun Ki Forex Main Jab Bhi kam karna hai confident hokar kam karna hai bilkul bhi aapane Darna nahin hai agar aap Karenge to aap Kamyab Nahin Ho Sakenge kamyabi sirf Forex main use Waqt Hai Jab confidence ke sath kam kiya jaaye without confidence nuksan hi hota hai aur Kuchh Bhi Nahin
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mai fear factor kitni importance rakhta hai?

        Forex trading market mein market ko control karne ke liye aapke pass technical aur fundamental analysis hona zaruri hai iske liye agar aapke pass achcha knowledge hai to aap ko use kar sakte ho aur market mein management kar sakte ho trading market mein management karke aap apne fear of loss ko control kar sakte ho trading market mein technical elements aur aspects score understand karne ke liye Pakistan Forex form international salon ke according lever karta hai aur aapko yahan per each and every team ki information clearly provide ki jaati hai extreme level per accurate knowledge share kiya ja raha hai aur yahan per trading members ke upar check and balance maujud hai aapko risk and reward chauki accordingly kam karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mai fear factor kitni importance rakhta hai?

          forex me fear factor ki boht zeyda important hain dear factors ke traders ko nuksan bhi hotay hain or fear factors ki waja se traders loss se bhi bach sakte hain

          fear factors ke faide
          agr traders fear factors ko positive letay hain tu kafi had tak faida hasil kar sakte hain jaisa ke agr traders ke mind me fear ho ke agr wo bina analysis ke trading karay tu loss ho sakta ha agr traders trend ke against trading karne se fear feel karay or fear ki waja se mostly time trend ke against trading na karay tu yeh fear bhi traders ko faida de sakte hain kyuke traders is fears se loss se bach sakte hain

          fear factors ke nuksanat
          agr traders trading me fear ko bilawaja letay hain tu is ke nuksanat bhi hain jaisa ke traders ne analysis kea or os ka analysis theek bhi ha par os ne fear ki waja se trade close kar di target se phonchnay se pehle tu os traders ko kam profit mile ga or wohi trade bad me Apne target tak phonch jaye gi par traders ko faida nehi ho ga nuksan ho ga fear ki waja se

          important note
          agr traders fear ko positive thinking me feel kartay hain tub traders fear se faida hasil kar sakte hain agr traders negative thinking se fear ko feel karay gay tu nuksan ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mai fear factor kitni importance rakhta hai?

            dear forex trading main jo log fear k sath kam karty hain wo kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty hain q k jo mambers esi dar or khof k sath trading karty hain k hmain loss ho jay ga tu hmain chahye k hum ayse kbhi trading na akren q k loss k dar se he hmain loss hota hai es liye hmain chahye k hum aghr forex main kamyab hona chahty hain tu hmain apni trading ko confidence k sath karna hoga jis se hum kamyab ho skty hain or acha proft lay skty hain forex main hmari trading tab he achi or strong ho skti hai jub humari trading main dar na ho q k dar hmaisha he insan ko loss karwa deta hai dar k sath trading karny se he traders galtian karty hain jin se un ko loss ho jata hai or wo nakam ho jaty hain tu hmain faer ko khtam kar k kam krna hoga forex main
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mai fear factor kitni importance rakhta hai?

              Dear ap ais market mai agar kaam karty hai to ap ko apny andar se dar ko khatam karna ho ga aus k baad ap ais market mai jitni zayda mehnat karty hai ap ko ais market mai atni hi zayda faida hota hai jitna ap ais market mai mehnat karty hai ap ko ais market mai time lagana parta hai aus k baad ap ko ais market mai darny se nuqsan hi hota hai aus k sath ap agar ais market mai dar rahy hoty hai to aus se ap ko ais market mai achi trade mil bhi rahe ho to ap wo ais market mai trade nai lagaty hai kun k ap ais market mai jab tak dar rahy hoty hai ap ko ais market mai dar hi laga rehta hai ap ko darna nai chaye warna ap apna hi loss karty hai ais market mai apny dar ko khatam karny k liay confidence k sath kaam kary tab hi ap ko kamyabi mily gi.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mai fear factor kitni importance rakhta hai?

                Forex trading main jab ap ache tahra learning or practice sy trading karny gy acha knowledge information or experience hasil kar k trading karny gy to ap ko fear ni ho ga or ap ache tahra trading kar saken gy or jab tak ap k pass acha knowledge information or experience ni hota ha to ap ko fear rehta ha jis ki waja sy sahe analysis or sahe lagi hue trade ko bi loss main tabdeel kar daty han is ley humy chae ha humy wait karny ache analysis karny or analysis k mutabiq proper stop loss or take profit istamal kar k trade open karny or phr chor dan bar bar is ko na dakheny is ko bar bar dakheny sy humy ziada loss ho sakta ha is ley humy chae ha k hum log behtar planning or strategy sy trading karny ta k hum log kamyab ho saken
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mai fear factor kitni importance rakhta hai?

                  forex trading main ap ko fear ki wajah say kabhi kamyabi mil sakti hai kyon ky iss say hamry ander emotions paida hoty hain jiss ki wajah say forex trading distrub hoti hai is lea es business main hamy dar ki bjay aik yakeen ky sath trade karni chahye aur ap jab bhi trade karain tu ap ka confidence level 100 percent hona chahye forex main ap ko loss hony say preshani nahi honi chahye ap ager is main rules ky sath kam karty hain tab ap ko ager loss bhi ho tu tab bhi ap ko achi learning aur rules say kama krny main acha experience milta hai is lea forex main dar ki bjay ager confidence level ko behter bnain aur forex main aik yakeen ky sath kam karain tu ap ko kabhi bhi forex main loss ka samna nahi karna pare ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mai fear factor kitni importance rakhta hai?

                    Assalam walekum doston kaise hain aap sab ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge.
                    ji han doston Yahan per bahut hi Achcha Sawal poochha gaya hai doston agar aap old members ki post ko red Karenge aur Achcha knowledge or experience gain kar lenge aur is form ke rules ko bhi apna Lenge to aapko is form is Forum per Koi fayda Nahin Hoga doston Hamen is form Per Dil lagakar kam karna chahie Agar hamare pass Achcha knowledge or experience Hai To Hamen Koi fear nahin hna chahiye sirf is Baat Ka Hona chahie ki Kahin Hamen loss Na Ho Jaaye aur ye fear theek bhi hai agar humne yah Fear Hoga Ki Hamen Koi loss na Ho Jaaye to mehnat se trading kar Sakenge aur Achcha profit Hasil kar Sakenge doston Hamen is per bagair fear ke trading Karni chahie ya Hamari help Ke Liye Hi Banai gai hai.THANKX
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mai fear factor kitni importance rakhta hai?

                      Assalamu Alaikum dear friend Forex trading market main market ko control karne ke liye aapke pass technical aur fundamental analysis Hona jaruri hai iske liye Agar aapke pass Achcha knowledge hai to aap ko use kar sakte hain aur Market Mein Management kar sakte hain trading market Mein management Karke aap apne fear of loss ko control kar sakte ho trading market Mein technically Mandsaur aspects score understand karne ke liye Pakistan Forex forum International Salon ke coding karta hai aur aapko Yahan per each and every team ki ki information ke liye provide ki Jaati Hai extreme level per accurate knowledge share Kiya ja raha hai aur Yahan per trading member ke per check and balance Mein Jude hai aapko risk and reward chauki accordingly kam karna chahie

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X